Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tumse kahoon ik baat paron se halki halki hmmm hmmm hmmm hmm raat meri hai chhanv tumhaare hi aanchal ki hmmm hmmm hmmm hmm tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki soyi galiyaan baanh pasaare aankhen meeche soyi galiyaan baanh pasaare aankhen meeche hmm hmm hmm hmm main duniyaan se door ghani palkon ke neeche hmm hmm hmm hmm dekhun chalte khwaab lakiron par kaajal ki tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki dhundhali dhundhali rain milan ka bistar jaise dhundhali dhundhali rain milan ka bistar jaise hmm hmm hmm hmm khulta chhupta chaand sej ke upar jaise hmm hmm hmm hmm chalti phirti khaat hawaaon par baadal ki tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki hai bheega sa jism tumhaara inn haathon mein hai bheega sa jism tumhaara inn haathon mein hmm hmm hmm hmm baahar neend bhara panchhi bheegi shaakhon mein hmm hmm hmm hmm aur barkha ki boond badan se dhalki dhalki tumse kahoon ik baat paron se halki halki hmm
tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do inn aankhon mein rehna hai gar pyaar se rehne do pehle dil ko nazron ke kuchh teer to sehne do hans hans ke seh lenge bade shauk se teer chalao hans hans ke seh lenge bade shauk se teer chalao ye fasaana hai purana koi baat nayi farmao chalo jhooth sahi par baat meri ek baar ji sunn to lo tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do dil dole kuchh bole bhala kaun ye samjhe ishaare dil dole kuchh bole bhala kaun ye samjhe ishaare ho ishaara jo tumhara to main tod ke laa doon sitaare aji tumpe yakeen kuchh hum ko nahin zara hosh ki baat karo tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do kuchh din se mere dil mein koi ban ke khyaal aata hai kuchh din se mere dil mein koi ban ke khyaal aata hai baaton se behlana tumko ye kamaal aata hai sach kehte hain hum chalo khaao kasam chahe apni kasam le
tumse lagan laagi haaye aisi agan jaagi yeh dil hua deewaana nazar jhuki jhuki jaaye tum jo dil mein aaye aankhon pe meri chhaye iss dil ki aarzu ka chaman khila khila jaaye jabse nazar mili khoya mera jahaan tum ho paas mere main hoon jaane kahaan jabse nazar mili khoya mera jahaan tum ho paas mere main hoon jaane kahaan dil ki lagan mere sajan jhoome teri kasam jab se dekha tujhe naache mere kadam mehki pawan jhoome honthon ko hansi choome yeh dil hua deewaana nazar jhuki jhuki jaaye tum jo dil mein aaye aankhon pe meri chhaye iss dil ki aarzu ka chaman khila khila jaaye tumse meri wafa kehti hai yeh piya dil se mere kabhi tum na hona juda tumse meri wafa kehti hai yeh piya dil se mere kabhi tum na hona juda dil hai sanam tere liye tu hai jaan e wafa dil se pyaar tera ab na hoga juda jab se tujhe paaya jeene ka maza aaya iss dil ki aarzu ka chaman khila khila jaaye tumse lagan laagi haaye aisi agan jaagi yeh dil hua deewaana nazar jhuki jhuki jaaye hmmm hmm hmmm
tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi lala lala lala lala la lalaa honthon se waade likhe aankhon se aankhen padhen honthon se waade likhe aankhon se aankhen padhen toote na ye chaahton ka silsila tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi ho dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi lala lala lala lala la lalaa lala laaa lala lala laaa baagon mein mausam khule khaabon ke chehre dhule baagon mein mausam khule khaabon ke chehre dhule tumse pehle har khushi thi bewajah tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi tumse mil ke zindagi ko yun laga lala lala lala lala la lala
hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the socha tha mai hai zindagi aur zindagi ki mai socha tha mai hai zindagi aur zindagi ki mai pyaala hata ke pyaala hata ke teri hatheli se piyenge woh khaahishen ajeeb thi sapne ajeeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the poochhenge ek baar kabhi hum tumse ruth kar poochhenge ek baar kabhi hum tumse ruth kar hum mar gaye hum mar gaye agar to aap kaise jeeyenge woh khaahishen ajeeb thi sapne ajeeb the jeene ko teri pyaar ki daulat mili to thi jab tum nahin the unn dinon hum bhi gareeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the
tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam jo kabhi hum mile to zamaana dekhega apna pyaar o mere yaar o mere yaar tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam jo kabhi hum mile to zamaana dekhega apna pyaar o mere yaar o mere yaar tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam main shaayar nahin deewana nahin main aashiq nahin parwaana nahin main shaayar nahin deewana nahin main aashiq nahin parwaana nahin mili jab se nazar tab se jaane jigar mili jab se nazar tab se jaane jigar main ho gaya deewana main ho gaya deewana ab jaane kya hoga jaane jaana tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam kya pata phir kahaan kab mulaaqat ho wo haseena se phir dil ki baat ho kya pata phir kahaan kab mulaaqat ho wo haseena se phir dil
tumse o haseena kabhi muhabbat na maine karni thi tumse o haseena kabhi muhabbat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya tumse o deewane kabhi muhabbat na maine karni thi tumse o deewane kabhi muhabbat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya aag sulag gayi nas nas mein neend rahi naa raha chain bas mein todi jaaye naa ab mujh se pyaar ki ye rasmen kasmen aa gayi bulbul to bas mein tauba meri tauba ye apni haalat na maine karni thi tauba meri tauba ye apni haalat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya log ye mujhko hai samjhaate beet rahi thi hanste gaate maine tumhen kisliye chheda raahon mein aate jaate mujhe sab hai sataate tauba meri tauba ke ye shararat na maine karni thi tauba meri tauba ke ye shararat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere
tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o meri dilruba oh meri jaane jaan tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o mere dilruba oh mere jaane jaan kitne paas hain hum tum phir bhi kitne door kitne paas hain hum tum phir bhi kitne door do dil ab milne ko hain kitne majboor tujh mein kho jaane ki tamanna hai oo mere huzoor tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o meri dilruba oh meri jaane jaan dil ke in zakhmon ko kaise dikhlaaun dil ke in zakhmon ko kaise dikhlaaun bechaini ke maare main na mar jaaun aaja dilbar mere saaye se main tere lipat jaaun tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o meri dilruba oh meri jaane jaan tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o mere dil ruba oh mere jaane jaan tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o mere dilruba o meri jaane jaan
tumul kolahal kalah mein main hraday ki baat re mann tumul kolahal kalah mein main hraday ki baat re mann vikal hokar nitya chanchal vikal hokar nitya chanchal khojati jab neend ke pal vikal hokar nitya chanchal khojati jab neend ke pal chetana thak si rahi chetana chetana thak si rahi tab main malay ki baat re mann main malay ki baat re mann tumul kolahal kalah mein main hraday ki baat re mann chir vishaad vilin mann ki iss vyatha ke timir van ki chir vishaad vilin mann ki iss vyatha ke timir van ki main usha si jyoti rekha main usha si main usha si jyoti rekha kusum vikasit praat re mann kusum vikasit praat re mann tumul kolahal kalah mein main hraday ki baat re mann jahan maru jwaala dhadhakati jahan maru jwaala dhadhakati chaataki kan ko tarasati jahan maru jwaala dhadhakati chaataki kan ko tarasati unhin jivan ghaatiyon ki unhin jivan unhin jivan ghaatiyon ki main saras barasaat re mann main saras barasaat re mann tumul kolahal kalah mein main hraday ki baat
tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da dholna vaje tumbe vali taar sunn dil di pukar aaja kar leiye pyar dholna vaje tumbe vali taar sunn dil di pukar aaja kar leiye pyar dholna vaje tumbe vali taar sunn dil di pukar aaja kar leiye pyar dholna vaje tumbe vali taar sunn dil di pukar aaja kar leiye pyar dholna aa aa aa tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da tunak tunak dhun tunak tunak dhun tunak tunak tun da da da duniya yaara rang birangi na ae phaidi na ae changi duniya yaara rang birangi na ae phaidi na ae changi duniya yaara rang birangi na ae phaidi na ae changi duniya yaara
tune abhi dekha nahin dekha hai to jaana nahin jaana hai to maana nahin mujhe pehchaana nahin duniyaan deewani meri mere peechhe peechhe bhaage kis mein hai dam yahaan thehre jo mere aage mere aage aana nahin dekho takraana nahin kisi se bhi haare nahin hum jo sochen jo chaahen wo kar ke dikha de hum wo hai jo do aur do paanch bana de jo sochen jo chaahen wo kar ke dikha de hum wo hai jo do aur do paanch bana de tune abhi dekha nahin dekha hai to jaana nahin jaana hai to maana nahin mujhe pehchaana nahin duniyaan deewani meri mere peechhe peechhe bhaage kis mein hai dam yahaan thehre jo mere aage mere aage aana nahin dekho takraana nahin kisi se bhi haare nahin hum jo sochen jo chaahen wo kar ke dikha de hum wo hai jo do aur do paanch bana de are tune abhi dekha nahin dekha hai to jaana nahin hum aate jaate raahon mein kab kaise kya gul khilaayen jo uljhe wo samjhe hum kya kamaal kar jaaye hey aye aye aye aye aye phoolon ki raahon se kaanton ko hata de hum wo hai
la la la la la la laa la la la la la la la laa la la la la la laa la la laaaa la la la la la la laa la la la la la la la laa la la la la la la la laa la la laaaa tune chheen liya dil ka chain piya are mar gayi main to aaja jaanejaan gale lag ja tune chheen liya dil ka chain piya are mar gayi main to aaja jaanejaan gale lag ja paas aaja doori se jee ghabraata hai tera milan to aafat mujhpe dhata hai ho kaisa kaisa chehre pe rang aata jaata hai ho ho paas aaja doori se jee ghabraata hai tera milan to aafat mujhpe dhata hai ho kaisa kaisa chehre pe rang aata jaata hai phir aaja mere paas bhanwra sa jhoom le phir chhoo ke mera tan phoolon ko choom le ru ru ru ru ru ru ru ru la lala la la lala laa la lala la lala la laa la la la la la la la laa la la laaaa tune chheen liya dil ka chain piya are mar gayi main to aaja jaanejaan gale lag ja tune chheen liya meri pyaasi pyaasi aankhon mein chhup ja khuli khuli baahon tak aake na ruk ja ho armaanon ki jwaala pe baadal ban ke
maulaaaaa oo maulaaa aaaaa aaaaa ye achchhi pardadaari hai ye achchhhi pardadaari hai ye achchhi raazdaari hai jo aaye tumhaari bazm mein deewaana ho jaaye tune deewaana banaaya to main deewana bana tune deewaana banaaya to main deewana bana ab mujhe hosh ki duniya mein tamasha na bana ab mujhe hosh ki ab mujhe hosh ki duniya mein tamasha na bana tune deewaana banaaya to main deewana bana tune deewaana banaaya to main deewana bana ab mujhe hosh ki duniya mein tamasha na bana ab mujhe hosh ki ab mujhe hosh ki duniya mein tamasha na bana tune deewaana banaaya to main deewana bana tune deewaana banaaya to main deewana bana main apni aah ke sadke main apni aah ke sadke main apni aah ke sadke ke meri aah mein bhi teri nigaah ke andaaz paaye jaate hain tune deewaana banaaya to main deewana bana yusuf e misri tamanna tere jalwon ke nisaar yusuf e misri yusuf e misri tamanna tere jalwon ke nisaar meri bedaariyon ko khawab e zulekha na bana meri bedaariyon ko meri
tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya door hoon main teri duniyaa se door hoon main teri duniyaa se kyun chhuaa tha mann mera tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo main pyaar ki chandani raat hoon main pyaar ki chandani raat hoon uljhi huyi dard ki baat hoon uljhi huyi dard ki baat hoon tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo soona tha ghar koi rehne laga soona tha ghar koi rehne laga darr ke magar dil ye kehne laga darr ke magar dil ye kehne laga tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneeeeee hoooooo oooooooo
heyyyyy aeeee ae ae ae heyyyy ae ae tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi humne maangi to mili na maut bhi tune hume kya diya ri zindagi khaali haath aaye the khaali haath hum chale dil jale khaali haath khaali haath aaye the khaali haath hum chale dil jale khaali haath humne chahe the phool bhi humne paayi na dhool bhi tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi na diya na kiran mann ka ye sunapan phoonke tann na diya na diya na kiran mann ka ye sunapan phoonke tann na diya door gayilyon mein raat bhar jhilmilati hai chandani tune humen kya diya ri zindagi bewafaa bekhabar beimaan bekadar tu magar bewafaa bewafaa bekhabar beimaan bekadar tu magar bewafaa geet gaata hai tere hi duniyaa mein har aadmi tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi humne maangi to mili na maut bhi tune hume kya diya ri zindagi
tune kiya kya jaadu tere bina dil kahe bas jeena hi nahin jeena hi nahin huu tune kiya kya jaadu tere bina dil kahe bas jeena hi nahin jeena hi nahin tune kiya kya jaadu tere bina dil kahe bas jeena hi nahin jeena hi nahin meri zindagi mera pyaar tu mere pyaar ka hai nikhar tu jo main sach kahun hai bahaar tu hooo meri jaan hoo hoo hooo hu meri zindagi mera pyaar tu mere pyaar ka hai nikhar tu jo main sach kahun hai bahaar tu hooo meri jaaaannnn tune kiya kya jaadu tere bina dil kahe bas jeena hi nahin jeena hi nahin hoo haaa hey tere husn mein hai wo dilkashi tu hansi to ye duniya hansi tu mili mujhe mili har khushi oooo meri jaan ooo ooo hey haa tere husn mein hai wo dilkashi tu hansi to ye duniya hansi tu mili mujhe mili har khushi oooo meri jaan tune kiya kya jaadu tere bina dil kahe bas jeena hi nahin jeena hi nahin tune kiya kya jaaadu
teri kudrat teri tadbeeeer mujhe kya maloom banti hogi kahin taqdeer mujhe kya maloom hoooo tune mera yaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudayi hoooo tune mera yaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudayi hoooo tune mera yaar tune mera yaar tune mera yaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudayi main des des phira kuchh nishaan nahin milta teri zameen pe mera carvaan nahin milta jahaan mein aane se pehleeee jisse milaaya thaaa kahaan gaya wo mera meharbaan nahin milta hoooo tune mera yaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudayi hoooo tune mera yaar tune mera yaar tune mera yaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudayi agar tu chaahe to pather ke dil ko pyaar mile khizaan ko rang to veerane ko bahaaaaar mile ye kya sitam hai ke main hi naa paa sakun usko ke jiske milne se dil ko mere qaraar mileeee hoooo tune mera yaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudayi hoooo tune mera yaar tune mera yaar tune mera yaar naa milaya main kya jaanun teri ye
hmm mm mm hmm mmm mmmmm tune mujhe pehchaana nahin jaana main koi anjana nahin aashiq hoon main tere naam kaa deewaana hoon main deewana nahin tune mujhe pehchaana nahin jaana main koi anjana nahin aashiq hoon main tere naam kaa deewaana hoon main deewana nahin hmm mm mm hmm mmm hmm mmm mmmmm naam bataa ke tu kehti hai to woh nahin koi aur hai tune di thi yeh angoothi yeh kehti hai tu hai jhoothi hmm mm mm hmm mmm hmm mmm mmmmm kaanta na tha jo nikal gaya kaagaz na tha jo kho gaya likhaa hai yeh dil pe tere tu hai meri main hoon teraaaa hmm mm mm hmm mmm hmm mmm mmmmm tune mujhe pehchaana nahin jaana main koi anjana nahin aashiq hoon main tere naam kaa deewaana hoon main deewana nahin hmm mm mm hmm mmm hmm mmm mmmmm
tune o rangeele kaisa jaadu kiya tune o rangeele kaisa jaadu kiya piya piya bole matwaala jiya tune o rangeele kaisa jaadu kiya piya piya bole matwaala jiya baahon mein chhupaa ke ye kya kiya o re piya ho oo tune o rangeele kaisa jaadu kiya piya piya bole matwaala jiya paas bulaa ke gale se lagaa ke tune to badal daali duniya naye hain nazaare naye hain ishaare rahi na wo kal waali duniya paas bulaa ke gale se lagaa ke tune to badal daali duniya naye hain nazaare naye hain ishaare rahi na wo kal waali duniya sapne dikhaa ke ye kya kiya o re piya ho oo tune o rangeele kaisa jaadu kiya piya piya bole matwaala jiya o mere saajan kaisi ye dhadkan shor machaane lagi mann mein jaise leharaye nadiya ka paani lehar uthe re mere tan mein o mere saajan kaisi ye dhadkan shor machaane lagi mann mein jaise leharaye nadiya ka paani lehar uthe re mere tan mein mujh mein samaa ke ye kya kiya o re piya ho oo tune o rangeele kaisa jaadu kiya piya piya bole matwaala jiya baahon mein
aa aa aa aa aa aa aa aa tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai ek diya hai jo andheron mein jala rakha hai tune ye phool jeet le jaaye koi mujhko naseebon waala jeet le jaaye koi mujhko naseebon waala zindagi ne mujhe daanw pe laga rakha hai zindagi ne mujhe daanw pe laga rakha hai tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai tune ye phool jaane kab aaye koi dil mein jhaankne waala jaane kab aaye koi dil mein jhaankne waala isliye maine girebaan mein khula rakha hai isliye maine girebaan mein khula rakha hai tune ye phool imtihaan aur mere jabt ke tum kya loge imtihaan aur imtihaan imtihaan imtihaan aur mere jabt ke tum kya loge maine dhadkan ko bhi seene mein chhipa rakha hai ek diya hai jo andheron mein jala rakha hai tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai tune ye phool
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tumse Kahoon Ik Baat Dastak (1970) 05:43 12137
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:43   Song Number : 12137   

Tumse Kuchh Kehna hai Guest House (1959) 03:55 13294
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ajeet, Shakeela
Duration : 03:55   Song Number : 13294   

Tumse Lagan Laagi Madhu (1959) 02:53 37771
 
Poster of Madhu (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Roshan
Duration : 02:53   Song Number : 37771   

Tumse Mil Ke Chor Police (1983) 03:53 16216
 
Poster of Chor Police (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Shatrughan Sinha
Duration : 03:53   Song Number : 16216   

Tumse Mila Tha Pyaar Khatta Meetha (1977) 05:03 18417
 
Poster of Khatta Meetha (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 05:03   Song Number : 18417   

Tumse Milne Ki Tamanna Hai Saajan (1991) 04:59 18623
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Salman Khan, Madhuri Dixit, Sanjay Dutt
Duration : 04:59   Song Number : 18623   

Tumse O Haseena Farz (1967) 06:08 21371
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant, Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Babita
Duration : 06:08   Song Number : 21371   

Tumse Thoda Sa Door Pyaar Ka Saaya (1991) 04:13 39285
 
Poster of Pyaar Ka Saaya (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Rahul Roy, Sheeba
Duration : 04:13   Song Number : 39285   

Tumul Kolahal Kalah Mein Asha Bhosle 05:06 36021
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Devotional
Lyricist
Jay Shankar Prasad
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:06   Song Number : 36021   

Tunak Tunak Dhun Daler Mehndi 05:00 11665
 
Poster of Daler Mehndi
 
Category
Punjabi
Music Director- 
Daler Mehndi
Singer- 
Daler Mehndi
On Screen Actors- 
Daler Mehndi
Duration : 05:00   Song Number : 11665   

Tune Abhi Dekha Do Aur Do Paanch (1980) 05:20 21389
 
Poster of Do Aur Do Paanch (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:20   Song Number : 21389   

Tune Chheen Liya Dil Ka Chain Bandhe Hath (1973) 04:58 11856
 
Poster of Bandhe Hath (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaz, Amitabh Bachchan
Duration : 04:58   Song Number : 11856   

Tune Deewana Banaya To Abida Parveen 10:24 16844
 
Poster of Abida Parveen
 
Category
Ghazal
Lyricist
Abida Parveen
Music Director- 
Abida Parveen
Singer- 
Abida Parveen
Duration : 10:24   Song Number : 16844   

Tune Haaye Mere Zakhm E Jigar Ko Nagina (1951) 03:46 15638
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Asavari
Duration : 03:46   Song Number : 15638   

Tune Humen Kya Diya Zindagi Zindagi (1972) 04:59 14459
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji
Duration : 04:59   Song Number : 14459   

Tune Kiya Kya Jaadu Apne Apne (1987) 04:30 40355
 
Poster of Apne Apne (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Karan Shah, Mandakini
Duration : 04:30   Song Number : 40355   

Tune Mera Yaar Shama Parwana (1954) 04:55 14226
 
Poster of Shama Parwana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:55   Song Number : 14226   

Tune Mujhe Pehchana Nahin Raju Chacha (2000) 04:52 16786
 
Poster of Raju Chacha (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kajol
Duration : 04:52   Song Number : 16786   

Tune O Rangeele Kudrat (1981) 03:35 21391
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Raag- 
Bagasri
Duration : 03:35   Song Number : 21391   

Tune Ye Phool Jo Zulfon Mein Rajkumar Rizvi 05:40 11969
 
Poster of Rajkumar Rizvi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Pandit Ghulam Qadir
Singer- 
Rajkumar Rizvi
Duration : 05:40   Song Number : 11969