Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa ooo oo shauk har rang raqeeb e sar o saamaan nikla kaise tasveer ke parde mein bhi uriyaan nikla haaaan zakhm ne daad na di tangi e dil ki yaarab teer bhi seena e bismil se par afshaa nikla shauk har rang raqeeb e sar o saamaan nikla haaaan boo e gul naala e dil dood e chiraag e mehfil jo teri bazm se nikla so parishaan nikla jo teri bazm se nikla so parishaan nikla aa aa aa dil mein phir giriya ne ik shor uthaaya gaalib aa aa aa aa aa aa aah jo katra aah jo katra na nikla tha so tufaa nikla shauk har rang raqeeb e sar o saamaan nikla
say shava shava say balle balle say shava shava say balle balle shava shava balle balle shava va balle shava shava say balle balle shava shava balle balle shava va balle saradake sarada putte samayamloooo sarikotta dare patte payanamlo ee paruvamlo hey saradake sarada putte samayamloooo sarikotta dare patte payanamlo ee paruvamlo girrekki kotte kerinthallo yama jor jor jor jor jore peringindanta andarilo yama jor jor jor jor jore peringindanta andarilo shava shava say balle balle shava shava balle balle shava va balle shava shava say balle balle shava shava balle balle shava va balle yenadu manasu kanivini yeragandi chelini dorikeni chotaaaaa hey yethodu karuvai sagamuga migilina brathuku athukunee chota ninnati thalupe moosi ninnuga koredeechota repati thelupe theesi revuga maaredeechota idhi anthuleni o baata yama jor jor jor jor jore peringindanta andarilo yama jor jor jor jor jore peringindanta andarilo aa vypu choodu alasata theliyaka kathalu kadileneechota ee
shayad kabhi na keh sakun main tumko kahe bina samajh lo tum shayad shayad mere khayaal mein tum ek din milo mujhe kahin pe gum shayad jo tum na ho rahenge hum nahin jo tum na ho rahenge hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin aankhon ko khaab dena khud hi sawaal kar ke khud hi jawaab dena teri taraf se bina kaam kaam karna jaana kahin ho chaahe har baar hi guzarna teri taraf se ye koshishein to hongi kam nahin ye koshishein to hongi kam nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho rahenge hum nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho ooooooo jo tum na ho jo tum na ho oooo
shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras mil naa paaya hai unn aankhon kaa bhi ras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras aisi chhaain thi kahaani ghum ki ghataayen pehle aisi chhaain thi kahaani ghum ki ghataayen pehle haan mere deeda e tar khoob baras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras uff wo unn mad bhari aankhon ke chhalakte huye jaam uff wo unn mad bhari aankhon ke chhalakte huye jaam badh gayin aur bhi peene ki hawas ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras pehle ye kab tha ki wo mere hain main unka hoon pehle ye kab tha ki wo mere hain main unka hoon unki yaadon ne sataaya hai to bas ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras mil naa paaya hai unn aankhon kaa bhi ras ab ke baras shayad aa jaayega saaqi ko taras ab ke baras
shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya taa umr dhundhtaa raha manzil main ishq ki taa umr dhundhtaa raha manzil main ishq ki anjaam ye ke gard e safar le ke aa gaya anjaam ye ke gard e safar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya nashtar hai mere haath mein kaandhon pe mai kada nashtar hai mere haath mein kaandhon pe mai kada lo main ilaaz e dard e jigar le ke aa gaya lo main ilaaz e dard e jigar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya faaqir sanam kade mein naa aataa main laut kar faaqir sanam kade mein naa aataa main laut kar ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya
shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai panchhi akela dekh mujhe panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana saat phere mere sang sapne dekh rahi ho khili huyi dhoop mein taare dekh rahi ho nahin nahin baba chai nahin peena tauba meri tauba maaf kar dena inhi adaaon par to haaye apna dil aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai na na na na na na na panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa la lala lala laa dillagi na karo chhedo na humko sanam haan kaho ghar chalo tumko
shayar to nahin hoon lekin shayar to nahin hoon lekin shayar ki nazar payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin saawan tere roop ki masti baadal teri zulf ka saya tere hothon ki muskane phoolon ka hai sarmaya ye chaand ka ghatna badhna teri hi to angdayi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin tere bol hain meethe nagmen khamoshi rangeen fasana jaagi jaagi si palkon mein khwaab hai koi deewana kadmon mein haya ne tere janzeer si pehnayi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin chehra jaise noor ka dariya aanchal hai ek bahta dhara aaj meri nazron mein jaise jannat ka hai nazara kya husn mila hai tujhko kya tune ada payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin shayar ki nazar payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin
hmmm hatth farh ke nachche mera oh sangdi naa bhora vi care na kardi gall manndi na hatth farh ke nachche mera oh sangdi naa bhora vi care na kardi gall manndi na main haan banda sidha saada mainu labhda nahi hal tainu handle karaan main mere vass di nahi gall tu hain kudi bad ass tu kardi hain halla nach nach tu club sara karta ni challa she move it like she move it like she move it like she move it like nagin nagin kitne shots piye na gin phir kabhi baayein phir kabhi daayein nache tu jaise naagin kahin tera phone kahi tere shoes thodi gussail thodi confuse lagti hai pyaari par ude tere fuse dil kare break tu breaking news tere pretty face pe fans gaya galti hui main tujhe dekh ke hans gaya meri situation pe na laugh karo mujhse door raho mujhe maaf karo poori duniya deewaani tere thumke di maar di hatth khade dj de tu himmat nahi haardi ijjat na rakhein bhora apne tu yaar di nach nach vekhin na gawaa di chaabi car di she move it like she move it like she move it
she ne khela he se aaj cricket match she ne khela he se aaj cricket match ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw aaye jo hum field mein tad tad baaji taali are mukhde par hasinon ke aa gayi phir se laali san san karti ball se khud ko to bachaaya par dil batuye mein le gayi ek chumpe ki daali dil ke versis dil ka haar gaye hum match dil ke versis dil ka haar gaye hum match ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw humne jab ghumaaya pyaar ka ye balla are lailaaon ke tent mein mach gaya phir to halla jo bhi gend aayi to chauka hi fatkaara par hosh humara le gaya ik sadi ka palla un zulfon ke taar ne daale sau sau pench un zulfon ke taar ne daale sau sau pench ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw usne phenka leg break to humne maara chhaka out karta kaun humen hum khilaadi pakka armaanon ki crease se badh gaye hum to aage aur unki chaal dekh kar
sheesha e dil itna naa uchhalo sheesha e dil itna naa uchhalo ye kahin toot jaayega ye kahin phoot jaayega sheesha e dil itna naa uchhalo machalti jhoomti thandi hawayen kehti hain tadapti maujon ki chanchal adaayen kehti hain sanwaro zulf ko kaali ghataaen kehti hain ye bheegi bheegi suhaani fazaayen kehti hain hoooo oooo oooo sheesha e dil itna naa uchhalo sheesha e dil itna naa uchhalo nazaare ho gaye qurbaan inn nazaron par machal ke aa gayi lehren bhi ab isharaon par adaa se tairte phirte hain hum to dhaaron par karenge pyaar ka jaadoo jawaan bahaaron par hoooo oooo oooo sheesha e dil itna naa uchhalo sheesha e dil itna naa uchhalo sambhalo hosh ke dariya ka gehra paani hai naa doob jaao kahin bekhbar jawani hai jawaan bahaar kinaaron pe aani jaani hai zara khayaal rahe dil ajab nishaani hai hoooo oooo oooo sheesha e dil itna naa uchhalo sheesha e dil itna naa uchhalo
hooooo oooo ooooo oooo oooo ooooo aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa sheesha ho yaa dil ho sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai toot jata hai toot jata hai toot jata hai lab tak aate aate hathon se sagar chhoot jata hai chhoot jata hai chhoot jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai hoooooooooo kaafi bas armaan nahin kuchh milna aasaan nahin duniyan ki majboori hai phir taqdeer zaroori hai ye jo dushman hain aise donon razi hon kaise ek ko manaaun to duja rooth jata hai rooth jata hai rooth jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai baithe the kinare pe maujon ke ishare pe baithe the kinare pe maujon ke ishare pe hum khele toofanon se iss dil ke armanon se hum ko ye maloom na tha koi saath nahin deta koi saath nahin deta majhi chhod jata hai sahil chhoot jata hai chhoot jata hai chhoot jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai toot jata hai toot jata hai toot jata hai sheesha ho yaa dil ho duniyaa ek tamaasha hai
sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain kabhi jaan pe khel ke bhi jag mein kasmon ko nibhaaya jaata tha kabhi jaan pe khel ke bhi jag mein kasmon ko nibhaaya jaata tha jab waade bhulaane se pehle khud ko hi bhulaaya jaata tha ab kasmen kitni jhoothi hai aur waade kitne saste hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain aji pyaar sauda dilon ka hai jo ye vyopaari kya jaane aji pyaar sauda dilon ka hai jo ye vyopaari kya jaane ye pyaar to apni pooja hai daulat ke pujaari kya jaane apni har baat chhupate hain deewanon pe fikre kasten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho
sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani jab reit chamakti hai to lagti hai door se paani ye phool hai sab kaagaz ke lekin wo smajh naa paayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona kuchh log hai jo peetal ke kehte hai wo khud ko sona ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi
hmm hmm hmm aa ha ha ha ha aaha ha hmm hmm hmm aaa sheeshe se pee ya paimane se pee ya meri ankhon ke maikhane se pee par pee deewane khushi se jee deewane par pee deewane khushi se jee deewane sheeshe se pee ya paimane se pee ya meri ankhon ke maikhane se pee par pee deewane khushi se jee deewane par pee deewane khushi se jee deewane sheeshe se pee ya paimane se pee husn khada hai teri raahon mein daal de baahein zara baahon mein husn khada hai teri raahon mein daal de baahein zara baahon mein raat suhaani hai dehki jawaani hai peele nigahon hi nigahon mein sheeshe se pee ya paimane se pee ya meri ankhon ke maikhane se pee par pee deewane khushi se jee deewane par pee deewane khushi se jee deewane sheeshe se pee ya paimane se pee jaan le ankhon ke ishaaron ko jaan le ankhon ke ishaaron ko loot le duniya ki baharon ko jaan le ankhon ke ishaaron ko loot le duniya ki baharon ko main hoon samran teri tujhko kasam meri chhed le tu bhi dil ke taaron kooo sheeshe se pee
kya kahaa tujhe main bhool jaaun naa tujhe yaad karun naa tujhe yaad aaun sheeshi bhari gulaab ki pathar pe tod doon sheeshi bhari gulaab ki pathar pe tod doon teri gali naa chhoduuuuuuuuuuuuun teri gali naa chhodun duniyaa main chhod doon teri gali naa chhodun duniyaa main chhod doon saanson ki dor se piya maala ka kaam loon saanson ki dor se piya maala ka kaam loon kar ke bahaana raam kaaaaaaaaa kar ke bahaana raam ka tera main naam loon kar ke bahaana raam ka tera main naam loon sheeshi bhari gulaab ki pathar pe tod doon prem hai ye koi khel nahin ye koi do dinon kaa saiyaan mail nahin prem hai ye koi khel nahin ye koi do dinon kaa saiyaan mail nahin jaaa kaantaa chubha ho paanv mein doon main nikaal wo kaantaa chubha ho paanv mein doon main nikaal wo kaise nikaalun dil se main tere khayaal ko kaise nikaalun dil se main tere khayaal ko bhoola tu kar ke waade peepal ki chhaanv mein bhoola tu kar ke waade peepal ki chhaanv mein tujhsa nahin hai koiiiiiiiiiiiiii
shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heey heeey shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heeyy heeyyy wo hamari saadgi ka rang kya jaane arre haan aa ha aaa haaan dildaar bewafa jo nahin samjhe ki hum hain kiske deewane heey heey wo hamari aashiqui ka rang kya jaane arre haan aa ha aa haaan samjho na meri jaan ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa koi hoga haseen kam to hum bhi nahin dekho zara nazar bhar ke itna udo nahin ho na aisa kahin na idhar ke raho na udhar ke koi hoga haseen kam to hum bhi nahin dekho zara nazar bhar ke itna udo nahin ho na aisa kahin na idhar ke raho na udhar ke shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heey heeeyy wo hamari saadgi ka rang kya jaane arre haan aa ha aaa haaan dildaar bewafa yahan to bade bade lutt gaye khade khade bach ke wo bhi kahan jayenge sunke meri sada chhod ke naaz o ada kachche dhaage mein bandhe aayenge yahan to bade bade lutt gaye khade khade bach ke wo bhi kahan jayenge
wo nahin badnaam jisne dil ko hai paida kiya dil se jo paida huyi wo aarzoo badnaam hai shehar mein tere kar ke wafayein hum to huye badnaam shehar mein tere kar ke wafayein hum to huye badnaam kissa ye apna kisko sunayen kissa ye apna kisko sunayen hum to huye badnaam hum to huye badnaam apne labon ko see ke humne ishq mein naam kamaya apne labon ko see ke humne ishq mein naam kamaya apne labon ko see ke humne ishq mein naam kamaya husn ko lekin deke duayein hum to hue badnaam husn ko lekin deke duayein hum to hue badnaam kissa ye apna kisko sunayen kissa ye apna kisko sunayen hum to huye badnaam hum to huye badnaam maikhane se uski gali tak jab apni shohrat failli maikhane se uski gali tak jab apni shohrat failli jab apni shohrat failli log humein phir kaise bhulayen hum to huye badnaam log humein phir kaise bhulayen hum to huye badnaam kissa ye apna kisko sunayen kissa ye apna kisko sunayen hum to huye badnaam hum to huye badnaam humne to ghar baar lutaaya unke
aah hmm hmm aah hmm hmm aah hmm hmm aah hmm hmm aah hmm hmm aah hmm hmm aah hmm hmm gagan ke do taare takraye takra kar dono muskaaye hmm hmm aah hmm hmm aah hmm hmm chaand ne sun li unki baat ja baitha baadal ke saath hmm hmm aah hmm hmm aah hmm hmm sun baadal ne li angdaayi bund bund mein baat phelaayi gagan ki baat dharti pe aayi kali ne sun li suni sunaayi kali ne phool ko bhed bataya hmm hmm aah hmm hmm phool ne bulbul ko samjhaya hmm hmm aah hmm hmm bulbul ne bhanvra bulwaya bhanvra gun gun karta aaya maine rok ke usse sunaya sunaya sunayaa ban ke dulhaniya aaj chali hun main saajan ke dwaare shehnaai baje na baje shehnaai baje na bajeeee shehnaai baje na baje na koi mujhko kajra daale na koi maang sawaare na koi mujhko kajra daale na koi maang sawaare na chahun main baaje gaaje na main dhol na taare na koi meri raahen roke na koi mujhe pukare ban ke dulhaniya aaj chali hoon main saajan ke dwaare shehnaai baje na baje shehnaai baje na bajeeee shehnaai baje na
sheptiwalya pranyanchi purvi bharli sabha sheptiwalya pranyanchi purvi bharli sabha popat hota sabhapati madhomadh ubha popat hota sabhapati madhomadh ubha popat mhanala popat mhanala mitrano devagharchi loot devagharchi loot tumha amha sarvanna ek ek sheput ya sheptache karal kaay ya sheptache karal kaay gaay mhanali gaay mhanali ashha ashha sheptine me marin mashhya gaay mhanali ashha ashha sheptine me marin mashhya ghoda mhanala ghoda mhanala dhyanaat dharin dhyanat dharin mihi majhya sheptine asech karin asech karin kutra mhanala kutra mhanala khushit yein tevha sheput halvit rahin khushit yein tevha sheput halvit rahin manjri mhanali manjri mhanali nahi ga bai kutryasarkhe majhe mulich nahi khup khup ragvin tevha sheput fugvin sheput fugvin makad mhanale kadhi var kadhi budi kadhi var kadhi budi sheptiwar mi marin udi sheptiwar mi marin udi masa mhanala masa mhanala sheput mhanje don haat don haat pohat rahin prawahat pohat rahin prawahat kangaru mhanale
sher ka husn ho sher ka husn ho naghmen ki jawaani ho tum ik dhadakti huyi ik dhadakti huyi shaadaab kahaani ho tum sher ka husn ho aankh aisiii aankh aisi ke kanwal tum se nishaani maange zulf aisiiii zulf aisi ke ghata sharm se paani maange jiss taraf se bhi jiss taraf se bhi nazar daale suhaani ho tum sher ka husn ho jism aisaaaa jism aisa ke ajantaa ka amal yaad aaye sang e marmar mein dhala sang e marmar mein dhala taaj mahel yaad aaye pighale pighale pighale pighale huye rangon ki ranwaani ho tum sher ka husn ho dhadkane bunti hai jiss ko wo taraana ho tum sach kaho kiss ke muqaddar ka khazaana ho tum mujh pe maayil ho mujh pe maayil ho ke dushman ki deewani ho tum sher ka husn ho naghmen ki jawaani ho tum sher ka husn ho sher ka husn ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Shauq Har Rang Mohd Rafi 03:06 12080
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:06   Song Number : 12080   

Shava Shava Balle Balle Chintakayala Ravi (2008) 04:18 10526
 
Poster of Chintakayala Ravi (2008)
 
Category
Telugu
Year- 
2008
Lyricist
Chandrabose
Music Director- 
Vishal Shekhar
On Screen Actors- 
Venkatesh, Anushka
Duration : 04:18   Song Number : 10526   

Shayad Love Aaj Kal (2020) 04:07 12095
 
Poster of Love Aaj Kal (2020)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2020
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Sara Ali Khan, Kartik Aaryan
Duration : 04:07   Song Number : 12095   

Shayad Aa Jaayega Saaqi Ko Jagjit Singh 07:01 16001
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:01   Song Number : 16001   

Shayad Main Zindagi Ki Sehar Jagjit Singh 06:58 18275
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:58   Song Number : 18275   

Shayad Meri Shaadi Ka Khayaal Souten (1983) 06:27 21231
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 06:27   Song Number : 21231   

Shayar To Nahin Hoon Lekin Insaaf Ka Mandir (1969) 04:52 37369
 
Poster of Insaaf Ka Mandir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:52   Song Number : 37369   

She Move It Like Badshah 03:04 40310
 
Poster of Badshah
 
Category
Indipop
Lyricist
Badshah
Music Director- 
Badshah
Singer- 
Badshah
On Screen Actors- 
Badshah, Warina Hussain
Duration : 03:04   Song Number : 40310   

She Ne Khela He Se Aaj Love Marriage (1959) 04:34 39364
 
Poster of Love Marriage (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mala Sinha
Duration : 04:34   Song Number : 39364   

Sheesha E Dil Itna Naa Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:36 12325
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:36   Song Number : 12325   

Sheesha Ho Ya Dil Ho Aasha (1980) 05:55 21234
 
Poster of Aasha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 05:55   Song Number : 21234   

Sheeshe Ke Gharon Main Sanam Teri Kasam (1982) 04:04 18274
 
Poster of Sanam Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Reena Roy, Kamal Haasan
Duration : 04:04   Song Number : 18274   

Sheeshe Se Dastak (1996) 05:49 12321
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Sushmita Sen
Duration : 05:49   Song Number : 12321   

Sheeshe Se Pee Ya Phool Aur Patthar (1966) 03:29 12426
 
Poster of Phool Aur Patthar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashikala
Duration : 03:29   Song Number : 12426   

Sheeshi Bhari Gulaab Ki Jeet (1972) 05:42 21235
 
Poster of Jeet (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 05:42   Song Number : 21235   

Shehar Ki Pariyon Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 05:15 32419
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ayesha Julka, Aamir Khan
Duration : 05:15   Song Number : 32419   

Shehar Mein Tere Pankaj Udhas 08:30 32043
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 08:30   Song Number : 32043   

Shehnai Baje Na Baje Shor (1972) 04:10 12210
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:10   Song Number : 12210   

Sheptiwalya Pranyanchi Sabha Pahu Re Kiti Vaat (1963) 03:28 36888
 
Poster of Pahu Re Kiti Vaat (1963)
 
Category
Marathi
Year- 
1963
Lyricist
Ga Di Madgulkar
Music Director- 
Datta Davjekar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:28   Song Number : 36888   

Sher Ka Husn Ho Chambal Ki Kasam (1980) 04:01 12296
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:01   Song Number : 12296