Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mil na saka dil ko mil na saka dil ko agar pyaar tumhara aana padega mujh ko duniya mein dubaara mil na saka dil ko gaal par gulaab ke sabnam hai zindagi pyaar ke liye to bahut kam hai zindagi udti huyi iss umar ko ek tera sahara aana padega mujh ko duniya mein dubaara mil na saka dil ko apni yeh chhoti si mulaqaat bahut hai jitni der tera mile saath bahut hai bas ek jhalak ek nazar ek ishara aana padega mujh ko duniya mein dubaara mil na saka dil ko agar pyaar tumhara aana padega mujh ko duniya mein dubaara aana padega mujh ko duniya mein dubaara aana padega mujh ko duniya mein dubaara
mila hai kisi ka jhumka thande thande hare hare neem tale hoooooo sachche moti waala jhumka thande thande hare hare neem tale suno kya kehta hai jhumka thande thande hare hare neem tale mila hai kisi ka jhumka pyaar ka hindola yahaan jhool gaye naina sapne jo dekhe mujhe bhool gaye naina pyaar ka hindola yahaan jhool gaye naina sapne jo dekhe mujhe bhool gaye naina haaye re bechaara jhumka thande thande hare hare neem tale hooooooo mila hai kisi ka jhumka jeevan bhar ka naata pardesiaa se joda aap gayi piyaa sang mujhe yahaan chhoda jeevan bhar ka naata pardesiaa se joda aap gayi piyaa sang mujhe yahaan chhoda pada hai akela jhumka thande thande hare hare neem tale hooooooo mila hai kisi ka jhumka haaye re ye preet ki hai reet jaane kaisi tan mann haar jaane mein hai jeet jaane kaisi haaye re ye preet ki hai reet jaane kaisi tan mann haar jaane mein hai jeet jaane kaisi jaane naa bechaara jhumka thande thande hare hare neem tale hooooooo mila hai kisi ka jhumka
mila mila merise maguva nuvu menaka chelleliva niga nigalaade bhaama nunu letha pasidibomma gadasari palukula guvva nuvu madanudi maradalivaa guba gubaladenu ooty ninu chusi ayyo raamaa kalle chuse nante kodak palle chusenante closeup thrillai ganthulesthu raava neekosam kurule chusenante sunsilk navve chuse nante nescafe thulli chenthavaalipova neekosam neekosam merupulanni melivesi aaaaa thaaralanni kalabosi aa punnamantha mariginchi punyamantha kariginchi nava nava laadela navabrahmalu cheri thanmaya mayi ninnu chesaare kori paluke vininaa thene chinabovu sogase kanina thurpuku mathipovu kalale chusenante asian wrist ye chusenante titan neekai lakshalunchipova vaakitlo mila mila merise maguva nuvu menaka chelleliva niga nigalaade bhaama nunu letha pasidibomma gadasari palukula guvva nuvu madanudi maradalivaa guba gubaladenu ooty ninu chusi ayyo raamaa kalle chuse nante kodak palle chusenante closeup thrillai ganthulesthu raava neekosam kurule chusenante sunsilk
haar ko jeet banaa kar badi sachchaayi se prem ne dil pe wo chaahat ka asar daala hai aaj inkaar ki surat hi nahin hai koi haar heeron kaa nahin phoolon ki jaimaala hai kuchh baaten ho chuki hai kuchh baaten abhi hain baaki bauchhaar ik padi hai barsaaten abhi hain baaki khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai hoo khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai kuchh baaten ho chuki hai kuchh baaten abhi hain baaki bauchhaar ik padi hai barsaaten abhi hain baaki khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai hoo khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milen honge raadha krishan yahin kisi van mein prem madhuri unki basi hai pawan mein aur bhi paas aa gaye hum iss divya vaatavaran mein aur bhi paas aa gaye hum iss divya
raani khol de apne dwaar raani khol de apne dwaar milne ka din aa gaya aa gaya kar le nainon se naina tu chaar kar le nainon se naina tu chaar milne ka din aa gaya aa gaya aa gayaa laaj ki maari main na bolun laaj ki maari main na bolun preet ke ghunghat ko na kholun preet ke ghunghat ko na kholun kyun kya jaanun kyun aaj maanun balamwa main haar aaj maanun balamwa main haar dil mera ghabra gaya dil mera ghabra gaya kar le nainon se naina tu chaar kar le nainon se naina tu chaar milne ka din aa gaya aa gaya aa gayaa aaj dil mein utha hai toofaan aaj dil mein utha hai toofaan bolon kyun aaj tan mein more naach rahe praan tan mein more naach rahe praan bolon kyun aaj nas nas mein chhaya khumaar aaj nas nas mein chhaya khumaar kyun milne ka din aa gaya aa gaya kar le nainon se naina tu chaar kar le nainon se naina tu chaar milne ka din aa gaya aa gaya aa gayaa laaj ki maari main na bolun laaj ki maari main na bolun preet ke ghunghat ko na kholun preet ke ghunghat ko
mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin koi ghum nahin der se aayi aayi to bahaar angaaron pe so kar jaaga pyaar toofanon mein phool khilaaye toofanon mein phool khilaaye kaisa ye milan mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin koi ghum nahin honth wahi hain hai wahi muskaan ab tak kyun kar dabe rahe armaan beete dinon ko bhool hi jaayen beete dinon ko bhool hi jaayen ab hum tum sajan mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin koi ghum nahin koi ghum nahin
mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai baharein hi baharein hain jawaani hi jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai zameen lehra rahi hai nashe mein aasmaan hai nigahein kya jawan hain saari duniya pe jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri duniya badal de meri duniya mein aake ye mujh par aapki ik khoobsoorat meharbani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai
mile jo kadi kadi ek zanjeer bane pyaar ke rang bharo zinda tasveer bane mile jo kadi kadi ek zanjeer bane pyaar ke rang bharo zinda tasveer bane ho hum safar ban ke chalo to suhana hai safar jo akela hi rahe use na mile dagar mile jo kadi kadi ek zanjeer bane pyaar ke rang bharo zinda tasveer bane maar ke mann ko jiye to kya jiye ho oo oo zindagi hai muskurane ke liye ho oo oo maar ke mann ko jiye to kya jiye zindagi hai muskurane ke liye jo bhi pal beet gaya laut ke aata nahin jo bhi hai yahin pe hai saath kuchh jaata nahin mile jo kadi kadi ek zanjeer bane pyaar ke rang bharo zinda tasveer bane hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy ho o o o o o o o o ho o o o o o o o o chahe aur kuchh na mujhe yaar de yaar tu jee bhar ke mujhe pyaar de chahe aur kuchh na mujhe yaar de yaar tu jee bhar ke mujhe pyaar de badi mushkil se bhala yaar milta hai yahaan koi humraaz na ho to hai suna ye jahaan mile jo kadi kadi ek zanjeer bane pyaar ke rang
mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi koi unmein bewafaa hoga koi unmein bewafaa hoga koi dhokha ho gaya hoga suna hai fasaane ko pata kya zamaane ko kisne ki berukhi mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi ye ishaara kiss ki jaanib hai ye ishaara kiss ki jaanib hai dil humara jiss ki jaanib hai wo bhi ise jaana naa humen pehchaana naa baat kya logon ki mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi kisliye ye aag se darta hai kisliye ye aag se darta hai bach ke sholon se guzarta hai kaho dil deewane ko tere aashiyaane ko phoonkegi chaandani mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi
sher ke phool kitaabon se nahin zulf ki chhaon se hum chunte hain log honthon se suna karte hain hum nighahon se gazal sunte hain mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho oo oo rahe na apni khabar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir jhuka le koi nazar to samjho gazal huyi jhuka le koi nazar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera dhadak uthe dil udhar to samjho gazal huyi dhadak uthe dil udhar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho
mile na phool to kaanton se dosti kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega khuda taraash liya khuda taraash liya aur bandagi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya zuban khuli bhi na thi zuban khuli bhi na thi aur baat bhi kar li mile na phool wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wohi kahenge kabhi wohi kahenge kabhi hum ne khudkushi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool
mile sur mera tumharaa to sur bane hamaraa sur ki nadhiyaan har disha se behkee saagar mein milee baadalon ka roop lekar bharse halke halke mile sur mera tumharaa to sur bane hamaara mile sur mera tumhara chaain taraj tahin nyay taraj ek but baniye saayen taraj tera sur mile mere sur de naal milke bane ek nava surtaal mile sur mera tumharaa to sur bane hamaara mohnja sur tohi desa pyara mile jadein geet ashaanjo madhur tarano bane tadein sur ka dariya bahte saagar me mile badlaan da roop leike barasan holle haule isaindhal namm iruvarin suramum namadhakum dhisai veru aanalum aazi ser aarugal mugilai mazaiyai pozivadu pol isai namm isssaiiii nanna dhwanige ninna dhwani ya seridante namma dhwaniya naa swaramu nee swaramu sangammamai mana swaram ga avatarinchey ente swaravum ningalude swaramum onnu chernnu nammude swaramai tomaar shoor moder shoor srishti koroor koi ek shoor tomaar shoor moder shoor srishti koroor koi ek shoor sriishti karoon woi katha toma mora
mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom ulfat ki to ghabrana aazaar se kya dil de baithe to phir jeet se kya haar se kya ulfat ki to ghabrana aazaar se kya dil de baithe to phir jeet se kya haar se kya dil ki baazi hai jeet haar ki mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom man mein jalti kuchh tapti si pyaas liye path mein baithe rahe roz nayi aas liye man mein jalti kuchh tapti si pyaas liye path mein baithe rahe roz nayi aas liye yahi rut hoti hai intzaar ki mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom na sahi kaliyaan daman ko gulzaar karen jo mile chahat ka khar to hum pyaar karen na sahi kaliyaan daman ko gulzaar karen jo mile chahat ka khar to hum
mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna sahe hans ke tumhare ghum sahe hans ke tumhare ghum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna ulfat ke nashe mann mein kisne ye ghum ki aag lagayi hai ulfat ke nashe mann mein kisne ye ghum ki aag lagayi hai mud kar jo humne dekha to bas chaaron taraf tanhaayi hai bas chaaron taraf tanhaayi hai aaye pyaar kaa phir mausam mere saajan duaa karna aaye pyaar kaa phir mausam mere saajan duaa karna sahe hans ke tumhare ghum sahe hans ke tumhare ghum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna yaadon ki sulagti raat mein hum dil thaam ke roya karte hain yaadon ki sulagti raat mein hum dil thaam ke roya karte hain badi hasrat se tasveer teri ashqon se bhigoya karte hain ashqon se bhigoya karte hain ulfat ki ho nazar e karam meri jaanam duaa karna ulfat ki ho nazar e karam meri jaanam duaa karna sahe hans ke tumhare
kehte hain har ek dil mein chhupa kahin pyaar hai bas pehchaane jo koi na jane kis pal kahan kaise khota karaar hai naina lag jaye jo kahin nazdikiyon ka pata hain dooriyaan de gayi mileya mileya mujhe par meinu janeya nahin mileya mileya mujhe par meri suneya nahin mileya mileya mujhe par meinu jaaneya nahin je main janeya janeya tujhe phir te main bhuleya sabhi der se hi toh sahi haye eee dil ko kisi pe hai yakeen chhoote na chhoote na ab ye laagi chhoote na chhoote na chhoote na ab ye laagi chhoote na tu bas ja mujh mein mera ban ke hi mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahin mileya mileya mujhe par meri suneya nahin mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahin je main janeya janeya tujhe phir te main bhuleya sabhi
Mili Hawaaon Mein Udne Ki Wo Sazaa Yaaro, Ke Main Zameen Ke Rishton Se Kat Gaya Yaaro
mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana jo thi aaj tak haqeeqat wohi ban gayi fasana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana ye bahaar kaisi aayi jo khizaan bhi saath laayi ye bahaar kaisi aayi jo khizaan bhi saath laayi main kahan rahoon chaman mein mera lut gaya thikana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana mujhe raasta dikha kar mere carvaan ko loota mujhe raasta dikha kar mere carvaan ko loota idhar aa gale laga loon tujhe gardish e zamana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana jo thi aaj tak haqeeqat wohi ban gayi fasana mili khaak mein muhabbat
milke bhi hum mil na sake milke bhi hum mil na sake kya mila phir pyaar mein kya mila phir pyaar mein hum to sanam phool hain wo hum to sanam phool hain wo lut gaye jo bahaar mein lut gaye jo bahaar mein humne ek deepak jalaaya aandhiyaan chalne lagin humne ek deepak jalaaya aandhiyaan chalne lagin bujh gaya dil dil mein laakhon hasraten jalne lagin hasraten jalne lagin hum to sanam phool hain wo lut gaye jo bahaar mein lut gaye jo bahaar mein dil pe kha ke chot phir khamosh rehna pyaar hai dil pe kha ke chot phir khamosh rehna pyaar hai agar kiya shikwa to samjho do dilon ki haar hai do dilon ki haar hai milke bhi hum mil na sake milke bhi hum mil na sake kya mila phir pyaar mein kya mila phir pyaar mein hum to sanam phool hain wo hum to sanam phool hain wo lut gaye jo bahaar mein lut gaye jo bahaar mein
hmm hmmm hey hey hey hey heyy mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar kaaaa mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar kaaaa mil ke tumhaari nazar se tanhaiyaan bechainiyaan madhosh hai ye sama tanhaiyaan bechainiyaan madhosh hai ye sama dhadkan kahegi dhadkan sunegi khamoshiyon ki zubaan mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar ka mil ke tumhaari nazar se paa ke tumhen mere sanam hum is tarha kho gaye paa ke tumhen mere sanam hum is tarha kho gaye kehte hain saare kar ke ishaare deewaane hum ho gaye mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar ka mil ke tumhaari nazar se khwaabon mein tum khayaalon mein tum tum hi mera pyaar ho khwaabon mein tum khayaalon mein tum tum hi mera pyaar ho jis se kiya hai janmon ka waada tum wo hi ikraar ho mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar ka mil ke tumhaari nazar se hum
milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai tumhi ko dil ka raaz bataayen tumhi se raaz chhupayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai o bhole saathiyaaaa dekhi jo shokhi tere pyaar ki oye hoye o bhole saathiyaa o bhole saathiyaa dekhi jo shokhi tere pyaar ki aanchal mein bhar li humne saari bahaaren sansaar ki nayi ada se hum itraaye paayi khushi lutaayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai ruthe kabhi kabhi maan gaye ghaaten tumhaari hum jaan gaye haaaaaaa aisi adaayen qurbaan gaye ruthe kabhi kabhi maan gaye tumhen manaaye dil behlaaye kya kya naaz uthayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai o sohne
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mil Na Saka Dil To Mukesh 02:57 16538
 
Poster of Mukesh
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kishore Desai
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh
Duration : 02:57   Song Number : 16538   

Mila Hai Kisi Ka Jhumka Parakh (1960) 02:49 13910
 
Poster of Parakh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 02:49   Song Number : 13910   

Mila Mila Meresei Pellam Oorelithe (2003) 05:52 19274
 
Poster of Pellam Oorelithe (2003)
 
Category
Telugu
Year- 
2003
Lyricist
Vijay Kumar
Music Director- 
Mani Sharma
On Screen Actors- 
Srikanth, Sangeetha
Duration : 05:52   Song Number : 19274   

Milan Abhi Aadha Adhura Hai Vivah (2006) 05:44 20963
 
Poster of Vivah (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Amrita Rao
Duration : 05:44   Song Number : 20963   

Milan Ke Din Tadbir (1945) 02:43 40760
 
Poster of Tadbir (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Swami Ramanand
Music Director- 
Lal Mohammad
Singer- 
K L Saigal, Suraiya
Duration : 02:43   Song Number : 40760   

Mile Do Badan Black Mail (1973) 05:04 17878
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rakhi, Dharmendra
Duration : 05:04   Song Number : 17878   

Mile Hain Aap Jab Se Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:17 37404
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Manoj Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 37404   

Mile Jo kadi Kadi Kasme Vaade (1978) 05:48 18164
 
Poster of Kasme Vaade (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:48   Song Number : 18164   

Mile Kahin Do Ajnabi Manchali (1973) 05:13 20964
 
Poster of Manchali (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:13   Song Number : 20964   

Mile Kisi Se Nazar To Ashok Khosla 07:09 38232
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 07:09   Song Number : 38232   

Mile Na Phool Anokhi Raat (1968) 03:25 12713
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni
Raag- 
Yaman
Duration : 03:25   Song Number : 12713   

Mile Sur Mera Tumharaa Patriotic 05:42 11323
 
Poster of Patriotic
 
Category
Patriotic
Duration : 05:42   Song Number : 11323   

Mile To Phir Jhuke Nahin Aakash Deep (1965) 03:49 37790
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:49   Song Number : 37790   

Mile Tumse Bichhad Ke Hum Salaami (1994) 06:57 37925
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Anwar Sagar
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Samyukta Singh, Ayub Khan
Duration : 06:57   Song Number : 37925   

Mileya Mileya Happy Ending (2014) 04:27 37278
 
Poster of Happy Ending (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Priya Saraiya
Music Director- 
Jigar, Sachin
On Screen Actors- 
Ileana D'Cruz, Saif Ali Khan
Duration : 04:27   Song Number : 37278   

Mili Hawaaon Mein Udne Ki Wo Sazaa Yaaro Lata Mangeshkar & Jagjit Singh 06:06 15008
 
Poster of Lata Mangeshkar & Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:06   Song Number : 15008   

Mili Khaak Mein Muhabbat Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:31 20966
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:31   Song Number : 20966   

Milke Bhi Hum Mil Na Sake Sunehri Nagin (1963) 03:33 37962
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Helen, Mahipal
Duration : 03:33   Song Number : 37962   

Milke Tumhari Nazar Se Elaan (1994) 06:04 40804
 
Poster of Elaan (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Shyam Sundar
Duration : 06:04   Song Number : 40804   

Milo Na Tum To Heer Raanjha (1970) 04:57 20967
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Indrani Mukharji
Duration : 04:57   Song Number : 20967