Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ayeeee liyaaaaaaaa ayeee ayeeee liyaaaa zubaan zubaan par charche tere gulshan gulshan mehka hai teri jawaani ki ye khushboo saara aalam behka hai tuhi mera pyaar hai tuhi meri bandagi tuhi mera khaab hai tuhi meri zindagi pada jo tere husn ka saaya kaante khil gaye ban kar kaliyaan dairo haram ko bhool gaye hum jab se dekhi teri galiyaan meri galiyon se meri galiyon se logon ki yaari badh gayi meri galiyon se logon ki yaari badh gayi sabki nazron mein meri jawaani chad gayi koi kahe dil le jaa koi kahe dil de jaa koi kahe dil le jaa koi kahe dil de jaa tujh mein agar himmat ho mujhe tu le jaa le jaa le jaa hoye qurbaan le jaa le jaa le jaa meri galiyon se meri galiyon se logon ki yaari badh gayi meri galiyon se mujh paa sakega wohi mera dil jis pe ho meharbaan mera dil jis pe ho meharbaan aise paana nahin hai aasaan pehle rakh le hatheli pe jaan pehle rakh le hatheli pe jaan itne mere deewane tera kaanp naa jaaye kalejaa itne mere deewane tera kaanp naa jaaye
Meri Gudiya
meri hasraton ki duniyaan tu mile kahin jo mujhko seene se laga lun tujhko meri hasraton ki duniyaan meri hasraton ki duniyaan tu mile kahin jo mujhko seene se laga lun tujhko meri hasraton ki duniyaan meri hasraton ki duniyaan pyaar tera ishq mera koi mit jaane ki shai nahin hai tu milegi mere dil ko aaj bhi to ye pura yakin hai tu jahaan hai tu jahaan hai pyaar mere tu jahaan hai jahaan pyaar mere mere khawabon ki manzil wahi hai meri hasraton ki duniyaan meri hasraton ki duniyaan o o o o o o o o o o o o mere dilbar zindagi bhar naam tera rahega zubaan par sar jhukega us jagah par panw tere padange jahaan par pure honge saare waade pure honge sanam saare waade jo jo aapas mein humne kiye hain meri hasraton ki duniyaan
meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan aayi hai jo raat nasheeli iski har ek baat nasheeli tu bhi aa karle nasha donon ki mulakaat nasheeli nashe ki ye barsaat nasheeli tu bhi aa karle nasha meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan yudlehii yuda lari ehiii yudlehii lee yudlehii heeee yudlehii heeee subah tak bhi na utrega nasha ye is pal ka isme ji le kya karna hai waada ye kal ka subah tak bhi na utrega nasha ye is pal ka isme ji le kya karna hai waada ye kal ka ek teri hi khatir ye jaam hai chhalka meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri aankhon se kam gehra nasha paimaanon ka ho ho ho ho meri aankhon se kam gehra nasha paimaanon ka inmein hi to doobna chahe dil mehmanon ka teri khatir hai toda ye khwab deewano ka haay meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan aayi hai jo raat nasheeli iski har ek baat nasheeli tu bhi aa karle nasha donon ki mulakaat nasheeli nashe ki ye barsaat
haaye re haaye ye mere haath mein tera haath naye jazbaat meri jaan balle balle oye hoye hoye oye oye oye haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye jab se dil mein teri tasveer bani hai yun lagta hai jaise takdeer bani hai o oo oo oo oo oo oye jab se tu iss dil ka mehmaan hua hai jeevan mein khushiyon ka saamaan hua hai jitni door nazar main daalon chaaron aur bahaar hai haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle ho balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye tere ghar shehnai jis raat bajegi teri meri jodi kya khoob sajegi o oo oo oo oo oo oye pure honge dil ke armaan humare aanchal mein bhar lenge hum chaand sitaare tere aage chaand sitaare o gori kya cheez hain haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye teri surat pyaari are jo bhi dekhe sach kehta hoon
ooooo ooo meri jaan gair ko tum paan khilaaya na karo oooooo meri jaan gair ko tum paan khilaaya na karo meri jaan gair ko tum paan khilaaya na karo mere armaan bhare dil ko jalaaya na karo o jalaaya na karo o jalaaya na karo jaao bhi muft mein yun humko sataaya na karo jaao bhi muft mein yun humko sataaya na karo jeb khali ho to bazaar mein aaya na karo aji aaya na karo aji aaya na karo tum to naadaan ho ji tum to naadaan ho kya jaano mohabbat kya hai tum to naadaan ho kya jaano mohabbat kya hai pyaar sachcha ho to paison ki zarurat kya hai maang kar paisa mere dil ko dukhaya na karo maang kar paisa mere dil ko dukhaya na karo mere armaan bhare dil ko jalaaya na karo o jalaaya na karo o jalaaya na karo is zamaane mein bhala kaun wafa karta hai is zamaane mein bhala kaun wafa karta hai aaj kal pyaar take ser bika karta hai pyaar ke geet mere saamne gaaya na karo pyaar ke geet mere saamne gaaya na karo jeb khali ho to bazaar mein aaya na karo aji aaya na karo aji
oooooooooo ooooo oooooo ooooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm meri jaan meri jaan kuchh bhi kijiye chaahe jaan meri lijiye meri jaan kuchh bhi kijiye chaahe jaan meri lijiye par dil humin ko dijiye par dil humin ko dijiye kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye sapnon mein aaya kijiye sapnon mein aaya kijiye kabhi to hum se kar lo do baaten pyaara mukhda mod ke tum kaho to dharti pe laa doon chaand taare tod ke par ye waada humse kar lo jaaoge naa chhod ke kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye sapnon mein aaya kijiye sapnon mein aaya kijiye yaad aa kar teri jo tadpaaye to koi kya kare tera daaman naa haath mein aaye to koi kya kare chandani bhi aag ban jaaye to koi kya kare meri jaan kuchh bhi kijiye chaahe jaan meri lijiye par dil humin ko dijiye par dil humin ko dijiye kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye sapnon mein aaya kijiye sapnon mein aaya kijiye meri jaan
meri jaan meri jaan kehna maano meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon kategi naa ye dagar bina ek humsafar phir kyun naa bande ko apna hi jaano meri jaan meri jaan kehna maano koi bhi gaadi duniyaa mein ek pahiye se nahin chalti chale nahin zindagi bin saath ke dekho tumhaari paayal bhi ek ghungharoo se nahin bajti bajti hain taaliyaan do haath se mere sang aa jaao bura mat maanoooooo meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon main bhi nahin kuchh tumse kam tum jo nahin rukne waale dhang mere haath mein hain aur bhi tum ko hansa kar chhodunga tod ke honthon ke taale samjh lo main hoon sanam dil chor bhi apne jaisa mujhe bhi jaanoooooo meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon kategi naa ye dagar bina ek humsafar phir kyun naa bande ko apna hi jaano meri jaan meri jaan kehna maano
meri jaan meri jaan meri jaan apne aashiq ko sataana kisse seekha hai jo tum par jaan de usko mitaana kisse seekha hai suno ji sunaoo suno ji suno ji peechhe peechhe roz aana kisse seekha hai meri galiyon ke chakkar roz lagaana kisse seekha hai meri jaan hatt meri jaan chal chal meri jaan apne aashiq ko sataana kisse seekha hai jo tum par jaan de usko mitaana kisse seekha hai ek din majnu mila tha mujhko peepal gaon mein haath pakda aur bithaya mujhko thandi chhaanw mein ahaaaa wahhh wahhhh ek din majnu mila tha mujhko peepal gaon mein haath pakda aur bithaya mujhko thandi chhaanw mein bhar ke thandi saans bola yaar ke peechhe raho mom ho jaayega patthar roz jo milte raho tumhaare tumhaare tumhaare ghar ke chakkar roz lagaana usse seekha hai tumhaare ghar ke chakkar roz lagaana usse seekha hai suno ji kya suno ji wahh suno ji peechhe peechhe roz aana kisse seekha hai meri galiyon ke chakkar roz lagaana kisse seekha hai ek din laila mili mujhko ameena baad mein
meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen meri jaan meri jaan bhooli thi main haye kya thi khabar lootegi yun mujhe unki nazar bhooli thi main haye kya thi khabar lootegi yun mujhe unki nazar na hote mukabil na dil haarte hum ye apni khata hai gila kya karen hum kya karen wai wai wai wai meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen jinki nigahon ne ghayal kiya lenge unhin se dil ki dawa jinki nigahon ne ghayal kiya lenge unhin se dil ki dawa na hum muskurate na wo paas aate usi ki mili hai saza kya karen hum kya karen wai wai wai waai meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen
mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan jaan naa kaho anjaan mujhe jaan kaho rehti hai sadaa jaan naa kaho anjaan mujhe jaan kaho rehti hai sadaa anjaane kya jaane jaan ke jaaye kaun bhala meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan sukhe saawan baras gaye kitni baar inn aankhon se sukhe saawan baras gaye kitni baar inn aankhon se do boonden naa barse inn bheegi palkon se meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan honth jhuke jab honthon par saansen bhi hoo saanson mein honth jhuke jab honthon par saansen bhi hoo saanson mein do judwaa honthon ki baat kaho aankhon se meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan
meri jaan na sata tu mera jee na jala tu karoon kya kuchh bata de dil pe nahin hai kaabu haaye meri jaan na sata tu oh mera jee na jala tu karoon kya kuchh bata de dil pe nahin hai kaabu haaye meri jaan na sata tu tere daant anaar daane tere gaal seb jaise jo tu aankh se ho ojhal to main chain paaun kaise tere daant anaar daane tere gaal seb jaise jo tu aankh se ho ojhal to main chain paaun kaise ho zara si khol khidki ada se de de jhidki khada hoon naak khole lene ko teri khushboo haaye meri jaan na sata tu tujhe dil se chaahta hoon main bura bhi hoon to kya hai tujhe to samajh hai kaafi main gadha bhi hoon to kya hai tujhe dil se chaahta hoon main bura bhi hoon to kya hai tujhe to samajh hai kaafi main gadha bhi hoon to kya hai zara sun aye pari tu huyi hai kyun khafa tu main to hoon daas tera mujhse chhuda na pallu haaye meri jaan na sata tu mera jee na jala tu karoon kya kuchh bata de dil pe nahin hai kaabu haaye meri jaan na sata tu
meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaaaan betaab hawaaein aise mein khushboo na udaa len baalon ki khilti huyi kaliyaan chupke se rangat na churaa len gaalon ki ye rang kahin bant jaaye naa ye husn bikhar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaaaan in phool si naazuk baahon se har shaakh lachakna seekh na le yoon jaan ke gehri saans na lo har mauj chhalakna seekh na le lehraa ke tumhaare aanchal tak har shokh nazar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaaaan tum yoon hi qayaamat lagti ho ab aur adaayen jaane do maathhe pe ye bal kyun daale hain is darjaa sazaayen jaane do itna bhi kisi se rootho na koi jee se guzar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaan
meri jaan o meri jaan achchhaa nahin itna sitam meri jaan o meri jaan achchhaa nahin itna sitam mujhe naa chhed sanam mujhe naa chhed sanam haaye mujhe naa chhed sanam marr gayi main teri kasam meri jaan o meri jaan meri jaan o meri jaan achchhaa nahin itna sitam meri aankhen nahin masti ke ye maikhaane hain inmein chhalke huye kuchh pyaar ke paimane hain meri aankhen nahin masti ke ye maikhaane hain inmein chhalke huye kuchh pyaar ke paimane hain hosh ka naam naa le dekh ilzaam naa le hosh ka naam naa le dekh ilzaam naa le aa meri aankhon se pee haath mein jaam naa le aaj jee bhar ke muhabbat mein behkane de kadam meri jaan o meri jaan na na na o meri jaan achchhaa nahin itna sitam bekhudi ne tujhe mastana bana dala hai mujh ko bhi pyaar ne deewana bana dala hai bekhudi ne tujhe mastana bana dala hai mujh ko bhi pyaar ne deewana bana dala hai tu hai madhosh udhar main hoon betaab idhar tu hai madhosh udhar main hoon betaab idhar naa mujhe apna pata naa tujhe apni
aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday meri jaan meri jaan sunday ke sunday aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday i love you bhaag yahan se tu o ya ya i love you bhaag yahaan se tu tujhe paris dikhaaun tujhe london ghumaaun tujhe brandy peelaun whishky peelaaun aur khilaaun khilaaun murgi ke murgi ke andey andey aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday main dharam karam ki naari tu neech videshi abhichaari main dharam karam ki naari tu neech videshi abhichaari maama hain ganga pujaari maama hain ganga pujaari baba kaashi ke kaashi ke pandey pandey aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday aao haathon mein haath le walk karen hum aao sweet sweet aapas mein talk karen hum are hatt saiyaa mera pehalwan hai maare dande hazaar haan haan maare dande hazaar saiyaa mera pehalwan hai maare dande hazaar haan haan maare dande hazaar bhaag jaayega bedum bandar dega jo lalkaar bhaag jaayega bedum bandar dega jo lalkaar maare gin
meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do meri zindagi mein apni chaahat kaa rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do meri har khushi adhoori mera har singaar pheeka bina pyaar ke na bhaaye mujhe chaand ka bhi teekaa mujhe pyaar se sajaa ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat kaa rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do main hawaa kaa rukh badal doon mile pyaar gar tumhaaraa jahaan doob kar main dekhoon ho usi jagah kinaaraa mujhe tum gale lagaa ke ehsaan itna kar do meri zindagi mein apni chaahat kaa rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do
meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do kisi chaand ki zarurat nahin meri zindagi ko ke taras rahaa hoon kab se main tumhaari roshani ko mujhe roshani dikha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do ye tumhaari zulf jisko mili shokhiyaan ghata ki inhi baadlon ke neeche meri har nazar hai pyaasi meri pyaas tum bhujha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do
ijaazat hai irshaad hmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm dil mera tere khayalon mein yoon kho jaata hai aaina dekhun to munh tera nazar aata hai haaye meri jaan tumse mohabbat hai magar kaise kahun meri jaan tumse mohabbat hai magar kaise kahun gaayi ye ji main kaise gaaun mujhe to aapse are mohabbat na sahi gaane main kya hai ha achchha meri jaan tumse mohabbat hai magar kaise kahun meri jaan tumse mohabbat hai magar kaise kahun ha ye mere dil ki haqikat hai ye mere dil ki haqikat hai magar kaise kahun ye mere dil ki haqikat hai magar kaise kahun meri jaan tumse mohabbat hai magar kaise kahun paas rehkar bhi bahut door bahut door ho tum paas rehkar bhi bahut door bahut door ho tum sirf itni si shikaayat hai magar kaise kahun sirf itni si shikaayat hai magar kaise kahun meri jaan tumse mohabbat hai magar kaise kahun raat ko khwaab tere din mein tassavvur tera raat ko khwaab tere din mein tassavvur tera raat ko khwaab tere din mein tassavvur tera aaj is dil ki ye
pa ni re ga sa dha na ma pa ga re re ga ga sa ma re ni re re sa dha dha re heyyyaa dene waale dene waale mujhe maujon ki rawaani de de dene waale mujhe maujon ki rawaani de de phir se ek baar mujhe meri jawaani de de dene waale mujhe maujon ki rawaani de de abra ho jaam ho saaqi ho mere pehlu mein abra ho jaam ho saaqi ho mere pehlu mein koi to shaam mujhe aisi suhaani de de koi to shaam mujhe aisi suhaani de de dene waale mujhe maujon ki rawaani de de phir se ek baar mujhe meri jawaani de de dene waale mujhe maujon ki rawaani de de dene waalee nasha jaaye mujhe teri jawaani ki qasam nasha jaaye mujhe teri jawaani ki qasam tu agar jaam mein bhar ke tu agar jaam mein bhar ke mujhe paani de de tu agar jaam mein bhar ke mujhe paani de de har jawaan dil mere afsaane ko dauhraata rahe har jawaan dil har jawaan dil mere afsaane ko dauhraata rahe hashra tak khatam na ho aisi kahaani de de phir se ek baar mujhe meri jawaani de de dene waale mujhe maujon ki rawaani de de
hoooo ooooo meri jawaani meri jawaani pyaar ko tarse ang ang se masti barse mujhko banaa le mehboobaa ooooo mehboobaa meri jawaani pyaar ko tarse ang ang se masti barse mujhko banaa le mehboobaa aa hoo ooo mehboobaa dil ko kahaan tak roke rahenge dil ko kahaan tak roke rahenge ab to kisi ke hoke rahenge pyaar ki pyaas sahi nahin jaati ban jaa tu tanhayi ka saathi mujhko banaa le mehboobaa ooooo mehboobaa meri jawaani pyaar ko tarse ang ang se masti barse mujhko banaa le mehboobaa aa hoo oooo mehboobaa ooo jaam nahin to zehar pila de jaam nahin to zehar pila de jaise bhi ho tu pyaas bujhaa de aanhon se koi pathar pighle koi to dil ka armaa nikle mujhko banaa le mehboobaa hoo mehboobaa meri jawaani pyaar ko tarse ang ang se masti barse mujhko bana le mehboobaa hoo ooooo mehboobaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Meri Galiyon Se Logon Dharmatma (1975) 06:27 13072
 
Poster of Dharmatma (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Ahir-Bhairav
Duration : 06:27   Song Number : 13072   

Meri Gudiya Nursery Rhymes (Hindi) 02:43 39570
 
Poster of Nursery Rhymes (Hindi)
 
Duration : 02:43   Song Number : 39570   

Meri Hasraton Ki Gaal Gulaabi Nain Sharaabi (1974) 03:28 13252
 
Poster of Gaal Gulaabi Nain Sharaabi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Kulwant Johny
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Radha Saluja
Duration : 03:28   Song Number : 13252   

Meri Jaan Gangubai Kathiawadi (2022) 04:00 13677
 
Poster of Gangubai Kathiawadi (2022)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2022
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Neeti Mohan
On Screen Actors- 
Alia Bhatt, Shantanu Maheshwari
Duration : 04:00   Song Number : 13677   

Meri Jaan Balle Balle Kashmir Ki Kali (1964) 03:32 12016
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 03:32   Song Number : 12016   

Meri Jaan Gair Ko Tum Paan Khilaya Na Karo Kundan (1955) 02:35 19949
 
Poster of Kundan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Duration : 02:35   Song Number : 19949   

Meri Jaan Kuchh Bhi Kijiye Chhalia (1960) 03:26 12974
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Nutan, Raj Kapoor
Duration : 03:26   Song Number : 12974   

Meri Jaan Meri Jaan Do Chor (1972) 03:41 16225
 
Poster of Do Chor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 03:41   Song Number : 16225   

Meri Jaan Meri Jaan Mere Huzoor (1968) 03:35 40809
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Zeb Rahman, Johnny Walker
Duration : 03:35   Song Number : 40809   

Meri Jaan Meri Jaan Yahudi (1958) 03:58 12021
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:58   Song Number : 12021   

Meri Jaan Mujhe Jaan Naa Kaho Anubhav (1971) 03:32 12718
 
Poster of Anubhav (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Tanuja
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:32   Song Number : 12718   

Meri Jaan Na Sata Tu Bahu Beti (1965) 03:19 19816
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:19   Song Number : 19816   

Meri Jaan Na Zulfen Kholo Awara Badal (1964) 03:44 37104
 
Poster of Awara Badal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Ajit, Ragini
Duration : 03:44   Song Number : 37104   

Meri Jaan O Meri Jaan Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 03:44 14117
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 03:44   Song Number : 14117   

Meri Jaan Sunday Ke Sunday Shehnai (1947) 04:24 12123
 
Poster of Shehnai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
P L Santoshi
On Screen Actors- 
Dulari
Duration : 04:24   Song Number : 12123   

Meri Jaan Tum (Female) Sawan Ki Ghata (1966) 04:01 14172
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sharmila Tagore, Mumtaj
Duration : 04:01   Song Number : 14172   

Meri Jaan Tum (Male) Sawan Ki Ghata (1966) 04:09 14173
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sharmila Tagore, Mumtaz
Duration : 04:09   Song Number : 14173   

Meri Jaan Tumse Mohabbat Hai Mera Salaam (1980) 06:53 40122
 
Poster of Mera Salaam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Kulwant Jani
Music Director- 
Raj Kamal
Duration : 06:53   Song Number : 40122   

Meri Jawaani De De Jagjit Singh 07:10 15959
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:10   Song Number : 15959   

Meri Jawani Pyar Ko Tarse Upaasna (1971) 05:04 13415
 
Poster of Upaasna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 05:04   Song Number : 13415