Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar ho ho behak rahe hote jaane jaan tere bina jaane hum kahaan mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar ho ho behak rahe hote jaane jaan tere bina jaane hum kahaan mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar inn palkon se haan mujhe mili hai kyaa chhaya mohabbat ki ho ho inn honthon ka kyaa rass jo mila toh jhoomne lagi zindagi hooo khili rahe armaan ki kali aati rahe jeevan mein bahaar mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar tere mere haan milan se pehle ho aise nashe se kaha ha ha ha abb jo dekhun kya dekh ke tujhko to itna hasin hai jahaan ho ho mila mere armaan ko qaraar aayi mere jeevan mein bahaar mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar ho ho behak rahe hote jaane jaan tere bina jaane hum kahaan mere yaar mere yaar dildaar dildaar jo na hota tera pyaar tera pyaar mere yaar mere yaar dildaar dildaar jo na hota tera pyaar tera pyaar mere yaar dildaar
mere yaar tu chhod ghum chhod de ye udaasi muskuraate huye kaat de zindagi ki ghadi ye zara si mere yaar tu chhod ghum chhod de ye udaasi muskuraate huye kaat de zindagi ki ghadi ye zara si mere yaar tu kyun daba baitha hai aakhir dard ke tu bojh se zindagi to hai wahi jo beet jaaye mauj se kyun daba baitha hai aakhir dard ke tu bojh se zindagi to hai wahi jo beet jaaye mauj se baat kehta hoon pate ki dekh le tu soch ke mere yaar tu chhod ghum chhod de ye udaasi muskuraate huye kaat de zindagi ki gadi ye zara si mere yaar tu kyun shikaayat hai bhala tujhko teri taqdeer se maangta hai pyaar tu patthar bani tasveer se kyun shikaayat hai bhala tujhko teri taqdeer se maangta hai pyaar tu patthar bani tasveer se baat suljhani hai to suljha zara tadbeer se mere yaar tu chhod ghum chhod de ye udaasi muskuraate huye kaat de zindagi ki gadi ye zara si mere yaar tu ek tu hi to nahin hai jisko ranjo ghum mile ye to sadiyon se yahaan par chal rahe hain silsile ek tu hi to
ho mere yaar ye din ho mubaarak tujhe mere yaar ye din ho mubaarak tujhe mil gayi hai tujhe ek nayi zindagi tujhe aur main kya doon nazraana tujhe aur main kya doon nazraana hai teri khushi mein hi meri khushi mere yaar ye din ho mubaarak tujhe mere yaar ye din ho mubaarak tujhe main to pehle hi kehta tha ek din rang dikhaunga duiya mein jo sabse haseen hai apna usse banaunga yaaron mein pyaron mein khushkismat kehlaunga ho yaaron mein pyaron mein khushkismat kehlaunga hooo koi khwaab na tera adhura rahe koi khwaab na tera adhura rahe har raat ho teri poonam ki mere yaar ye din ho mubaarak tujhe mere yaar ye din ho mubaarak tujhe tumne pyaar diya jo mujhko sabse bada hai wo tohfa tum jaise jab saathi hon to aur bhala main maangun kya saath kabhi chhoote na apni hai bus yehi dua ho saath kabhi chhoote na apni hai bus yehi dua hoooo phoolon ki tarah tu phoole phale phoolon ki tarah tu phoole phale tere honthon pe sada naache hansi mere yaar ye din ho mubaarak tujhe
meri aan bhagwaan meri aan bhagwaan kan kan se ladi hai jo unse bhi aaj ladegi meri baat tumhen rakhni padegi meri baat tumhen rakhni padegi meri aan bhagwaan dekh apnon ke dukh jo chhupaoge mukh to aapas ki raar badhegi meri baat tumhen rakhni padegi meri baat tumhen rakhni padegi meri aan bhagwaan humne to suna hai badon ke mukh se apne baalkon se unko bhi pyaar hai humne to suna hai badon ke mukh se apne baalkon se unko bhi pyaar hai phir kyun bhoolte ho sabke pita phir kyun bhoolte ho sabke pita kuchh humaara bhi tumpe adhikaar hai kuchh humaara bhi tumpe adhikaar hai ladkhadaate hain paanv ladkhadaate hain paanv aur dekh rahe tum kya ye nayya bhanwar mein ladegi meri baat tumhen rakhni padegi meri aan bhagwaan meri palkon ka tod kinaara lagi behne jo aansu ki dhaara meri palkon ka tod kinaara lagi behne jo aansu ki dhaara teri dharti bahegi tera ambar bahega beh jaayega aasan tumhaara meri sunke bhagwaan meri sunke bhagwaan tune diya nahin dhyaan to jabaan
meri aankhen bani deewani meri aankhen bani deewani pahle laayi aag hriday mein pahle laayi aag hriday mein phir bhar laayi paani meri aankhen bani deewani man kaa saathi sab kuchh le kar bichhad gaya bichhad gaya bichhad gaya hai dard ko de kar man kaa saathi sab kuchh le kar bichhad gaya bichhad gaya bichhad gaya hai dard ko de kar neend ke badle yaad hai aati neend ke badle yaad hai aati bhooli huyi kahaani meri aankhen bani deewani apne ko kho kar kya paaya dukh ko apna mitra banaya apne ko kho kar kya paaya dukh ko apna mitra banaya iss par bhi naa bhula saka iss dil se yaad puraani aankhen meri aankhen bani deewani jiss mahfil mein tha ek mela uss mein aakhir raha akela jiss mahfil mein tha ek mela uss mein aakhir raha akela marte dum tak soone pan ki marte dum tak soone pan ki karunga main mehmaani meri aankhen bani deewani meri aankhen bani deewani
meri aankhen hain aap ki aankhen meri aankhen hain aap ki aankhen jab bhi chaahe inhen rula dije mera dil aap ki amanat hai mera dil aap ki amanat hai apna har ghum yahaan chhupa dije meri aankhen hain aap ki aankhen aap chup hain to har khushi gum hai khoya khoya sa kyun tabasum hai aap chup hain to har khushi gum hai khoya khoya sa kyun tabasum hai mere honthon se muskuraa dije meri aankhen hain aap ki aankhen kya hua jo andheri raahen hain aap ke saath meri baahen hain kya hua jo andheri raahen hain aap ke saath meri baahen hain main diya hoon mujhe jala dije meri aankhen hain aap ki aankhen aap tanhaa nahin zamaane mein main bhi shaamil hoon iss fasaane mein aap tanhaa nahin zamaane mein main bhi shaamil hoon iss fasaane mein apna ghum mera ghum bana dije meri aankhen hain aap ki aankhen jab bhi chaahe inhen rula dije mera dil aap ki amanat hai apna har ghum yahaan chhupa dije meri aankhen hain aap ki aankhen
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa meri aankhen tere sapne din raat dekhen meri aankhen tere sapne din raat dekhen chal aa tujhpe ye jaan luta doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon meri aankhen tere sapne din raat dekhen chal aa tujhpe ye jaan luta doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon shukriya uss khuda ka mujhe tum se jisne milaya ek tujhe paane ko maine apna sab kuchh lutaya tujh par apni jaan bhi doon jaan to kya imaan bhi doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon koi tum sa hansi to iss jahaan mein maine na paaya ye karam hai tumhara mujhe tumne dil se lagaya phool pe shabnam ke daane gir ke lage ye parmane chal aa tujhpe ye jaan luta doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon zindagi ke safar mein mushkilen bhi aayengi dilbar mushkilon mein hi saathi maine jeena seekha hai hans kar shamma se mil kar parvane kahenge apne afsaane chal aa tujhpe ye jaan luta doon chal aa tujhpe ye jaan luta doon meri aankhen tere sapne din raat dekhen meri aankhen
meri aankhon ki nindiya chura le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun meri aankhon ki nindiya chura le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun baton baton mein dil ko uda le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun baton baton mein dil ko uda le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun apni aankhon se afsane kahte rahi main to yaadon ke toofan mein bahti rahi main to yaadon ke toofan mein bahti rahi koi maujon mein mujhko baha le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun oh baton baton mein dil ko uda le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun meri aankhon ki nindiya chura le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun aisa bandhan bandha hai kabhi na khule khatm hote nahin pyaar ke silsile khatm hote nahin pyaar ke silsile zindgi bhar ko apna bana le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun meri aankhon ki nindiya chura le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa haan baton baton mein dil ko uda le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun wo khushi mil gayi main
meri aankhon mein bas gayaaaaa meri aankhon mein bas gayaaa koi reeeeeee mohe neend naa aaye main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi re mohe neend naa aaye main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi re mohe neend naa aaye main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi muskaaye jab raat ki bindiyaa hoooo muskaaye jab raat ki bindiyaa udd jaaye aankhon se neendiyaa udd jaaye aankhon se neendiyaa thandi thandi main aahen bharoon thandi thandi main aahen bharoon haai main kaa karoon haai main kaa karoon haai main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi re mohe neend naa aaye main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi baat kare jab chaand se taare baat kare jab chaand se taare jal barsaayen nain humaare jal barsaayen nain humaare teri yaad mein ro ro maroon teri yaad mein ro ro maroon haai main kaa karoon haai main kaa karoon haai main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi re mohe neend naa aaye main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi
aa sajna more nainan mein main palak dhanp tohe lun naa main dekhu aur kisi ko aur naa tohe dekhan doon meri aankhon mein yaar tu hi basda hai mere yaar tu hi basta hai meri aankhon mein yaar tu hi basda hai mere yaar tu hi basta hai dekhu jahan jahan main dekhu jahan jahan main teraa deedaar hai meri aankhon mein yaar tu hi basda hai mere yaar tu hi basta hai dekhu jahan jahan main teraa deedaar hai meri aankhon mein yaar tu hi basda hai mere yaar tu hi basta hai mann hai vibhor mann hai vibhor man aangan dekho hai vibhor aangan mein utri chandani jaise ho chaand se baandhi dor yuh toh bikhra hai pyaar teraa har ek jagah se tu jhanke yuh toh bikhra hai pyaar teraa har ek jagah se tu jhanke kabhi chidiyo ke mukh se bole kabhi phoolon se mujhko taake yuh toh hain tere roop kayi kahin dil naa mora lage mujhko toh mere yaar mujhko toh mere yaar tu hi jachda hai mere yaar tu hi jachda hai dekhun jahan jahan main teraa deedaar hai meri aankhon mein yaar tu hi basda hai
meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam aankh jhapke naa kabhi chaand taaron ki kasam dil mera aaj ye iqraar kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai baat jo unse chali wo idhar aake ruki baat jo unse chali wo idhar aake ruki naam jab unka liya ek khushboo si udi ik tasavvur hai jo madhosh kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai
Meri Aarzu Hai Tumhein Itna Chaahun
meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun takdeer rooth jaye to takdeer rooth jaye to mere khuda main kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun halaat ne naseeb mein ghum bhar diye hain is kadar halaat ne naseeb mein ghum bhar diye hain is kadar na manzilon ki kuchh khabar main kaarwan ko kya karun main kaarwan ko kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun mil jaye doobne pe bhi akhir to ek sahil kahin mil jaye doobne pe bhi akhir to ek sahil kahin tufaan ki hai aarzu tufaan ki dua karun tufaan ki dua karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun manzil ki thi talaash to garde safar mili mujhe manzil ki thi talaash to garde safar mili mujhe aankhen baras padi meri kaali ghata ko kya karun kaali ghata ko kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun takdeer rooth jaye to mere khuda main kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila
meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi meri ummeed ke taare meri kismat mere bhaayi mere bhaayi tadap rahi hai muhabbat meri tumhaare liye ke bepanaah thi ulfat meri tumhaare liye sunega kaun mera ghum kise sunaayega bina tumhare lahoo kiska josh khaayega kisi ka dard jo le wo jigar nahin milta ke har shai milti hai bhaayi magar nahin milta bhaayi magar nahin miltaaaaa meri baahon ke sahaare meri himmat mere bhaayi mere bhaayi tumhen kaleje lagaane ye baahen tarsengi chalengi thandi hawaayen to aahen barsengi chaman udaas rahega bahaar royegi tumhen naa paa ke khushi beqaraar royegi kisi kaa bhaayi juda ho kabhi khuda naa kare naseeb itna bura ho kabhi khuda naa kare kabhi khuda naa kareeee meri jaan se mujhe pyaare meri chaahat mere bhaayi mere bhaayi meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi
meri aawaaz suno pyaar ka raaz suno meri aawaaz suno maine ek phool jo seene pe sajaa rakhaa tha uske parden mein tumhen dil se lagaa rakha tha tha juda sab se mere ishq ka andaaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno zindagi bhar mujhe nafrat si rahi ashkon se mere khwaabon ko tum ashkon mein doobote kyun ho jo meri tarha jiyaa karte hain kab marte hain thak gaya hoon mujhe so lene do rote kyun ho so ke bhi jaagte hi rehten hain jaanbaaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno meri duniyaan mein naa purab hai naa pachham koi saare insaan simat aaye khuli baahon mein kal bhataktaa tha main jinn raahon mein tanha tanha kaafile kitne mile aaj unhi raahon mein aur sab nikle mere humdum o humraaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno naunihaal aate hai arthi ko kinaare kar lo main jahaan tha inhen jaana hai wahaan se aage aasmaan inka zameen inki zamaana inka hai kai inke jahaan mere jahaan se aage inhen kaliyaan na kaho hain ye chaman saaz suno meri aawaaz suno meri
meri baat ke maane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do insaan ke saare jeevan mein bas ek jawaani hoti hai insaan ke saare jeevan mein bas ek jawaani hoti hai kabhi wo apni hoti hai kabhi begaani hoti hai kabhi begaani hoti hai isi umar mein aa ke to bante hain afsaane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do duniya jis ko dil kehti hai wo do rangon ka hota hai duniya jis ko dil kehti hai wo do rangon ka hota hai mil jaaye to ye hansta hai aur toot jaaye to rota hai toot jaaye to rota hai thukraana hai thukra do milta hai mil jaane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do ye chehra bhi ek darpan hai do tasveeren dikhlaata hai
meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein mere sapne adhure huye nahin poore aag lagi jeevan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein oooo rasiyaaaa manbasiyaaa nas nas mein ho tum hi samaaye mere naina kare bainaa mera dard naa tum sun paaye jeeya mora pyaasa raha saawan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein kuchh kehte kuchh sunte kyun chale gaye dil ko masal ke meri duniyaa huyi sooni bhujha aas ka deepak jal ke chhaya re andheraa meri ankhiyan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein tum aao ke naa aao piya yaad tumhaari mere sang hai tumhen kaise ye bataaun meri preet ka niraala ik rang hai laaga ho ye neha jaise bachpan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein mere sapne adhure huye nahin poore aag lagi jeevan mein meri
meri banno ki aayegi baraat ke dhol bajaao ji meri laaddo ki aayegi baraat ke dhol bajaao ji aaj nachungi main saari raat ke dhol bajaao ji sajna ke ghar tu jaayegi yaad humhein teri aayegi jaa ke piya ke des mein na hamko bhulaana aankh baabul teri kyon bhar aayi betiyaan toh hoti hain parayi ab rahegi yeh saiyaan ji ke saath ke dhol bajaao ji gajra khila hai baalon pe surki lagi hai gaalon pe bindiya chamakti maathe pe nainon mein kajra sajaa hai tan pe gehna lagi kya khoob tu behna khili hoton pe laali saji kaanon mein baali lagi mehandi dulhania ke haath ke dhol bajaao ji le loon balayen teri sabhi de doon tujhe main apni khushi le loon balayen teri sabhi de doon tujhe main apni khushi maangun duwa main rab se yahi tu khush rahe koi chaahat rahe na adhuri teri saari tamanna ho poori maine keh di mere dil ki baat aaj nachungi main saari raat ke dhol bajaao ji
tu kaahe roti hai har aansoo moti hai pyaara sa tera mukhda pyaare se tere naina pariyon se bhi sundar meri behna o meri behna pyaara sa tera mukhda pyaare se tere naina pariyon se bhi sundar meri behna o meri behna pyaara sa tera mukhda are pagli kyun roti hai hahahahaha tu kaahe roti hai har aansoo moti hai tu kaahe roti hai har aansoo moti hai is moti ki qeemat kya jaane anjaane begaane badlegi teri qismat sach hoga mera kehna pariyon se bhi sundar meri behna o meri behna pyaara sa tera mukhda baajegi shehnaai bik jaayega bhai baajegi shehnaai bik jaayega bhai ek din apne man ki ashaaon ki sundar doli mein baithegi tu pehan ke dulhan ka har ek gehna pariyon se bhi sundar meri behna o meri behna pyaara sa tera mukhda bhai ki ankhiyon se baabul ki galiyon se bhai ki ankhiyon se baabul ki galiyon se jab door tujhe le jaayenge baraati jeevan saathi mat rona yaad kar ke bas yun hi hanste rehna pariyon se bhi sundar meri behna o meri behna pyaara sa tera mukhda pyaare
na na na na na na meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega baabul ne ye ped lagaaya veera ne ki rakhwaali mere veera ne ki rakhwaali hoooo maiyyaa ne isko aise seencha phoolon ko jaise maali are phoolon ko jaise maali tum pardesi aaye kahaan se are tum pardesi aaye kahaan se kaise pakad li daali are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega khatte phenke meethe raakhe shabri badi sayaani are shabri badi sayaani hoooo jhoothe ber mein preet hai kitni lakshman ne kab jaani are lakshman ne kab jaani raam hi pehchaanege mujhko are raam hi pehchaanege mujhko raam ki main deewani are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta uiee kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Yaar Dildaar Nafrat (1973) 03:54 36283
 
Poster of Nafrat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Rakesh Roshan
Duration : 03:54   Song Number : 36283   

Mere Yaar Tu Chhod Ghum Chhod Love In Canada (1979) 05:42 17653
 
Poster of Love In Canada (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Vinod Mehra
Duration : 05:42   Song Number : 17653   

Mere Yaar Ye Din Ho Neeyat (1980) 03:56 38362
 
Poster of Neeyat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Jitendra
Duration : 03:56   Song Number : 38362   

Meri Aan Bhagwan Toofan Aur Deeya (1956) 03:21 40239
 
Poster of Toofan Aur Deeya (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:21   Song Number : 40239   

Meri Aankhen Bani Deewani Jagmohan Sursagar 03:19 36489
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Ghazal
Duration : 03:19   Song Number : 36489   

Meri Aankhen Hain Vijay (1988) 04:43 14398
 
Poster of Vijay (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Nida
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Meenakshi Seshadri, Anil Kapoor
Duration : 04:43   Song Number : 14398   

Meri Aankhen Tere Sapne Aakhri Insaaf (1980) 06:24 37519
 
Poster of Aakhri Insaaf (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Kulwant Jani
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Zarina Wahab, Ranjeet
Duration : 06:24   Song Number : 37519   

Meri Aankho Ki Nindiya Chura Le Gaya Jhuk Gaya Aasman (1968) 04:27 36117
 
Poster of Jhuk Gaya Aasman (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sayra Banu
Duration : 04:27   Song Number : 36117   

Meri Aankhon Mein Bas Barsaat (1949) 03:22 12843
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:22   Song Number : 12843   

Meri Aankhon Mein Yaar Shubha Mudgal 05:00 32781
 
Poster of Shubha Mudgal
 
Category
Indipop
Lyricist
Anil Pandey, Prashant
Music Director- 
Sandesh Shandilya
Singer- 
Shubha Mudgal
Duration : 05:00   Song Number : 32781   

Meri Aankhon Se Koi Pooja Ke Phool (1964) 03:30 20938
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:30   Song Number : 20938   

Meri Aarzu Hai Tumhen Itna Chaahun Nirlajj (1978) 03:56 39781
 
Poster of Nirlajj (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:56   Song Number : 39781   

Meri Ajab Hai Zindagi Jagjit Singh 05:09 32494
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:09   Song Number : 32494   

Meri Ankhon Ke Ujale Aabroo (1968) 04:27 12547
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 04:27   Song Number : 12547   

Meri Awaz Suno Naunihal (1967) 06:50 20939
 
Poster of Naunihal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Indrani Mukharji
Duration : 06:50   Song Number : 20939   

Meri Baat Ke Maane Do Paise Ki Gudiya (1974) 04:09 38725
 
Poster of Paise Ki Gudiya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Saira Banu, Naveen Nishchal
Duration : 04:09   Song Number : 38725   

Meri Baat Rahi Meri Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:20 14116
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:20   Song Number : 14116   

Meri Banno Ki Aayegi (Happy) Aaina (1993) 05:58 38136
 
Poster of Aaina (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Dilip Sen, Sameer Sen
Singer- 
Pamela Chopra
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Juhi Chawla
Duration : 05:58   Song Number : 38136   

Meri Behna O Meri Behna Dhongee (1979) 04:41 19199
 
Poster of Dhongee (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:41   Song Number : 19199   

Meri Beri Ke Ber Mat Anokhi Raat (1968) 03:13 20940
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 03:13   Song Number : 20940