Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o mera babu chhail chhabila main to naachungi o mera balma rang rangeela main to naachungi o mera babu chhail chhabila main to naachungi o mera balma rang rangeela main to naachungi kajra laga ke gajra sajaa ke main sharmaaun re o mera babu chhail chhabila main to naachungi o mera balma rang rangeela main to naachungi aankhon mein pyaar basa ke karata hai meethi meethi batiyaan aankhon mein pyaar basa ke karata hai meethi meethi batiyaan honthon pe phool khushi ke hans de to bikhre patiyaan pyaar jagaaye nain ladaaye main kitt jaaun re haaye main kitt jaaun re o mera babu chhail chhabila main to naachungi o mera balma rang rangeela main to naachungi aaj hansegi dekh ke mujhko saari sakhiyaaaaan aaj hansegi dekh ke mujhko saari sakhiyaaaaan paas bula ke chup ke se poochhengi sajna ki batiyaan kuchh naa bataun sab se chhupaaun main ghabraun re haaye main ghabraun re o mera babu chhail chhabila main to naachungi o mera balma rang rangeela main to naachungi kajra laga
hooooo ooooooo oooooo ooooooooo ooooooo oooooo oooooo oooooo oooooo oooooo oooooo oooooo oooooo mera badli mein chhup gaya chaand re kahaan dhundhe nayan more baaware aa jaa aa jaa o saanware mera badli mein chhup gaya chaand re kahaan dhundhe nayan more baaware aa jaa aa jaa o saanware duniyaa ne tod diye sapne suhaane ro ro ke yaad karun guzre zamaane duniyaa ne tod diye sapne suhaane ro ro ke yaad karun guzre zamaane aa jaa piyaa mera tadpe jiyaa mere jeevan ki hone lagi shaam re kahaan dhundhe nayan more baaware aa jaa aa jaa o saanware mera badli mein chhup gaya chaand re kahaan dhundhe nayan more baaware aa jaa aa jaa o saanware aa jaa ke pyaar bhare dil ne pukaara badli se chaand mere kar de ishaara aa jaa ke pyaar bhare dil ne pukaara badli se chaand mere kar de ishaara main hoon yahaan aur tu hai wahaan kaise aaun main piyaa tere gaanv re kahaan dhundhe nayan more baaware aa jaa aa jaa o saanware mera badli mein chhup gaya chaand re kahaan dhundhe nayan
mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin nazren aawara dil aawara kadam aawara nazren aawara nazren aawara dil aawara kadam aawara jaane kab tak main phirunga yunhi mara mara jo mujhe rok le aisi koi zanjeer nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin kitne afsaane nighaahon se kahen hain maine kitne afsaane kitne afsaane nighaahon se kahen hain maine kitne ghum aise hain jo hans ke sahe hain maine kitne khaab aise hain jinki koi taabeer nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin ek se ek hanseen meri nazar se guzra ek se ek ek se ek hanseen meri nazar se guzra bijliyaan toot padin dil pe jidhar se guzraaa kya karun main ke meri aah mein taasir nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri
mera bichhadaaaaa yaaaar mila de mera bichhadaaaaa yaaaar mila de sadkaa rasul kaa mera bichhada yaar mila de mera bichhada yaar mila de sadka rasul kaa hoooo sadka rasul kaa mere dil ka dard mita de sadka rasul kaa hoooo sadka rasul kaa maalik tune duniyaa bhar ki bigdi baat banaayi aaaaa aaaa aaaaa bigdi baat banaayi meri bhi taqdeer bana to jaanu teri khudaayi to jaanu teri khudaayi mera ujdaa pyaar basaa de mera bichhada yaar mila de sadka rasul kaa tu hi bata de tu hi bata de jaaun kidhar ko naa manzil naa dera naa manzil naa deraaaaaaa uss nagri ki raah dikha de yaar jahaan ho mera yaar jahaan ho mera meri naiyyaa paar laga de mera bichhada yaar mila de sadka rasul kaa mere dil ka dard mita de sadka rasul kaa hoooo sadka rasul kaa
hmm hmmm hmm hmm hmm hey hey hey hmm hmm hmm hmm hmm mera chaand mujhe aaya hai nazar mera chaand mujhe aaya hai nazar aye raat zaraa tham tham ke guzar aye raat zaraa tham tham ke guzar chhaaya hai nasha meri aankhon par chhaaya hai nasha meri aankhon par aye raat zaraa tham tham ke guzar aye raat zaraa tham tham ke guzar mera chaand mujhe aaya hai nazar mere dil mein hain armaan kayi kayi meri chaahat hai abhi nayi nayi mere dil mein hain armaan kayi kayi meri chaahat hai abhi nayi nayi reh jaaye na pyaasa pyaar mera meri baahon mein bhar de yaar mera itna sa karam tu kar mujh par itna sa karam tu kar mujh par aye raat zaraa tham tham ke guzar aye raat zaraa tham tham ke guzar mera chaand mujhe aaya hai nazar hmm aa haa aa aa haa haa ae hey hey abhi labon ko labon ne chhua nahin armaan koi poora hua nahin abhi labon ko labon ne chhua nahin armaan koi poora hua nahin abhi aas ka gulshan khilna hai abhi do jismon ko milna hai dekhonga abhi main wo manzar dekhonga
hmmm hmmm hmmm mera chain khoya hua hai mera chain khoya hua hai thamasha ye soya hua hai yahan koi soya hua hai yahan koi soya hua hai wahan log baithe hain saare kahan jayen hum do mohabbat ke maare kahan jayen hum do mohabbat ke maare hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm chalo hum kahin aur chalte hain chalo hum kahin aur chalte hain yahan to kayi deep jalte hain jahan pe bahut hi andhera ho wahan aaj ki raat dera ho magar kaun si wo jagah ho jahan par na ho ye sitaare kahan jayen hum do mohabbat ke maare kahan jayen hum do mohabbat ke maare aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa ye gulshan ka kona hasin hai ye gulshan ka kona hasin hai yahan pe koi bhi nahin hai tujhe apni bahon mein bhar loon zara sa tujhe pyaar kar loon zara thehar jao ye kaliyaan humein kar rahi hain ishare kahan jayen hum do mohabbat ke maare kahan jayen hum do mohabbat ke maare hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm sama pyaar ka kho na jaye sama pyaar ka kho na jaye savera kahin ho
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm lala lal lal la lala la lara la mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera jeevan hai ye mera singaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai meri chhoti si bagiyaa ke o baaghbaan meri chhoti si bagiyaa ke o baaghbaan tere dam se hai saari bahaaren yahaan tere dam se hai saari bahaaren yahaan saare baagon se achhchha ye gulzaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera jeevan hai ik muskuraahat teri mera jeevan hai ik muskuraahat teri meri duniyaa hai kadmon ki aahat teri meri duniyaa hai kadmon ki aahat teri tere kadmon mein hi mera ghar baar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai chhod ke main tujhe koi jannat na loon chhod ke main tujhe koi jannat na loon tere badale mein duniyaa ki daulat naa loon tere badale mein duniyaa ki daulat naa loon meri pooja piya tera deedar hai mera chhota sa
mera chhota sa dil tune chheena haan haan tune tune o haseena duhayi hai duhayi hai haye re haye jaaun kahaan kaisa dilbar kahe ki haseena are mujh mein jo tha jaalim tune chheena duhayi hai hai hai hai hai duhayi hai hai hai hai hai haye re haye jaun kahan kahan lalalala lalala la lalalala lalala lalalala lala lala aankhon mein hai chhaya hua jab se tera husn e jawan soojhe nahin duja koi tere siva o jane jaan aaja na zara seene se tujhe lipta loon naaznina kaisa dilbar kahe ki haseena are mujh mein jo tha jaalim tune chheena duhayi hai hai hai hai hai duhayi hai hai hai hai hai haye re haye jaaun kahan kahan kahan kahan pyasi nazar phir le ke tu paapi mujhe dekhe hai kya hothon ka rang tu pee gaya chehre ka roop tu le gaya mujh mein kya raha hai baaki kare mushkil kyun mera jeena mera chhota sa dil tune chhina ha ha ha tune tune o haseena duhayi hai lalalalala duhayi hai lalala lalalal haye re haye jaaun kahaan kaisa dilbar kahe ki haseena are mujh mein jo tha
aaaaa aaaaa aaaaa aaa aaaa aa aa aa aa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaa mera dil ab tera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna kaisa jaadu phera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa nain hamaare tum sang laage tum sang preet hamaari man bhaaye tum jaano na jaano jaane hai duniya saari koi aur na mera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa morni ban ke raah takoon main tum baadal ban chhao mere pyaase rom rom pe ras barsaate jaao tera dil mein baseraa o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa pyaar ka bandhan janam janam ka saans ke sang hi toote saare hi rang pheeke pad jaaye pyaar ka rang na chhoote tune tan man gheraa o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna kaisa jaadu phera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna
mera dil bahaaron ka wo phool hai mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi kisi ne jalaya nahin ye chaman ise baghban ki nazar lag gayi ye sach hai ke tumne mujhe ghum diya tumhe phir bhi maine na ruswa kiya ye sach hai ke tumne mujhe ghum diya tumhe phir bhi maine na ruswa kiya kisi ne jo poochha to ye keh diya mujhe aasman ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi mujhe is zamaane ne loota nahin ye dil badnasibi se toota nahin mujhe is zamaane ne loota nahin ye dil badnasibi se toota nahin sitamgar koi mujhse rutha nahin kisi meharban ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi nazar muskurayi thi jiske liye usi ne nigahon ko aansu diye nazar muskurayi thi jiske liye usi ne nigahon ko aansu diye jahan dil deewane ne sajde kiye usi aasta ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi
mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai par samane jab tum aate ho par samane jab tum aate ho kuch bhi kehne se darta hai o mere saajan o mere saajan saajan saajan mere saajan mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai kitna isko samjhata hoon kitna isko behlata hoon kitna isko samjhata hoon kitna isko behlata hoon nadaan hai kuch na samajhata hai din raat ye aahein bharta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai par samane jab tum aate ho par samane jab tum aate ho kuch bhi kehne se darta hai o mere saajan o mere saajan saajan saajan mere saajan mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai har pal mujhko tadpaata hai mujhe saari raat jagaata hai har pal mujhko tadpaata
mera dil bhi shauq se todo mera dil bhi shauq se todo ek tajurba aur sahi laakh khilone tod chuke ho laakh khilone tod chuke ho ek khilona aur sahi mera dil bhi raat hai ghum ki aaj bhujha do jalta hua har ek charaag raat hai ghum ki aaj bhujha do jalta hua har ek charaag dil mein andhera ho hi chuka hai dil mein andhera ho hi chuka hai ghar mein andhera aur sahi mera dil bhi dam hai nikalta ik aashiq ka bheed hai aa kar dekh to lo dam hai nikalta ik aashiq ka bheed hai aa kar dekh to lo laakh tamaashe dekhe honge laakh tamaashe dekhe honge ek nazaara aur sahi mera dil bhi khanjar le kar sochte kya ho qatl muraad bhi kar daalo khanjar le kar sochte kya ho qatl muraad bhi kar daalo daag hain sau daaman pe tumhaare daag hain sau daaman pe tumhaare ek izaafa aur sahi mera dil bhi shauq se todo ek tajurba aur sahi laakh khilone tod chuke ho ek khilona aur sahi mera dil bhi
mera dil hai tera tera dil hai mera mera dil hai tera tera dil hai mera jab se humne dil badle hain sara jag badla jab se humne dil badle hain sara jag badla aaj ke khaatir jaane kab se dil tha aas lagaaye jaane kab se taras rahi thi aankhein pyaas jagaaye haai aaj ke khaatir jaane kab se dil tha aas lagaaye jaane kab se taras rahi thi aankhein pyaas jagaaye jaane kab se taras rahi thi aankhein pyaas jagaaye mera dil hai tera tera dil hai mera jab se humne dil badle hain sara jag badla jab se humne dil badle hain sara jag badla pyaar ki deewani duniyan mein kho jaane do do dil ko paagal thehra aur bhi paagal ho jaane do do dil ko haaye pyaar ki deewani duniyan mein kho jaane do do dil ko paagal thehra aur bhi paagal ho jaane do do dil ko paagal thehra aur bhi paagal ho jaane do do dil ko mera dil hai tera tera dil hai mera jab se humne dil badle hain sara jag badla jab se humne dil badle hain sara jag badla dhoom machaate gaate niklo niklo aaj idhar se khushiyon ki
mera dil jo mera hota palkon pe pakad leti honthon pe utha leti haathon mein khuda hota mera dil la la la la la la ha ha ha ha ha ha sooraj ko masal kar main chandan ki tarah malti sone sa badan lekar kundan ki tarah jalti is gore se chehre par aaina fida hota mera dil la la la la la la ha ha ha ha ha ha barsa hai kayi barson aakaash samandar mein ek boond hai chanda ki utri na samandar mein do haathon ki os mein ye gir padta to kya hota haathon mein khuda hota mera dil jo mera hota palkon pe pakad leti la la la la hmm hmm hmm hmm haathon mein khuda hota mera dil la la la la la la hmm hmm hmm hmm hmm ha ha ha ha ha ha
mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re haan dil se tujhe pyaar kiya dil maine tujhe yaar diya haan dil se tujhe pyaar kiya dil maine tujhe yaar diya ek meetha meetha dard liya laage naa kahin ab to jiya mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re meri aankhon ne tujhe sapnon mein utaara soona lage zamaana tere bin tanha ab kahin nahin hoga guzaara tere bin kate na ab ye din laakhon mein tujhe yaar chuna maine to tera khaab buna laakhon mein tujhe yaar chuna maine to tera khaab buna mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re ban jaayegi kabhi teri meri kahaani aa gale se lagaa le meri jaan honthon se tu de de shabnami nishaani yahi kya hai mere dil ke armaan main saara jahaan bhool gaya baahon mein teri jhool gaya main saara jahaan bhool gaya baahon mein
mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon saari duniyaan se keh doongi saari duniyaan se keh doongi tujhse pyaar main karti hoon mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon akela tu hai akeli main hoon akelepan se jeeya dartaa hai chhupata kyun hai bata de dilbar husn pe mere tu bhi marta hai madhoshi chhaayi hai dil pe ab to bilkul hosh nahin iss mein hain teri bhi khataayen mera hi sab dosh nahin ab to bas main shaam savere teri aanhen bharti hoon mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon hey hey hey hey hey lara lala lala lala lala lala la hey hey kanwaari main hoon kanwaara tu hai rahenge kab tak kanwaare sochao sulagte dil mein bhujhe jaate hai ye kaise armaan humaare socho teri nazar ka teer sanam mere jigar ke paar hua betaabi ke iss aalam mein ab jeena dushwaar hua tere labon ko
mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena muhabbat ki kasam tumko lagi dil ki bhujha lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena humen daaman bacha lena tumhin par jaan de denge kisi din aazmaa lena mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena khushi se ghum utha lena agar dil ko naa chain aaye to kuchh ro ro ke gaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena
mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mere pehlu se dil gaya gaya gaya gayaa mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe pyaar ki yaad hoon main dil e barbaad hoon main mujhe kadmon mein jagah de shirin tera farhaad hoon main mujhe kadmon mein jagah de shirin tera farhaad hoon main mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere pehlu se dil gaya gaya gaya gayaa mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe tera raanjha hoon sanam teri ulfat ki kasam aaj iqraar karo o heeri kabhi bichhdenge na hum aaj ikraar karo o heeri kabhi bichhdenge na hum mere mehboob mere mehboob haaye mere mehboob mere mehboob mere pehlu se dil gaya gaya gaya gayaa mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe ishq bamaal hoon main bada behaal hoon main kar zara mujhpe karam o soni tera mahiwaal hoon main kar zara mujhpe karam o soni tera mahiwaal hoon main mere mehboob mere mehboob mere
aaaaaa jaaaaa aaaaaa aaaaaa jaaa mera dil ye pukaare aa jaa mere ghum ke sahaare aa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa mere ghum ke sahaare aa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa tu nahin to ye rutt ye hawaa kya karun kya karun tu nahin to ye rutt ye hawaa kya karun door tujhse main reh ke bata kya karun kya karun soona soona hai jahaan ab jaaun main kahaan bas itna mujhe samjha jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya loot gaya aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya pyaar kaa muskuraata jahaan loot gaya loot gaya ik chhoti si jhalak mere mitne talak o chaand o chaand mere dikhlaa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa
teri kudrat teri tadbeerrrrrr mujhe kya maloom banti hogi kahin taqdeer mujhe kya maloom hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hooo mera dildaar mera dildaar mera dildaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hoga tere bas mein jahaan apne to dil khil naa sake hoga tere bas mein jahaan apne to dil khil naa sake mujhko to hai itna pataa bichhade huye mil naa sake hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hooo mera dildaar mera dildaar mera dildaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudaayi humpe tere teer e kazaa zulm naya kar bhi gaye humpe tere teer e kazaa zulm naya kar bhi gaye dekhe koi haaye ke hum jeete bhi hain marr bhi gaye hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hooo mera dildaar mera dildaar mera dildaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudaayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mera Babu Chhail Chhabila Runa Laila 03:53 18827
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Indipop
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Runa Laila
Duration : 03:53   Song Number : 18827   

Mera Badli Mein Nagin (1954) 03:34 13813
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:34   Song Number : 13813   

Mera Ban Jaaye Koi Ek Sapera Ek Lutera (1965) 03:30 13234
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 03:30   Song Number : 13234   

Mera Bichhada Yaar Sohni Mahiwal (1958) 04:02 14262
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:02   Song Number : 14262   

Mera Chaand Mujhe Mr Aashiq (1996) 05:52 20903
 
Poster of Mr Aashiq (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Twinkle Khanna
Duration : 05:52   Song Number : 20903   

Mera Chain Khoya Hua Hai Joroo Ka Ghulam (1972) 05:06 36920
 
Poster of Joroo Ka Ghulam (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Nanda
Duration : 05:06   Song Number : 36920   

Mera Chhota Sa Dekho Bhai Bhai (1956) 03:30 12900
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Niroopa Roy
Duration : 03:30   Song Number : 12900   

Mera Chhota Sa Dil Madhosh (1974) 04:21 37486
 
Poster of Madhosh (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Helen
Duration : 04:21   Song Number : 37486   

Mera Dil Ab Tera O Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 05:51 19190
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kumar
Duration : 05:51   Song Number : 19190   

Mera Dil Bahaaron Ka Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:32 37751
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ragini, Sailesh Kumar
Duration : 04:32   Song Number : 37751   

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Saajan (1991) 05:09 18621
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Madhuri Dixit
Duration : 05:09   Song Number : 18621   

Mera Dil Bhi Shauq Se Todo Chitra Singh 06:32 40963
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Murad Lucknowi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 06:32   Song Number : 40963   

Mera Dil Hai Tera An Evening In Paris (1967) 03:58 12661
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:58   Song Number : 12661   

Mera Dil Jo Mera Hota Anubhav (1971) 05:39 14567
 
Poster of Anubhav (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kanu Roy
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 05:39   Song Number : 14567   

Mera Dil Laile Tum (2004) 04:03 18625
 
Poster of Tum (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Karan Nath, Manisha Koirala
Duration : 04:03   Song Number : 18625   

Mera Dil Tera Deewana Aa Ab Laut Chalen (1999) 05:18 20904
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik, Chorus
Duration : 05:18   Song Number : 20904   

Mera Dil Todnewaale Mela (1948) 03:38 13709
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Duration : 03:38   Song Number : 13709   

Mera Dil Tumpe Aa Gaya Yeh Dil Kisko Doon (1963) 05:20 40774
 
Poster of Yeh Dil Kisko Doon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 40774   

Mera Dil Ye Pukaare Nagin (1954) 03:41 20905
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 20905   

Mera Dildaar Naa Milaya Shama Parwana (1954) 04:58 14225
 
Poster of Shama Parwana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 04:58   Song Number : 14225