Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kaho na kaho ye aankhen bolti hain o sanam o sanam o mere sanam mohabbat ke safar mein ye sahaara hai wafa ke saahilon ka ye kanaara hai kaho na kaho ye aankhen bolti hain o sanam o sanam o mere sanam mohabbat ke safar mein ye sahaara hai wafa ke saahilon ka ye kanaara hai baadalon se oonchi udan unki sab se alag pehchaan unki unse hai pyaar ki kahaani mansoob aati jaati saanson ki rawaani mansoob baadalon se oonchi udan unki sab se alag pehchaan unki unse hai pyaar ki kahaani mansoob aati jaati saanson ki rawaani mansoob tamally maaak wallaw haata baaeed aani fe alby hawak tamally maaak tamally fe bali wi albi wala bansaak tamally waheshni law haata bakoon wayaak kaho na kaho ye aankhen bolti hain o sanam o sanam o mere sanam mohabbat ke safar mein tu hamaara hai andhere raaston ka tu sitaara hai tamally habibi mehtaglak iiaya alaya men badlak we law hawalaya kol el doon sadeqni habibi mehtagillak tu hi jeene ka sahaara hai meri maujon ka kinaara hai mere liye ye
dil mera har baar ye sunne ko beqaraar hai kaho naa pyaar hai kaho naa pyaar hai haan tum se pyaar hai ke tum se pyaar hai inn pyaari baaton mein anjana iqraar hai kaho naa pyaar hai kaho naa pyaar hai kaha naa pyaar hai kaha naa pyaar hai pyaar jahan mein hota nahin phir bolo kya hota pyaar jahan mein hota nahin phir bolo kya hota duniya mein dil koi kabhi na dhadka hota dhadka hai dil aa yaar mil ye pyaar ka izhaar hai kaho naa pyaar hai kaho naa pyaar hai kaha naa pyaar hai kaha naa pyaar hai do premi do pagal kya karte hain bolo do premi do pagal kya karte hain bolo mujhse kya poochhate ho apne dil ko tatolo maloom hai humko tumhen kiss baat ka intezaar hai kaho naa pyaar hai kaho naa pyaar hai kaha naa pyaar hai kaha naa pyaar hai milte nahin hum tum to phir bolo kya hota milte nahin hum tum to phir bolo kya hota sach bolun phir apna khwaab na poora hota kehta hai mann apna milan duniya mein yaadgaar hai kaho naa pyaar hai kaho naa pyaar hai kaha naa pyaar hai
kahuchu jawani ne paachi wadi jaa aa aa aa aaa kahuchu jawani ne paachi wadi ja ke ghadpan nu ghar maru aavi gayu chee manne na gamtu manne na gamtu manne na gamtu ghadpan daahapan pan tan taru sagpan bhulavi rahivu chee kahuchu jawani ne man ni sthiti hamesha aashiq rahe chee man ni sthiti hamesha aashiq rahe chee kalez main kohine mashuk kahi chee kalez main kohine mashuk kahi chee fari paacha madsu paagal thava ne hamda to daahapan bhai satavi rahiyu chee kahuchu jawani ne mohabaat to maro haak chee janamno mohabaat to maro haak chee janamno ne sakhi hato ne rahiyo chu sanamno sakhi hato ne rahiyo chu sanamno ghadpan ne kahu chu ke mafi daide mohabaat thi mujne bhai favigayu chee kahuchu jawani ne paachi wadi ja ke ghadpan nu ghar maru aavi gayu chee
kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan bichhdi nazar nazar se to bechain ho gayi bichhdi nazar nazar se to bechain ho gayi aise laga ke jaise koi cheez kho gayi ab unn ke bina hoon aise jaise naina bin kaajal kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan aayi jo unki yaad to saansen mehak gayin aayi jo unki yaad to saansen mehak gayin aankhon mein bijliyan si hazaaron chamak gayi jiss or uthi ye nazren lehraaye pyaar ke baadal kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan aati hai unke pyaar ki maujen machal machal aati hai unke pyaar ki maujen machal machal kab tak kahungi dil se main apne sambhal sambhal jaa des piya ke udd jaa aye mann ke panchhi ghayal
kai sadiyon se kai janmon se kai sadiyon se kai janmon se tere pyaar ko tarse mera mann aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya kuchh der mera mann lehraaya hoo ooo phir doob gayi aasha ki kiran aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sunsaan hai jeevan ki baghiyaa hoo oooo suna hai bahaaron ka aangan aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se
kai viralil pirandhathu naadham en kuralil valarnthathu geetham kai viralil pirandhathu naadham en kuralil valarnthathu geetham isaiyin mazhaiyil nanainthu ithayam muzhuthum kulirndhu isaiyin mazhaiyil nanainthu ithayam muzhuthum kulirndhu en aasaikal niraiverum naal vandhath en aasaikal niraiverum naal vandhath kai viralil pirandhathu naadham en kuralil valarnthathu geetham ithuvaraiyil ilai uthir kaalam ilavenil ini ethirkaalam ulakamellaam en isai ketkkum ulakamellaam en isai ketkkum nalla ullamellaam athai varavelkkum kai viralil pirandhathu naadham en kuralil valarnthathu geetham kallum isaiyaal kaniyaakum mullum athanaal malaraakum ullam urukum panpaadum ullam urukum panpaadum antha osayile naakam ninraadum antha osaiyile naakam nindraadum
Kailasavaasa Gaurisha Isha
nazar uthao zara tum to kainaat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale tumhaari marzi bina waqt bhi apaahiz hai tumhaari marzi bina waqt bhi apaahiz hai naa din khisakta hai aage naa aage raat chale naa din khisakta hai aage naa aage raat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale naa jaane unglee chhuda kar nikal gaya hai kidhar naa jaane unglee chhuda kar nikal gaya hai kidhar bahot kaha tha zamane se saath saath chale bahot kaha tha zamane se saath saath chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale kisi bhikhaari ka toota hua katora hai kisi bhikhaari ka toota hua katora hai gale mein daale usse aasaman pe raat chale gale mein daale usse aasaman pe raat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale to kainaat chale
hmmm kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai mere dil tu kya nahin mere paas kya nahin mere paas dhan bhi izzat bhi bangla bhi car bhi jaam bhi sharaab bhi bangla bhi car bhi jaam bhi sharaab bhi baag o bahaar bhi are kya nahin mere paas aa ha ha haaa haaa hey hey hey hey hey nazren nazaare bhi chaand aur taare bhi saaqi maekhana bhi saara zamaana bhi aaj main duniya khareed sakta hoon lekin kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai mere dil tu zindagi hai ek cigaar teri zindagi hai ek cigaar o teri zindagi hai ek cigaar kaun tujhe samjhaaye zor se jitni kash khinche tu zor se jitni kash khinche tu utni jalti jaaye aah ha ha ha ha oo ho ho ho hoo apne se khel tu ha ha duniya se khel tu ha ha zindagi se khel tu kismat se khel tu tu sabhi se khel sakta hai lekin kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai
ruk ja tere haath bandhe hain karmon ki zanzeer mein apne khoon ko gale lagaana nahin teri takdeer mein kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai sab kuchh paaya tune sab kuchh paaya tune phir bhi jholi khaali hai hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai tune saari khushiyaan kho dee paap ki kaali raaton mein reh gaye ghum ke jalte aansu teri pyaasi aankhon mein kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai sab kuchh paaya tune sab kuchh paaya tune phir bhi jholi khaali hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai pyaar ka daaman maila na ho apne daag chhupa le tu tere kiye ki yahi saza hai maut ko gale laga le tu kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai sab kuchh paaya tune sab kuchh paaya tune phir bhi jholi khaali hai hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai apne daag chupa le tu maut ko gale laga le tu maut ko gale laga le maut ko gale laga le maut ko gale laga le
kaisa jaadoo balam tune daara hoooo ooooo kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo koi teri tarah dil naa chheene ho gayi main paseene paseene koi teri tarah dil naa chheene ho gayi main paseene paseene tauba tauba tauba tauba tauba tauba nazar ka ishaara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo dag magaaye kadam chalte chalte tumne chheda to hum kya sambhalte dag magaaye kadam chalte chalte tumne chheda to hum kya sambhalte lo chale lo chale lo chale naam le kar tumhaara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo hosh bhi thoda thoda nasha bhi dard bhi thoda thoda mazaa bhi hosh bhi thoda thoda nasha bhi dard bhi thoda thoda mazaa bhi teer saiyaan teer saiyaan teer saiyaan ajab tune maara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya
kaisa lagta hai achchaa lagta hai pyaar ka sapna sachchaa lagta hai kaisa lagta hai achchaa lagta hai pyaar ka sapna sachchaa lagta hai tu jo kareeb hai mera naseeb hai dil mein basi hai tu meri khushi hai tu tere bina ik pal mujhe na rahna kaisa lagta hai achchaa lagta hai pyaar ka sapna sachchaa lagta hai tu jo kareeb hai mera naseeb hai meri khushi hai tu dil mein basi hai tu tere bina ik pal mujhe na rahna kaisa lagta hai achchaa lagta hai pyaar ka sapna sachchaa lagta hai har taraf khushiyon ka mausam hai yahaan humne pehli baar dekha ye jahaan har taraf khushiyon ka mausam hai yahaan humne pehli baar dekha ye jahaan ghum ki duniyaan se hum chale aaye door hai humse dard ke saaye aa dua maang lein kuchh bhi ho ab dukh pade na sahna kaisa lagta hai achchaa lagta hai pyaar ka sapna achchaa lagta hai pyaar ke waade kabhi na todna tum kabhi tanha na humko chhodna pyaar ke waade kabhi na todna tum kabhi tanha na humko chhodna aasoon ko hum pee na paayenge hum judaa
kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki chaar kadam chal kar har saathi baad mein yun tal jaaye chaar kadam chal kar har saathi baad mein yun tal jaaye jaise suboh ko suraj nikle jaise suboh ko suraj nikle shaam o samay dhal jaaye hooo oooo kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki hasne kaa anjaam hai rona chaahat ka ruswaayi hasne kaa anjaam hai rona chaahat ka ruswaayi dhundha jab bhi saath kisi kaa dhundha jab bhi saath kisi kaa mili humen tanhaayi hooo oooo kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki
jab kisi ko kisi se muhabbat hoti hai ye naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai jab kisi ko kisi se muhabbat hoti hai ye naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai naa subah kaa pata naa khabar shaam ki kya kisi se kahen jaane jaan kaisa ye pyaar hai ye kaisa pyaar hai jab kisi ko kisi se muhabbat hoti hai ye naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai naa subah kaa pata naa khabar shaam ki kya kisi se kahen jaane jaan kaisa ye pyaar hai ye kaisa pyaar hai jisne kiya hai uss ko pata kaisa nasha hai iss dard kaa naa rok raahen jaane wafaa karne de mujhko tu ye khataa ab to mitaa faaslaa har ghadi bekhudi har ghadi bebasi kyun sataane lagi dooriyaan kaisa ye pyaar hai ye kaisa pyaar hai jab kisi ko kisi se muhabbat hoti hai ye naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai chehra tera ye mere sanam meri nazar mein chhaane laga kaise sambhalun isko bhala seene se ye dil jaane laga chalta nahin bas mera naa tujhe chain hai naa mujhe hosh hai dhadkane ban gayi hain zubaan kaisa ye
hmm raaton ki tanhaayi mein suboh ki parchhai mein hey hey chehra hai kya ye meri aankhon mein khushboo hai kya ye meri saanson mein kaisa ye raaz hai jo ke khulta nahin kyun mere jehan mein tu hai aye ajnabi hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey woooo hoooo hooo hoooo hooo hooo hooo yeee heyy eeeee yeeee heeeeeee yeeee heyyyyyyyyy hota hai jo sawaalon mein aata nahin jawaabon mein rehta hai jo khayaalon mein ab tak hai wo hijaabon mein aye hey hey mehfil ka ye kaisa mausam naa dhoop hai naa hai shabnam oooo kaisa ye raaz hai jo ke khulta nahin kyun mere jehan mein tu hai aye ajnabi hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey woooo hoooo hooo hoooo hooo hooo hooo yeee heyy eeeee yeeee heeeeeee yeeee heyyyyyyyyy raaton ki tanhaayi mein suboh ki parchhai mein hey hey chehra hai kya ye meri aankhon mein khushboo hai kya ye meri saanson mein jaane hai kya sitaaron mein gardish si hai isharon mein patjhad si hai bahaaron mein toofaan sa hai
aa aa aa aa aa aa aa aa kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer paaon padi zanjeer shyamaa paaon padi zanjeer haye kaise aaun jamuna ke teer aa aa aa aa kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra akhiyon mein kajra kalaiyon mein gajara akhiyon mein kajra kalaiyon mein gajara kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra reh gayi haar shingaar kiye main reh gayi haar shingaar kiye main kaun bandhaaye dheer ho kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun kaise aaun kaise aaun jamuna ke teer re jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer re kaise aaun jamuna ke teer re aaun jamuna ke teer jamuna ke teer jamuna ke teer aa aa aa aa aa aa aa aa aa shyam milan ko jiya mora tarse shyam milan ko aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa aaaa shyam milan ko jiya mora tarse kaah karun kaise nikloon main ghar se preet bhare man ki ye duniya preet bhare man ki ye duniya haye na jaane peer ho
kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani phulauri bina chatni kaise bani phulauri bina chatni kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani phulauri bina chatni kaise bani phulauri bina chatni kaise bani i went sandi blandi to meet laal bihari i went sandi blandi to meet laal bihari i pull up me khujari and say about shridhari kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani phulauri bina chatni kaise bani phulauri bina chatni kaise bani me & my darling were flying in a plane me & my darling were flaying in a plane the plane catch a fire and we falling side gate kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani phulauri bina chatni kaise bani phulauri bina chatni kaise bani aa briten mein down wanna singing me song aa briten mein down wanna singing me song he only thing missing is my bottle around kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani phulauri bina chatni kaise bani phulauri bina chatni kaise bani holand se aayi main padkar sorry holand se aayi main padkar
kaise bataaun tujhe ke dil mera kya keh raha rahe na faasle ye jo hain apne darmiyaan ho ooo kaise bataaun tujhe ke dil mera kya keh raha rahe na faasle ye jo hain apne darmiyaan tere kareeb main ho sakoon de de tu apni razaa paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud ko mujhe ho oo ooo ooo hoo oo oo oo tujhse mohabbat huyi hai meri hai bus ye khata tujhse main door rahoon ye mujhko gawaara kahaan main tere saath mein hi rahoon chhodun ye saara jahaan paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud ko mujhe ho oo oo oo hoo oo oo oo ho oo oo oo ho oo oo oo oo ho ho hooo teri adaaon mein doob loon doob loon main tujhi mein ho jaaun tere itne kareeb ki main dikhun ab tujhi mein paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud
aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa kaise bhaaye sakhi rut saawan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki piya bheji na patiya aawan ki piya bheji na patiya aawan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki chham chham chham chham barsat badra aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa chham chham chham chham barsat badra roye roye nainon se beh gayo kajra aag lage aise saawan ko aag lage aise saawan ko jaan jalaawe jo birhan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki dhun bansi ki saawaniya gaaye aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaa aaaaaa aaaa aaaa aa aaaa aaaa aa aaaa aaaa saawaniya gaaye dhun bansi ki saawaniya gaaye ghaayal maan sun dolat jaaye banke agan akhiyan mein bhadke banke agan akhiyan mein bhadke aas lagi piya darshan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki kaise bhaaye sakhi rut ma ma re sa ni sa re ni dha ni dha ni sa ma pa da ni sa re sa re ni sa dha ni pa ma re pa ga ma re sa pa ma re pa ma ni da sa ma pa da ni sa ni ni pa ma ga ma ri sa ni sa pa ma ga ma re sa ni sa pa
diwaali mubaarakho bhai kaise diwaali manaayen hum laala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala hum to huye dekho than than gopaala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala mar mar ke hum roz mehnat karen are yaaro ko dekho tizori bharen din raat hum to gulaami karein are phokat mein phokat mein ye saand kheti charein dhan pe humaare hai sethon ka taala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala kaise diwaali manaayen hum laala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala hum khud to khichadi hi khaate rahe are halwa lafange udaate rahe hum muft jhaadu lagaate rahe ganga mein are ganga mein gadhe nahaate rahe daata teri akl ku daata teri akl ku hai kaay jhala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala kaise diwaali manaayen hum laala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaho Na Kaho Murder (2004) 04:59 20726
 
Poster of Murder (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Amir Jamal
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 04:59   Song Number : 20726   

Kaho Naa Pyaar Hai Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 07:04 20727
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 07:04   Song Number : 20727   

Kahun Chhun Jawani Ne Paachhi Vali Ja Mohd Rafi 03:20 14668
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Gujarati
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:20   Song Number : 14668   

Kai Din Se Jee Hai Dulhan Ek Raat Ki (1966) 06:01 11820
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 06:01   Song Number : 11820   

Kai Sadiyon Se Milap (1972) 03:34 13743
 
Poster of Milap (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Brij Bhushan Sahni
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:34   Song Number : 13743   

Kai Viralil Piranthathu Naadham Kallum Kaniyagum (1968) 03:37 40115
 
Poster of Kallum Kaniyagum (1968)
 
Category
Tamil
Year- 
1968
Lyricist
Vaali
Music Director- 
M S Viswanathan
Duration : 03:37   Song Number : 40115   

Kailasavaasa Gaurisha Isha Pt Bhimsen Joshi 07:02 39168
 
Poster of Pt Bhimsen Joshi
 
Category
Kannada
Singer- 
Bhimsen Joshi
Duration : 07:02   Song Number : 39168   

Kainaat Chale Jagjit Singh 06:01 16919
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
Duration : 06:01   Song Number : 16919   

Kaisa Hai Mera Dil Gambler (1971) 03:34 39358
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:34   Song Number : 39358   

Kaisa Hai Naseeb Tera Paapi (1977) 04:40 11915
 
Poster of Paapi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Sunil Dutt
Duration : 04:40   Song Number : 11915   

Kaisa Jadoo Balam Tune Dara 12 O'clock (1958) 03:25 11997
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:25   Song Number : 11997   

Kaisa Lagta Hai Baaghi (1990) 06:36 18690
 
Poster of Baaghi (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Salman Khan, Naghma
Raag- 
Malkauns
Duration : 06:36   Song Number : 18690   

Kaisa Pyaar Kahaan Ki Muhabaat C H Atma 03:09 16128
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Duration : 03:09   Song Number : 16128   

Kaisa Ye Pyaar Hai Khiladi 420 (2000) 05:41 20731
 
Poster of Khiladi 420 (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Mahima Choudhary, Akshay Kumar
Duration : 05:41   Song Number : 20731   

Kaisa Ye Raaz Hai Raaz (The Mystery Continues) (2009) 06:17 16994
 
Poster of Raaz (The Mystery Continues) (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Raju Singh
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 06:17   Song Number : 16994   

Kaise Aaun Jamuna Ke Devta (1956) 04:11 32962
 
Poster of Devta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 32962   

Kaise Bani Kanchan 04:29 18325
 
Poster of Kanchan
 
Category
Bhojpuri
Music Director- 
Babla
Singer- 
Kanchan
Duration : 04:29   Song Number : 18325   

Kaise Bataaun 3G (A Killer Connection) (2013) 04:44 37219
 
Poster of 3G (A Killer Connection) (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Mithoon
Music Director- 
Mithoon
Singer- 
Sonal Chauhan, K K
On Screen Actors- 
Sonal Chauhan, Neil Nitin Mukesh
Duration : 04:44   Song Number : 37219   

Kaise Bhaye Sakhi Pehli Jhalak (1955) 03:36 40946
 
Poster of Pehli Jhalak (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:36   Song Number : 40946   

Kaise Deewaali Manayen Paigham (1959) 02:29 39606
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 02:29   Song Number : 39606