Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa mat barso ri meri nagariyaa mat barso ri meri nagariyaa pardes gaye hain saanwariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa kaahe ghir ghir shor machaaye ri kaahe ghir ghir shor machaaye ri mera naram karjawaa jalaaye ri mera naram karjawaa jalaaye ri mera manvaa jale koi bas naa chale mera manvaa jale koi bas naa chale haaye kab tak ke sooni dagariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa mat barso ri meri nagariyaa pardes gaye hain saanwariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaiyo jaiyo ri desh piya ke jaiyo jaiyo ri desh piya ke kahiyo dukhde tu mere jeeya ke kahiyo dukhde tu mere jeeya ke kahiyo chham chham roye ankhiyaan naa soye kahiyo chham chham roye ankhiyaan naa soye huyi yaad mein pee ki banwariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa mat barso ri meri nagariyaa pardes gaye hain
hmm hmmm hmm hmm hmm jaa ri pawaniyaa piya ke des jaa jaa ri pawaniyaa piya ke des jaa jaa ri pawaniyaa piya ke des jaa itna sandesa mora kahiyo jaaye piya so sandesa mora kahiyo jaaye jaa ri pawaniyaa piya ke des jaa jaa ri pawaniyaa piya ke des jaa itna sandesa mora kahiyo jaaye piya so sandesa mora kahiyo jaaye tann mann pyaasa pyaasi nazariyaa pyaasi pyaasi gaagariyaa tann mann pyaasa pyaasi nazariyaa pyaasi pyaasi gaagariyaa ambar pyaasa dharti pyaasi pyaasi saari nagariyaa pyaasi saari nagariyaa pyaas bhujhegi tab jeevan ki pyaas bhujhegi tab jeevan ki jab ghar aave saanwariyaa itna sandesa mora kahiyo jaaye jaa ri pawaniyaa piya ke des jaaaa jaa ri pawaniyaa piya ke des jaa mann ki agni tann ko jalaaye tum bin koi naa jaane mann ki agni tann ko jalaaye tum bin koi naa jaane chhodi tumne jo rann bhoomi sakhiyaan maaregi taane mohe sakhiyaan maaregi taane laaj ke maare mar jaayegi laaj ke maare mar jaayegi apni piya ki baanwariyaa bas itna sandesa mora kahiyo
ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai aur jaanam ki tujhe main bhool na paunga ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar ja magar mudke tu dekh le ek baar main karungi tera intzaar main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai aur jaanam ki tujhe main bhool na paunga tumse hi thi meri zindagi lekin ye kya hua tumse hi thi meri zindagi lekin ye kya hua tum bin bhi main ji raha hoon main kaisa hoon bewafa ja sanam aayegi fir laut ke ye bahaar main karungi tera intzaar haan sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai aur jaanam ki tujhe main bhool na paunga main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga shayad kabhi kahin tumhen meri mile khabar shayad kabhi kahin tumhen meri mile khabar kar
jaa tose nahin bolun ghunghat nahin kholun kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye jaa tose nahin bolun ghunghat nahin kholun kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye rutho naa yun albeli humne to ki atkheli kyun gori gori surat ghunghat mein chhupaaye jaa tose nahin bolun tum to sajan mann ke chitchor bade ho munhzor bade ho ji kathor bade ho tum to sajan mann ke chitchor bade ho munhzor bade ho ji kathor bade ho aji teer nazar ke ji jigar paar gaye hain jeet gaye tum aur hum haar gaye hain haar gaye hain ji hum haar gaye hain pakdo naa mori baiyaan saiyaan main padun paiyaan kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye rutho naa yun albeli humne to ki atkheli kyun gori gori surat ghunghat mein chhupaaye jaa tose nahin bolun ruthane ki achchhi ye reet nahin hai pher liya mukhda to preet nahin hai ruthane ki achchhi ye reet nahin hai pher liya mukhda to preet nahin hai aji humse banaao naa piya jhuthi ye baaten jaan gaye hum teri nazron ki ye ghaaten nazron ki
dhiki dhiki dha dhiki dhiki dha dhiki dhiki dhiki dho dhiki dhiki dhiki dho dhiki dhiki tam tatha thai tatha thai tam tatha thai tatha thai tam tatha thai tatha thai aaaaa jaa tose nahin bolun kanhaiyaa jaa tose nahin bolun kanhaiyaa raah chalat pakadi mori baiyaan raah chalat pakadi mori baiyaan jaa tose nahin jaa jaa tose nahin jaa tose nahin bolun kanhaiyaa ruthi raadhike krishan manavat murali ki saugandh uthavat ruthi raadhike aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa ruthi raadhike krishan manavat murali ki saugandh uthavat aaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaa maanat nahin raadha maanat nahin raadha maanat nahin raadha jaa jaa jaa aaaaa jaa tose nahin bolun kanhaiyaa raah chalat pakadi mori baiyaan raah chalat pakadi mori baiyaan jaa tose nahin jaa jaa tose nahin jaaaaa tose nahin bolun kanhaiyaa jhunak jhunak jab chudiyaan khanki lehar lehar odhaniyaa lehki jhunak jhunak jab chudiyaan khanki aaa aaaa aaa aaaaa jhunak jhunak jab chudiyaan khanki
jaa tujhe bhool gaye yaad rahe ghum tere iss taraha dil se huye dil se huye hum tere jaa tujhe bhool gaye yaad rahe ghum tere iss taraha dil se huye dil se huye hum tere jaa tujhe bhool gaye wo maza ghum ka liya dil ne kaha hai thoda zindagi kalakh huyi maut ne rishta toda par tere zulm ki gaflat ko nahin dekh sake yun to yun neend ki har saans ne aana chhoda jaa tujhe bhool gaye yaad rahe ghum tere iss taraha dil se huye dil se huye hum tere jaa tujhe bhool gaye dil ke ashkon ko sare aam bikharte dekha har subha raat ke aanchal se tapakte dekha par tere zulm ke gaflat ko nahin dekh sake humne gumnaam baharon ko bhatakte dekha jaa tujhe bhool gaye yaad rahe ghum tere iss taraha dil se huye dil se huye hum tere jaa tujhe bhool gaye band kaliyon ko bhi shaakhon pe tadapte dekha apne gulshan mein nashe mann ko sulgate dekha par tere zulm ki gaflat ko nahin dekh sake yun to majhdhar mein saahil ko badalte dekha jaa tujhe bhool gaye yaad rahe ghum tere iss taraha dil se
mujhko jab aise dekhati ho tum rang bhar jaate hain fizaaon mein kasmasaati hai aarzooo dil mein geet ghul jaate hain hawaaon mein jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo phir main koi umeed karoon phir mujhe koi armaan ho phir main koi umeed karoon phir mujhe koi armaan ho tum shaayad meri ban jaao phir dil ko aisa gumaan ho par aisa naa ho to achchhaa hai inn baaton mein kya rakha hai mujhko aisi umeed naa do jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo phir dhadkan mein tum bas jaao phir koi ghazal main gaaun phir dhadkan mein tum bas jaao phir koi ghazal main gaaun phir chaand mein tumko main dekhoon phoolon mein tumko paaun par aisa naa ho to achchhaa hai iss kaa anjaam jo
aaj dharti se gagan ka aaj dharti se gagan ka phoolon se chaman ka ghataon se pawan ka ho raha milan jaadu jaadu jaadu jaadu aaj dharti se gagan ka aaj dharti se gagan ka phoolon se chaman ka ghataon se pawan ka ho raha milan jaadu jaadu jaadu yeh kaisa hai tamaasha nayi pyaar ki hai bhaasha ab koi nahin hai niraasha yeh kaisa hai tamaasha nayi pyaar ki hai bhaasha ab koi nahin hai niraasha chup hain hum bhi chup ho tum bhi hoti hain sab baatein phir bhi are kaisa re hua ye ajooba jaadu jaadu jaadu jaadu tumhen aankhon mein basaaya tumhen dil mein bithaaya koi tumse na lenge kiraaya tumhen aankhon mein basaaya tumhen dil mein bithaaya koi tumse na lenge kiraaya tum jo humse milne aaye humne sapne naye sajaaye ab karna nibhaane ka waada jaadu jaadu jaadu jaadu aaj dharti se gagan ka aaj dharti se gagan ka phoolon se chaman ka ghataon se pawan ka ho raha milan jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu
jaadu bhare nainon mein jadu bhare jaadu bhare nainon mein dole jiya teri kasam dil hai tera deewaana dil hai tera dil hai tera deewaana bhole piya teri kasam main saawan main saawan aur tu ghataa teri meri preet hai teri meri preet hai jo dhun papeeha gaaye jo dhun papeeha gaaye wohi mera geet hai wohi mera geet hai maine tujhe dil deke maine tujhe maine tujhe dil deke jeet liya teri kasam dil hai tera deewaana bhole piya teri kasam haathon mein haath rahe haathon mein haath haathon mein haath rahe haathon mein haath rahe hoo oo oo ooo oo haath nahin chhodna haath nahin chhodna ooo oo oo oooo dekho ji yaad rahe dekho ji yaad rahe dekho ji yaad rahe hoo oo oooo waada nahin todna waada nahin todna koi nahin is dil mein koi nahin koi nahin is dil mein tere siwa teri kasam jaadu bhare nainon mein dole jiya teri kasam
jaadu bhare jaadu bhare tore naina kateele hum par julm karen o ji ooo hum par julm karen o ji ooo ho ho jab jab aayen yaaden tumhari hum to naaz karen o ji ooo tum pe naaz karen o ji oo oo oo jaadu bhare tore naina kateele hum par julm karen raat khushi ki aayi paas tumhen bhi laayi more saajna dharti bhi naach uthi dil mein baji shehnaayi more angnaa haaye more angnaa o ji hoo o o chaand ko jaise dekhe chakora hum tumhen dekha karen ho ji hoo tum pe naaz karen o ji ho ho ho bijli ka roop ho tum saawan ki dhoop ho tum meri chaandani sharmaye darpan tum se aisi anoop ho tum meri zindagi haaye meri zindagi o ji oo oo oo jalwe tumhare sabse niraale phoolon mein rang bhare o ji oo ooo oo tum pe naaz karen oo ji oo oo ooo jaadu bhare tore naina kateele hum par julm karen tum ho hamari manzil sabki hai tumse mehfil aji meharbaan dil se bhula na lena humko oo bhole qaatil mere raajdaan haaye mere raajdaan ho ji ho ho ho dil to diya hai humne tumhin ko hum kyun kisi se
jaadu bhari ye chandni ye pyaar ka samaa o jaadu bhari ye chandni ye pyaar ka samaa mujhko zara sambhaliye main kho chali kahan jaadu bhari ye chandni aane laga khumaar sa bahke kadam mere aane laga khumaar sa bahke kadam mere dekho na aise pyaar se mujhko sanam mere ho oo kitna hansi hai dekhiye ye pyaar ka jahan mujhko zara sambhaliye main kho chali kahan jaadu bhari ye chandni deke tamaam zindagi maangun ye raat main deke tamaam zindagi maangun ye raat main jee bhar ke tum se kah sakun phir dil ki baat main ho oo tab tak rahe labon talak ye meri daastan mujhko zara sambhaliye main kho chali kahan jaadu bhari ye chandni hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya aaa ha ha ha ha ha aaa ha ha ha ha jeene waale ye rangeen nazaare tere hain iss dharti ke phool gagan ke taare tere hain heyy sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein duniya aur duniya ke ghum ko thokar maar ke jee iss chhoti si raat pe laakhon raatein vaar ke jee hey sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein aaa ha ha ha ha ha aaa ha ha ha ha armaanon ki sheesh mahal mein sukh ki sej pe so hone de jo kuchh hota hai apni neend na kho hey sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya
jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon mein aa jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon mein aa hmmm jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan kuchh bhi na samjhe kuchh bhi na maane dil kar rahaa hai kitne bahaane tumko dekhe tumko chaahe iss tarhaa se kabhi humne kisi ko chaahaa kahaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan lo thaam lo ye lamhon ke dhaage hum chal pade hain sapnon se aage raasta ye hai kathin par iss safar mein kabhi na hoongi koi ab dooriyaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon main aa
aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan aah ye pal hai apna to iss pal ko jee le sholon ki tarah zara jal ke jee le pal jhapakte kho na jaana chhoo ke kar loon yakin na jaane pal ye paaye kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan aa aa aa aaaaaaa baahon mein teri yun kho gayen hain armaan dabe se jagne lage hain jo mile ho aaj humko door jaana nahin mita do saari ye dooriyaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan aa aa aaaaaa aa aa aaaaaaaa
Jaadugar
jaadugar tere naina dil jaayega bach ke kahan hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jaadugar tere naina dil jaayega bach ke kahan ruk jaaoon jhuk jaaoon tera mukhada main dekhoon jahan jaadugar mere sainyyan tere jaisa koi hoga kahan ruk jaaoon jhuk jaaoon tera saaya bhi dekhoon jahan re jaadugar tere roop ka diwana mera dil hai tere roop ka diwana mera dil hai ab duniyan se begaana mera dil hai tu hi tu hai dekhoon jidhar yahan wahan idhar udhar jaadugar tere naina dil jaayega bach ke kahan ruk jaaoon jhuk jaaoon tera mukhada main dekhoon jahan re jaadugar main to ho gayi banwariya tere naam ki main to ho gayi banwariya tere naam ki dhun laagi re sanwariya tere naam ki le ke gayi mujhe teri lagan kahan kahan kidhar kidhar jaadugar mere sainyyan tere jaisa koi hoga kahan ruk jaaoon jhuk jaaoon tera saaya bhi dekhoon jahan jaadugar tere pyaar ka sahara meri zindagi tere pyaar ka sahara meri zindagi teri aankh ka ishara meri
aa aaa jaag aur dekh zaraa aalam e veeraan meraa subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera jaag aur dekh zaraa aalam e veeraan meraa subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera band aankhen kiye yun jaag rahaa hoon shab e ghum band aankhen kiye yun jaag rahaa hoon shab e ghum ke unhe aaye nazar khwaab e parishaan meraa ke unhey ke unhe aaye nazar khwaab e parishaan meraa muddaton boo e wafaa aayegi butkhaanon se muddaton boo e wafaa aayegi butkhaanon se ood ban ban ke jalaa hai dil e sozaan meraa ood ban ban ke jalaa hai dil e sozaan meraa tumhen kyun madde nazar ab haaye tumhen kyun madde nazar ab hai kharaabi is ki tumhen kyun madde nazar ab hai kharaabi is ki tum to kehte the ke ghar hai dil e insaan meraa tum to kehte the ke ghar hai dil e insaan meraa pad gayi kis ki nigaahen matabassum seemaab pad gayi kis ki nigaahen matabassum seemaab ho gayaa harf e halak daftar e
aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa jaag dard e ishq jaag jaag dard e ishq jaag dil ko beqaraar kar chhed ke aansuon ka raag jaag dard e ishq jaag jaag aankh zara lagi teri saara jahaan so gaya aankh zara lagi teri saara jahaan so gaya ye zameen so gayi aasmaan so gaya so gaya pyaar ka suhaag jaag dard e ishq jaag jaag dard e ishq jaag jaag jaag jaag jaag aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa kis ko sunaaun daastaan kis ko dikhaaun dil ke daag kis ko sunaaun daastaan kis ko dikhaaun dil ke daag jaaun kahaan ke door tak jalta nahin koi charaag jaaun kahaan ke door tak jalta nahin koi charaag raakh ban chuki hai aag raakh ban chuki hai aag dil ko beqaraar kar chhed ke aansuon ka raag jaag dard e ishq jaag jaag aisi chali hawaa e ghum aisa badal gaya sama aisi chali hawaa e ghum aisa badal gaya sama rooth ke mujh se
ho ho ho ho ho ho aa aa aa aa aaaa jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki basee huyee zulf mein aayee hai sabaa pyaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa do dil ke kuchh le ke payaam aayee hai chaahat ke kuchh le ke salaam aayee hai do dil ke kuchh le ke payaam aayee hai chaahat ke kuchh le ke salaam aayee hai darr pe tere suboh khadee huyee hai deedaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa ek paree kuchh shaad see naashaad see baithee huyee shabnam mein teri yaad ki ek paree kuchh shaad see naashaad see baithee huyee shabnam mein teri yaad ki bheeg rahee hogee kahin kali see gulzaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa aa mere dil ab khwabon se munh mod le beetee huyee sab raatein yaheen chhod de aa mere dil ab khwabon se munh mod le beetee huyee sab raatein yaheen chhod de tere to din raat hain ab aankhon mein
ee eeeee na ee ee ee na ee eeeee ee ee eeee ee ee eeeeeee na ee ee eeeeee eeeeee na jaag ke kaati saari raina jaag ke kaati saari raina nainon mein kal oos giri thi nainon mein kal oos giri thi jaag ke kaati saari raina jaag ke kaati saari raina prem ki agni bujhti nahin hai beheti nadiya rukti nahin hai prem ki agni bujhti nahin hai beheti nadiya rukti nahin hai saagar tak behete do naina saagar tak behete do naina jaag ke kaati saari raina jaag ke kaati saari raina roohu ke bandhan khulte nahin hain daag hai dil ke dhulte nahin hain roohu ke bandhan khulte nahin hain daag hai dil ke dhulte nahin hain karvat karvat baaki raina karvat karvat baaki raina jaag ke kaati saari raina nainon mein kal oos giri thi nainon mein kal oos giri thi jaag ke kaati saari raina ee ee eeeeee ee ee eeeeee ee ee ee ee ee ee ee naaa ee ee ee ee ee ee aaaaa ee ee aaaa aaaaaa ee ee aaaaaa jaag ke kaati saari raina
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaa Ri Jaa Ri O Kaari Badariyaa Azaad (1955) 03:22 12765
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:22   Song Number : 12765   

Jaa Ri Pawaniyaa Do Boond Pani (1971) 05:46 13143
 
Poster of Do Boond Pani (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Simi Garewal
Duration : 05:46   Song Number : 13143   

Jaa Sanam Na Tum Jaano Na Hum (2002) 06:59 39034
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Esha Deol, Saif Ali Khan
Duration : 06:59   Song Number : 39034   

Jaa Tose Nahin Bolun Samrat Chandragupta (1958) 03:08 14132
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Duration : 03:08   Song Number : 14132   

Jaa Tose Nahin Bolun Kanhaiya Parivar (1956) 03:31 16288
 
Poster of Parivar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Savita Chatterji, Aseem Kumar
Raag- 
Hamsadhwani
Taal- 
Tintal
Duration : 03:31   Song Number : 16288   

Jaa Tujhe Bhool Gaye Yaad Rahe Ghum Tere Hemanta Mukherjee 03:28 37151
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Category
Hindi Non Film
Duration : 03:28   Song Number : 37151   

Jaadoo Bhari Dastak (1996) 05:03 20602
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Sushmita Sen
Duration : 05:03   Song Number : 20602   

Jaadoo Jaadoo Koi Mil Gaya (2003) 05:54 40391
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ibrahim Ashk
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:54   Song Number : 40391   

Jaadu Bhare Nainon Babul (1950) 03:33 40462
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 40462   

Jaadu Bhare Tore Naina Jadoo Nagri (1961) 03:32 36615
 
Poster of Jadoo Nagri (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Helen, Ranjan
Duration : 03:32   Song Number : 36615   

Jaadu Bhari Ye Chandni Madam XYZ (1959) 03:16 37527
 
Poster of Madam XYZ (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:16   Song Number : 37527   

Jaadu Bhari Ye Fazaayen Armaan (1953) 02:45 17455
 
Poster of Armaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 02:45   Song Number : 17455   

Jaadu Hai Nasha Hai Jism (2003) 05:26 11944
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 05:26   Song Number : 11944   

Jaadu Hai Nasha Hai (Female) Jism (2003) 05:29 20603
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 05:29   Song Number : 20603   

Jaadugar Silk Route 03:50 37222
 
Poster of Silk Route
 
Category
Indipop
Duration : 03:50   Song Number : 37222   

Jaadugar Tere Naina Man Mandir (1971) 05:56 20635
 
Poster of Man Mandir (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:56   Song Number : 20635   

Jaag Aur Dekh Zara Alam e Veeran Mera K L Saigal 03:21 39403
 
Poster of K L Saigal
 
Category
Ghazal
Lyricist
Seemab Akbarabadi
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:21   Song Number : 39403   

Jaag Dard E Ishq Anarkali (1953) 05:21 12671
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:21   Song Number : 12671   

Jaag Dil E Diwaanaa Rut Jaagee Oonche Log (1965) 04:53 20605
 
Poster of Oonche Log (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 04:53   Song Number : 20605   

Jaag Ke Kaati Leela (2002) 06:14 13609
 
Poster of Leela (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Dimple Kapadia, Others
Duration : 06:14   Song Number : 13609