Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


har kasam se badi hai kasam pyaar ki har kasam se badi hai kasam pyaar ki marke bhi iss kasam ko na todenge hum har kasam se badi hai kasam pyaar ki mar ke bhi iss kasam ko na todenge hum chhod denge zamaane ki saari khushi chhod denge zamaane ki saari khushi saath tera kabhi bhi na chhodenge hum har kasam se badi hai kasam pyaar ki mar ke bhi iss kasam ko na todenge hum chhod denge zamaane ki saari khushi chhod denge zamaane ki saari khushi saath tera kabhi bhi na chhodenge hum har kasam se badi hai kasam pyaar ki saanson mein hai sargam teri dhadkan mein tere nagmen sanam saanson mein hai sargam teri dhadkan mein tere nagmen sanam ye zindagi kuchh bhi nahin tere liye phir lenge janam dil ki kali khil hi gayi manzil humen mil hi gayi aandhi jo aayegi wo laut jaayegi toofaan ko bhi modenge hum har kasam se badi hai kasam pyaar ki mar ke bhi iss kasam ko na todenge hum hooo aankhen mili palken jhuki jaane kahaan hum kho gaye aankhen mili palken jhuki jaane kahaan
har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe ye andhere mujhe hoooooooo ye andhere mujhe isliye hai pasand inn mein saaya bhi apna dikhaayi naa de inn mein saaya bhi apna dikhaayi naa de roshni ho wahaan roshni ho wahaan roshni ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe chaand dhundhala sahi hoooooooo chaand dhundhala sahi ghum nahin hai mujhe teri raaton pe raaton kaa saaya na ho teri raaton pe raaton kaa saaya na ho chaandni ho wahaan chaandni ho wahaan chaandni ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe
la la lala lala la la la lala lala la la lala lala la la la lala lala har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se do dil zinda reh sakte hain chaahat ki bhari nighaahon se chaahat ki bhari nighaahon se har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain jeete ji humko pyaar mila hum dono kismat waale hai hum dono kismat waale hain har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo
la la la lalala la la la lalala la la la lalala la la la lalala har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain jeete jee hum ko pyaar mila hum dono qismat waale hain hum dono qismat waale hain har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina hai sab ke bina jeena mumkin namumkin jeena pyaar bina namumkin jeena pyaar bina har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai mehfil mein hai shehnaayi phir bhi dil mein hai tanhaayi hai saanson mein jaise kayi toofan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan milta nahin kya yahaan mere dil phir kyun na milegi tujhe manzil chalte jaana yun hi raahon mein bhar hi lega koi baahon mein humesha rahega naa dil viraan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi
yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa badon ki dekh kar duniyaa bada hone se darta hai badon ki dekh kar duniyaa bada hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka magar insaan phir bhi kab khuda hone se darta hai magar insaan phir bhi kab khuda hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal
har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai ghum sehte sehte ghum ki tasveer ban gaya hoon tasveer ban gaya hoon jaa ae bahaar e duniya haalat na poochh meri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai samaan e zindagi mein kuchh bhi nahin bacha hai kuchh bhi nahin bacha hai ek dard reh gaya hai har ek yaad teri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai khushiyon ka ek din bhi aaya na zindagi mein aaya na zindagi mein takta raha hoon main to duniya mein aa ke teri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai
har soo dikhaai dete hain wo jalwa gar mujhe har soo dikhaai dete hain wo jalwa gar mujhe aaa kya kya fareb deti hain meri nazar mujhe dala hai bekhudi ne ajab raah par mujhe dala hai bekhudi ne ajab raah par mujhe aankhen hain aur kuchh nahin aata nazar mujhe aankhen hain aur kuchh nahin aata nazar mujhe dil le ke mujh se dete ho daag e jigar mujhe aaa dil le ke mujh se dete ho daag e jigar mujhe ye baat bhoolne ki nahin umra bhar mujhe ye baat bhoolne ki nahin umra bhar mujhe aaya na raasna laaye dil ka asar mujhe aaya na raasna laaye dil ka asar mujhe ab tum mile to kuchh nahin apni khabar mujhe ab tum mile to kuchh nahin apni khabar mujhe har soo dikhaai dete hain wo jalwa gar mujhe
har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain itni sachchaai hai in aankho mein khote sikke bhi khare ho jaayein tu kabhi pyaar se dekhe jo udhar sukhe jangal bhi hare ho jaayein baag ban jaayein baag ban jaayein jo viraane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain ek halka sa ishaara inka kabhi dil aur kabhi jaan lootega kis tarha pyaas bujhegi uski kis tarha uska nasha tootega jiski qismat mein jiski qismat mein ye paimaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain neechi nazron mein hain kitna jaadu ho gaye pal mein kayi khwaab jawaan kabhi uthhne kabhi jhukne ki adaa le chali jaane kidhar jaane kahaan raaste pyaar ke raaste pyaar ke anjaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain
har taraf har jagah beshumaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi subah se shaam tak bojh dhota hua subah se shaam tak bojh dhota hua apni hi laash kaa khud majaar aadmi apni hi laash kaa khud majaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi har taraf bhaagte daudte raaste har taraf bhaagte daudte raaste har taraf aadmi ka shikaar aadmi har taraf aadmi ka shikaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi roz jeeta hua roz marta hua roz jeeta hua roz marta hua har naye din naya intezaar aadmi har naye din naya intezaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi zindagi ka muqaddar safar dar safar zindagi ka muqaddar safar dar safar aakhiri saans tak beqaraar aadmi aakhiri saans tak beqaraar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi har
har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa ye hawa mehki mehki hai ye saba tere jaisi hai ye fiza sun kya kehti hai tu mere dil mein rehti hai har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa duniya to pagal hai duniya se kaun dare tu chaand si gori hai to kyun na pyaar kare apna fikar kise duniya ka dar kise sapnon ki rani zara sun sun sun sun sun duniya to pagal hai duniya se kaun dare tu chaand si gori hai to kyun na pyaar kare apna fikar kise duniya ka dar kise sapnon ki rani zara sun sun sun sun sun har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa ye hawa mehki mehki hai ye saba tere jaisi hai ye fiza sun kya kehti hai tu mere dil mein rehti hai har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa tujhe ishq sikha denge tera chain chura
aaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai chhup chhup ke mere haal pe roti hai khudayi dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye ab kitne janam aur jalaayegi judaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab tootega ye sapna roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab
har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt mujhe chahiye andaaz e bayaan aur har waqt tere husn ka phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm mastaana ada mein kabhi shokhi hai kabhi sharm shokhi hai kabhi sharm har subeh ghumaan aur hai har raat ghumaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen thakne nahin paati tujhe lipta ke ye baahen lipta ke ye baahen chhu lene se hota hai tera jism jawaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan tu apni misaal aap hai ae jaan e bahaaraan ae jaan e bahaaraan duniya ke haseenon mein koi tujhsa kahaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka
om namassivaayaa om namassivaaya om namassivaayaa om namassivaaya om namassivaayaa om namassivaaya hara hara hara sambho sambhoo hara hara hara sambho sambhoo himagiri sringa vihaari uma naatha siva ganga dhaara chandra chooda charmaambhara dhaari eesha gireesha puraari sambhooo hara hara hara sambhoo siva siva akshaya linga mahalinga smara garva vibhanga bhakta subhankara karunaa paanga vrushabha thuranga subhaanga sambhoo hara hara hara sambho sambhoo sambhoo sambhoo
hardam tumhi ko pyaar kiye jaa rahi hoon main jeena nahin qubool jiye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko pyaar hardam tumhi ko yaad kiye jaa raha hoon main milne ki aarzu mein jiye jaa raha hoon main hardam tumhi ko yaad tum mere dil ke paas ho chaahe jahaan raho tum mere dil ke paas ho chaahe jahaan raho saanson ki lay pe naam liye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko pyaar tumhi ko dhundti hai ye aansu bhari nazar tumhi ko dhundti hai ye aansu bhari nazar ab har taraf nigaah kiye jaa raha hoon main hardam tumhi ko yaad dil mera bolta hai papeehe ke roop mein dil mera bolta hai papeehe ke roop mein kisi ki ye sadayen jeeye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko yaad
dhaani chunari pehan dhaani chunari pehan saj ke ban ke dulhan jaaungi unke ghar jinse laagi lagan aayenge jab sajan aayenge jab sajan jeetne mera mann kuchh na bolungi mein mukh na kholungi mein bajj uthengi hare kanch ki chudiyan ye kahengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan chhute mata pita chhute mata pita chhuta wo balapan kheli main jiske sang ude solah sawan de ke tan aur mann de ke tan aur mann main manaun sajan tere baahon mein hoo mera jeevan maran ye kahengi hare kanch ki chudiyan haan dalengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan do salone vachan do salone vachan tumko meri qasam ye qasam pyaar ki ye rasam pyaar ki ab nibhana sajan ab nibhana sajan mat bhulana sajan jao pardes tum jaldi aana sajan waada lengi hare kanch ki chudiyan phir kahengi hare kanch ki chudiyan bajj uthengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan
Hare Krishna Krishna Krishna
hmmm hari aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz hari aawan ki aawaaz hari aawan ki aawaaz hari aawan ki aawaaz hari aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz mahlan chadhi chadhi jo mori sajni mahlan chadhi chadhi jo mori sajni mahlan chadhi chadhi jo mori sajni kab aave maharaaaj aaj suni main hari aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz jadur mor papiha bole koyal madhur saaz jadur mor papiha bole koyal madhur saaz koyaliya koyaliya koyaliya koyaliya koyaliya koyaliya koyal madhur saaz barse bundiya megha bole barse bundiya megha bole daamini chhodi laaz aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya aaaaaa aaaaaaaa aa dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya
hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka maat pita bhai sut banta maat pita bhai sut banta it laago sab fanka hari bin kaun sahai man ka agey ka kechu tulha bandho agey ka kechu tulha bandho kya bharwa sathan ka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka kaha bisasa is bhande ka kaha bisasa is bhande ka itnak laagey thankaa hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka sagal dharam punya phal pawo sagal dharam punya phal pawo dhur bancho sab jan ka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka kahe kabir suno re santo kahe kabir suno re santo yeh man uran pakheru banka yeh man uran pakheru banka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka maat pita bhai sut banta it laago sab fanka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka
hari bin tero kaun sahai hari bin tero kaun sahai ka ke maat pita sut balita ko kahu ko naai hari bin tero kaun sahai hari bin tero kaun sahai dhan dharniear sampti sagri jo maano apnai tan chhute kuchh sang na jaale jahan ki tahan rah jaai hari bin tero kaun sahai hari bin tero kaun sahai deen dayal sada dukh bhanjan taso ruchi na badhaai naanak kahat jagat sab mithiya jyo sapna renaai hari bin tero kaun sahai hari bin tero kaun sahai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Har Kasam Se Badi Hai Baaghi (1990) 06:07 18689
 
Poster of Baaghi (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Salman Khan, Naghma
Duration : 06:07   Song Number : 18689   

Har Khushi Ho Wahaan Upkar (1967) 03:35 14386
 
Poster of Upkar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:35   Song Number : 14386   

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 04:57 17946
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:57   Song Number : 17946   

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 05:07 19208
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 05:07   Song Number : 19208   

Har Koi Chaahta Hai Ek Mutthi Aasmaan (1973) 06:30 11964
 
Poster of Ek Mutthi Aasmaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora
Duration : 06:30   Song Number : 11964   

Har Pal Hadsa Pankaj Udhas 09:22 18015
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 09:22   Song Number : 18015   

Har Shaam Shaam E Ghum Hai Mera Salaam (1957) 03:23 37556
 
Poster of Mera Salaam (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Hafiz Khan
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 37556   

Har Soo Dikhaai Dete Hain Chitra Singh 04:59 15988
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:59   Song Number : 15988   

Har Taraf Ab Yehi Hindustan Ki Kasam (1973) 04:15 13340
 
Poster of Hindustan Ki Kasam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Priya Rajvansh, Vijay Anand
Duration : 04:15   Song Number : 13340   

Har Taraf Har Jagah Beshumaar Aadmi Lata Mangeshkar & Jagjit Singh 05:38 15007
 
Poster of Lata Mangeshkar & Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:38   Song Number : 15007   

Har Taraf Tera Jalwa Daler Mehndi 04:54 18119
 
Poster of Daler Mehndi
 
Category
Punjabi
Duration : 04:54   Song Number : 18119   

Har Tukda Mere Dil Ka Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 07:03 36340
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 07:03   Song Number : 36340   

Har Waqt Tere Husn Chingari (1971) 04:58 17991
 
Poster of Chingari (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:58   Song Number : 17991   

Hara Hara Sambho Panduranga Mahatyam (1957) 02:55 15319
 
Poster of Panduranga Mahatyam (1957)
 
Category
Telugu Devotional
Year- 
1957
Lyricist
Samudrala
Music Director- 
T V Raju
On Screen Actors- 
Ntr, Anjali Devi
Duration : 02:55   Song Number : 15319   

Hardam Tumhi Se Pyaar Apsara (1961) 03:18 40939
 
Poster of Apsara (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Duration : 03:18   Song Number : 40939   

Hare Kanch Ki Chudiyan Hare Kanch Ki Chooriyan (1967) 04:06 12065
 
Poster of Hare Kanch Ki Chooriyan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Naina Sahu
Duration : 04:06   Song Number : 12065   

Hare Krishna Krishna Krishna Anup Jalota 07:01 38923
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Devotional
Lyricist
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 07:01   Song Number : 38923   

Hari Aawan Ki Awaaz M S Subbulakshmi 04:40 13466
 
Poster of M S Subbulakshmi
 
Category
Devotional
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Naresh Bhattacharya
Duration : 04:40   Song Number : 13466   

Hari Bin Kaun Sahai Jagjit Singh 05:22 39414
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Kabir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:22   Song Number : 39414   

Hari Bin Tero Kaun Sahai Dilraj Kaur 03:18 36120
 
Poster of Dilraj Kaur
 
Category
Bhajan
Singer- 
Dilraj Kaur
Duration : 03:18   Song Number : 36120