Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeB
HomeB
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la la la la la la la la lala la la la la la la la la lalaa la la la la laa phuler gandhe fotar jonne naarir sparsho pabar jonne ghumer moddhe kadte kadte amara jedin jubak holam ghumer moddhe kadte kadte amara jedin jubak holam baire takhon brikkhe brikkhe jale sthale antorikkhe amader sei kanna niye gaan dhorechhe bade golaam tarapata biti mori haay tarapata biti mori un bina ratiya aaye na baalam ka karun sajni aaye na baalam ka karun sajni aaye na baalam phuler kachhei naarir kachhe buker bipul byathar kaachhe bedona bahon je sab kotha bolte giye byartho holam tarai jakhon fire ase keu lolite keu bibhashe tarai jakhon fire ase keu lolite keu bibhashe spandan e taar bujhte pari buker majhe bade golaam saiyaan bolo tanik mose rahiyo na jaaye saiyaan bolo tanik mose rahiyo na jaaye saiyaan bolo la la la la la la la la lala la la la la la la la la lalaa la la la la aaa la la laaa hmmm hmmm hmmm hmmmm la la la la la la la la la la laaa
bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah waah waah jaise bhale ho sab hai khabar sher o sharaarat ki ye nazar aankhon mein aankhein daal ke hum ho gaye ab to jaane jigar yahin to the abhi aap kidhar gaye samjho hamein hum jaan se guzar gaye jeeteji marr gaye waah ji waah marna meri zindagi hai deewaana hoon pyaar ka tum bhi ik din aazmaa ke dekho to zaraa bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah waah waah rok bhi lo ab apani zubaan warna qayaamat hogi yahaan hum bhi qayaamat se nahin kam jaaoge bach ke door kahaan
la la la la la la la la la la la la la bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno sabse pehle suno miyaan kar ke warjis bano jawaan sabse pehle suno miyaan kar ke warjis bano jawaan chehra paalish kiya karo thodi maalish kiya karo ishtayil se uthe kadam seena jyaada to pet kam aye tipla ujle baalon ko rang daalo ban jaao gulfaam bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno seekho kartab naye naye faishan ke dhab naye naye seekho kartab naye naye faishan ke dhab naye naye dheela dhaala libaas kyun resham pehno kapaas kyun fan ye jaadugari ka hai armaan tum ko pari ka hai to tipal maaro mantar tedi bankar niklo waqt e shaam bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno tanhaayi mein agar kahin aa jaaye wo nazar kahin tanhaayi mein agar kahin aa jaaye wo nazar kahin kahiye haathon mein haath daal aye gul chehra pari jamaal muddat se dil udaas
hmmm hmmm khoobsurat ho khoobsurat ho teri har adaa hai haseen nazar naa lag jaaye kahin are teri har adaa hai haseen haseen nazar naa lag jaaye kahin aarzoo ho zarurat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho teri har adaa hai haseen nazar naa lag jaaye kahin aarzoo ho zarurat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho gaalon pe til qaatil aankhen teri paimaane ye honth tere angoori jo dekhen hon deewane hai gaalon pe til qaatil aankhen teri paimaane ye honth tere angoori jo dekhen hon deewane chaahat ho nazaakat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho teri har adaa hai haseen nazar naa lag jaaye kahin aarzoo ho zarurat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho mera dil ye kehta hai tere dil mein hain pyaar ki hulchul chhodo ye laaj ke bandhan lehraane do ye aanchal mera dil ye kehta hai tere dil mein hain pyaar ki hulchul chhodo ye laaj ke bandhan lehraane do ye aanchal sapna ho haqeeqat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho hoooo laaaa lala lala laaaaa lala lala
badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se iraade chhutne waale na arman tootne wale iraade chhutne waale na arman tootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale tujhe meri muhabbat tujhe meri muhabbat ka naa ab tak aitbaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye magar phir bhi tumhara magar phir bhi tumhara naam labb par baar baar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya
suno suno hey pandat logon suno suno maulana are apna ye sansar hua hai kyaa bilkul pagal khana aaa aaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa satyanarayan ki katha mein ab to bajta filmi gana o filmi gana o filmi gana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa aaaaaaaa aaj ka majnu seekh gaya hai haan kya laila ke paon dabana hooo paon dabana hooo paon dabana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa are gazab bhaya re bhayi haye haye hayee chela guru ko chuna lagaye janta ko jyotishi ullu banaye are dhudh wala dhud mein pani milaye jiss ko na jhadu pakdna bhi aaye wo beta apna hi jhanda udaye aadmi bhi kaisa kaazi hai haye mauka mile to bahgwan bechh khaye haan mauka mile to bhagwan bechh khaye haye haye haye aaa aaaa kuchh logon ka dhanda hua hai kya mandir mein jute churana o chapal churana o boot churana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa ho badla sara zamana
badnaam zindagi se shikwaa bhi kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se shikwaa bhi kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se jeene ko jee rahe hain marne ka dar nahin hai apni duwaaon mein ab shayad asar nahin hai shayad asar nahin hai sunta nahin hai koi faryaad kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se barbaadiyon ke saaye mein ghar basa rahe hain le ab tere jahaan se hum door ja rahe hain hum door ja rahe hain barbaad hone waale barbaad kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se maana ke bewafa hum tum bhi to bewafa ho phir kaun si khata thi jis par ke tum khafa ho jis par ke tum khafa ho khushiyaan tumhen mubaarak na shaad hum rahenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se
badnaam habe jeneo tobu bhalo bese chhilaam chand mukh dekhe kaalonko hok na tao cheye chhilam badnaam habe jeneo tobu bhalo bese chhilaam o e basante na geye gaan thakte pare ki o e basante na geye gaan thakte pare ki shunle nupur baashi ke nirab rakhte pare ki jouban holo saagor tari dola y bhese chhilam jouban holo saagor tari dola y bhese chhilaam badnaam habe jeneo tobu bhalo bese chhilaam ei premer ful jodi chai kata ke ar bhoy ki pai ei premer ful jodi chai kata ke ar bhoy ki pai tumra mitthe jaake bhabchho take sotti kore jai sotti kore jai jay ja hariye nar kakhuno firse na se to jodi jaay tori dube tire yaar firse na se to ami kanna ke bhalobese se din hese chhilaam ami kanna ke bhalobese se din hese chhilaam badnam habe jeneo tobu bhalo bese chhilaam chand mukh dekhe kaalonko hok na tao cheye chhilam badnam habe jeneo tobu bhalo bese chhilaam
wouuu wouuuuuu woo ooo hoooo chain nahin milta hai chain nahin milta hai zakhmon ka ye jalwa hai chain nahin milta hai zakhmon ka ye jalwa hai naino ke jaadoo se baghi hua main ooooooo naino ke jaadoo se baghi hua main chain nahin milta hai zakhmon ka ye jalwa hai chain nahin milta hai zakhmon ka ye jalwa hai naino ke jaadoo se baghi hua main ooooooo naino ke jaadoo se baghi hua main bechainiyon pe zinda bechainiyon pe zinda ghayal hoon ek nazar ka maalik hoon tanha dil ka baadshaah hoon apne safar kaa sab kuchh andha kuwaan hai chhaya kaisa nasha hai naino ke jaadoo se baghi hua main zakhm nahin siltaa hai aag kahin lagta hai zakhm nahin siltaa hai aag kahin lagta hai kaanten nahin katta hai baante nahin batta hai naino ke jaadoo se baghi hua main ooooooo naino ke jaadoo se baghi hua main oooouuuuuuooooooo hooo hooo hoooooooo yaad bas yaad hai bashte baswaad hai yaad bas yaad hai bashte baswaad hai sulagate se din hai aur chingari si raaten sulagate se din hai aur
laaa laaaaa laaaaa lala lala laaaaa lala hoooooo bahaaron ka hai mela hai mera dil akela bahaaron ka hai mela hai mera dil akela phool koiii mere liye bhi to ho phool koiii mere liye bhi to ho hooo sitaaron ka hai mela hai mera dil akela sitaaron ka hai mela hai mera dil akela chaand koiii mere liye bhi to ho chaand koiii mere liye bhi to ho hooo kaajal hi kaajal hai aanchal hi aanchal hai khushboo ke baadal hai jaagi dilon mein umang badla hai aapas mein kaliyon ne bhanwron ko bhanwaron ne kaliyon ko kaisa haseen naach hai saaz koiii mere liye bhi to ho hooo bahaaron ka hai mela hai mera dil akela bahaaron ka hai mela hai mera dil akela phool koiii mere liye bhi to ho phool koiii mere liye bhi to ho hooo lal laaa lal laaa laaaa laaa laaaa lala lal lala lal lala lal lala lal laaaa naghmen hi naghmen hain masti hi masti hai ghum ki kya hasti hai aaye jo dil ke kareeb chhalka hai maikhaana nazron ka paimaana har dil hai deewana pyaasa raha mera dil jaam koi mere liye
baharen lutaa ke nazaare dikha ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke baharen lutaa ke nazaare dikha ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke badi mushkilon se hai dil ko basaya hoo hoo aaa haa hmmm hmmmm badi mushkilon se hai dil ko basaya bahut kuchh ganwa ke tumhen maine paaya mujhe paas la ke ye daaman chhuda ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke baharen lutaa ke nazare dikha ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke kahan le chali hain muhabbat ki rahein oo ho aa ha aa ha haan kahan le chali hain muhabbat ki rahein pata khud bataati hain mil ke nigaahen nigaahen milaa ke ye masti pila ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke bahaaren lutaa ke nazare dikha ke na jana mere dil ki duniya me aa ke meri zindgaani ki mehfil saja do oo ho aaan ha hmm hmmmmm meri zindgaani ki mehfil saja do mere pyaar ki pehle manzil suna do to manzil se aake ye mehfil saja ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke baharen lutaa ke nazare dikha ke na jana mere dil ki duniya mein aa
aaaaa jaaaaaaa aaaaa jaaaaaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa tere muntizir hai sitaare tu aa jaa baharon ki duniyaan sadaa khush rahe tu bhulaa dene waale duwaa de rahe hain duwaa dene waale duwaa dene waale nayi zindagi ke sahaare tu aa jaa baharon ki duniyaan faqeer e kaa bas ho zabaan par hai naale zabaan par hai naale humari muhabbat khuda ke hawaale khuda ke hawaale kare door se dil ishaare tu aa jaa khayaalon ke daaman mein ghum aa gaya hai ghum aa gaya hai chali aa ke aankhon mein dam aa gaya hai dam aa gaya hai pareshaan hai tujh bin nazaare tu aa jaa baharon ki duniyaan teri yaad shaam o sahar jaagti hai sahar jaagti hai naseeba hai khoya nazar jaagti hai nazar jaagti hai sukoon ban ke dil mein humaare tu aa jaa tere muntizir hai sitaare tu aa jaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa baharon ki duniyaan
Bahut Khoobsurat Hai Aankhein
bahut pyaar karte hain tumko sanam bahut pyaar karte hain tumko sanam kasam chaahe le lo kasam chaahe le lo khudaa ki kasam bahut pyaar karte hain tumko sanam humen har ghadi aarzoo hai tumhaari humen har ghadi aarzoo hai tumhaari hoti hai kaisi sanam beqaraari milenge jo tumko to milenge jo tumko to bataayenge hum bahut pyaar karte hain tumko sanam bahut pyaar karte hain tumko sanam kasam chaahe le lo kasam chaahe le lo khudaa ki kasam bahut pyaar karte hain tumko sanam bahut pyaar karte hain tumko sanam
aa aa aaaa aaaa aaaa aaaa bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye kadam choom loon ya ke aankhein bichha doon karoon kya yeh meri samajh mein na aaye bahut shukriya karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka ke ban jaaye koi afsaana dil ka khuda jaane aisi suhaani ghadi phir khuda jaane aisi suhaani ghadi phir meri zindagi mein palat ke naa aaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya khushi to bahut hai magar yeh bhi ghum hai magar yeh bhi ghum hai ke yeh saath apna kadam do kadam hai magar yeh musafir dua maangta hai magar yeh musafir dua maangta hai khuda aap se phir kisi din milaaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya aa aaaa aa mujhe dar hai mujh mein guroor aa na jaaye lagoon jhumne main suroor aa na jaaye suroor aa na jaaye kahin dil na mera yeh taarif sun kar kahin dil na mera yeh taarif sun kar
nahi kharachili kavadi damadi nahi vechala daam aa aa aa vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam aa aa aa aa aa aa aa aa kuni mhane hi asel chori kuna vatate ase udhari kuni mhane hi asel chori kuna vatate ase udhari janmabharichya shwasa ituke mojiyale harinaam mojiyale harinaam vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa bal gurakhi yamunevarcha gulam kala santagharacha bal gurakhi yamunevarcha gulam kala santagharacha hach tukyacha vithhal aani dasacha shriram dasacha shriram vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam aa aa haa aa aa aa haa aaaa jitake malak titaki naave aa aa aa aa jitake malak titaki naave hrudaye titaki yachi gaave kuni na olakhi tarihi yala din anath anaam din anath anaam vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam
Bai Mi Patang Udvit
khoya hai re khoya hai re chain kahaan khoya hai re jaane kahaan chhipa hai re jaane kahaan soya hai re khoya hai re khoya hai re chain kahaan khoya hai re jaane kahaan chhipa hai re jaane kahaan soya hai re chain chain saare dhundhe phir bhi chain mil naa paaye kaun le gaya chura ke baitha hai kahaan chhipaaye ek haath mein jo aaye duje haath phislaa jaaye kaise hum ise rijhaayen kaise hum ise manaaye bairi chain bairi chain bairi chain bairi chain kiss gali mein kaun si dagar milegaa kab ye chain kiss ghadi mein kaun se pehar aayega kab ye chain koi hai palken bichhayen koi hai neenden udaaye koi seene se lagaaye koi baaton mein chhipaaye koi maange koi paaye koi khoye koi laaye koi to humen bataaye kahaan dhundhe kahaan jaayen bairi chain bairi chain bairi chain bairi chain kiss gali mein kaun si dagar milegaa kab ye chain kiss ghadi mein kaun se pehar aayega kab ye chain khoya hai re khoya hai re chain kahaan khoya hai re jaane kahaan chhipa hai re jaane kahaan
Bairi Chhod De
hmmm mmmm mmmm mmmm lalala lalala lalalaaa lalalala lalala lalala lalalalaa lalalala baithe hain kya us ke paas lala laaa lalalaa aina mujh sa nahin lalala laaa lalalaa meri taraf dekhiye lalala laaa lalalaa lalalala lalala lalala lalalalaaa lalalala meri taraf dekhiye lalala lalala lalala uri baba baba bababa bubu bubu hooo hooooo hooo hooooo hooo hooooo hooo hooooo aine ki nazar mein haa hoooo aisi masti kahaan hai ho hoooo masti meri nazar ki aaaa itni sachchi kahaan hai aine ki nazar mein aisi masti kahaan hai masti meri nazar ki itni sachchi kahaan hai zuu zuu zuu zuu zuuu baithe hain kya us ke paas la la laaa lalalaa aina mujh sa nahin lala laaa lalalaa meri taraf dekhiye lalala laaa lalalaa aaa aaa aaa aaa aahaaaan aaaa haan haan aaaa haan haan aaaa haan haan aaaa haan haan ye lab hum kyun na chhu len haa hoooo yun hi aahen bharen kya ho hoooo hum se bhi khoobsurat aaaa tum ho hum bhi karen kya ye lab hum kyun na chhu len yun hi aahen bharen kya hum se bhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bade Ghulam (Phuler Gandhe Photar Janye) Raghab Chatterjee 04:57 38646
 
Poster of Raghab Chatterjee
 
Lyricist
Purnendu Patra
Music Director- 
Raghab Chatterjee
Duration : 04:57   Song Number : 38646   

Bade Hain Dil Dil Deke Dekho (1959) 04:19 12194
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:19   Song Number : 12194   

Bade Miyaan Deewaane Shagird (1967) 06:12 14206
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, I S Johar
Duration : 06:12   Song Number : 14206   

Badi Khoobsurat Ho Daulat (1981) 05:35 31070
 
Poster of Daulat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:35   Song Number : 31070   

Badi Mushkil Se Dil Naghma (1953) 06:27 13810
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 06:27   Song Number : 13810   

Badla Sara Zamana Paigham (1959) 03:05 32333
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Pradeep
On Screen Actors- 
Johny Walker, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:05   Song Number : 32333   

Badnaam Zindagi Se Majboori (1986) 04:43 37563
 
Poster of Majboori (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
K Kashmiri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:43   Song Number : 37563   

Badnam Habe Jeneo Tarun Banerjee 03:04 39629
 
Poster of Tarun Banerjee
 
Lyricist
Shyamal Gupta
Music Director- 
Tarun Banerjee
Singer- 
Tarun Banerjee
Duration : 03:04   Song Number : 39629   

Baghi M B 04:52 18889
 
Poster of M B
 
Category
Indipop
Singer- 
M Bassi
Duration : 04:52   Song Number : 18889   

Bahaaron Ka Hai Mela Yaadgar (1970) 05:03 14412
 
Poster of Yaadgar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:03   Song Number : 14412   

Baharen Lutaa Ke Anarbala (1961) 02:59 36568
 
Poster of Anarbala (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Ramesh Pandey
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Daljit Kaur, Krishna Kumari
Duration : 02:59   Song Number : 36568   

Baharon Ki Duniyaan Laila Majnu (1953) 04:17 13581
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Duration : 04:17   Song Number : 13581   

Bahut Khoobsurat Hain Aankhein Sushila (1966) 03:19 36983
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
N/A
Duration : 03:19   Song Number : 36983   

Bahut Pyar Karte Hain (Male) Saajan (1991) 03:01 18617
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Salman Khan
Duration : 03:01   Song Number : 18617   

Bahut Shukriya Badi Meharbani Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:32 20191
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kedar
Duration : 05:32   Song Number : 20191   

Bai Mee Vikat Ghetala Shyam Jagachya Pathivar (1960) 03:26 15878
 
Poster of Jagachya Pathivar (1960)
 
Category
Marathi
Year- 
1960
Lyricist
G D Madgulkar
Music Director- 
Sudhir Phadke
On Screen Actors- 
Seema, Raja Paranjpe
Duration : 03:26   Song Number : 15878   

Bai Mi Patang Udvit Lakhat Ashi Dekhani (1982) 03:29 37933
 
Poster of Lakhat Ashi Dekhani (1982)
 
Category
Marathi
Year- 
1982
Music Director- 
Sudhir Phadke
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jayshree Gadker
Duration : 03:29   Song Number : 37933   

Bairi Chain Shubha Mudgal 05:39 18873
 
Poster of Shubha Mudgal
 
Category
Indipop
Lyricist
Jaideep Sahni
Music Director- 
Shantanu Moitra
Singer- 
Shubha Mudgal
Duration : 05:39   Song Number : 18873   

Bairi Chhod De Babul Ki Galiyan (1972) 03:53 38781
 
Poster of Babul Ki Galiyan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:53   Song Number : 38781   

Baithe Hain Kiya Jewel Thief (1967) 04:59 39006
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:59   Song Number : 39006   
Karaoke Songs of b, Sad Songs of b, Love Songs of b, Dance Songs of b, Hip-hop songs of b, Best songs of b, Super hit songs of b, hit songs of b, duet songs of b, solo songs of b, old songs of b, famous songs of b, Hindi Karaoke Songs of b, Hindi Sad Songs of b, Hindi Love Songs of b, Hindi Dance Songs of b, Hindi Hip-hop songs of b, best Hindi songs of b, super hit Hindi songs of b, hit Hindi songs of b, duet Hindi songs of b, solo Hindi songs of b, old Hindi songs of b, famous Hindi songs of b, Sing Along Songs of b, Sing Along Sad Songs of b, Sing Along Love Songs of b, Sing Along Dance Songs of b, Sing Along Hip-hop songs of b, Sing Along Best songs of b, Sing Along Super hit songs of b, Sing Along hit songs of b, Sing Along duet songs of b, Sing Along solo songs of b, Sing Along old songs of b, Sing Along famous songs of b