Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana ek wo bhi tha zamana ek ye bhi hai zamana dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana ek wo bhi tha zamana ek ye bhi hai zamana dada hayaat the jab mitti ka ek ghar tha choron ka koi khatka na daakuon ka dar tha khaate the rukhi sukhi sote the neend gehri santosh tha dilon ko maathe pe bal nahin tha shaamein bhari bhari thi aabad thi dophari dil mein kapat nahin tha aankhon mein chal nahin tha the log bhole bhale lekin the pyaar wale duniya se kitni jaldi sab ho gaye rawana dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana ek wo bhi tha zamana ek ye bhi hai zamana abba ka waqt aaya taalim ghar mein aayi taalim saath apne taaza vichar laayi aage rawayaton se badhne ka dhyan aaya mitti ka ghar hata to pakka makaan aaya daftar ki naukri thi tankha ka tha sahara maalik pe tha bharosa ho jata tha guzara paisa agarche kam tha phir bhi na koi ghum tha kaisa bhara poora tha apna gareeb khana dukh sukh
dukhi man mere sun mera kehna jahan nahin chaina wahan nahin rehna dukhi man mere sun mera kehna jahan nahin chaina wahan nahin rehna dukhi man mere dard hamaara koi na jaane apni garaj ke sab hain deewane dard hamaara koi na jaane apni garaj ke sab hain deewane kiske aage rona royen des paraaya log begaane dukhi man mere sun mera kehna jahan nahin chaina wahan nahin rehna laakh yahaan jholi phaila le kuchh nahin denge ye jag wale laakh yahaan jholi phaila le kuchh nahin denge ye jag wale patthar ke dil mom na honge chahe jitna neer bahaa le dukhi man mere sun mera kehna jahan nahin chaina wahan nahin rehna dukhi man mere sun mera kehna jahan nahin chaina wahan nahin rehna dukhi man mere
dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere dard hamaaraa koi na jaane apni garaj ke sab hain diwaane kiske aage ronaa royein des paraayaa log begaane dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere laakh yahaan jholi phailaa le kuchh nahin denge iss jag waale patthar ke dil mome na honge chaahe jitnaa neer bahaale dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere apne liye kab hain ye mele hum hain har ek mele mein akele kyaa paayegaa us mein rehkar jo duniyaa jeevan se khele kyaa paaegaa us mein rehkar jo duniyaa jeevan se khele dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere
aaaa aaaa aaaa aaaaaaa dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina phir kya aayengi wo raaten phir kya aayengi wo raaten laut gayin hain jo baaraaten laut gayin hain jo baaraaten beete din aur bichhda saathi beete din aur bichhda saathi behti nadi ki dhaaar dukhiyaare naina dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina raah mein naina diya jalaaye raah mein naina diya jalaaye aap jale aur jiya jalaaye aap jale aur jiya jalaaye jis se jeevan bhi jal jaaye jis se jeevan bhi jal jaaye wo kaisi jal dhaaar dukhiyaare naina dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina
hey dukki pe dukki ho ya satte pe satta dukki pe dukki ho ya satte pe satta gaur se dekha jaaye to bas hai patte pe patta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta dukki pe dukki ho ya satte pe satta dukki pe dukki ho ya satte pe satta gaur se dekha jaaye to bas hai patte pe patta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta ho koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta tu mere dil ka raja hai ya tere dil ki main rani tu mere dil ka raja hai ya tere dil ki main rani ho tu meri baahon mein ya main teri baahon mein hoon pyaar to hoga jaani banegi wohi kahani koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta dukki pe dukki ho ya satte pe satta dukki pe dukki ho ya satte pe satta gaur se dekha jaaye to bas hai patte pe patta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta ho ho ho aaha ha ha ho ho ho ho ho ho ho kismat mein jinki
ho jag saara maujein kare bin dulhe ki baraat mein chaahe naachega tu saath mein khud ki talaash ke zindagi ki taash ke hai patte tere haath mein dukki tikki bania begi badshah re panja chhakka bania begi badshah re bin dulhe ki baraat mein chaahe naachega tu saath mein khud ki talaash ke zindagi ki taash ke hai patte tere haath mein dukki tikki bania begi badshah re panja chhakka bania begi badshah re hooo pairon ke bin paisa daude bhaage re chaahe ho jitna bhi ye thoda laage re pairon ke bin paisa daude bhaage re chaahe ho jitna bhi ye thoda laage re jitna tu aage bhaage utna ye peechhe re jitna tu peeche bhaage utna ye aage re chalti hai paise ki hi jhukta jahaan pyare seedhe karta saare kaare dukki tikki bania begi badshah re oo panja chhakka bania begi badshah re deti hai ye duniya sabhi ko mauka dhoka jo na dega to khayega dhoka deti hai ye duniya sabhi ko mauka dhoka jo na dega to khayega dhoka bas wohi seedha yahaan taana kaha maara jo sab se tu peeche
dulhan ban ke aayi dulhan ban ke aayi umangon ki shaam umangon ki shaam shaam mere meharbaanon ko mera salaam dulhan ban ke aayi dulhan ban ke aayi umangon ki shaam umangon ki shaam shaam mere meharbaanon ko mera salaam koi leke aaya sitaare gagan se koi leke aaya bahaaren chaman se koi leke aaya mohabbat ka jaam koi leke aaya mohabbat ka jaam jaam mere meharbaanon ko mera salaam hooo khushi aaj mujhko gale se lagaaye khushi aaj mujhko gale se lagaaye kisi badnazar ki nazar lag na jaaye kisi badnazar ki nazar lag na jaaye meri zindagi mein nahin ghum ka naam meri zindagi mein nahin ghum ka naam naam mere meharbaanon ko mera salaam dulhan ban ke aayi dulhan ban ke aayi umangon ki shaam umangon ki shaam shaam mere meharbaanon ko mera salaam ga ma pa dha ni ni ni ni ni dha ni dha pa pa ga ma dha pa ma ga sa re ni sa ye paayal ki rimjhim ye geeton ki barkha ye man ki tarangen ye masti ki dhaara o mere saath jhume zamaana tamaam hooo mere saath jhume zamaana tamaam mere
purab mein sooraj ne chhedi jab kirnon ki shehnaai chamak utha sindoor gagan pe pachhim tak laali chhayi hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm dulhan chali haan pehan chali ho re dulhan chali ho pehan chali teen rang ki choli baahon mein lehraaye ganga jamuna dekh ke duniyaa doli dulhan chali ho pehan chali teen rang ki choli aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo chandi rang ang hai to dhaani rang lehnga sone rang chunar ka mol bada mehnga mann sita jaisa vachan geeta jaiseeeeee bole preet ki boli dulhan chali ho pehan chali teen rang ki choli aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hooo hooo aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hooo hooo mukh chamke jyun himalay ki choti ho naa padosi ki neeyat khoti o ghar waalo zara iss ko sambhaloooo ye to hai badi bholi dulhan chali ho pehan chali teen rang ki choli taj mahel jaisi taaza hai soorat chalti phirti ajanta ki moorat mel milaap ki mehndi rachaayeeeeee
lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la hey hey hey hey hey hey hey hey suno ji suno unhen pakado jo zamaane mein ghum bechte hain humein chhodo saari khushiyaan is zamaane mein hum bechte hain are kaahe ko tu ro rahi hai dulhan maike chali gori ki doli saji hai dulhan maike chali gori ki doli saji hai dulhan maike chali naachungi gaaungi are main nahin jaaungi naachungi gaaungi main nahin jaaungi lala la lala la lala la lala la haaan para pa pa para pa pa pa pa raaa pa pa pa paraaaaa laao gajra laao gajraa zara maathe pe bindiya lagaa do re chhodo saiyaan meri baiyaan mere mukhde pe ghungata gira do are baabul ki yaad aa rahi hai dulhan maike chali gori ki doli saji hai dulhan maike chali maike chali pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa aankhen to kholo ji munh se to bolo ji aankhen to kholo ji munh se to bolo ji lala la lala la lala la lala la haaan para pa pa para pa pa pa pa raaa pa pa pa paraaaaa
dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo chaand pari hai chanchal hai wo teri hai chitchor chaand pari hai chanchal hai wo teri hai chitchor mukhade ko hi takte takte ho jaayegi bhor gori dhan ka tumhein darshan hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo aisi betabi hai kaisi padi hai saari raat aisi betabi hai kaisi padi hai saari raat jee bhar bhar ke kar lena tum kamseeniya se baat kandhe pe jhuka saaman hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo wo hai teri padminiya aur tu baanka rajpoot wo hai teri padminiya aur tu baanka rajpoot gaj bhar ki chaati rakhata hai dil bhi rakh majboot nayanon nayanon mein ran hoga o mann thodi dheer dharo baanhon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa sehnayiyon ki sadaa keh rahi hai khushi ki mubaarak ghadi aa gayi hai saji surkh jode mein chaand si dulhan zamin pe falak se pari aa gayi hai aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ni ni sa sa sa ni ni pa pa ga ma ma pa pa ma ga ma ma pa ga ga ma ma re re ga dha dha ma pa pa pa ga dulhe ka sehra suhana lagta hai dulhe ka sehra suhana lagta hai dulhan ka to dil deewana lagta hai pal bhar mein kaise badalte hain rishte pal bhar mein kaise badalte hain rishte ab to har apna begaana lagta hai dulhe ka sehra suhana lagta hai saat pheron se bandha janmon ka ye bandhan pyaar se joda hai rab ne preet ka daaman saat pheron se bandha janmon ka ye bandhan pyaar se joda hai rab ne preet ka daaman hain nayi rasmein nayi kasmein nayi uljhan honth hain khamosh lekin keh rahi dhadkan dhadkan dhadkan dhadkan dhadkan dhadkan dhadkan dhadkan dhadkan dhadkan meri dhadkan dhadkan teri dhadkan dhadkan meri
dum bhar jo udhar munh phere dum bhar jo udhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dum bhar jo udhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dil karta hai pyaar ke sajde dil karta hai pyaar ke sajde aur main bhi unke saath chaand ko chanda roz hi dekhe meri pehli raat hoo meri pehli raat baadal mein ab chhup jaa re o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dum bhar jo idhar munh phere dum bhar jo idhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loonga nazren do chaar kar loonga main chor hoon kaam hai chori main chor hoon kaam hai chori duniya mein hoon badnaam dil ko churata aaya hoon main ye hi mera kaam hoo ye hi mera kaam aana tu gawahi dene o chandaaa main unse pyaar kar loonga nazren do chaar kar loonga dil ko chura ke kho mat jaana dil ko chura ke kho mat jaana raah na jaana bhool in kadmon se kuchal na dena mere dil ka phool hoo mere dil ka phool ye baat unhe samjha
dum dum diga diga mausam bhiga bhiga dum dum diga diga mausam bhiga bhiga bin piye main to gira main to gira main to gira haai allah surat aap ki subhan allah haai allah surat aap ki subhan allah dum dum diga diga mausam bhiga bhiga bin piye main to gira main to gira main to gira haai allah surat aap ki subhan allah haai allah surat aap ki subhan allah teri ada wah wah kya baat hai haai teri ada are teri ada wah wah kya baat hai ankhiyan jhuki jhuki baaten ruki ruki ankhiyan jhuki jhuki baaten ruki ruki dekho koi re aaj lut gaya haai allah surat aap ki subhan allah haai allah surat aap ki subhan allah dum dum diga diga mausam bhiga bhiga bin piye main to gira main to gira main to gira haai allah surat aap ki subhan allah haai allah surat aap ki subhan allah sanam hum maana garib hain haai sanam hum aeji sanam hum maana garib hain nasiba khota sahi banda chhota sahi nasiba khota sahi banda chhota sahi dil ye khazana hai pyaar ka haai allah surat aap ki subhan allah
dum maaro dum mit jaaye ghum bolo subh shaam hare krishna hare ram dum maaro dum mit jaaye ghum bolo subh shaam tu turu tu tu tu tu tu aeeee tara tara tara tara tara ra duniya ne humko diya kya duniya se humne liya kya hum sab ki parwah karein kyun sab ne hamaara kiya kya duniya ne humko diya kya duniya se humne liya kya hum sab ki parwah karein kyun sab ne hamaara kiya kya aah aah aah aah dum maaro dum mit jaaye ghum bolo subh shaam hare krishna hare ram dum maaro dum mit jaaye ghum bolo subh shaam hare krishna hare ram chaahe jiyenge marenge hum na kisi se darrenge hum ko na roke zamaana jo chaahenge hum karenge chaahe jiyenge marenge hum na kisi se darrenge hum ko na roke zamaana jo chaahenge hum karenge aah aah aah aah dum maaro dum mit jaaye ghum bolo subh shaam hare krishna hare ram
duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi tukde huye jigar ke chhuri dil pe chal gayi duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi aisi chali hawa ke khushi dukh mein dhal gayi duniyaa badal gayi dil khaak ho gaya ye kisi ko khabar nahin kisi ko khabar nahin dil khaak ho gaya ye kisi ko khabar nahin sab ye samjh rahe hain tamanna nikal gayi duniyaa badal gayi barbaad ho gaya meri umeed ka chaman umeed ka chaman barbaad ho gaya meri umeed ka chaman jiss daal par kiya tha basera wo jal gayi duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi
aaaa kehne wale kehne wale kahen maya jaal hai ae brother zara jamke bajao achchha mangata hai anglo indian type kehne wale kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai kamaal hai kehne wale oo kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai paise walon ki pyaari yeh duniya hai amiron ki saari yeh duniya bhagwan unka bhala kare hey paise walon ki pyaari yeh duniya hai amiron ki saari yeh duniya jeb khanke toh duniya hasin hai warna hai ghum ki maari yeh duniya dekh lo tum a ha dekh lo tum hamaara jo haal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai kamaal hai kehne wale oo kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai jab hanso toh rulaati hai duniya jaan kitni jalaati hai duniya ha ha ha hun ha ha haa jab hanso toh rulaati hai duniya jaan kitni jalaati hai duniya peene waale ko badnaam kar de aur khud hi pilati hai duniya kabhi seedhi ay haay
duniya banaane waale yahi hai meri iltija ki hon na kabhi apne juda duniya banaane waale yahi hai meri iltija ki hon na kabhi apne juda ghar ke jo ujale hai banana unhein ja ke apne seene se lagana unhein tu bhi unka sathi hai batana unhein jaldi wo ayein lute ghar basayein yahi dil se nikle sada ki hon na kabhi apne juda pehna hai andheron ka zameen e kafan sooni sooni duniya hai sehma sa chaman kaante chhoone payen na phoolon ka badan tere hawale baharon ke paale dukhi dil ki hai ye dua ki ho na kabhi apne juda duniya banaane waale yahi hai meri iltija ki hon na kabhi apne juda duniya banaane waale yahi hai meri iltija ki hon na kabhi apne juda
duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi kahe banaaye toone maati ke putle dharti ye pyari pyari mukhde ye ujale kahe banaayaa toone duniya ka khela kahe banaayaa toone duniya ka khela jis mein lagaya jawani ka mela gupchup tamasha dekhe wah re teri khudaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi tu bhi to tadpa hoga mann ko bana kar tufaan ye pyar ka mann mein chhupa kar koi chhabi to hogi aankhon mein teri koi chhabi to hogi aankhon mein teri aansu bhi chhalke honge palkon se teri bol kya sujhi tujhko kahe ko preet jagaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi preet banaa ke toone
duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani toone kehdi maine kehdi duniya ek kahaani is duniya ke mele mein koi raaja hai koi raani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani is mele mein haar jeet hai aur mele ka mel is mele mein udan khatole haathi ghode rel kahin hindole kahin tamaashe tarha tarha ke khel is mele mein paana khona jeevan behta paani re bhaiya duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani hariyal lelo pariyal lelo lelo chanda tara aao chunnu aao munnu aao chunnu aao munnu lelo naya gubbaara muniya raani muniya raani hamen bata do kya hai naam tumhaara kas ke dor pakadna bitiya mat karna naadaani is dhage mein bandhi rahegi teri preet puraani re bhaiya duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani aaj yahaan kal kahaan hamen le jaayegi taqdeer kaun kahe kis ki aankhon mein kab bhar aaye neer ek baar jo
ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa duniya hai ho ho ho kahin aisa na ho khula reh jaye koi jharoka udd jaye panchhi tod ke pinjra de jaye dhoka ho ho ho kahin aisa na ho khula reh jaye koi jharoka udd jaye panchhi tod ke pinjra de jaye dhoka aisaa bhi aji kya aitbaar suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa duniya hai suno ye nahin hai dekha hai ye maine apni nazar se suno ye nahin hai dekha hai ye maine apni nazar se wo jo hai na woh wo jo hai na woh haan kaise bhala naam loon chup hoon main dar se kisse hain uske beshumaar suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar soch samajh ke zara pyaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dukh Sukh Tha Ek Sabka Pankaj Udhas 07:15 32722
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:15   Song Number : 32722   

Dukhi Man Mere Jagjit Singh 04:59 38318
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:59   Song Number : 38318   

Dukhi Mann Mere Funtoosh (1956) 03:36 20407
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:36   Song Number : 20407   

Dukhiyare Naina Dhoonde Piya Ko Nirmohi (1952) 03:32 12222
 
Poster of Nirmohi (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:32   Song Number : 12222   

Dukki Pe Dukki Ho Satte Pe Satta (1981) 05:50 17960
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:50   Song Number : 17960   

Dukki Tikki Raja Natwarlal (2014) 04:59 37321
 
Poster of Raja Natwarlal (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Yuvan Shankar Raja
Singer- 
Mika Singh
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 04:59   Song Number : 37321   

Dulhan Ban Ke Aayi Saaz Aur Awaz (1966) 03:44 13159
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:44   Song Number : 13159   

Dulhan Chali Purab Aur Pachhim (1970) 07:22 20408
 
Poster of Purab Aur Pachhim (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Saira Banu
Duration : 07:22   Song Number : 20408   

Dulhan Maike Chali Manoranjan (1974) 05:16 32115
 
Poster of Manoranjan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Zeenat Aman, Others
Duration : 05:16   Song Number : 32115   

Dulhan Se Tumhara Anokhi Raat (1968) 04:00 32500
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Zaheeba
Duration : 04:00   Song Number : 32500   

Dulhe Ka Sehra Dhadkan (2000) 09:10 18683
 
Poster of Dhadkan (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Shilpa Shetty, Akshay Kumar, Kadar Khan
Duration : 09:10   Song Number : 18683   

Dum Bhar Jo Udhar Munh Phere Awara (1951) 04:36 20311
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 04:36   Song Number : 20311   

Dum Dum Diga Diga Chhalia (1960) 03:18 20410
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 20410   

Dum Maro Dum Hare Rama Hare Krishna (1971) 04:24 20411
 
Poster of Hare Rama Hare Krishna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 04:24   Song Number : 20411   

Duniya Badal Gayi Babul (1950) 03:30 12781
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:30   Song Number : 12781   

Duniya Bahut Hi Kamaal Hai Duniya (1984) 05:06 38221
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:06   Song Number : 38221   

Duniya Banaane Waale Hindustan Ki Kasam (1973) 03:31 32099
 
Poster of Hindustan Ki Kasam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 03:31   Song Number : 32099   

Duniya Banaane waale Teesri Kasam (1966) 05:57 20412
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:57   Song Number : 20412   

Duniya Ek Kahaani Re Bhaiya Afsana (1951) 05:04 38988
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 05:04   Song Number : 38988   

Duniya Hai Bewafa Amar Deep (1979) 04:49 11235
 
Poster of Amar Deep (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 04:49   Song Number : 11235