Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hoo hmm hmm hoo dheiveeha raaham thevittaadha paadal kettaalum podhum nenjangal vaadum hmm hmm hoo hmm hmm hoo dheiveeha raaham thevittaadha paadal senthaazham poovaik kondu singaaram pannikkondu senthoorap pottum vaiththu selaadum karaiyil ninren paaraatta vaaa neeraatta vaaa nee neendha vaaa yennodu moham theerumo hmm hmm hoo hmm hmm hoo dheiveeha raaham thevittaadha paadal kettaalum podhum nenjangal vaadum thazhuvaadha dheham ondru thaniyaadha moham kondu thaalaatta thendral undu thaalaadha aasai undu poomanjamum thenkinnamum nee thedivaa ore raaham paadi aaduvom vaa hmm hmm hoo hmm hmm hoo dheiveeha raaham thevittaadha paadal kettaalum podhum nenjangal vaadum
dekh aasmaan mein chaand muskuraaye dekh woh sitaare gagan mein jhilmilaayen woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo dekh aasmaan mein chaand muskuraaye dekh woh sitaare gagan mein jhilmilaayen woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo baar baar marke hamein yun nahin daraao baar baar marke hamein yun nahin daraao marna ho to ek baar marke hi dikhaao jao hamne aise jhute meet kayi dekhe hain ke dil mein kuchh zabaan pe kuchh yeh ishq waale dekhe hain o o o o o jao zaalim hamein na yun sataao pyaar ki yeh baatein hamein nahin sikhaao kisi pe aitbaar kar lo haan kar lo kisi pe aitbaar kar lo chaar kar lo dekh aasmaan mein chaand muskuraaye dekh woh sitaare gagan mein jhilmilaayen woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo tum bahaar banke mere aarzu pe chha gaye tum bahaar banke mere aarzu pe chha gaye jab khayaal kar liya to
kahin ka deepak kahin ki baati kahin ka deepak kahin ki baati aaj bane hain jeevan saathi dekh hansaa hai chaand musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh ghataa ghanghor dekh ghataa ghanghor musaafir dekh ghataa ghanghor dekh ghataa ghanghor chaand ke mukh par ghoonghat daale khel rahi tu khel khel rahi tu khel chhipaa liyaa aanchal mein mukhada dekh ghataa ka khel dekh ghataa ka khel khel khel mein dekh musaafir bandhi preet ki dor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh lahar ki oor dekh lahar ki oor musaafir dekh lahar ki oor dekh lahar ki oor tadap uthi jo dekh chaand ko chhipaa na paayi preet chhipaa na paayi preet milan huaa chandaa laharon ka goonj uthaa sangeet goonj uthaa sangeet yun milte hain dekh musaafir chandaa aur chakor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor
hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm dekh humen aawaaz naa dena dekh humen aawaaz naa dena o bedard zamaane o bedard zamaane aaj chale hum chhod ke tujhko duniyaa nayi basaane o bedard zamaane chamka shaam ka pehla taara aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa chamka shaam ka pehla taara gagan dulaara aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa sabse pehle usne dekha pyaar humara sabse pehle usne dekha pyaar humara aane waali raat sunegi aane waali raat sunegi tere mere taraane o bedard zamaane dekh humen aawaaz naa dena o bedard zamaane o bedard zamaane door kahin ek panchhi gaaye ye samjhaye door kahin ek panchhi gaaye ye samjhaye pyaar mein ho jaate hain apne dard paraaye pyaar mein ho jaate hain apne dard paraaye dil ki dhadkan kya hoti hai dil ki dhadkan kya hoti hai pyaar kare to jaane o bedard zamaane dekh humen aawaaz naa dena o bedard zamaane o bedard zamaane
dekh idhar ae haseena june ka hai mahina daal zulfon ka saaya aa raha hai paseena dekh idhar ae haseena june ka hai mahina daal zulfon ka saaya aa raha hai paseena o dekh idhar ae haseena sun le kabhi dil ki sada o naazni jee na jala sun le kabhi dil ki sada o naazni jee na jala bimaar e ghum hoon shafa mujhko de daaman se apne hawa mujhko de bimaar e ghum hoon shafa mujhko de daaman se apne hawa mujhko de haye main hoon madam marina o re fat fat fatina door se baat karna paas aana kabhi na main hoon madam marina laakhon hi jab aahen bharen tum hi kaho hum kya karen laakhon hi jab aahen bharen tum hi kaho hum kya karen kis kis ke dil ki khabar koi le kis kis ke ghum ka asar koi le kis kis ke dil ki khabar koi le kis kis ke ghum ka asar koi le haye dekh idhar ae haseena june ka hai mahina daal zulfon ka saaya aa raha hai paseena dekh idhar ae haseena muddat se hoon barbaad main shirin hai tu farhaad main muddat se hoon barbaad main shirin hai tu farhaad main ye na
aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa dekh kar door se ek trishna e deedaar mujhe dekh kar door se ek trishna e deedaar mujhe hashr mein karne lagi uski nazar pyaar mujhe hashr mein karne lagi uski nazar pyaar mujhe dekh kar door se mere dil par jo guzarti hai diya karte hain mere dil par jo guzarti hai mere dil par jo guzarti hai diya karte hain taar ashkon ke khabar uski lagataar mujhe taar ashkon ke khabar uski lagataar mujhe hashr mein karne lagi uski nazar pyaar mujhe dekh kar door se karne lagta hai mujhe dekhte hi mujhse gurez karne lagta aa aaa karne lagta hai mujhe dekhte hi mujhse gurez kya samajhta hai tera saaya e deewaar mujhe kya samajhta hai tera saaya e deewaar mujhe hashr mein karne lagi uski nazar pyaar mujhe dekh kar door se saath hichki ke mere baad ye kehna unka saath hichaki hichakieeee saath hichki ke mere baad ye kehna unka aa gaya yaad jabi hi jigar afgaar mujhe aa gaya yaad jabi hi jigar afgaar mujhe hashr mein karne lagi uski
uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee chali naa jaaye chaal lachkoon jaise daal saadi bheegi choli bheegi bheege gore gaal uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee loote haar singaar paapi jal ki dhaar khuli sadak pe lut gayi logo main albeli naar uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee paaon phisalta jaaye tann hichkole khaaye aise mein jo haath pakad le mann uska ho jaye uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re
dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya koi rav koi rank bhikhari kahin dhoop kahin chhaya koi rav koi rank bhikhari kahin dhoop kahin chhaya rang rangeeli kashti teri manav phire bulaya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya saty marg ko bhool gaya main dekh ke kanchan kaya saty marg ko bhool gaya main dekh ke kanchan kaya nain khule tab laga sochne kya khoya kya paya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya apne roop ki chhavi dikhla do abhilasha hai darsh kara do apne roop ki chhavi dikhla do abhilasha hai darsh kara do gyan ki jyot jala do man mein gyan ki jyot jala do man mein sharan tumhari aaya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya
dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye aao ji dance kar len thoda romance kar len raat hai thandi thandi dilon mein aag bhar len pehla nazaara hua ek ishara hua kisse hazaar ho gaye dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye mukh pe paseena halka gora ye roop haaye humne to aaj dekhi barkha mein dhoop haaye mukh pe paseena halka gora ye roop haaye humne to aaj dekhi barkha mein dhoop haaye dekho ye ladke saare bechare dil ke maare tum pe nisaar ho gaye dekh ke teri nazar hooo hooo hooo hooo hooo beqaraar ho gaye haaye haaye aye ji huzoor thehariye hoooo hooo hoooo hoooo hooo hooo hum shikaar ho gaye ek sawaal dear poochhoo janaab se laaye ho aankhen kahin dho ke sharaab se ek sawaal dear poochhoo janaab se laaye ho aankhen kahin dho ke sharaab se aankhen teri mastaani hum tohre dilbar jaani doob ke paar ho
dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le har pal mein jeena yaar soch le jeevan ke pal hain chaar yaad rakh marna hai ek baar marne se pehle jeena seekh le hmmm dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le baiyaan khushiyon ki thaam ke baiyaan ghum ki marod kalaiyaan ghum ka pyaare ghum mat karna chhod de ab to har din marna marne se pehle jeena seekh le dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le har pal mein jeena yaar soch le jeevan ke pal hain chaar yaad rakh marna hai ek baar marne se pehle jeena seekh le haiyaa saanson ki dhun pe gaale haiyaa jeevan hai baraf ki naiyaa naiyaa pighale haule haule chaahe hans le chaahe role marne se pehle jeena seekh le
dekh li teri khudaai bas mera dil bhar gayaaaa dekh li teri khudaai teri rehmat chup rahi teri rehmat chup rahi main rote rote marr gayaaaa dekh li teri khudaai mere maalik kya kahun teri duwaaon ka fareb mere maalik kya kahun teri duwaaon ka fareb mujh pe yun chhayaa ke mujhko mujh pe yun chhayaa ke mujhko ghar se beghar kar gayaaaa dekh li teri khudaai woh bahaaren naachti thin jhoom uthi thi badliyaan woh bahaaren naachti thin jhoom uthi thi badliyaan apni kismat yaad aate apni kismat yaad aate hi mera jee darr gayaaaa dekh li teri khudaai bas mera dil bhar gayaaaa dekh li teri khudaai teri rehmat chup rahi teri rehmat chup rahi main rote rote marr gayaaaa dekh li teri khudaai
dekh liya maine kismat kaa tamaasha dekh liya ik aag bhujhi ik aag lagi aankhon ne meri kya dekh liya dekh liya maine dekh liya maine saajan tera waada dekh liya raste pe hoon main manzil pe hai tu ye pyaar kaa naata dekh liya dekh liyaa maine aaya main kisi ki mehfil mein mehfil mein toofan liye laakhon dil mein mil kar bhi raha main mushkil mein milne kaa natijaa dekh liya ik aag bhujhi ik aag lagi aankhon ne meri kya dekh liya dekh liya maine chhupte hi tere o chaand mere o chaand mere suraj bhi naa nikla aangan mein phir ghum ki andheri raat huyi do din kaa ujaala dekh liya raste pe hoon main manzil pe hai tu ye pyaar kaa naata dekh liya dekh liya maine dekh liya maine saajan tera waada dekh liya dekh liya maine kismat kaa tamaasha dekh liya
dekh loooooo aaj humko jee bhar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke koi aata nahin hai phir mar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke ho gaye tum agar che saudaayi door pahunchegi meri ruswaayi dekh loooooo dekh loooooo aaj humko jee bhar ke aao achchhi tarah se kar lo pyaar ke nikal jaaye kuchh dil kaa bukhaar dekh loooooo aaj humko jee bhar ke phir hum uthne lagen bitha lo tum phir bigad jaayen hum mana lo tum dekh loooooo aaj humko jee bhar ke yaad itni tumhen dilaate jaayen paan kal ke liye lagaate jaayen dekh loooooo dekh loooooo aaj humko jee bhar ke koi aata nahin hai phir mar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke
dekh lo aawaaz de kar dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge aaoge tanha magar aaoge tanha magar tanha nahin tum jaaoge dekh lo aawaaz de kar door reh kar bhi tumhin par rehti hai apni nazar door reh kar bhi tumhin par door reh kar bhi tumhin par rehti hai apni nazar baahon mein hum thaam lenge baahon mein hum thaam lenge jab bhi thokar khaaoge dekh lo aawaaz de kar hoooo ooooo oooooo oooo oooo ooooo oooo oooo oooo len naa badle mein tumhaare gar khudaayi bhi mile len naa badle mein tumhaare len naa badle mein tumhaare gar khudaayi bhi mile chhod denge do jahaan ko chhod denge do jahaan ko jab bhi tum farmaaoge dekh lo aawaaz de kar bewafaayi bhi karo to maaf kar denge tumhen bewafaayi bhi karo to bewafaayi bhi karo to maaf kar denge tumhen hum naa waadon se phirenge hum naa waadon se phirenge tum agar phir jaaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge aaoge tanha magar aaoge tanha magar
dekh raha koi aaj dinon ke baad humaari or baandh ke ghunghroo naacho mann ke mor are dekh raha koi aaj dinon ke baad humaari or baandh ke ghunghroo naacho mann ke mor o jispe jeena usipe marna dhun abb duji nahin koi aur jispe jeena usipe marna dhun abb duji nahin koi aur dekh raha koi aaj dinon ke baad humaari or baandh ke ghunghroo naacho mann ke mor woh din beete tarasna chhodo mere mann dekho bahaar aayi hai bahaar khil gayi main toh chunariya mehke paayaliya chehke ke laut aaya unka pyaar ho oooo woh din beete tarasna chhodo mere mann dekho bahaar aayi hai bahaar khil gayi main toh chunariya mehke paayaliya chehke ke laut aaya unka pyaar o kajraare naina khushi ke aansu chha rahi jaise ghata ghanghor kajraare naina khushi ke aansu chha rahi jaise ghata ghanghor dekh raha koi aaj dinon ke baad humaari or baandh ke ghunghroo naacho mann ke mor jag nahin dekhe main khud ko aise sambhaalun kaise jawaani ke din sahi behki behki chalun bin piye main jiske liye
dekha phoolon ko kaanton pe sote huye dekha toofan ko kashti doobotein huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ye khushi hum se bach kar kidhar jaayegi ghum na kar zindagi yun guzar jaayegi raat jaise guzar gayi sote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye tu bhi sun le jo maine suna ek din tu bhi sun le jo maine suna ek din baagh mein sair ko main gaya ek din ek maalan ne mujhse kaha ek din kel kaanton se kaliyaan pirote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye aankh bhar aayi phir kyun kisi baat par aankh bhar aayi phir kyun kisi
dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum dil mein kiske gumaan kya guzar jaayega tumko apna kahein to kahein kis tarah saari mehfil ka chehra utar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum tum bhi betaab ho hum bhi bechain hain dil mein milne ki hasrat machalne lagi sabr ka ab to daaman sulagne laga pyaar ki aag seene mein jalne lagi pyaar ki aag seene mein jalne lagi tumse milne na paaye agar aaj hum aisa lagta hai dil hi thehar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum ho kisi desh mein ya kisi bhesh mein shakl apnon ki pehchaan leta hai dil tum kaho na kaho hum kahein na kahein baat dil ki to khud jaan leta hai dil baat dil ki to khud jaan leta hai dil saamne bas yunhi muskuraate raho zindagi ka muqaddar sanwar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum jaankar ki gayi ho ke anjaane mein duniyan waale khata maaf karte nahin duniyan waalon ka ye julm to dekhiye deke bhi jo saza maaf karte nahin deke bhi jo saza maaf karte nahin zindagi ban gayi qaid
aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa daa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa basti basti khaak udi hai jungle jungle aag yeh dhunwaa balkhata uthe jaise kaale naag dekh to dil ke jaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil gor kis dill jale ki hai yeh falak gor kis gor kis dil jale ki hai yeh falak aa aa aa aa aa aa aaaaaa aa aa aa gor kis dil dillllll dilll jale jale ki gor kis dilll jale ki hai yeh falak shola ik subha yaan se uthta hai shola ik subha yaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil yun uthe aah us gali se hum yunnn uthe yunnn yunnn yun uthe yun uthe aah yunn nn nn nn yunn yunnn yunn yun uthe aah us gali se hum jaise koi jahaan se uthta hai jaise koi jahaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai
dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza ab to samjhe hamaari adaayen hain kya jis pe aa jaaye pyaare toh kya puchhna aap jaise toh raahon mein dekhe hazaar jisne chheda wahi haaye karta gaya dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza dil ki raahon pe chham chham karti hoon main dil dhadakte hain jab jab guzarti hoon main pyaar aaye toh banti sanwarti hoon main gussaa aaye toh dooni nikharti hoon main dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza kaahe humne kari thi aisi dillagi aage chal ke banegi ye dil ki lagi dil ko thhaame phiroge
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye ye gila hai aapki nigaahon se phool bhi ho darmiyaan to faasle huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye meri saanson mein basi khushboo teri ye tere pyaar ki hai jaadugari aa haa aa aaaa teri aawaaz hai hawaaon mein pyaar ka rang hai fizaaon mein dhadkanon mein tere geet hain mile huye kya kahoon ke sharm se hain lub sile huye dekha ek khaab to ye silsile huye phool bhi ho darmiyaan to faasle huye mera dil hai teri panaahon mein aa chhupa loon tujhe main baahon mein teri tasveer hai nigaahon mein door tak roshni hai raahon mein kal agar na roshni ke kaafile huye pyaar ke hazaar deep hain jale huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye ye gila hai aapki nigaahon se phool bhi ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Deiveega Raagam Ullasa Paravaigal (1980) 04:26 11547
 
Poster of Ullasa Paravaigal (1980)
 
Category
Tamil
Year- 
1980
Lyricist
Panchu Arunachalam
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
Vani Jayaram
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Deepa
Duration : 04:26   Song Number : 11547   

Dekh Aasman Mein Chaand Muskuraye Shararat (1959) 04:01 35903
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:01   Song Number : 35903   

Dekh Chaand Ki Aur Musaafir Aag (1948) 03:36 32786
 
Poster of Aag (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Ram Ganguly
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 32786   

Dekh Humen Aawaaz (Duet) Amar Deep (1958) 03:28 12649
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Vyjayanthimala
Duration : 03:28   Song Number : 12649   

Dekh Idhar Ae Haseena 12 O'clock (1958) 04:27 38075
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 04:27   Song Number : 38075   

Dekh Kar Door Se Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:03 32848
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:03   Song Number : 32848   

Dekh Ke Akeli Mohe Baazi (1951) 03:12 20226
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Geeta Dutt
Duration : 03:12   Song Number : 20226   

Dekh Ke Teri Maya Ram Darshan (1950) 03:22 38884
 
Poster of Ram Darshan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Ramesh Gupta
Music Director- 
Shankarrao Vya, Ram Ganguly, Rijram
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:22   Song Number : 38884   

Dekh Ke Teri Nazar Howrah Bridge (1958) 04:34 13344
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Pachhi
Duration : 04:34   Song Number : 13344   

Dekh Le Munna Bhai M B B S (2003) 03:21 17937
 
Poster of Munna Bhai M B B S (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Arshad Warsi
Duration : 03:21   Song Number : 17937   

Dekh Li Teri Khudai Kinare Kinare (1963) 03:32 15537
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:32   Song Number : 15537   

Dekh Liya Maine Kismat Deedar (1951) 03:37 13031
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nimmi
Raag- 
Mand
Duration : 03:37   Song Number : 13031   

Dekh Lo Aaj Humko Bazaar (1982) 04:40 12866
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Mirza Shauq
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Supriya Pathak
Duration : 04:40   Song Number : 12866   

Dekh Lo Aawaaz De kar Prem Geet (1981) 05:59 18020
 
Poster of Prem Geet (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Duration : 05:59   Song Number : 18020   

Dekh Raha Koi Aaj Jal Mahal (1980) 03:40 39111
 
Poster of Jal Mahal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 03:40   Song Number : 39111   

Dekh Sakta Hoon Main Majboor (1974) 04:54 13667
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:54   Song Number : 13667   

Dekh Sakte Nahin Tumko Jee Bhar Ke Hum Ilzam (1970) 04:46 40660
 
Poster of Ilzam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 04:46   Song Number : 40660   

Dekh To Dil Ke Jaan Se Uthta Hai Mehdi Hassan 13:51 32470
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 13:51   Song Number : 32470   

Dekha Baabu Chhed Ka Maza Shararat (1959) 04:16 12333
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:16   Song Number : 12333   

Dekha Ek Khaab To Ye Silsile huye Silsila (1981) 04:45 20324
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:45   Song Number : 20324