Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZakhmee%20(1975)
HomeZakhmee%20(1975)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jingal bells jingal bells jingal all the way santa clause is comming along driving on a slay aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar ki hai duniyaan door aasmaa pe mil ke na bichhde koi wahaan pe aisi bhi ek dagar hai aisa bhi ek nagar hai ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein ghum jahaan soye aur khushi jaage aas ki hai manzil taaron se aage dil wahaan rote nahin hain aansoon to hote nahin hain ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein
abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee chhodo naa hmmm gori gori baahon ko are are chhodo ji dekho inn addaon se naata nahin jodo ji aah gori gori baahon ko are are chhodo ji dekho inn addaon se naata nahin jodo ji iske aage pyaar hai pyaar to bekaar hai hai haiiiii abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee aise hi akele mein pyaar kiya jaata hai kasam khaayi jaati hai waada kiya jaata hai aise hi akele mein pyaar kiya jaata hai kasam khaayi jaati hai waada kiya jaata hai baad mein phir shaadi hai shaadi mein barbaadi hai hai haiiiii abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee banoge pujaari tum mujhe devi jaanoge beete jahaan do din to daasi
ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya na lage dil mera ab kahin tere siwaa ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya aaj tak yaad ban ke sataaye beeti subah wo shaamen wo raaten oooo ek pal bhi na main bhool paaun wo suhaani mohabbat ki baaten jeena hai marna hai pyaar tujhe karna hai jeena hai marna hai pyaar tujhe karna hai saari umar ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya na lage na lage dil mera ab kahin tere siwaa ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya maine chaaha tujhe tujh ko puja apni saanson mein tujh ko basaaya ho ke tujhse juda mere humdum chain mujh ko kahin bhi na aaya jab tanha hoti thi tere liye roti thi jab tanha hoti thi tere liye roti thi meri nazar ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya
aaya re aaya re aaya re aaya reeeee heyyyyyy zakhmi dilo ka badla chukane zakhmi dilo ka badla chukane aaye hain deewane deewane aaye hain deewane deewane aaye hain diwane diwane aali re aali re holi aali re aali re holi aali mastaanon ki toli tufaan dil mein liyeeeee tufaan dil mein liyeee ho hoooooo hooooo hey holi ke rang mein dil ka lahu ye kis ne mila diya aayi bahaar kaliyan khili to gulshan jala diya hey holi ke rang mein dil ka lahu ye kis ne mila diyaaaaaaa aayi bahaar kaliyan khili to gulshan jala diya dil mein holi jal rahi hai dil mein holi jal rahi hai ab ke baras to hum ko bhi jam ke holi manana hai kanton ke mann mein khatke humesha wo gul khilana hai ab ke baras to hum ko bhi jam ke holi manana haiiiiiii kanton ke mann mein khatke humesha wo gul khilana hai dil mein holi jal rahi hai dil mein holi jal rahi hai aali re aali re holi aali re aali re holi aali mastaanon ki toli tufaan dil mein liyeeeee tufaan dil mein liyeee aankhen hain laal jaise
tum aaye to aaya mujhe yaad gali mein aaj chaand nikla jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla tum aaye to aaya mujhe yaad gali mein aaj chaand nikla jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla tum aaye to aaya mujhe yaad gali mein aaj chaand nikla ye naina bin kaajal tarse baara mahine baadal barse suni rab ne meri fariyaad suni rab ne meri fariyaad gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla tum aaye to aaya mujhe yaad gali mein aaj chaand nikla aaj ki raat jo main so jaati khulti aankh subah ho jaati main to ho jaati bas barbaad main to ho jaati bas barbaad gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla maine
hum yahaan tum yahaan dil jawaan wo samaa lekin kahaan suru suru ke pyaar ka phir se chalo churaaye dil yaar ka hum yahaan tum yahaan dil jawaan wo samaa lekin kahaan suru suru ke pyaar ka phir se chalo churaaye dil yaar ka hum yahaan tum yahaan nikle zaraa ghar se phir wo ghata barse nikle zaraa ghar se phir wo ghata barse aag mein phir lage phir uthe dil se dhunwa hum yahaan tum yahaan dil jawaan wo samaa lekin kahaan suru suru ke pyaar ka phir se chalo churaaye dil yaar ka chaaha tumhein itna dhoondha tumhein itna chaaha tumhein itna dhoondha tumhein itna mil gaye hum agar kho gaye phir hum kahaan hum yahaan tum yahaan dil jawaan wo samaa
hmmmm hmmm hmmm jalta hai jiyaa mera bheegi bheegi raaton mein hey jalta hai jiyaa mera bheegi bheegi raaton mein aajaa gori chori chori ab to raha nahin jaaye re hey aajaa gori chori chori ab to raha nahin jaaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re aye jalta hai jiyaa mera bheegi bheegi raaton mein aajaa gori chori chori ab to raha nahin jaaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re gulaabi ye pyaale hain tere hawaale tu bhi dil ki lagi ko bhujaa le gulaabi ye pyaale hain tere hawaale tu bhi dil ki lagi ko bhujaa le phir naa aaye kabhi aisi raat phir naa aaye kabhi aisi raat hey hey jalta hai jiyaa mera bheegi bheegi raaton mein aajaa gori chori chori ab to raha nahin jaaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re pilaayi hai tumne jo pyaase ko shabnam dil ke shole bhala kaise hon kam pilaayi hai tumne jo pyaase ko shabnam dil ke shole bhala kaise hon kam ban ke
padh likh ke bada hoke tu ik kitaab likhna apne sawaalon ka tu khud hi jawaab likhna padh likh ke bada hoke tu ik kitaab likhna apne sawaalon ka tu khud hi jawaab likhna haathon se jin ka daaman ik din hai chhoot jaana taaron ke doobte hi jinko hai toot jaana ye aankhen dekhti hai kyun aise khawaab likhna apne sawaalon ka tu khud hi jawaab likhna haa aa aa aa aa haa aa aa aa aa maine to pyaar ko hi majhab bana liya hai iss dil ko dil ki duniya ka rab bana liya hai imaan ho gaya kya mera kharaab likhna apne sawaalon ka tu khud hi jawaab likhna kehte hain log unki rasmon ko maine toda yeh faisla bhi maine teri samajh pe chhoda meri khataon ka tu pura hisaab likhna
raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi sau dafaa darwaaje pe gayi raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi tu naa tha wahaan khadi ghadi ghadi yaad thi teri raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi odh loon main pyaar tera pehan loon main pyaar tera phir sanam aana odh loon main pyaar tera pehan loon main pyaar tera phir sanam aana hoo hoo hooo iss se pehle nahin thahre rehna wahin aajaa na abhi nahin abhi nahin jab main kahoon raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi raasten mein jaa miloon yaa raastaa dekhoon main tera kya karoon sajnaa raasten mein jaa miloon yaa raastaa dekhoon main tera kya karoon sajnaa hooo hoo hooo bekali ka saaman dil mein kitne gumaan phir koi bhoola na de tujhe mera naam pata raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aao Tumhein Chand Pe Zakhmee (1975) 04:42 20060
 
Poster of Zakhmee (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Duration : 04:42   Song Number : 20060   

Abhi Abhi Thi Dushmani Zakhmee (1975) 05:34 14443
 
Poster of Zakhmee (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 05:34   Song Number : 14443   

Ae Meri Zindagi Zakhmi Dil (1994) 06:00 18751
 
Poster of Zakhmi Dil (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sameer Ganguli
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Ashwani Bhave, Others
Duration : 06:00   Song Number : 18751   

Dil Mein Holi Jal Rahi Zakhmee (1975) 07:57 20051
 
Poster of Zakhmee (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 07:57   Song Number : 20051   

Gali Mein Aaj Chaand Nikla Zakhm (1998) 05:08 20463
 
Poster of Zakhm (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt
Duration : 05:08   Song Number : 20463   

Hum Yahaan (Happy) Zakhm (1998) 04:52 20559
 
Poster of Zakhm (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Sonali Bendre
Duration : 04:52   Song Number : 20559   

Jalta Hai Jiyaa Mera Zakhmee (1975) 05:14 20643
 
Poster of Zakhmee (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Reena Roy
Duration : 05:14   Song Number : 20643   

Padh Likh Ke Zakhm (1998) 04:37 14703
 
Poster of Zakhm (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt
Duration : 04:37   Song Number : 14703   

Raat Sari Zakhm (1998) 05:08 21144
 
Poster of Zakhm (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt
Duration : 05:08   Song Number : 21144