Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYaar%20Mera%20(1972)
HomeYaar%20Mera%20(1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye raat jaise dulhan ban gayee charaagon se karoonga aur ujala main dil ke daagon se aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le kal teri bazm se deewana chala jaayega shamma reh jayegi parwana chala jaayega aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le teri mehfil tere jalwe hon mubaarak tujhko teri ulfat se nahin aaj bhi inkaar mujhe tera mai khaana salaamat rahe aye jaane wafa muskura kar tu zara dekh le ik baar mujhe phir tere pyaar ka mastana chala jaayega kal teri bazm se deewana chala jaayega shamma reh jayegi parwana chala jaayega aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le maine chaaha ke bata doon main haqeeqat apni toone lekin na mera raaz e muhabbat samjha meri uljhan mere haalaat yahaan tak pahunche teri aankhon ne mere pyaar ko nafrat samjha ab teri raah se begaana chala jaayega kal teri bazm se deewana chala jaayega shamma reh jayegi parwana chala jaayega aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le tu
aayi hai bahaaren mite zulm o sitam pyaar ka zamaana aaya door huye ghum raam ki lila rang laayi shaam ne bansi bajaayi aayi hai bahaaren mite zulm o sitam pyaar ka zamaana aaya door huye ghum raam ki lila rang laayi shaam ne bansi bajaayi chamaka hai insaaf ka sooraj faila hai ujaala nayi umange sang laayega har din aane wala hoo munna geet sunaayega chunna dhol bajaayega sang sang meri chhoti munni naachegi chham chham raam ki lila rang laayi shaam ne bansi bajaayi ab na honge majboori ke is ghar mein afsaane pyaar ke rang mein rang jaayenge sab apne begaane ho ho ho sab ke din phir jaayenge manzil apni paayenge jeewan ke taraane mil ke gaayenge har dum raam ki lila rang laayi shaam ne bansi bajaayi ab na koi bhuka hoga aur na koi pyaasa ab na koi naukar hoga aur na koi aaka hooo apne ghar ke raja tum chedo mann ka baaja tum aa jaayegi sur mein dekho jeevan ki sargam hoo aayi hai bahaaren mite zulm o sitam pyaar ka zamaana aaya door huye ghum raam ki lila rang
kachhu bol bol bol beena madhur madhur kachhu bol beena madhur madhur kachhu bol beena madhur madhur kachhu bol beena madhur madhur kachhu bol shaant mahi jhankaar suna de shaant mahi jhankaar suna de jeevan ke sab taar hila de jeevan ke sab taar hila de ek baar phir madhur dhwani mein ek baar phir madhur dhwani mein manjul manhar kar kallol beena madhur madhur kachhu bol beena madhur madhur kachhu bol aaj nayi wo raag suna de aaj nayi wo raag suna de jisse jad mein chetan aati jisse jad mein chetan aati bichhad jaaye na tere saathi bichhad jaaye na tere saathi sanjivni amrit ras ghol beena madhur madhur kachhu bol beena madhur madhur kachhu bol bhor bhaye bekal man dole bhor bhaye bekal man dole kal na paaye bhramar ban dole kal na paaye bhramar ban dole birha vedna prachand hove birha vedna prachand hove prithvi gagan uthe sab dol
bharat ki ek sannaari ki hum katha sunaate hain hum katha sunaate hain mithila ki raaj dulaari ki hum katha sunaate hain hum katha sunaate hain bharat ki ek sannaari ki hum katha sunaate hain hum katha sunaate hain shiv dhanush raam ne toda shiv dhanush raam ne toda mila chandra chakor ka joda mila chandra chakor ka joda janakpuri se toda naata avadhpuri se joda janakpuri se toda naata avadhpuri se joda komal thi wo kali sukhon mein pali vanon mein chali bahut dukh paayi sun kar uski vyatha nain bhar aate hain hum katha sunaate hain hum katha sunaate hain bharat ki ek sannaari ki hum katha sunaate hain hum katha sunaate hain raavan ne chhal kari siya ko hari vidhi kya kari sokh man paayi sita sita kare birah mein jare vanon mein phire vikal raghurai vikal raghurai bharat ki ek sannaari ki hum katha sunaate hain hum katha sunaate hain pawan putra wahaan aaye pawan putra wahaan aaye sudhi ko dhaaye yukti bahu kini siya sudh paayi raam kop kar badhe lanka par chadhe
chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu leke raam naam leke leke raam naam chal chal re kathmandu milenge waha shambhu humne bahut pee sharaab karli zindagi kharaab humne bahut pee sharaab hey karli zindagi kharaab ho yeh to ho chuki hai aam yaaro tod do saare jaam ab leke raam naam chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu leke raam naam leke leke raam naam chal chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu are shambhu ke mureed tujhe aa na jaaye neend ho are shambhu ke mureed ho tujhe aa na jaaye neend ho jahaan pashupati ka dhaam wahaan chalke kar pranaam tale mushkilein tamaam chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu leke raam naam leke leke raam naam chal chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu are koi bewafa dost ban ke de dega ho are koi bewafa ho dost ban ke de dega ho tere dard ka ilaaj kahin jake hoga aaj hoja shambhu ka gulaam chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu leke raam naam leke leke raam naam chal chal chal re kathmandu
raam se bada raam ka naam banaye sabke bigde kaam raam se bada raam ka naam banaye sabke bigde kaam chalo bhai raam bharose raam bharose raam bharose hey jiyo bhai raam bharose raam bharose raam bharose raam se bada raam ka naam chalo bhai raam bharose raam bharose raam bharose parmeshwar swyam raksha jiski kare jag bairi ho to kya wo to maare naa mare parmeshwar swyam raksha jiski kare jag bairi ho to kya wo to maare naa mare koi raah mein kaante lakh bichhaye are raam ka banda aage badhta jaaye ho badho bhai raam bharose raam bharose raam bharose hey jiyo bhai raam bharose raam bharose raam bharose sooraj naa uge chanda naa khile uski marzi bina ek patta naa hile sooraj naa uge chanda naa khile uski marzi bina ek patta naa hile are jisne banayi hai ye duniya saari are sabse badi hai uski jimmedari ho raho bhai raam bharose raam bharose raam bharose hey jiyo bhai raam bharose raam bharose raam bharose
chandrikayil aliyunnu chandra kaantham nin chiriyil aliyunnu jeeva raagam neelavanil aliyunnu daaha megham nin mizhiyil aliyunnen jeeva megham chandrikayil aliyunnu chandra kaantham nin chiriyil aliyunnu jeeva raagam neelavanil aliyunnu daaha megham nin mizhiyil aliyunnen jeeva megham thaarakayo neela thaamarayo nin thaarani kannil kathir chorinjoo thaarakayo neela thaamarayo nin thaarani kannil kathir chorinjoo varna mohamo poya janma punyamo nin maanasathil prema madhu pakarnnu chandrikayil aliyunnu chandrakaantham nin chiriyil aliyunnu jeeva raagam maadhavamo nava hemandamo nin mani kkavil malaraay vidarthiyengil maadhavamo nava hemandamo nin mani kkavil malaraay vidarthiyengil thankachippiyil ninde thenala chundil oru sangeetha bindhuvaay njan unarnnuvengil chandrikayil aliyunnu chandrakaantham nin chiriyil aliyunnu jeeva raagam neelavanil aliyunnu daaha megham nin mizhiyil aliyunnen jeeva megham
dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho o baanke piya kaho haan kaho haan kaho haan dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho aji kal se soorat nahin dikhlaayi hooo hooo hooo aji kal se soorat nahin dikhlaayi ho jaane kahaan tum rehte aji kal se soorat nahin dikhlaayi jaane duniyan balam teri chaturaayi ek hum hi nahin ye kehte jaane duniyan balam teri chaturaayi aji kahin jaao kyun kasam bhi khilwaao kyun kisi se kyun puchho saiyaan dil se puchho na dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho nirmohi kahaan pe aur kis dhun mein hooo hooo hooo nirmohi kahaan pe aur kis dhun mein kho aaye gale ka moti nirmohi kahaan pe aur kis dhun mein koi chor chhupa tumhre man mein nahin baat bhi tumse hoti koi chor chhupa hai tumhre man mein khade ho yun chup chup kyun zubaan huyi gup chup kyun aji zara bolo saiyaan kuchh to bolo naa dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho mil ya mat mil piya
dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa aise bhi haan waise bhi hmmm dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa aise bhi haan waise bhi hmmm dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa jo bhi yahan cheez hai tera hi maal hai jo bhi yahan cheez hai tera hi maal hai tera haath thaamle kiski majaal hai pakad bhi jaye yaar kabhi tu bas mein rail mein thane mein jail mein bheed mein mele mein sone mein akele mein sirf gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa duniya ko bhool ja jaam zara thaam le han duniya ko bhool ja jaam zara tham le mauj zara maar le masti se kaam le chot kahin aa jaye tujhko ro nahin dho nahin chikh nahin chilla nahin chhup nahin bhaag nahin so nahin jaag nahin sirf gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar nahin maut se khatron ko jhel tu dar nahin maut se
darr laageeeeee darr laage garje badariyaa darr laage garje badariyaa saawan ki rutt kajraari kaari saawan ki rutt kajraari kaari chamke matwaari bijuriyaa chamke matwaari bijuriyaa ab kahaa karun kitt jaaun mohe chhod gaye saanwariyaa darr laage garje badariyaa meha barse naina tarse pyaasa manwaa tujhko pukaare aachraa bheege angiyaa bheege jiyeraa mein jalte angaare kahaa karun ab kahaa karun kitt jaaun mori suni haaye sajariyaaa darr laage garje badariyaa saawan ki rutt kajraari kaari saawan ki rutt kajraari kaari chamke matwaari bijuriyaa chamke matwaari bijuriyaa ab kahaa karun kitt jaaun mohe chhod gaye saanwariyaa darr laage garje badariyaa darr laaaaageeee
iss nagri ki reet hai ulti koi samjh na paaye are sachche ko dukh dard mile aur jhoota mauj udaaye dheere dheere bol koi sun lega sajnaaaaa dheere dheere bol aise bol koi sun lega re koi jo sun paaye koi baanka sipahiyaa tohe baandhega aur mohe rakh lega sajnaaaaaa haaye kya batlaaun haal main tujhko iss nagri ka gori are gali gali mein seenajori pal pal daaka chori haaye preet ki sundar basti mein hoon main rakhwala tera dagar dagar na dol akeli tham le baiyaan mori hooooo kaahe ko jiya tera bekal hai aaj raahon mein badi hulchal hai jo sun paaye koi chor uchakka saiyaan tori anguthi mori nath lega sajnaaaaa zara dheere dheere bol re zara hole hole bol are dhanwaanon ki iss duniyaan ke rang hai saare jhoote haaye koi kisi ko dukh paunchaaye koi kisi ko loote aaaaaaaa kaisi sachchi baat kahi hai ek kavi ne bhaiyaa rishwat le ke phans jaaye to rishwat de ke chhoote hooooo baaton mein tohe maza aata hai mera to jiya ghabraata hai jo sun paaye koi munshi daroga tose
ho dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do haye jo ab tak chhori hai chhori hi rahne do dil ko churana chori hai chori hi rahne do gar ye zora zori hai zori hi rahne do chanda ko lage grahan suraj ko lage grahan chanda ko lage grahan suraj ko lage grahan chanda ko lage suraj ko lage lagne do lage grahan haye pyaar ki chandani gori hai gori hi rahne do ho dil ki kitab kori hai kori hi rahne do jab phool koi khil jaaye lehra ke bhanwra aaye jab phool koi khil jaaye lehra ke bhanwra aaye aane do agar aata hai idhar phir apne aap udd jaye harjaee ye adat tori hai tori hi rahne do dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do chal doge muskura ke ha ha ha ha nazron se tum gira ke achchhaa chal doge muskura ke nazron se tum gira ke jab pyaar kiya iqraar kiya manenge hum nibha ke haye teri meri ye jodi hai jodi hi rahne do ho dil ki kitab kori hai kori hi rahne do haye jo ab tak chhori hai chhori hi rahne do dil ko churana chori hai chori
haay kuchh aisi ada se wo mera yaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala haaye wo chala haay kuchh aisi ada se wo mera yaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala haaye wo chala gussa karta hai to kuchh aur sanvar jaata hai gussa karta hai to haay kuchh aur sanvar jaata hai khud b khud phool sa chehra bhi nikhar jaata hai badgumaan hoke mujhi se mera dildaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala haaye wo chala haay kuchh aisi ada se wo mera yaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala haaye wo chala humne dekhi na kahin haaye aisi gulaabi aankhein humne dekhi na kahin haaye aisi gulaabi aankhein maykada jhoom uthe hain aisi sharaabi aankhein dard jo dil ka mita de wo hi gamkhaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala haaye wo chala haay kuchh aisi ada se wo mera yaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala
main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi tune aankhon se peelayi wo nasha hai ke duhaayi har taraf dil ke chaman mein phool bikhre hain gulaabi gulaabi gulaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi ishq mein jeena sambhal ke dil ka paimaana naa chhalke behki behki teri nazren khaab dikhlaati hain kal ke khaab dikhlaati hain kal ke teri mehfil mein o saaki hum chale aaye nashe mein ab to bas ye hai tamanna umr kat jaaye nashe mein umr kat jaaye nashe mein ishq hai tera sawaaliiiii ishq hai tera sawaali husn hai mera jawaabi jawaabi jawaabi tu hai saaki main hoon sharaabi sharaabi tu hai saaki main hoon sharaabi sharaabi main teri duniyaa mein aa ke reh gaya khud ko bhula ke kya ho anjaam naa jaaneee hosh ulfat mein ganwaa ke bekhudi ke ye taraane yun hi gaaye jaa deewane ishq rang laayega apnaaa aa gaye ab wo zamaane teri mastaani ye baaten aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa teri
maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha mere khaabon ko na hone diya pura tumne pyaar ke geet ko chhoda hai adhura tumne nagma e dil na mujhe tumne sunaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha laa ke mazdhaar mein kashti ko dubone waale zindagi de ke mujhe mere na hone waale dil ki duniya ko banaa ke na mitaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo maine kab tumse kaha tha kaun hai kisne mohabbat mein khushi paayi hai mujhko dekho ki meri jaan pe ban aayi hai kaash tumne mujhe apna na banaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo
mausam ye pukaare masti mein le chal matwaale dil ka kaarvaan mausam ye pukaare masti mein le chal matwaale dil ka kaarvaan sar pe hai humaare chaahat ka aanchal kadmon ke neeche aasmaan mausam ye pukaare tann ko udaaye hawa matwali dil ko chhuye hai ghata kaali kaali tann ko udaaye hawa matwali dil ko chhuye hai ghata kaali kaali rutt beqraar beqraar hai samaa ho mausam ye pukaare masti mein le chal matwaale dil ka kaarvaan sar pe hai humaare chaahat ka aanchal kadmon ke neeche aasmaan mausam ye pukaare chalte rahein yunhi pyaar ki raahein kho jaayein hum phir dhoondhe nigaahein chalte rahein yunhi pyaar ki raahein kho jaayein hum phir dhoondhe nigaahein deewana pyaar hai bahaar hai jawaan hooo sar pe hai humaare chaahat ka aanchal kadmon ke neeche aasmaan mausam ye pukaare masti mein le chal matwaale dil ka kaarvaan mausam ye pukaare din hai ke raat ye kaun bataaye zinda rahein teri palkon ke saaye din hai ke raat ye kaun bataaye zinda rahein teri palkon ke saaye
neend udegi teri chain udega neend udegi teri chain udega dil ko laga ke tujhe kuchh na milega kuchh na milega tujhe kuchh na milega yun dil lagaane se pehle daro na ji husn walon pe tohmat bharo na ye husn jis pe meharbaan hoga allah kasam uspe kurbaan hoga allah kasam uspe kurbaan hoga pyaar ki rut mein jo pyaar na karega pyaar ki rut mein jo pyaar na karega wo kya jiyega usse kuchh na milega dil ko laga ke tujhe kuchh na milega pehle to husn ke nazaare loot lenge phir de deke sahaare loot lenge pehle to husn ke nazaare loot lenge phir de deke sahaare loot lenge lutne ki lazzat lute wahi jaane lutne ki lazzat lute wahi jaane anjaam sochen na aashiq deewane anjaam sochen na aashiq deewane mit ke haseenon pe kuchh to jiyega mit ke haseenon pe kuchh to jiyega yun hi jiya to tujhe kuchh na milega yun hi jiya to tujhe kuchh na milega meethi meethi baaton mein tu jo fansega meethi meethi baaton mein tu jo fansega dil ko laga ke tujhe kuchh na milega kuchh na milega
hoo baalam tere pyaar ki thandi aag mein jalte jalte baalam tere pyaar ki thandi aag mein jalte jalte main to haar gayi re main to haar gayi re main to haar gayi re main to haar gayi re hoo loot liya dil tune meraa raah mein chalte chalte loot liya dil tune meraa raah mein chalte chalte naina maar gayi re naina maar gayi re ho naina maar gayi re naina maar gayi re main hun bawariya teri sanwariya main hun bawariya teri sanwariya dil se jaanaa na aaj mili ho jaise akeli kal bhi chali aana chanda aur suraj ki tarhaa roz nikalte dhalte main to haar gayi re main to haar gayi re ho naina maar gayi re naina maar gayi re hoo baalam tere pyaar ki thandi aag mein jalte jalte loot liya dil tune meraa raah mein chalte chalte naina maar gayi re naina maar gayi re daal ke jaadu roop kaa tune daal ke jaadu roop kaa tune dil mera chheena preetam tune preet jaga di chhed ke mann binaa nainon mein bhar ke pyaar ka kajra ankhiyaan malte malte naina maar gayi re naina maar gayi re
o husn o wafa ke deewano o hansne walo mastano jis dil ko kisi ne loot liya tum uski haqeeqat kya jaano main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon koi dekh sake to zakhm e dil koi dekh sake to zakhm e dil dikhane aaya hoon main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon main ruthe huye yaar ko manane manane aayi hoon main ruthe huye yaar ko manane manane aayi hoon sar apna wafa ke kadmon mein sar apna wafa ke kadmon mein jhukaane aayi hoon main ruthe huye yaar ko manane manane aayi hoon ehsaas ka jinmein naam nahin wo pyaar ki baaten karte hain marham ke bahaane zakhmon mein din raat namak hi bharte hain tumhen aise hi ek kaatil se tumhen aise hi ek kaatil se milaane aaya hoon main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon jo dil mein guman hai door karo ab teer na maaro baaton ke kachche hi sahi sachche hain magar ye dhaage pyaar ke naaton ke badi door rahi ab door kahin badi door rahi ab door kahin na jaane
so jaa so jaa so rain bhayi so ja re panchhi rain bhayi so ja re panchhi bhor bhaye udd jaana hai aaj to so le sukh ki nindiya aaj to so le sukh ki nindiya kal kahin aur thikaana hai rain bhayi so ja re panchi bhor bhaye udd jaana hai rain bhayi so ja re panchi ye basant ye sundar kaliyaan ye basant ye sundar kaliyaan rang birangi ye rang raliyaan rang birangi ye rang raliyaan apna man behlane ko ye sapna bada suhana hai rain bhayi so ja re panchhi rain bhayi so ja re panchhi samjh are jeewan ki bhasha samjh are jeewan ki bhasha asha mein bhi chhipi niraasha asha mein bhi chhipi niraasha jeevan bhar ka rona hai aur pal bhar ka muskana hai rain bhayi so ja re panchhi rain bhayi so ja re panchhi is nagari ki reet hai jhoothi meet hai jhootha preet hai jhoothi is nagari ki reet hai jhoothi meet hai jhootha preet hai jhoothi laut ke panchhi is nagari mein laut ke panchhi is nagari mein tujhko kabhi na aana hai tujhko kabhi na aana hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ki Raat Mere Dil Ki Salami Le Le Ram Aur Shyam (1967) 05:34 31007
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:34   Song Number : 31007   

Aayi Hai Bahaaren Ram Aur Shyam (1967) 04:51 14058
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:51   Song Number : 14058   

Beena Madhur Madhur Ram Rajya (1943) 04:17 14148
 
Poster of Ram Rajya (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Ramesh Gupta
Music Director- 
Shankar Rao Vyas
Singer- 
Saraswati Rane
Duration : 04:17   Song Number : 14148   

Bharat Ki Ek Sannari Ki Ram Rajya (1943) 04:59 39737
 
Poster of Ram Rajya (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Ramesh Gupta
Music Director- 
Shankar Rao Vyas
Singer- 
Madhusudan, Ram Apte
Duration : 04:59   Song Number : 39737   

Chal Chal Re Kathmandu Ram Bharose (1977) 05:51 36437
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravinder Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Keshto Mukherji
Duration : 05:51   Song Number : 36437   

Chalo Bhai Raam Bharose Ram Bharose (1977) 05:07 37606
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravinder Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 37606   

Chandrikayilaliyunnu Bharyamar Sookshikkuka (1968) 03:40 15195
 
Poster of Bharyamar Sookshikkuka (1968)
 
Category
Malayalam
Year- 
1968
Duration : 03:40   Song Number : 15195   

Dagabaaz Ho Baanke Piya Burmah Road (1962) 04:17 38787
 
Poster of Burmah Road (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 04:17   Song Number : 38787   

Dar Lage To Gana Gaa Yaar Mera (1972) 04:33 36654
 
Poster of Yaar Mera (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Manmohan, Paintal
Duration : 04:33   Song Number : 36654   

Darr Laage Garje Badariya Ram Rajya (1967) 02:26 15732
 
Poster of Ram Rajya (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sneh Lata
Raag- 
Tilang
Taal- 
Tintal
Duration : 02:26   Song Number : 15732   

Dheere Dheere Bol Ram Aur Shyam (1967) 05:36 14060
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Kanhaiya Laal, Leela Mishra
Duration : 05:36   Song Number : 14060   

Dil Ki Kitaab Kori Hai Yaar Mera (1972) 03:39 16484
 
Poster of Yaar Mera (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jitendra, Rakhi
Duration : 03:39   Song Number : 16484   

Haaye Kuchh Aisi Ada Se Yaar Mera (1972) 04:06 38288
 
Poster of Yaar Mera (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rakhi
Duration : 04:06   Song Number : 38288   

Main Hoon Saaki Ram Aur Shyam (1967) 03:45 14061
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 03:45   Song Number : 14061   

Maine Kab Tumse Kaha Ram Aur Shyam (1967) 03:42 14062
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dileep Kumar
Duration : 03:42   Song Number : 14062   

Mausam Ye Pukaare Masti Mein Burmah Road (1962) 04:21 37686
 
Poster of Burmah Road (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:21   Song Number : 37686   

Neend Udegi Teri Ram Bharose (1977) 05:24 38110
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 05:24   Song Number : 38110   

O Baalam Tere Pyaar Ki Ram Aur Shyam (1967) 04:12 14059
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakil Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Mumtaj
Duration : 04:12   Song Number : 14059   

O Husn O Wafa Ke Deewano Ram Bharose (1977) 06:44 38248
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Ravindra Jain
Duration : 06:44   Song Number : 38248   

Rain Bhayi So Ja Re Panchhi Ram Rajya (1967) 04:52 38064
 
Poster of Ram Rajya (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:52   Song Number : 38064