Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeWoh%20Kaun%20Thi%20(1964)
HomeWoh%20Kaun%20Thi%20(1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga ga ma ma re re re re re re pa ma re re re re re ma ga re re ni ni ni dha ni sa sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga ga ma ma re re re re re re pa ma re re re re re ma ga re re re ni ni dha ni sa aankhon mein neenden neendon mein sapne sapnon mein baaten teri meri baaton mein shokhi shokhi mein waade waade saugate teri meri ab naa tootenge waade kabhi aur naa tootengiiii jo kasam khaayen hum aankhon se pyaar ki hoti zara chaahat sadaa hi sarphiri aankhon se ho aankhon pe ye jaadugari hoti zara chaahat sadaa hi sarphiri aankhon se ho aankhon pe ye jaadugari sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga ga ma ma re re re re re re pa ma re re re re re ma ga re re re re ni dha ni sa baatun naa kisi se saaya bhi tera kaajal jahaan wahaan tera basera hooo aaye jaaye sooraj chaahe jahaan mein tere bina mera ho na savera hoo tere kaandhe pe hi lage jannat jaisi koi jagah ab naa
jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye tabaahi to hamaare dil pe aayi aap kyun roye humara dard o ghum hai ye isse kyun aap sahte hain ye kyun aansoon humare aap ki aankhon se bahte hain ghumon ki aag humne khud lagayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye bahut roye magar ab aap ki khaatir na royenge na apna chain kho kar aap ka hum chain khoyenge qayamat aap ke ashkon ne dhaayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye na ye aansoon ruke to dekhiye phir hum bhi ro denge hum apne aansuon mein chaand taaron ko dubo denge fanaah ho jayengi saari khudayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye
hmmmm chaand chal tu zara dheeme dheeme jaane kya aaya gudiya ke jee mein na soye laadli hmmmm chaand chal tu zara dheeme dheeme jaane kya aaya gudiya ke jee mein na soye laadli meri gudiya raani so jaa meethe sapnon mein tu kho ja bole ye rain suhaani tu so jaa laadli chaand chal tu zara dheeme dheeme jaane kya aaya gudiya ke jee mein na soye laadli tu hai mere jeevan ki aasha tu hai pyaara sapna tujhko chhod ke saare jahaan mein kaun hai mera apna meri gudiya raani so jaa meethe sapnon mein tu kho ja bole ye rain suhaani tu so jaa laadli chaand chal tu zara dheeme dheeme jaane kya aaya gudiya ke jee mein na soye laadli kaash mere jeevan mein koi aisa bhi din aaye hans kar bheege naina nihaare tu doli mein jaaye meri gudiya raani so jaa meethe sapnon mein tu kho ja bole ye rain suhaani tu so jaa laadli chaand chal tu zara dheeme dheeme jaane kya aaya gudiya ke jee mein na soye laadli tu so jaa laadli tu so jaa laadli hmmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmmm
chhod kar tere pyaar ka daaman chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen mil gaye aaj kaafile dil ke hum khade hain kareeb manzil ke muskuraa kar jo tumne dekh liya mit gaye hans ke sab gile dil ke kitni pyaari hai ye haseen ghadiyaan inn se keh do yahin thehar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen tere kadmon pe zindagi rakh doon apni aankhon ki roshni rakh doon tu agar khush ho main tere dil mein apne dil ki har ek khushi rakh doon mere humdam meri khushi ye hai tu nazar aaye hum jidhar jaayen chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen
mujhe nahi pata main kya gaaungi ulte seedhe lafzon se banaungi mann mein jo aaye keh jaaungi chalo hato pare naacho dil khol ke let''s rock bolo ji let''s rock main toh bhool gayi phir kya wordings the something something jail house rock mujhe nahi pata main kya gaaungi ulte seedhe lafzon se banaungi mann mein jo aaye keh jaaungi chalo hato pare naacho dil khol ke let''s rock hello ji let''s rock main toh bhool gayi phir kya wordings the something something jail house rock darr kis baat ka raat jo hui roshan zindagi taaron se hui zindagi ke pyaare lamhon aane waale saare palon se main toh khul ke yun mil jaungi teri baat mein dum toh hai bada khushiyon ka samaa ghum se hai bada ho jo bhi karo aaj karo khwaab poore aaj karo yahan kal kisne dekha hai ji mujhe nahi pata main kya gaaunga teri baaton ko hi dauhraunga iss se achchha ab kya gaunga tune bhi kya baatein kahi hans bol ke let''s rock yo mamma let''s rock o main toh bhool gaya phir kya wordings the something
chup reh sakta to chup rahta par chup rehna mushkil hai aakhon se mann ki baat samjh le munh se kehna mushkil hai main bholi kya jaanun aankhon ki ye boli ho boli ho boli ho ho ho hooo kangana oye hoye kangana kangana oye hoye kangana meri neend chura ke le gaye gori tere kangana kangana oye hoye kangana meri neend chura ke le gaye gori tere kangana ooooo oooo oooo aaaa aaaa aaaa ooooo oooooo ooooo sajna oye hoye sajna yehi pehan ke aaungi main ek din tere angna sajnaa ye bechaini chhodo hans kar chain se baatein chaar karo kisne kaha tha tumse aakhir mujhse itna pyaar karo apne haath nahin hota nahin hota jee ka lagaaana kangana oye hoye kangana meri neend chura ke le gaye gori tere kangana kanganaa mil na sake hum duniyan mein to iss mitti mein mil jaayein iss mitti se pyaar bhare to phool chatak kar khil jaayein khatm ho saare din ka tadapna tadapna saari raat ka jagna kangana oye hoye kangana meri neend chura ke le gaye gori tere kanganaa sajna oye hoye sajna
lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se phir aap ke naseeb mein ye baat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye paas aaiye ke hum nahin aayenge baar baar baahen gale mein daal ke hum ro len zaar zaar aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye
lag jaa gale se aye tanhaayi lag jaa gale se aye tanhaayi pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi kaise karun main kisi se gila duniyaa mein hoti to milti wafaa kaise karun main kisi se gila duniyaa mein hoti to milti wafaa mujhko muhabbat raas naa aayi mujhko muhabbat raas naa aayi pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi tu hi bata aye meri zindagi pehle kahaan thi ye deewangi o tu hi bata aye meri zindagi pehle kahaan thi ye deewangi aag se maine pyaas bhujaai aag se maine pyaas bhujaai pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi
maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein koi phool dekha hai koi phool dekha hai muskuraati bahaaron mein maine chaand dekha hai aisa khaab dekha hai jo kisi se nahin miltaa ik gulaab dekha hai jo kahin pe nahin khilta ik hanseen dekha hai ik hanseen dekha hai ek hai jo hazaaron mein maine chaand dekha hai apne shokh haathon se usne ghunghat banaaya hai apna roop ghunghat mein usne aise chhupaaya hai jaise chaand chhuptaa hai jaise chaand chhuptaa hai baadlon ki qataaron mein maine chaand dekha hai sun lo beqaraari kaa ye fasaana jahaan waalo keh lo shouk se mujhko tum deewana jahaan waalo likh lo naam mera bhi likh lo naam mera bhi aaj se beqaraaro mein maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein maine chaand dekha hai
mere dil se dillagi na kar mere dil se dillagi na kar dil dhadak gaya to kya hoga dil dhadak gaya to kya hoga halka sa beech mein parda hai halka sa beech mein parda hai halka sa beech mein parda hai ye sarak gaya to kya hoga ye sarak gaya to kya hoga mere dil se dillagi na kar mere dil se dillagi na kar man paapi hai tan ghayal hai tham tham ke chal pag paayal hai man paapi hai tan ghayal hai tham tham ke chal pag paayal hai teri paayal ka koi ghunghru teri paayal ka koi ghunghru jo chhanak gaya to kya hoga jo chhanak gaya to kya hoga mere dil se dillagi na kar mere dil se dillagi na kar aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa hmmm mmmm hmmm mmmm hmmm mmmm mat chhed tu hum deewanon ko hum chhed na dein armaanon ko mat chhed tu hum deewanon ko hum chhed na dein armaanon ko dil sheesha hai dil guncha hai dil sheesha hai dil guncha hai ye chatak gaya to kya hoga ye chatak gaya to kya hoga mere dil se dillagi na kar mere dil se dillagi na kar teri aankhon ke kaajal se lagta
mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye subhein tumhari yaad ki ye shamein suhaani bahaar ki tumhari mohabbat mein sanam mili hain humein ye nishaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye dhadkta raha dil raat bhar humein wo fasane suna diye koi aur sunle baat ye to kya kya na ho badgumaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki nigahon se dekhe hum sabhi
aa aaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa naina barse rim jhim rim jhim naina barse rim jhim rim jhim piya tore aawan ki aas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse wo din meri nigaahon mein wo yaaden meri aahon mein hooooooo wo din meri nigaahon mein wo yaaden meri aahon mein ye dil ab tak bhatakta hai teri ulfat ki raahon mein sooni sooni raahen sehmi sehmi baahen ankhon mein hai barson ki pyaas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse nazar tujh bin machalti hai mohabbat haath malti hai hooooooo nazar tujh bin machalti hai mohabbat haath malti hai chala aa mere parwaane wafaa ki shamma jalti hai o mere humraahi phirti hoon ghabraayi jahaan bhi hai aa jaa mere paas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse adhoora hoon main afsana jo yaad aaun chale aana mera jo haal hai tujh bin wo aa kar dekhte jaana bheegi bheegi palkein chham chham aansoon chhalken khoyi khoyi aankhen hain udaas naina
pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai hooo ooooo hooo ooooo oooo oooo pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi aa kar dil ki baaton mein lambi lambi raaton mein premi jaagte rehte hai isi liye to kehte hain ke pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein kaante pyaar chubhota hai dard jigar mein hota hai hans ke hum sab sehte hai isi liye to kehte hain pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai
main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya dhak dhak dhak dhadke jigar pal pal pal bhadke nazar dhak dhak dhak dhadke jigar pal pal pal bhadke nazar pag pag par lagta hai dar dar se kahin jaaun na mar neend nahin naina datak nahin rehna badak nahin chaina haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya chhota lage din lambi lage raat pehle to na thi aisi koi baat chhota lage din lambi lage raat pehle to na thi aisi koi baat bairi hua dil tauba dil ke saath aise mauke pe chhoda mera saath main bela chameli thi sabki saheli phirun ab akeli haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya la la la la la la laaa lala la la la laa la la la hmm hmm hm hm hm hm hmm hmm hm hm
o aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa mera na kuchh khayaal kar tu yuhin muskuraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan jaag uthi hai aarzoo jaise charag jal pade ab to wafa ki raah mein hum tere saath chal pade chaahe hasaaye jaa humen chaahe humen rulaaye jaa shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan chain kahin kissi ghadi aaye na tere bin mujhe kaash main iss jahan se chheen loon ek din tujhe main tere saath saath hoon chaahe nazar bachaaye jaa shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa mera na kuchh khayaal kar tu yuhin muskuraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan
uparwaale ye kya hua mere sivaa tu sab ka hua uparwaale ye kya hua mere sivaa tu sab ka hua socha bhala na kabhi mera socha bhala na kabhi mera aisa kya bigaada maine tera uparwaale ye kya hua mere sivaa tu sab ka hua mujhko diye chun chun ke ghum aur sab ko de di khushiyaan hey main bhi to hoon ek musaafir tera mujhko bhi manzil pe jaana hai mushkil rahein tujhpe nigaahein dekh le tu zara jab bhi chala main kadam do kadam hota hai mujhpe nayaa ek sitam banda anaari tu khilaadi khel hai sab tera kya maanga tha kya diya aakhir tune wohi kiya kya maanga tha kya diya aakhir tune wohi kiya socha bhala na kabhi mera socha bhala na kabhi mera aisa kya bigaada maine tera uparwaale ye kya hua mere sivaa tu sab ka hua he la la la la la la la la la la la la he he he he he he he he he he he he marzi hai kya teri yeh to bataa aisi bhi mujhse huyi kya khata kya mere baare mein socha hai tune aaj mujhko bataa vaise hi ek toh akela hoon main uspe teri bhi inaayat nahin jaisa bhi
yaar jinhen tum bhool gaye ho yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo chaand gagan se jhaank raha tha yaad karo ye jab tumne kaha tha jaise ye sach hai ke ye hain sitaaren waise ye sach hai ke hum hai tumhaare wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo bikhar gayin armaanon ki kaliyaan ujjad gayin bas sapnon ki galiyaan bhool gaye ho tum waade kasmen tod di saari pyaar ki rasmein wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo
zehar deta hai mujhe koi dawa deta hai zehar deta hai mujhe koi dawa deta hai jo bhi milta hai miltaa hai jo bhi milta hai mere ghum ko badha deta hai zehar deta hai mujhe koi kyun sulagti hain mere dil mein puraani yaadein kyun sulagti hain mere dil mein puraani yaadein kaun bujhte huye sholon ko hawa deta hai zehar deta hai mujhe koi haal hans hans ke bulaata hai kabhi baahon mein haal hans hans ke bulaata hai kabhi baahon mein kabhi maanjhi mujhe ro ro ke sada deta hai zehar deta hai mujhe koi dawa deta hai jo bhi milta hai mere ghum ko badha deta hai zehar deta hai mujhe koi
zehar detaa hai mujhe koi dawaa deeeetaa hai zehar detaa hai mujhe koi dawaa deeeetaa hai jo bhi miltaa miltaa hai jo bhi miltaa hai mere ghum ko badhaa deeeetaa hai zehar detaa hai mujhe koi kisi humdum ka sare shaam juda ho janaaa kisi humdum ka sare shaam juda ho janaaa neend jalti huyi aankhon se uda deeeeta hai zehar detaa hai mujhe koi waqt hi dard ke kaanton pe sulaaye dil ko waqt hi dard ke kaanton pe sulaaye dil kooo waqt hi dard ka ehsaas mitaaa deetaa hai zehar detaa hai mujhe koi dawaa deeeetaa hai jo bhi miltaa hai mere ghum ko badhaa deeeetaa hai zehar detaa hai mujhe koi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein Neenden We Are Family (2010) 05:04 17043
 
Poster of We Are Family (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Kajol, Kareena Kapoor, Arjun Rampal
Duration : 05:04   Song Number : 17043   

Aap Kyun Roye Woh Kaun Thi (1964) 03:46 11854
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sadhana
Duration : 03:46   Song Number : 11854   

Chaand Chal Tu Zara Woh Jo Hasina (1983) 03:53 37672
 
Poster of Woh Jo Hasina (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:53   Song Number : 37672   

Chhod Kar Tere Pyaar Ka Woh Kaun Thi (1964) 03:16 12063
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Helen
Duration : 03:16   Song Number : 12063   

Dil Khol Ke Let's Rock We Are Family (2010) 03:56 17044
 
Poster of We Are Family (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Kajol, Kareena Kapoor, Arjun Rampal
Duration : 03:56   Song Number : 17044   

Kangana Oye Hoye Kangana Woh 7 Din (1983) 04:21 37603
 
Poster of Woh 7 Din (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Anil Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 37603   

Lag Jaa Gale Woh Kaun Thi (1964) 04:28 11973
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 11973   

Lag Jaa Gale Se Woh Jo Hasina (1983) 04:38 14410
 
Poster of Woh Jo Hasina (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Ranjeeta
Duration : 04:38   Song Number : 14410   

Maine Chaand Dekha Hai Woh Din Yaad Karo (1971) 04:12 14408
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:12   Song Number : 14408   

Mere Dil Se Dillagi Na Kar Woh 7 Din (1983) 06:58 38150
 
Poster of Woh 7 Din (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 06:58   Song Number : 38150   

Mohabbat Ki Kahaniyan Woh Din Yaad Karo (1971) 06:28 32346
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Duration : 06:28   Song Number : 32346   

Naina Barse Rim Jhim Rim Jhim Woh Kaun Thi (1964) 07:47 12153
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 07:47   Song Number : 12153   

Pyaar Kiya Nahin Jaata, Ho Jaata Hai Woh 7 Din (1983) 04:33 18294
 
Poster of Woh 7 Din (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 04:33   Song Number : 18294   

Rabba Mujhe Kya Woh Jo Hasina (1983) 03:57 19184
 
Poster of Woh Jo Hasina (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Ranjeeta
Duration : 03:57   Song Number : 19184   

Shokh Nazar Ki Bijliyan Woh Kaun Thi (1964) 03:33 12221
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:33   Song Number : 12221   

Uparwale Ye Kya Hua Woh (2004) 04:35 39705
 
Poster of Woh (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anand Raj Anand
Duration : 04:35   Song Number : 39705   

Wo Din Yaad (Male) Woh Din Yaad Karo (1971) 03:54 14409
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:54   Song Number : 14409   

Zehar Deta Hai Wohi Baat (1977) 04:08 14411
 
Poster of Wohi Baat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Bhupinder
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 04:08   Song Number : 14411   

Zehar Deta Hai Mujhe Koi Wohi Baat (1977) 04:11 15118
 
Poster of Wohi Baat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Bhupinder
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 04:11   Song Number : 15118