Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeUjala%20(1959)
HomeUjala%20(1959)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apne saaye se bhi log darne lage ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kahaan jaayen hum hum ghar ghar jaaten hain ye dil dikhlaate hain par ye duniyaan waale humko thukraaten hain hum ghar ghar jaaten hain ye dil dikhlaate hain par ye duniyaan waale humko thukraaten hain raaste mit gaye manzilen kho gayi ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kahaan jaayen hum nafrat hai nighahon mein wehshat hai nighahon mein ye kaisa zehar phaila duniyaan ki hawaaon mein nafrat hai nighahon mein wehshat hai nighahon mein ye kaisa zehar phaila duniyaan ki hawaaon mein pyaar ki bastiyaan aag hone lagi ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kahaan jaayen hum har saans hai mushkil ki har jaan hai ek moti baazaar mein par inki ginti hi nahin hoti har saans hai mushkil ki har jaan hai ek moti baazaar mein par inki ginti hi nahin hoti zindagi ki yahaan koi keemat nahin ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kahaan jaayen hum
aaaa aaaa haye chham chham lo suno chham chham o suno chham chham aaye haaye chham chham thumak thumak raat chale taaron ki baraat chale inke saath saath chalen hum haaye oooo oooo jhan jhana ke saaz zindagi ka uth raha hai geet ye khushi ka oooo jhan jhana ke saaz zindagi ka oooo uth raha hai geet ye khushi ka raat jawaan pyaar jawaan jhoomti bahaar jawaan naach ban rahaa hai har kadam o suno chham chham aaye haaye chham chham re nacho chham chham o jiyo chham chham oo oooo dil ki har umang ek shola har nazar ne dil ka raaz khola ooo dil ki har umang ek shola har nazar ne dil ka raaz khola aankh se jo aankh ladi apni aap baat badhi aaj kaun kisse kahe tham re nacho chham chham bhai waah chham chham ho suno chham chham haaye haaye chham chham oo oooo muskuraahton ki ye diwaali oooo humne apni har muraad paa li haaan muskuraahton ki ye diwaali oo ooo humne apni har muraad paa li ye khushi ka daur chale aur chale aur chale iss taraf na aaye koi ghum ho suno chham
duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door wo pyaar ka jahaan hai har dil pe meharbaan hai kuchh aur wo zameen hai kuchh aur aasmaan hai naa zulm kaa nishaan hai naa ghum ki daastaan hai har koi jisko samjhe wo pyaar ki jubaan hai duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door haathon mein haath daale khud ko bhi naa sambhaale niklenge hum jidhar se ho jaayenge ujaale chanda kahega hans kar seene pe haath rakh kar wo jaa rahe hain dekho do pyaar karne waale duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
jhoomta mausam mast mahina chaand si gori ek haseena aankh mein kaajal munh pe pasina yaa allah yaa allah dil le gayi yaa allah yaa allah dil le gayi koi rangeela sapnon mein aa ke ek nazar se apna bana ke pyaar ka jaadoo hum pe chalaa ke yaa allah yaa allah dil le gaya yaa allah yaa allah dil le gaya thandi sadak neem tale teer e nazar khoob chale hooo tum bhi udhar zakhmi huye hum bhi idhar zakhmi huye laal chunariya chaal niraali sar pe jhoomar kaan mein baali haath mein chudiyaan motiyon waali yaa allah yaa allah dil le gayi yaa allah yaa allah dil le gayi koi rangeela sapnon mein aa ke ek nazar se apna bana ke pyaar ka jaadoo hum pe chalaa ke yaa allah yaa allah dil le gaya yaa allah yaa allah dil le gaya tum bhi yahaan hum bhi yahaan aisa milan hoga kahaan teri kasam jaane jahaan dil hai wahin tu hai jahaan dil ka maalik ik matwaala iss jahaan mein sabse niraala pyaar ka sooraj din ka ujaala yaa allah yaa allah dil le gaya yaa allah yaa allah dil le gaya
ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat naa jaane jee ki baat hoo naa maane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat naa jaane jee ki baat hoo naa maane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat jhukti rahi jaise champa ki daali jhukti rahi jaise champa ki daali phir bhi na samjha bagiyaa ka maali phir bhi na samjha bagiyaa ka maali rogi bana di ye chhoti si jaan tauba tabuba buri hai ye mardon ki zaat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat naa jaane jee ki baat hoo naa maane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat humne baandha preet kaa dhaaga humne baandha preet kaa dhaaga lekin dil kaa bhaag naa jaaga lekin dil kaa bhaag naa jaaga ulfat ka ab tak mila naa jawaab humne samjha tha aayega le kar baarat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee
suraj zara aa paas aa aaj sapnon ki roti pakaayenge hum ae aasmaan tu bada meharbaan aaj tujhko bhi daawat khilaayenge hum suraj zara aa paas aaa ae aasmaan tu bada meharbaan aaj tujhko bhi daawat khilaayenge hum suraj zara aa paas aaa chulhaa hai thanda pada aur pet mein aag hai garmaa garam rotiyaan kitna haseen khwaab hai chulhaa hai thanda pada aur pet mein aag hai garmaa garam rotiyaan kitna haseen khwaab hai ae aasmaan tu bada meharbaan aaj tujhko bhi daawat khilaayenge hum suraj zara aa paas aaa aaloo tamaatar ka saag imli ki chatney bane roti karaari sikein ghee uspe asli lage aaloo tamaatar ka saag aahaahaa imli ki chatney bane uyee huyee roti karaari sikein ghee uspe asli lage ae aasmaan tu bada meharbaan aaj tujhko bhi daawat khilaayenge hum suraj zara aa paas aaa baithhe kahin chhaaon mein aa aaj picnic sahi aise hi din ki sadaa hum ko tamanna rahi baithhe kahin chhaaon mein aa aaj picnic sahi aise hi din ki sadaa hum ko tamanna rahi ae aasmaan tu bada
tera jalwaa jisne dekha wo tera ho gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya tera jalwaa jisne dekha wo tera ho gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya kya dekha tha tujh mein dil tera ho gaya ye sochte hi sochte savera ho gaya kya dekha tha tujh mein dil tera ho gaya ye sochte hi sochte savera ho gaya hai mujh mein bhi aisa anokha saa jaadu jo dekhe wo hota hai dil se beqaaboo lage tose naina to naina naa laage khayaalon mein doobi hoon tere o baabu tu aaya to mehfil mein ujaala ho gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya tera jalwaa jisne dekha wo tera ho gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya teri ik jhalak ne wo haalat bana di mere tan badan mein muhabbat jaga di wohi bhool kar aayi idhar behte paani kinaare pe rehti hoon phir bhi main pyaasi ab dil kya kyun kare ghum gaya so gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya tera jalwaa jisne dekha wo tera ho gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya bulaati hai tujhko ye aanchal ki chhaiyaan zara muskuraa
yaaro surat humaari pe mat jaao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao hum bhi hain dil ke shaah jahaan pyaar pe sab kuchh hai kurbaan hoo hum bhi hain dil ke shaah jahaan are pyaar pe sab kuchh hai kurbaan zara si hai gareebi yahi hai kam naseebi zara si hai gareebi yahi hai kam naseebi ki unse abhi na huyi pehchaan yaaro surat humaari pe mat jaao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao aapki daulat zindabaad aapki jaiben zindabaad imaan ki kahenge kahenge phir kahenge imaan ki kahenge kahenge phir kahenge ki pet ye paapi murdabaad yaaro surat humaari pe mat jaao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao jaane kaisa hai ye jahaan jeena mushkil maut aasaan oo jaane
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Kahaan Jaayen Hum Ujala (1959) 04:27 12051
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:27   Song Number : 12051   

Chham Chham Lo Suno Chham Chham Ujala (1959) 05:38 41001
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 05:38   Song Number : 41001   

Duniyaawaalon Se Door Ujala (1959) 03:21 12112
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Duration : 03:21   Song Number : 12112   

Jhoomta Mausam Mast Mahina Ujala (1959) 04:20 11870
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Duration : 04:20   Song Number : 11870   

O Mora Naadan Baalma Ujala (1959) 03:36 12020
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:36   Song Number : 12020   

Suraj Zara Aa Paas Ujala (1959) 05:00 12524
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:00   Song Number : 12524   

Tera Jalwa Jisne Dekha Ujala (1959) 04:47 14373
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:47   Song Number : 14373   

Yaaro Surat Hamari Ujala (1959) 04:09 19852
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Rajkumar
Duration : 04:09   Song Number : 19852