Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTaxi%20Stand%20(1958)
HomeTaxi%20Stand%20(1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aana hai to chale aao suhaani shaam hai aise mein aapse dil ko zaruri kaam hai hum ko bhi to kasam le lo kahan aaraam hai pehlu mein dard hai lab pe tumhara naam hai itna hi tumse humko tha kehna dil mein samaana dil hi mein rehna itna hi tumse humko tha kehna dil mein samaana dil hi mein rehna iss dil ko tumse yahi kaam hai aana hai to chale aao suhaani shaam hai aise mein aapse dil ko zaruri kaam hai hai daali daali ulfat ki maala rangon mein dooba poolon ka pyaala hai daali daali ulfat ki maala rangon mein dooba poolon ka pyaala jaise mohabbat ka ik jaam hai hum ko bhi to kasam le lo kahan aaraam hai pehlu mein dard hai lab pe tumhara naam hai halka sa ab to kar ke ishaara girte huye ko dena sahara halka sa ab to kar ke ishaara girte huye ko dena sahara teri hi nazron ka ye kaam hai aana hai to chale aao suhaani shaam hai aise mein aapse dil ko zaruri kaam hai hum ko bhi to kasam le lo kahan aaraam hai pehlu mein dard hai lab pe tumhara naam hai
yeh hawaa yeh fizaa yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan jagmagaati dahakti huyi chaah mein do musafir kuchh aise mile raah mein jagmagaati dahakti huyi chaah mein do musafir kuchh aise mile raah mein aankhein mili takra gaye dil dhadkan ne kholi zubaan yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan pyaar ki mauj par baadlon ki kali door lekar kahin dil ki nayya chali pyaar ki mauj par baadlon ki kali door lekar kahin dil ki nayya chali toofan ko bhooli lehron mein jhooli khwabon ki ye kashtiyaan yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan do dilon ne jo li saath angdayiyaan door bajne lagin jaise shehnaayiyaan do dilon nein jo li saath angdayiyaan door bajne lagin jaise shehnaayiyaan masti mein khokar dil tha zamin par jhukne laga aasmaan yeh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aana Hai To Chale Aao Taxi Stand (1958) 03:16 36612
 
Poster of Taxi Stand (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Anita Guha
Duration : 03:16   Song Number : 36612   

Yeh Hawa Yeh Fiza Yeh Sama Taxi Stand (1958) 03:29 19477
 
Poster of Taxi Stand (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:29   Song Number : 19477