Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSitamgar%20(1985)
HomeSitamgar%20(1985)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chand roz aur meri jaan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz tere ghum ke din mere ghum ke din tere ghum ke din mere ghum ke din chale jaayenge kahaa maan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz aansun abhi zara aur hai peena kuchh din isi tarah aur hai jeena aansun abhi zara aur hai peena kuchh din isi tarah aur hai jeena jyaada nahin mere haseen rehnaa hoga pareshaan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz phir zindagi hogi pyaar ki khaatir marna jeena hoga yaar ki khaatir phir zindagi hogi pyaar ki khaatir marna jeena hoga yaar ki khaatir hoga jaaneman apna milan dil mein abhi ye armaan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz main abhi maang teri bhar naa sakunga ruswaai main teri kar naa sakunga main abhi maang teri bhar naa sakunga ruswaai main teri kar naa sakunga haath khul jaaye daag dhul jaaye phir ye hawaa hai mahmaan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz tere ghum ke din mere ghum ke din chale
hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana sach hai agar to ek muhabbat jhooth hai baaki sara fasaana hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana pad gaye jaise inn aankhon pe zulm ke nafrat ke parde pad gaye jaise inn aankhon pe zulm ke nafrat ke parde zindagi tera mujrim hoon main ho sake to maaf kar de andhi raah ke andhe safar mein beet gaya jeene ka zamaana hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana ab ye muhabbat ka ehsaan hai ye jo thodi jaan hain mujh mein ab ye muhabbat ka ehsaan hai ye jo thodi jaan hain mujh mein aap hi main jiss ka qaatil hoon zinda wo insaan hai mujh mein ab dil ke armaan hai kya kya ye to abhi dekhega zamaana hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana sach hai agar to ek muhabbat jhooth hai baaki sara fasaana hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana
mausam pyaar ka rang badalta rahe yun hi chalta rahe tere mere pyaar ka caarvaan mausam pyaar ka rang badalta rahe yun hi chalta rahe tere mere pyaar ka caarvaan thandi hawa matwaali kahe humaare sang udd ke abhi kahin dekho na mud ke thandi hawa matwaali kahe humaare sang udd ke abhi kahin dekho na mud ke ho peechhe ab kahaan ye nazaare ye samaa mausam pyaar ka rang badalta rahe yun hi chalta rahe tere mere pyaar ka caarvaan kahaan kahaan se hoke tujh tak laayi hai mujhko ye raahein chhodunga main kaise ye baahein kahaan kahaan se hoke tujh tak laayi hai mujhko ye raahein chhodunga main kaise ye baahein arre ab to ae sanam tu jahaan main wahaan mausam pyaar ka rang badalta rahe yun hi chalta rahe tere mere pyaar ka caarvaan kisi haseen safar mein beete ye zindgaani do humsafar manzil anjaani kisi haseen safar mein beete ye zindgaani do humsafar manzil anjaani ho ab aaye bahaar yaa chale aandhiyaan mausam pyaar ka rang badalta rahe yun hi chalta rahe tere mere
pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi daag lagta rahe phir bhi jeena pade ho daag lagta rahe phir bhi jeena pade zillaton ruswaaiyon ka zehar bhi peena pade reham jab naa kiya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi jurm ki hai sazaa ye to jaane sabhi jurm ki hai sazaa ye to jaane sabhi koi mujrim kyun bana ye nahin maane kabhi saath jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi wo to kehta raha zindagi ke liye wo to kehta raha zindagi ke liye ek muhabbat ke siwa kuchh naa mujhko chaahiye pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi aadmi yaa zindagi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
hey tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye geet jo chhed de dil ban ke ek saath saikdon dil dhadke geet jo chhed de dil ban ke ek saath saikdon dil dhadke la la la aayen to mache hulchal jaayen to hungama karke aayen to mache hulchal jaayen to hungama karke tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chand Roz Aur Meri Jaan Sitamgar (1985) 04:56 15741
 
Poster of Sitamgar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:56   Song Number : 15741   

Hum Kitne Naadan The Yaaron Sitamgar (1985) 04:22 16323
 
Poster of Sitamgar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:22   Song Number : 16323   

Mausam Pyaar Ka Sitamgar (1985) 05:44 31089
 
Poster of Sitamgar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:44   Song Number : 31089   

Pyaar Jab Naa Diya Zindagi Ne Kabhi Sitamgar (1985) 05:31 16324
 
Poster of Sitamgar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:31   Song Number : 16324   

Tum Dilwalon Ke Sitamgar (1985) 07:04 14260
 
Poster of Sitamgar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 07:04   Song Number : 14260