Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyar%20Kiye%20Jaa%20(1966)
HomePyar%20Kiye%20Jaa%20(1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey dil humne de diya kyun tumne le liya are ye humne kya kiya soch le humdam dil humne de diya kyun tumne le liya are ye humne kya kiya soch le humdam dil humne de diya kyun tumne le liya are ye humne kya kiya soch le humdam dil humne de diya meri jaan haan ji haan ab kya hoga kuchh to hoga meri jeet teri haar teri jeet meri haar o dildaar ji sarkaar ho jayegi ho jane do aankhen chaar pehli baar pehli baar aankhen chaar dil humne de diya kyun tumne le liya are ye humne kya kiya soch le humdam dil humne de diya do kaliyaan hothon ki khil khil ke ye kahti hain tera naam meri jaan mera naam teri jaan o masoom kya maloom kitne ho tum shayad honge hum anjaan tum nadaan tum anjaan hum nadaan hey dil humne de diya kyun tumne le liya are ye humne kya kiya soch le humdam dil humne de diya kyun tumne le liya are ye humne kya kiya soch le humdam dil humne de diya
oye hoye gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo jaaneman inn haathon mein to mehndi ka rang lagna hai haaye pyaar ki rangat se tera naazuk ang ang sajna hai hai kaun si aisi majboori jo husn kare ye majdoori tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo mehlon ki tum raani ho main preet nagar ka shehzaada baant len hum kyun na dono dhan apna aadha aadha hum kaam karen tum raaz karo manzoor to haath pe haath dharo tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gusse mein jo uljhi hai aao to wo latt main suljha doon haaye chheden jo zulfen teri uss shokh hawaa ko rukwaa doon dekho naa yun aankhen mal mal ke
ik dil ke tukde hazaar huye ik dil ke tukde hazaar huye koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira behte huye aansoon ruk naa sake behte huye aansoon ruk naa sake koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira jeevan ke safar mein hum jinko samjhe the humare saathi hai jeevan ke safar mein hum jinko samjhe the humare saathi hai do kadam chale phir bichhad gaye do kadam chale phir bichhad gaye koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira ik dil ke tukde hazaar huye ik dil ke tukde hazaar huye koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira aashaaon ke tinke chun chun kar sapnon ka mehal banaaya tha aashaaon ke tinke chun chun kar sapnon ka mehal banaaya tha toofan se tinke bikhar gaye toofan se tinke bikhar gaye koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira ik dil ke tukde hazaar huye ik dil ke tukde hazaar huye koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira
kehne ki nahin baat magar ab zor se kehna hai zulm ameeron ka ab seh kar chup nahin rehna hai raam lal ye khaaye maal hoo hoo raam lal ye khaaye maal zaalim se kehna hai paanv se nange hum ye sir pe topi pehna hai raam lal daal roti raam lal daal roti naukri chaahiye jo naukri na di to mita ke rakh denge ye bangle ye caaren jala ke rakh denge chaarso bees ye chaarso bees o chaarso bees ye aathso chaalis ye aathso chaalis ye choron ka nana hai bada puraana hai looteraaaaa haan isi ne chheena hai isi ne chheena hai haq meraaaaa ye choron ka nana hai bada puraana hai looteraaaaa haan isi ne chheena hai isi ne chheena hai haq meraaaaa paap se paida ki huyi daulat iska gehna hai raam lal raam lal ho raam lal raam lal behayaa sharam kar o chhaliye kahaan hai nazar to mila jaa tu chullu bhar paani mein doobki laga jaa beimaan o beimaan o beimaan laale ki jaan laale ki jaan hum le ke hi maanege kabhi naa chhodenge maan apni hum tujhe dikha denge ke oonchi rahegi taang apni
hooooooooooo aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kuchh kuchh lajaate huye kuchh chhupate huye bachte bachate huye apni se palken jhukate huye gungunate huye zulfen girate huye aa gayiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiii lara lal laaaa hmmm hmmm laraaa lara la lala laaa hmmm hmmm hmm hmmm tann ka na mann ka pata kaisa hai ye nasha mujhpe ye kisne kiya jaadoo sa aanchal kisi ne mera hai kyun thama hua jaane kahan le chala aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi
o door jaane waale o door jaane waale waada naa bhool jaana waada naa bhool jaana raaten huyi andheri raaten huyi andheri tum chaand ban ke aana tum chaand ban ke aana o door jaane waale apne huye paraaye apne huye paraaye dushman hua zamaana apne huye paraaye dushman hua zamaana tum bhi agar naa aaye tum bhi agar naa aaye mera kahaan thikaana o door jaane waale o door jaane waale waada naa bhool jaana waada naa bhool jaana o door jaane waale aa jaa kisi ki aankhen aa jaa kisi ki aankhen ro ro ke keh rahin hain aa jaa kisi ki aankhen ro ro ke keh rahin hain aisa naa ho ke humko aisa naa ho ke humko kar de juda zamaana o door jaane waale o door jaane waale waada naa bhool jaana waada naa bhool jaana o door jaane waale
go baby go o meri maina tu maan le mera kehna mushkil ho gaya rehna tere bina aayi yaayi yo aayi yai yo aayi yaayi yo aayi yai yo o o meri maina tu maan le mera kehna mushkil ho gaya rehna tere bina bina bina bina aayi yaayi yo aayi yai yo aayi yaayi yo aayi yai yo o mere mitthu teri meethi meethi boli main sad kar teri ho li jaalima aayi yaayi yo aayi yai yo aayi yaayi yo aayi yai yo jha jha jhatka jhatka aahhh hoooo aahhh hoooo aahhh hoooo dil mera chaahe ke khidki mein teri ban ke kabootar karoon main gutargoon oon oon oon daana khilaye jo tu mujhe to mai pyaare pyaare haathon ko baar baar choomun dil mera chaahe ke khidki mein teri ban ke kabootar karoon main gutargoon oon oon oon daana khilaye jo tu mujhe to mai pyaare pyaare haathon ko baar baar choomun o mere kabootar main bhar kar laayi jholi par chonch na tune kholi zaalima aayi yaayi yo aayi yai yo aayi yaayi yo aayi yaayi yo aayi yai yo aayi yaayi yo aayi yai yo baby your too good left dhakka aahhh hoooo
phool ban jaaunga shart ye hai magar phool ban jaaunga shart ye hai magar apni zulfon mein mujhko sajaa lijiye apni zulfon mein mujhko sajaa lijiye khaab ban jaaungi shart ye hai magar khaab ban jaaungi shart ye hai magar apni aankhon mein mujhko basa lijiye apni aankhon mein mujhko basa lijiye kabhi kabhi sochun ke tum mere kya ho kabhi kabhi sochun ke tum mere kya ho dard ho dil kaaaaaa dard ho dil ka yaa tum dawaa ho dard ban jaaunga shart ye hai magar dard ban jaaunga shart ye hai magar dard e dil ki mujhi se dawaa lijiye dard e dil ki mujhi se dawaa lijiye khaab ban jaaungi shart ye hai magar apni aankhon mein mujhko basa lijiye apni aankhon mein mujhko basa lijiye aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa tumne chaaha tha afsaana main ban gaya tumne chaaha tha afsaana main ban gaya baithe bithlaaye deewana main ban gaya hosh main laaungi shart ye hai magar hosh main laaungi shart ye
hai are hai are are hain are hain hain hain din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar ke khilne de kali dil ki agar khilti hai dilbar khel zara si khel zara si pyaar ki baazi nikale dil ke armaan saare jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai agar tum aajmaaoge to bologe ke haan hai ke cheez badi hai cheez badi hai pyaar mohabbat umar mein kya rakha hai pyaare ab to kar le iqraar
rangeelo maharo dholna dholna ve rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna hooooooooo rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna pyaar ke geet zara sunle pyaar ke geet zara sunle mein aaya re mahare aagna tu vaare aisa mohak rup saja re neele peele lal gulabi ho gaye nain kajrare are gaa re gaa re gaa re koi gaanv aaya bhare dholi jam ke dhol baja re hooooooooooooooo rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna hey sajanaa ho pardesi hamaar pardesi hamaar aayo babu ji ban ke pardesi hamaar arre baar baar baar karoon sola singaar woh hai majhi mera mein hoon ganga ki dhaar hooooooooo rangeelo maharo rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re
sun le sun le sun le sun le sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeeeeeeee sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeee aa haaaaa aaaaa aaaa la la laa la la la lalaa keh rahi hai jhoom ke ye bahaar kar bhi le pyaar deewana waar dil mein kisi ko basaa le duniya se kya darnaa keh rahi hai jhoom ke ye bahaar kar bhi le pyaar deewana waar dil mein kisi ko basaa le duniya se kya darnaa sun leeeeeeeee sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeeee aa haaaah aaa aah aah haaa aaa haaa hmmmmmm aaaaaaa aaaa aaaa ta ram pam pam la la la la ta ra ram pam pam la la la la ta ra ram pam pam hmm hmm hmm main to hoon raahi teri manzil kaa aaya hoon pyaar ke sahaare mud ke na pichhe kabhi dekhungaa kitna bhi duniya pukaare oh deewane oh tu kya jaane dil to tujhe
tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya jaane kaisa jaadoo kiya teri meethi baat ne tera mera pyaar hua pehli mulaqat mein jaane kaisa jaadoo kiya teri meethi baat ne tera mera pyaar hua pehli mulaqat mein pehli mulaqat mein haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya haathon mein haath le ke kabhi bhi naa chhodna pyaar ki ye dor saiyaan baandh ke naa todna haathon mein haath le ke kabhi bhi naa chhodna pyaar ki ye dor saiyaan baandh ke naa todna baandh ke naa todna haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Humne De Diya Pyar Kiye Jaa (1966) 03:31 36412
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kalpana
Duration : 03:31   Song Number : 36412   

Gore Haathon Par Pyar Kiye Jaa (1966) 05:17 20481
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:17   Song Number : 20481   

Ik Dil Ke Tukde Hazaar Huye Pyar Ki Jeet (1948) 03:17 15164
 
Poster of Pyar Ki Jeet (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rahman
Raag- 
Tilang
Duration : 03:17   Song Number : 15164   

Kehne Ki Nahin Baat Pyar Kiye Jaa (1966) 04:59 14018
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:59   Song Number : 14018   

Kisne Pukara Mujhe Pyar Kiye Jaa (1966) 04:23 11828
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Kalpana
Duration : 04:23   Song Number : 11828   

O Door Jaane Waale Pyar Ki Jeet (1948) 03:06 14012
 
Poster of Pyar Ki Jeet (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:06   Song Number : 14012   

O Meri Maina Pyar Kiye Jaa (1966) 04:02 21059
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood, Mumtaj
Duration : 04:02   Song Number : 21059   

Phool Ban Jaaunga Pyar Kiye Jaa (1966) 04:55 12440
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Kalpana
Duration : 04:55   Song Number : 12440   

Pyaar Kiye Jaa Pyar Kiye Jaa (1966) 05:14 32132
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kalpana
Duration : 05:14   Song Number : 32132   

Rangilo Maro Dholna Pyar Ke Geet (2004) 04:42 18849
 
Poster of Pyar Ke Geet (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
On Screen Actors- 
Arbaaz Khan, Malaika Arora
Duration : 04:42   Song Number : 18849   

Sun Le Pyaar Ki Dushman Pyar Kiye Jaa (1966) 05:48 12439
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Mumtaz, Shashi Kapoor
Duration : 05:48   Song Number : 12439   

Tere Nainon Ne Chori Pyar Ki Jeet (1948) 02:46 11933
 
Poster of Pyar Ki Jeet (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Dev Anand
Duration : 02:46   Song Number : 11933