Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeProfessor%20(1962)
HomeProfessor%20(1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pritammmmm hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao abhi to meri zindagi hai pareshaan abhi to meri zindagi hai pareshaan kahin mar ke ho khaak bhi na pareshaan diye ki tarah se na hum ko jalaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao main saanson ke har taar mein chhup rahaa hoon main saanson ke har taar mein chhup rahaa hoon main dhadakan ke har raag mein bas rahaa hoon zaraa dil ki jaanib nigaahein jhookaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao na honge agar hum to rote rahoge na honge agar hum to rote rahoge sadaa dil ka daaman bhigote rahoge jo tum par mitaa ho use na mitaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke
aye gulbadan aye gulbadan phoolon ki mehak kaanton ki chubhan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye aye gulbadan aye gulbadan phoolon ki mehak kaanton ki chubhan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kya hasin mod par aa gayi zindagaani ke haqeeqat na ban jaaye meri kahani kya hasin mod par aa gayi zindagaani ke haqeeqat na ban jaaye meri kahani jab aahen bhare ye thandi pawan seene mein sulag uthati hai agan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye main tumhi se yun aankhen milata chala hoon ke tumhin ko main tum se churata chala hoon main tumhi se yun aankhen milata chala hoon ke tumhin ko main tum se churata chala hoon mat poochh mera deewanapan aakash se oonchi dil ki udan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye
ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana jitna khushi se dil ko lagana jitna khushi se dil ko lagana utna hi ghum se rishta nibhana gayeja gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja hona hai jo kuchh ho ke rahega waqt ka dariya pyaare bahega hona hai jo kuchh hoke rahega waqt ka dariya pyaare bahega iss zindagi mein kiske liye kya likha hua hai kisne ye jana ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja duniya mein jeena apni adaa se koi kahe kya apni balaa se duniya mein jeena apni adaa se koi kahe kya apni balaa se aandhi ka zor ho tufaan ka shor ho rukne ka naam nahin badte hi jana ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja ye wo safar hai jisme ke dosti kitni bhi raat ho deti hai roshni ye wo safar hai jisme ke dosti kitni bhi raat ho deti hai roshni iss roshni ki ek ek kiran se
ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega nisdin bhadke bhawar jaisi kaali kaali ankhiyan jhilmil poochhe bhed jiya ka chanchal manchal sakhiyan dar dar jaaun laj ke maare bol na paaun batiyan rang rangila mausam laaya aaj pihhu ki batiyan wo humse chori chori aankh milaayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega jab jab dekhun darpan dil ka aaye nazar ek chhaila thumthum thumke chaal nashili laage din albela har dum mera dil dhadkaye mast milan ki bela palchhin dekhun mud mud dekhun preetam roop nashila wo aa ke soya soya bhaag jagayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki
zara thehro zara thehro sadaa mere dil ki zara sunte jaana khuli palak mein jhoota gussa band palak mein pyaar jeena bhi mushkil marna bhi mushkil aankhon mein iqraar ki jhalki hothon pe inkaar jeena bhi mushkil hoy marna bhi mushkil jis din se dekha tum ko tum lage mujhe apne se aur aa ke rahe aankhon mein haaye aur aa ke rahe aankhon mein ik mann chaahe sapne se samajh na aaye kya jeeta main aur gaya kya haar jeena bhi mushkil marna bhi mushkil khuli palak mein jhoota gussa band palak mein pyaar jeena bhi mushkil marna bhi mushkil tum pyaar chhupa ke haare main pyaar jata ke haara ab to saari duniya pe hoye ab to saari duniya pe zaahir hai haal hamara pahunch ke is manzil pe lautna ab to hai dushvaar jeena bhi mushkil marna bhi mushkil khuli palak mein jhoota gussa band palak mein pyaar jeena bhi mushkil marna bhi mushkil ise meri baat na samjho kya banta hai baat bana ke kuchh kehna tha mere dil ka haaye kuchh kehna tha mere dil ka jaata wo wohi dauhrate na ho
main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan sajde mein husn ke jhuk gayaa aasmaan lo shuru ho gayee pyaar ki daastaan sajde mein husn ke jaao jahaan kahin aankhon se door dil se naa jaaoge mere huzoor jaadoo fizaaon ka chhaayaa soorur aise mein bahake to kiss kaa kusoor sajde mein husn ke jhuk gayaa aasmaan lo shuru ho gayee pyaar ki daastaan main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan main chali main chali behke kadam chaahe behke nazar jaayenge dil le ke jaayen jidhar pyaar ki raahon mein pyaaraa safar hum kho bhi jaayen to kya hain fikar main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan sajde mein husn ke jhuk gayaa aasmaan lo shuru ho gayee pyaar ki daastaan main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan main chali main chali
tere siwa na kisi ka banuga tere siwa na kisi ka banuga khoon e jigar se ye likh ke main dunga ye waadaaaaa ye wadaa raha dilruba ye wadaa raha dilruba kadmon mein tere jannat hain meri ho ke rahungi hamesha main teri ye waadaaaaa ye wadaa raha saajnaa ye wadaa raha saajnaa aayenge mausammmm aayenge mausam jaayenge mausam humko sada saath paayenge mausam koi saaz badle koi raag badle naa badlegi apne muhabbat ki sargam har saans meri tere liye hai har saans meri tere liye hai ye wadaa raha saajnaa ye wadaa raha saajnaa tere siwa na kisi ka banuga khoon e jigar se ye likh ke main dunga ye waadaaaaa ye wadaa raha dilruba ye wadaa raha dilruba aawaaz de keeee aawaaz de ke jo roke zamana zamane ki baaton mein hargiz naa aana ankhon mein aankhen baahon mein baahen daale huye saath chalte hi jaana tera pyaar hi to meri zindagi hai tera pyaar hi to meri zindagi hai ye wadaa raha dilruba ye wadaa raha dilruba kadmon mein tere jannat hain meri ho ke rahungi hamesha main
yeh umar hai kya rangeeli yeh nazar hai kya nasheeli pyaar mein khoye khoye nain hamara rom rom bechain hamara hi zamaana hai haaye ham par thi jawaani aur duniya thi deewani kisi ke hum bhi the dildaar koi karta tha hamse pyaar hamara bhi zamaana tha haaye hum par thi jawaani ye matwali chanchal aankhein dekhe sapne pagal aankein guzra bachpan chhayi baharen guzra bachpan chhayi baharen chaal huyi mastaani yeh umar hai kya rangeeli yeh nazar hai kya nasheeli pyaar mein khoye khoye nain hamara rom rom bechain hamara hi zamaana hai yeh umar hai kya rangeeli dum hai jab tak ohho jeevan apna hmm hmm are jaan hai jab tak hmmm sab kuchh apna wah re budhhe dil ki baatein sun lo ab to dil ki baatein sun lo ab to aankhon ki zubaani oooo haaye hum par thi jawaani aur duniya thi deewani kisi ke hum bhi the dildaar koi karta tha hamse pyaar hamara bhi zamaana tha haaye hum par thi jawaani jeevan kya hai haste rehna mann maujon mein behte rehna chupke baitho maane na hum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aawaaz De ke Humein Tum Bulaao Professor (1962) 05:10 12159
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kalpana, Shammi Kapoor
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Jhaptal
Duration : 05:10   Song Number : 12159   

Aye Gulbadan Professor (1962) 03:46 20166
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:46   Song Number : 20166   

Gayeja Aur Muskuraye Ja Professor Pyarelal (1981) 04:49 18559
 
Poster of Professor Pyarelal (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:49   Song Number : 18559   

Humre Gaon Koi Professor (1962) 04:45 13992
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kalpana, Pratima Devi, Shammi Kapoor
Duration : 04:45   Song Number : 13992   

Khuli Palak Mein Jhoota Gussa Professor (1962) 04:53 12173
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:53   Song Number : 12173   

Main Chali Main Chali Professor (1962) 03:43 11867
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Kalpana
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:43   Song Number : 11867   

Ye Wadaa Professor Pyarelal (1981) 04:47 18548
 
Poster of Professor Pyarelal (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 04:47   Song Number : 18548   

Yeh Umar Hai Kya Professor (1962) 04:36 13993
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kalpana, Shammi Kapoor, Various
Duration : 04:36   Song Number : 13993