Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePareeksha%20(1967)
HomePareeksha%20(1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi tu mere saath reh kar bhi kyun door hai is liye ke tujhe khud ye manjoor hai tu mere saath reh kar bhi kyun door hai is liye ke tujhe khud ye manjoor hai main tere paas hoon main tere paas thi main wohi hoon wohi hoon wohi ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi dil mein padti to hain teri parchhayian door hoti nahin phir bhi tanhaayian dil mein padti to hain teri parchhayian door hoti nahin phir bhi tanhaayian dil ke aayine mein jhaank kar dekh le main wohi hoon wohi hoon wohi hii ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi tu wohi hai jo mere
annu ninte nunakkuzhi thelinjittilla annu ninte kavilithra chumannittilla pottu kuthaanariyilla kannezhuthaanariyilla ettum pottum thiriyaatha paavaadakkaari oru thottaal vaadi karalulla paavaadakkaari annu ninte nunakkuzhi thelinjittilla annu ninte kavilithra chumannittilla pottu kuthaanariyilla kannezhuthaanariyilla ettum pottum thiriyaatha paavaadakkaari oru thottaal vaadi karalulla paavaadakkaari annu ninte mizhiyaakum malar poikayil pon kinaavin arayannam irangaarilla annu ninte mizhiyaakum malar poikayil pon kinaavin arayannam irangaarilla paattu paadi thannillengil poo parikkaan vannillengil paaloli punjiri maayum paavaadakkari pinne neela kannil neeru thulumbum paavaadakkaari annu ninte nunakkuzhi thelinjittilla annu ninte kavilithra chumannittilla pottu kuthaanariyilla kannezhuthaanariyilla ettum pottum thiriyaatha paavaadakkaari oru thottaal vaadi karalulla paavaadakkaari annu ninte mannassil ee malarambilla kann munayil innu kaanum kavithayilla annu
mujhe pyaar ki zindagi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale muhabbat ke waade bhula to na doge kahin mujh se daaman chhura to na loge muhabbat ke waade bhula to na doge kahin mujh se daaman chhura to na loge mere dil ki duniya hai tere hawaale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale zamaane mein tum se nahin koi pyaara zamaane mein tum se nahin koi pyaara ye jaan bhi tumhaari ye dil bhi tumhaara jo na ho yakeen to kabhi aazmaale mujhe pyaar ki zindagi dene waale bharosa hai hum ko muhabbat pe teri bharosa hai hum ko muhabbat pe teri to phir hans ke dekho nigaahon mein meri ye darr hai zamaana juda kar na daale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale
praana sakhee praana sakhee praana sakhee njan verumoru paamaranaam paattukaaran gaanaloka veedhikalil venumoothumaattidayan praana sakhee njan verumoru paamaranaam paattukaaran praana sakhee njan enkilumennoomalalkku thaamasikkaan enn karalil thanka kinaakkal kondoru taajmahal njanuyartham maayaatha madhura gana maliniyude kalpadavil kaanaatha poonkudilil kanmaniye kondupokaam praana sakhee njan verumoru paamaranaam paattukaaran praana sakhee njan ponthivarum sankalpathil ponnashoka malarvaniyil chanthamezhum chandrika than chandanamani mandirathil sundara vasantha raavil indra neela mandapathil ennumennum thaamasikkaan ente koode poru vonee ennumennum thaamasikkaan ente koode poru vonee praana sakhee njan verumoru paamaranaam paattukaaran gaanaloka veedhikalil venumoothumaattidayan praana sakhee njan
pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar kuchh din se mere dil ki dhadkan kyun tej huyi jaati hai kuchh din se mere dil ki dhadkan kyun tej huyi jaati hai kya baat huyi ke raaton ko ab neend nahin aati hai bin pal bhar chain naa paaye pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar phir unn se milun kab unn se milun din raat yahi dil soche phir unn se milun kab unn se milun din raat yahi dil soche kya unn se kahoon aur kaise kahoon bas baat yahi dil soche aur soch soch reh jaaye pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar pyaar ka saagar pyaar ka saagar
raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain jab jab baadal chaand se khele aankh micholi jab jab bhanwra phool se bole pyaar ki boli uss ghadi sanam tum ko yaad hum baar baar karte hain hum tumse pyaar karte hain raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain unn ko kar ke door hum aaj hain khud pachhtaate nain bichhe hain raah mein kaash ke tum aa jaate jab se tum gaye hum ko ghum naye beqaraar karte hain hum tumse pyaar karte hain raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain
sada khush rahe tu zafaa karne waale duaa kar rahen hain duaa karne waale sada khush rahe tu zafaa karne waale duaa kar rahen hain duaa karne waale sada khush rahe tu sunaate ghum e dil jo tum paas hote meri bekasi pe bhi kya tum na rote sunaate ghum e dil jo tum paas hote meri bekasi pe bhi kya tum na rote magar kya dikhayen tumhen dil ke chhale duaa kar rahen hain duaa karne waale sada khush rahe tu sitam aur bhi ho to woh bhi kiye jaa sitam aur bhi ho to woh bhi kiye jaa hon kuchh aur bhi ghum to woh bhi diye jaa nahin phir bhi tujhse gila karne waale duaa kar rahen hain duaa karne waale sada khush rahe tu zafaa karne waale duaa kar rahen hain duaa karne waale sada khush rahe tu
tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun raat zulfon mein teri din tere rukhsaron mein raat zulfon mein teri din tere rukhsaron mein ek hi wakt pe din raat ka jalwa dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere jalwon ki baharen bhi tamashayi hain tere jalwon ki baharen bhi tamashayi hain main bhi dil thaam ke kab tak ye tamasha dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun dekhta hoon ke nazare bhi tujhe dekhte hain dekhta hoon ke nazare bhi tujhe dekhte hain tu hi batlaa de ke main kis ka nazara dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun
tomader ashore aj ei to prothom gaite asha tomader ashore aj ei to prothom gaite asha binimoye chai tomader proshongsha ar bhalobasha tomader ashore aj ei to prothom gaite asha ekdin tanpuratar je targulo nirob shilo ekdin tanpuratar je targulo nirob shilo ke jeno aj targulo ke notun shure jagiye dilo prane je shur lagiye dilo prane je shur lagiye dilo gan e amar jibon ogo gan e amar kada hasha tomader ashore aj ei to prothom gaite asha tomader e gan shune ektu jodi bhalo lage tomader e gan shune ektu jodi bhalo lage tobe hobo dhonno ami tomader proshongsari cheye ogo kishui to ar noyko dami e hridoy bhalobashar ganeri ek sorolipi e hridoy bhalobashar ganeri ek sorolipi jiboneri bashite je e gan ami bajiye jabo shure je mon sajiye jabo shure je mon sajiye jabo e gan amar fuler kane vromoreri praner bhasha tomader ashore aj ei to prothom gaite asha binimoye chai tomader proshongsha ar bhalobasha tomader ashore aj ei to prothom gaite asha
tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o meri dilruba oh meri jaane jaan tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o mere dilruba oh mere jaane jaan kitne paas hain hum tum phir bhi kitne door kitne paas hain hum tum phir bhi kitne door do dil ab milne ko hain kitne majboor tujh mein kho jaane ki tamanna hai oo mere huzoor tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o meri dilruba oh meri jaane jaan dil ke in zakhmon ko kaise dikhlaaun dil ke in zakhmon ko kaise dikhlaaun bechaini ke maare main na mar jaaun aaja dilbar mere saaye se main tere lipat jaaun tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o meri dilruba oh meri jaane jaan tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o mere dil ruba oh mere jaane jaan tumse thoda sa main door hoon thoda sa qareeb hoon aur mere aur paas aa o mere dilruba o meri jaane jaan
ho gaye do roz mein aabaad bhi barbaad bhi ab tamanna hai yehi aaye na un ki yaad bhi wafa jinse ki bewafa ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wafa jinse ki bewafa ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wafa jinse ki jo kehte thei hum to sada hain tumhare zamaane mein sab se jinhen hum thei pyare jo kehte thei hum to sada hain tumhare zamaane mein sab se jinhen hum thei pyare wohi aaj hum se juda ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wafa jinse ki wo itna bata dein kabhi paas aa ke mila hai unhein kya humein yun mita ke wo itna bata dein kabhi paas aa ke mila hai unhein kya humein yun mita ke khata kya thi jo wo khafa ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wafa jinse ki mere samne bhi agar ab wo aayein na dekhengi unko ye bebas nighahein mere samne bhi agar ab wo aayein na dekhengi unko ye bebas nighahein wo jinke liye hum fanna ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wo jinke liye hum fanaa ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wafa jinse ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Meri Zindagi Tu Nahin Ajnabi Pyar Ka Sapna (1969) 05:58 33006
 
Poster of Pyar Ka Sapna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 05:58   Song Number : 33006   

Annu Ninte Nunakhuzhi Pareeksha (1967) 03:23 15232
 
Poster of Pareeksha (1967)
 
Category
Malayalam
Year- 
1967
Duration : 03:23   Song Number : 15232   

Mujhe Pyaar Ki Zindagi Pyaar Ka Saagar (1961) 04:22 14011
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:22   Song Number : 14011   

Pranasakhi Njan Pareeksha (1967) 03:41 15217
 
Poster of Pareeksha (1967)
 
Category
Malayalam
Year- 
1967
Duration : 03:41   Song Number : 15217   

Pyaar Ka Saagar Pyaar Ka Saagar (1961) 03:20 12436
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:20   Song Number : 12436   

Raat Raat Bhar Jaag Pyaar Ka Saagar (1961) 02:30 12438
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:30   Song Number : 12438   

Sada Khush Rahe Tu Pyaar Ka Saagar (1961) 03:16 12437
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:16   Song Number : 12437   

Tere Chehre Se Hate Aankh To Pyar Ka Sapna (1969) 05:22 33007
 
Poster of Pyar Ka Sapna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 05:22   Song Number : 33007   

Tomader Aasore Aaj Proxy (1977) 04:44 40027
 
Poster of Proxy (1977)
 
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:44   Song Number : 40027   

Tumse Thoda Sa Door Pyaar Ka Saaya (1991) 04:13 39285
 
Poster of Pyaar Ka Saaya (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Rahul Roy, Sheeba
Duration : 04:13   Song Number : 39285   

Wafa Jinse Ki Bewafa Pyaar Ka Saagar (1961) 04:44 21402
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Pilu
Duration : 04:44   Song Number : 21402