Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNai%20Umar%20Ki%20Nai%20Fasal%20(1965)
HomeNai%20Umar%20Ki%20Nai%20Fasal%20(1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj ki raat badi sokh badi natkhat hai aaj to tere bina neend nahin aayegi ab to tere hi yahaan aane ka ye mausam hai ab tabiyat na khayaalon se behel paayegi haaye paani ki ye rimjhim ye gunahgaar phuhaar aise nas nas mein teri chaah jaga jaati hai jaise pinjare mein kisi qaid pade panchhi ko apni aazaad udaanon ki yaad aati hai ab to aa ja ab to aa jaoo meri maang ke sindor suhaag saans teri hai saans teri hai tere naam pe mit jaayegi aaj to tere bina neend nahin aayegi humm hmm hmm hm hm hmm par thaihar wo jo wahaan par thaihar wo jo wahaan lete hain footpaathon par lash bhi jinki kafan tak na yaaha paati hain aur wo jhonpade chhat bhi na hai sar par jinke chhat chhappar hi jahaan zindagi so jaati hai pehle in sabke liye pehle in sabke liye ek imaarat gadh loon phir teri maang phir teri maang sitaaron se bhari jaayegi aaj to tere bina neend nahin aayegi
aaj ki raat badi shokh badi natkhat hai aaj to tere bina neend nahin aayegi ab to tere hi yahaan aane ka ye mausam hai ab tabiyat naa khayaalon se bahel paayegi dekh wo chhat pe utar aayi hai saawan ki ghata de rahi dwaar pe aawaaz khadi purwaayi bijli reh reh ke pahaadon pe chamak uthti hai sooni aankhon mein koi khaab le jyun angdaayi kaise samjhaaun kaise samjhaaun ke iss waqt ka matlab kya hai dil ki hai baat hooo dil ki hai baat naa honthon se kahi jaayegi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaj ki raat ye bhatakte huye jugnon ye diye aawaara bheegte pedon pe bujh bujh ke chamak uthte hain tere aanchal mein take salmen sitaare jaise mujhse milne ko bina baat damak uthte hain saara aalam saara aalam hai giraftaar tere husn mein jab mujhse ye kaise haaye mujhse ye kaise ye barsaat sahi jaayegi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaj ki raat raat raani ki ye bheeni si nasheeli khushboo aa rahi hai ke jo chhan chhan ke ghani daalon se aisa lagta hai kisi dheet
swapn jhade phool se meet chubhe shool se lut gaye singaar sabhi baagh ke babool se aur hum khade khade bahaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe neend bhi khuli na thi ke haaye dhup dhal gayi paanw jab talak uthe ke zindagi phisal gayi paat paat jad gaye ke shaakh shaakh jal gayi chaah to nikal saki na par umar nikal gayi par umar nikal gayi geet ashq ban gaye swapn ho dafan gaye saath ke sabhi diye dhuwaan pehan pehan gaye aur hum jhuke jhuke mod par ruke ruke umr ke chadaav ka utaar dekhte rahe kya shabaab tha ke phool phool pyaar kar utha kya kamaal tha ke dekh aaina sihar utha iss taraf zamin aur aasmaan udhar utha thaam kar jigar utha ke jo mila nazar utha ke jo mila nazar utha ek din magar yahaan aisi kuchh hawaa chali lut gayi kali kali ke ghut gai gali gali aur hum lute lute waqt se pite pite kaagazi sharaab ka khumaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe haath the mile ke zulf chaand ki sanwaar doon honth the khule ke har
dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega saans ki to bahut tez raftaar hai aur chhoti bahut hai milan ki ghadi gunthate gunthate ye ghata saanwari bujh na jaaye kahin roop ki phuljhari chudiyaan hi na tum chudiyaan hi na tum khankhnati raho ye sharmsaar mausam badal jaayega badal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum surkh honthon pe uff ye hansi madbhari jaise shabnam angaaron ki mehmaan ho jaado bunti huyi ye nasheeli nazar dekh le to khudaayi pareshaan ho muskuraao na aise muskuraao na aise chura kar nazar aaina dekh suraj machal jaayega machal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum chaal aisi hai madhosh masti bhari neend suraj sitaaron ko aane lage itne naazuk kadam chum aaye agar sote sote biyaa baan gaane lage mat mahaavar rachaao mat mahaavar rachaao bahut paanv mein farsh ka marmari dil daihal jaayega daihal jaayega dekhti hi raho
hmmmm hmmm isko bhi apnata chal usko bhi apnata chal raahi hain sab ek dagar ke sab par pyaar lutata chal isko bhi apnata chal idhar kafan tak nahin laash par udhar numaayish resham ki yahaan swayamvar kare chaandani wahaan na raat kate ghum ki dharati kankar patthar maare ambar ugale angaare koi puchhe baat na iss bagiyaa mein dukhiyaa shabnam ki sukh ki umar badhaataa chal dukh ko kafan odhaataa chal mile jahaan bhi mahal use kutiyaa ke paas bulaataa chal isko bhi apnaataa chal bikaa biki sab or machi hai aane aur do aano par asmat bike doraahon par toh pyaar bike dukaanon par dagar dagar par mandir masjid qadam qadam par gurudvaare bhagvaanon ki basti mein hai zulm bahut insaanon par khidaki har khulvaataa chal saankal har katvaataa chal is par bhi roshani na ho toh dil kaa diyaa jalaataa chal isko bhi apnata chal usko bhi apnata chal raahi hain sab ek dagar ke sab par pyaar lutata chal isko bhi apnata chal hriday hriday ke beech khayiyaan lahoo bichhaa
swapna jhade phool se meet chubhe shool se lut gaye shrringaar sabhi baag ke babul se aur hum khade khade bahaar dekhate rahe kaarawaan guzar gayaa gubaar dekhate rahe neend bhi khuli na thi ki haay dhup dhal gai paanv jab talaq uthe ki zindagi fisal gayi paat paat jhad gaye ki shaakh shaakh jal gai chaah to nikal saki na par umar nikal gayi par umar nikal gayi geet ashq ban gaye swapn ho dafan gaye saath ke sabhi diye dhuaa pehan pehan gaye aur hum jhuke jhuke mod par ruke ruke umr ki chadhaav kaa utaar dekhate rahe kyaa shabaab thaa ki phool phool pyaar kar uthaa kyaa kamaal thaa ki dekh aainaa sihar uthaa is taraf zameen aur aasamaan udhar uthaa thaam kar jigar uthaa ki jo milaa nazar uthaa ki jo milaa nazar uthaa ek din magar yahan aisi kuchh hawa chali lut gayi kali kali ki ghut gayi gali gali aur hum lute lute waqt se pite pite shaanjh ki sharaab ka khumaar dekhate rahe kaaravaan guzar gaya gubaar dekhte rahe haath the mile ke zulf chaand ki savaar dun honth
Thi Shubh Suhaag Ki Raat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ki Raat (Duet) Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 03:16 13824
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Rajeev, Tanuja
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:16   Song Number : 13824   

Aaj Ki Raat (Male) Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 04:36 13823
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:36   Song Number : 13823   

Carwaan Guzar Gaya Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 06:17 15654
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 06:17   Song Number : 15654   

Dekhti Hi Raho Aaj Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 03:19 13825
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajeev
Raag- 
Kedar
Duration : 03:19   Song Number : 13825   

Isko Bhi Apnata Chal Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 05:57 32976
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 05:57   Song Number : 32976   

Swapna Jhare Phool Se Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 06:35 32849
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 06:35   Song Number : 32849   

Thi Shubh Suhaag Ki Raat Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 06:21 38367
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Rajeev, Tanuja
Duration : 06:21   Song Number : 38367