Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNadeem%20
HomeNadeem%20
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan koi apni daulat pe itra raha hai koi apni daulat pe itra raha hai koi be hayayi pe ithla raha hai koi be hayayi pe ithla raha hai na jane ye kahan se aaaaa na jane ye kahan se hawayein chali hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan badal ke yahan bhes kitne hi baithe badal ke yahan bhes kitne hi baithe hain behrupiye sab ye jitne hain baithe hain behrupiye sab ye jitne hain baithe yahaan hosh ka naam aaaaa yahaan hosh ka naam deewangi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan yahan de na koi sahara kisi ko yahan de na koi sahara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat ka matlab haaaan mohabbat ka matlab faqat dil lagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai
ho laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa ho laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa der naa kar chal saath mere chal are der naa kar chal saath mere chal beeti jaaye umariyaa laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa o jaldi se ab ghunghat khol meethe bol to munh se bol ho jaldi se ab ghunghat khol meethe bol to munh se bol jhaank jharokhe se baahar teri gali mein baj gaya dhol ho main to naachun beech bajariyaa main to naachun beech bajariyaa laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa ho pehle pyaar to hum kar len baad mein tu sharmaa lena pehle pyaar to hum kar len baad mein tu sharmaa lena pal do pal dil khush kar de jeevan bhar tadpa lena ho gir gayi mere dil pe bijuriyaa gir gayi mere dil pe bijuriyaa laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa laike
ooooooooooooo oooooooo kaise samjhayen tujhe sun mitva kaise samjhayen tujhe sun mitva dil ka to kya haal hai oo kar diya behaal hai tu hi tu nazar aaye charon disha tu hi tu nazar aaye charon disha dil ka to kya haal hai haaye kar diya behaal hai pehli mohhabbat ka ye pyaara sa ehsaas hai tu jo mere paas hai to saara jahaan paas hai pehli mohhabbat ka ye pyaara sa ehsaas hai tu jo mere paas hai to saara jahaan paas hai man mein tu hi hai tan mein tu hi hai dil ki har dhadkan mein tu hi hai kar diya be haal hai kaise samjhayen tujhe sun mitva kaise samjhayen tujhe sun mitva dil ka to kya haal hai oo kar diya behaal hai dil ka to kya haal hai oo kar diya behaal hai oooooooooo oooooooooo aao banaa lein hum tum pyaar ka aisa jahaan khushiyaan hi khushiyaan jahaan hon na ho ghamon ke nishan aao banaa lein hum tum pyaar ka aisa jahaan khushiyaan hi khushiyaan jahaan hon na ho ghamon ke nishan saans mein tu har aas mein tu hai jeevan ki har pyaas mein tu hai kar diya
dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gaya dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gaya aaja agar tujhe aana hai aana hai waapas mujhe nahin jaana hai jaana hai mushkil ye vaada nibhaana hai ye soch le saathiya dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gayi aaja agar tujhe aana hai aana hai waapas mujhe nahin jaana hai jaana hai mushkil ye vaada nibhaana hai ye soch le saathiya haal aisa rahega agar hum to deewane ho jaayenge haal aisa rahega agar hum to deewane ho jaayenge humko dhoondegi duniya kahan ik duje mein kho jaayenge bas jo kehna tha keh liya bas jo sunna tha sun liya aaja agar tujhe aana hai aana hai waapas mujhe nahin jaana hai jaana hai mushkil ye vaada nibhaana hai ye soch le saathiya dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gaya mera aanchal zara thaam le apna saajan bana loon tujhe haan mera aanchal zara thaam le apna saajan bana loon tujhe baith jaa tu mere saamne apne dil mein bassa loon tujhe aaj hi
garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh paani bahate bahate keh raha hai kabhi wo din bhi aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh bunden dekh lena ek din tufaan laayengi zameen toh hai zameen yeh aasman ko bhi hilayengi garibon ke gharon tak chal ke khud bhagwan aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai sitam ka had se badh jana tabahi ki nishaani hai badalte hain sabhi ke din purani yeh kahaani hai zamana ek din girte huon ko khud uthaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai agar jal kar kisi majboor ne fariyaad kar daali toh kudrat ke khazane dekhna ho jayenge khaali zameen phat jayegii zameen phat jayegi suraj ka gola toot jaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai
hooooo hoooo hoooo hooooo hmmmmm aaaaaaaa tune dil se kyun mujhko pukaara tune dil se kyun mujhko pukaara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara maine dil se tujhe kyun pukaara maine dil se tujhe kyun pukaara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara hoooooo oooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo tu udhar main idhar dono ke dil hai deewane pyaar mein hmmm hmmm hmmm hmmm tu udhar hmmm hmmm hmmm hmmm main idhar aa ha ha ha ha dono ke dil hai deewane pyaar mein kudrat ne rachaa khel saara kudrat ne rachaa khel saara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh kahun chup rahun kya karun aisa ho raha hai kyun hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh kahun hmmm hmmm hmmm hmmm chup rahun hmmm hmmm hmmm hmmm kya karun aisa ho raha hai kyun mujhe mere khayaalon ne maara mujhe mere khayaalon ne maara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara tune dil se kyun mujhko pukaara tune dil se kyun
ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai aur jaanam ki tujhe main bhool na paunga ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar ja magar mudke tu dekh le ek baar main karungi tera intzaar main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai aur jaanam ki tujhe main bhool na paunga tumse hi thi meri zindagi lekin ye kya hua tumse hi thi meri zindagi lekin ye kya hua tum bin bhi main ji raha hoon main kaisa hoon bewafa ja sanam aayegi fir laut ke ye bahaar main karungi tera intzaar haan sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai aur jaanam ki tujhe main bhool na paunga main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga shayad kabhi kahin tumhen meri mile khabar shayad kabhi kahin tumhen meri mile khabar kar
aaaa aa aaaa aaaa aaaa aaaa aa aaaa aa aaaa aa laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lahraati laut gaya ghum ka zamaana laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lehraati laut gaya ghum ka zamaana door gagan mein dekho chamke aashaon ke taare aashaon ke taare jhilmil pyaare pyaare badli mein chhupkar taaron ke sang badli mein chhupkar taaron ke sang chanda kare ishaare chanda kare ishaare kiski lagan mein aaj pavan hai baagon mein ithlaati laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lehraati laut gaya ghum ka zamaana raat nayi har baat nayi hai naya naya hai zamaana raat nayi har baat nayi hai naya naya hai zamaana kaisa sama suhaana kaisa sama suhaana gaaye chandaniya dheere dheere gaaye chandaniya dheere dheere preet bhara afsaana preet bhara afsaana aaj mere chhote se man mein aasha hai muskaati laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lehraati laut gaya ghum ka zamaana
pacha panam thathe punnaara poomuthe aa haa aa aa haa aa aa haa aa aa aa aa pacha panam thathe punnaara poomuthe punnellin poonkarale pacha panam thathe punnaara poomuthe punnellin poonkarale uchaykk neeyente kochu vaazhathoppil onnu vaa ponnazhake pacha panam thathe punnaara poomuthe punnellin poonkarale nee onnu vaa ponnazhake theyyannam theyannam paadunna paadath neeyonnu paadazhake koyyunna koytharivaalinu kikkili peyyunna paatt paad pacha panam thathe punnaara poomuthe punnellin poonkarale aa haa aa haa haa neelacha maanam vithaanichu minniyaa ninnilam chundaale ponnin kathirkkula kothiyeduthu nee pongi parannaalo akkaanum maamala vetti vayalaakki aariyan vitherinje akaaryam ninte omana pattinte eenamanen kiliye pacha panam thathe pacha panam thathe punnaara poomuthe punnellin poonkarale uchaykk neeyente kochu vaazhathoppil onnu vaa ponnazhake aa haa aa haa aa ha ha ha nee pattonnu paadazhake
Tum
ye betiyaan toh baabul ki raaniyaan hain ye betiyaan toh baabul ki raaniyaan hain meethi meethi pyaari pyaari ye kahaaniyaan hain ye sheeshe diyaan gudiyaan rabb jaane ke ye kudiyaan kinna jammiyaan kinna le jaaniyaan hain ye betiyaan toh baabul ki raaniyaan hain meethi meethi pyaari pyaari ye kahaaniyaan hain inka raam hai rakhwaala inka bachpan bhola bhala bholi bhaali si inki jawaaniyaan hain ye ladkiyaan toh maaon ki raaniyaan hai meethi meethi pyaari pyaari ye kahaaniyaan hain sab ke dil ki saare ghar ki ye raaniyaan hain sab ke dil ki saare ghar ki ye raaniyaan hain ye chidiyaan ek din phur se ud jaaniyaan hain koi inka haath na chhode koi inka dil na tode ae te sachche rab diyaan meherbaaniyaan hain ye betiyaan toh baabul ki raaniyaan hain meethi meethi pyaari pyaari ye kahaaniyaan hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ajab Hai Ye Duniya Naya Aadmi (1956) 03:40 36732
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Duration : 03:40   Song Number : 36732   

Chunariyaa Na Tum Jaano Na Hum (2002) 07:15 12041
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Esha Deol
Duration : 07:15   Song Number : 12041   

Dil Ka To Kya Haal Hai Nitin Mukesh & Anuradha Paudwal 06:18 40210
 
Poster of Nitin Mukesh & Anuradha Paudwal
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Arun Bhairav
Music Director- 
Vaishnav Deva
Duration : 06:18   Song Number : 40210   

Dil Leke Na Tum Jaano Na Hum (2002) 06:52 20371
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Esha Deol
Duration : 06:52   Song Number : 20371   

Garibon Ka Paseena Beh Raha Hai Naya Aadmi (1956) 03:57 36172
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
N T Rama Rao, Anjali Devi
Duration : 03:57   Song Number : 36172   

Haaye Raam Na Tum Jaano Na Hum (2002) 05:57 12042
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Hrithik Roshan
Duration : 05:57   Song Number : 12042   

Jaa Sanam Na Tum Jaano Na Hum (2002) 06:59 39034
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Esha Deol, Saif Ali Khan
Duration : 06:59   Song Number : 39034   

Laut Gaya Ghum Ka Zamaana Naya Aadmi (1956) 03:31 39019
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
M S Viswanathan, T K Ramamoorthy
Duration : 03:31   Song Number : 39019   

Pachapanam Nottam (2005) 03:57 17105
 
Poster of Nottam (2005)
 
Category
Malayalam
Year- 
2005
Duration : 03:57   Song Number : 17105   

Tum Meri Baahon Mein Na Tum Jaano Na Hum (2002) 05:53 39712
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kamaal Khan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan
Duration : 05:53   Song Number : 39712   

Ye Betiyaan Na Tum Jaano Na Hum (2002) 13890
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Esha Deol
Duration :    Song Number : 13890