Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMastana%20(1954)
HomeMastana%20(1954)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bahut dinon se bichhda man ka meet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila neele gagan mein aasha ka chanda chamka ooo ooooooo neele gagan mein aasha ka chanda chamka giri kiran jab ghunghat utha poonam ka mere nayan mein mukhda tumhara damka pranon ki payal ne gunja hai swar chham chham ka bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila din ye milan ke sundar suhane anuthe din ye milan ke sundar suhane anuthe aise madhur pal hamse kabhi na ruthe ab to piya tere hathon se haath na chhute apna salona sapna kabhi na toote bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila
chhed mere humrahi geet koi aisa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi mil ke naa bichhde ye dil ye pal ye aankhen ye dil ye pal ye aankhen aa ke naa jaayen ye rutt ye din ye raaten ye rutt ye din ye raaten mausam baagon mein aate jaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi peechhe reh jaaye jeevan ki sab seemayen jeevan ki sab seemayen aisi masti mein hum bas chalte hi jaayen hum bas chalte hi jaayen raahon pe kadam dagmagaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi tann ik deepak hai saans hai deepak ki baati saans hai deepak ki baati hum donon ke dil ban ke taare o saathi ban ke taare o saathi kaali raaton mein jagmagaate rahen chhed mere
duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana jeeta hoon duniya mein apni khushi se jeeta hoon duniya mein apni khushi se na dushman kisi ka na ulfat kisi se na dushman kisi ka na ulfat kisi se ho oo oo oo din raat mera yahi hai tarana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana nashaad hoon ya dil shaad hoon main nashaad hoon ya dil shaad hoon main duniya ke jhagdon se aazaad hoon main duniya ke jhagdon se aazaad hoon main ho oo oo oo ye saara jahaan hai mera ashiyaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana jeena ya marna hansna ya rona jeena ya marna hansna ya rona hota rehega jo kuchh hai hona hota rehega jo kuchh hain hona ho oo oo oo hoye khayenge hum aur kamaye zamaana ho main hoon mastaana ho
oh oh oh aa aa aa aa aa aa aa aa aa daiya re daiya jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aisa kaahe ko hovat hai ri laila aisa kaahe ko hovat hai ri laila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor apni bahiya mein laile bahiya tu bahiya mein laile bahiya tu hamra saiyaan tu raah chalat kaahe chhed karat buri prem ki lat chal hat natkhat dharti pe aise ye aakaash phaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aika matbal tu maika samjha de matbal tu maika samjha de haika batla de kaahe matlab ye tu jaane re sab aisa hota hai sab piya prem ho jab hum e ka jaane humra prem hai pehla man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor saari duniya se naata toda hai
jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali duniyaa waalon duniyaa waalon pa dhaa pa dha pa dha pa dha ga re ga re ga re ga re sa ni sa ni sa re ga re ga ma pa ma pa dha pa duniyaa waalon ye duniyaa hai basti kiske baap ki aaj agar hai kal naa hogi yahaan zarurat aap ki yahaan zarurat aap ki jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali naa jaane ye murakh duniyaa paise ki kyun daas hai chaar rotiyaan ek langotii baaki sab baqavaas hai baaki sab baqavaas hai jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali aag pet ki kya kya maange roti ke do tukade roti ke do tukade bade log phir kyon karte hain chhoton ke sau tukade deewaane ko mastaane ko baat ye dil ki kehne do mehalon waalon mehal ke niche kutiyaa ko bhi rehne do kutiyaa ko bhi rehne do jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun
maine maa ko dekha hai dekha hai maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine phool to dekhe hain dekhe hain phool to dekhe hain phoolo ka haar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai waise to ghar mein maa ki tasveer hai waise to ghar mein maa ki tasveer hai lekin meri aisi kab takdeer hai kabhi jo ghabraaun gale se lag jaaun agar na neend aaye to lori wo gaaye mera mann jis ka pyaasa hai pyaasa hai jis ka pyaasa hai wo laad dulaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai waise meri maa ka dil to shakht nahin waise meri maa ka dil to shakht nahin par us ke paas jara bhi waqt nahin hai us ka naam bada hai us ko kaam bada wo devi mamta ki hai leader janta ki maa ki photo ke bina bina ji photo ke bina koi akhbaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai pyaari pyaari hai wo bholi aisi haii
mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan hai jisne banaya mitaaye wohi hai jisne banaya mitaaye wohi phool kaanton ko sang sang khilaye wohi phool kaanton ko sang sang khilaye wohi khel jeevan maran kaaaaaaaa khel jeevan maran ka rachaye wohi daale maati ke putle mein jaan mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan jo vidhata ne likhi use maan le praan deve wohi aur wo hi praan le praan deve wohi aur wo hi praan le tere bas mein hai kyaaaaaaa tere bas mein hai kya ye zara jaan le tu hai nirbal to wo balwaan mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan
hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm soyi jaa soyi jaa taara hooo soyi jaa taara o soyi jaa taara hooo soyi jaa taara lai ke khilone sapne salone galiyan mein aaya ik banjaara o soyi jaa taara hooo soyi jaa taara lai ke khilone sapne salone galiyan mein aaya ik banjaara o soyi jaa taara hooo ooooo ooooo soyi jaa taara chhuk chhuk donon chalen yun banke rail tamaasa karen chhuk chhuk donon chalen yun banke rail tamaasa karen sor machayen chalo zara sa khel tamasa karen tu bhi akeli main bhi akela tu besahara main besahara o soyi jaa taara hooo ooooo ooooo soyi jaa taara hoooo raama hooo raama hoooo raama hooo ooo humka roz ye gali ye aangan kitte akele lage humka roz ye gali ye aangan kitte akele lage aaj tu aayi gareeb ke ghar ghar mein mele lage kaa bolun aage humka to laage aaj ye kuttiyaa uncha chubaara o soyi jaa taara hooo ooooo ooooo soyi jaa taara humri duhaayi badal ke raama lala lalori bani humri duhaayi badal ke raama lala lalori bani dor ye phansi ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bahut Dinon Se Bichhda Mahasati Ansuya (1965) 03:03 36613
 
Poster of Mahasati Ansuya (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Rajkumar, Anita Guha
Duration : 03:03   Song Number : 36613   

Chhed Mere Humrahi Mastana (1970) 05:10 11952
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Bharati
Duration : 05:10   Song Number : 11952   

Duniya Ke Saare Ghumon Se Begaana Mastana (1954) 03:31 38337
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:31   Song Number : 38337   

Jab Jab Hum Tumko Mastana (1970) 04:49 15710
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood, Padmini
Duration : 04:49   Song Number : 15710   

Jhum Jhoom Ke Do Deewaane Gate Jaayen Mastana (1954) 03:28 32252
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Moti Lal, Romi
Duration : 03:28   Song Number : 32252   

Maine Maa Ko Dekha Hai Mastana (1970) 04:31 13694
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mehmood, Others
Duration : 04:31   Song Number : 13694   

Mat Bhool Are Insaan Mastana (1954) 03:18 16275
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chaman Puri
Duration : 03:18   Song Number : 16275   

Soyi Jaa Taara Mastana (1970) 05:53 12380
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 05:53   Song Number : 12380