Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLaat%20Saheb%20(1967)
HomeLaat%20Saheb%20(1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye chaand zara chhup jaa aye waqt zara ruk jaa ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa aye waqt zara ruk jaa rukh unka idhar ko hai ab kyun na bahaar aaye duniyaa naa badal jaaye aye chaand zara chhup jaa sab khaab sa lagta hai iss raat mein jaadoo hai sab khaab sa lagta hai iss raat mein jaadoo hai khaamosh nazaaron ki har baat mein jaadoo hai hum hai ke bandhe se hain dil hai ke udaa jaaye ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa main pyaar ki baazi mein dil haara to kya haara main pyaar ki baazi mein dil haara to kya haara pehlu mein mere duniyaa baahon mein jahaan saara kya dega muqaddar ab hum maang ke pachhtaaye ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa aye waqt zara ruk jaa ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa aye chaand zara chhup jaa aahaa
dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka uss ke kaajal bina nain kaale aur kaajal lagaa le to kya ho uss ke haathon mein surkhi chaman ki aur mehendi lagaa le to kya ho uss ke kaajal bina nain kaale aur kaajal lagaa le to kya ho uss ke haathon mein surkhi chaman ki aur mehendi lagaa le to kya ho dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka haai mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka jitna gussa kare woh haseena aur nikhre hai uss ki jawaani rang aata
Ekkada Ekkada
jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein kabhi naa kabhi to takraayega dil dil se inhin aabaadiyon mein jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein ye kiss ki lagan manzil manzil har roz mujhe le jaati hai hai kis ki tamanna seene mein jo aas ke deep jalaati hai jo aas ke deep jalaati hai hoooooo oooooo ooooo oooo ooo ooo ooooo jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein kabhi naa kabhi to takraayega dil dil se inhin aabaadiyon mein jharnon mein nahaati jal pariyaan kyun jaane mujhe lalchaati hai jungle ki kanwaari kaliyaan bhi hans hans ke qayamat dhaati hai hans hans ke qayamat dhaati hai hoooooo oooooo ooooo oooo ooo ooo ooooo jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein kabhi naa kabhi to takraayega dil dil se inhin aabaadiyon mein jab dekhe bina madhosh hoon main dekhunga use to kya hoga kya noor bhari
mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi mujhe pyaar ne aisa loota ek teer jigar mein toota bas ek muhabbat sachchi bedard zamaana jhootha mujhe pyaar ne aisa loota ek teer jigar mein toota bas ek muhabbat sachchi bedard zamaana jhootha ye kaisi haalat ho gayi ho ye kaisi haalat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi ik aag si dil mein bhadke dil zor zor se dhadke mujhe chhoo lein sard hawaayen mera rom rom bhi phadke ik aag si dil mein bhadke dil zor zor se dhadke mujhe chhoo lein sard hawaayen mera rom rom bhi phadke ye kaisi aafat ho gayi ho ye kaisi aafat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho
savere wali gaadi se chale jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge kuchh le ke jaayenge ho kuchh de ke jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge ye melaa do ghari ka do dinon ki hai bahaar samay ki behti dhaar kahti jaati hai pukaar ye melaa do ghari ka do dinon ki hai bahaar samay ki behti dhaar kahti jaati hai pukaar pukaar haai haai haai haai mehmaan kab ruke hai kaise roke jaayenge mehmaan kab ruke hai kaise roke jaayenge kuchh le ke jaayenge kuchh de ke jaayenge savere wali gaaaadi savere waali savere wali gaadi se chale jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge milo to milo pyaar se bolo to mithi baat hamaare bade bhaag huyi tumse mulaaqat milo to milo pyaar se bolo to mithi baat hamaare bade bhaag huyi tumse mulaaqat mulaakat haai haai haai milegaa kuchh to dil jo yahaan kho ke jaayenge milegaa kuchh to dil jo yahaan kho ke jaayenge kuchh le
tan mein agni mann mein chubhan kaanp utha mera bheega badan tan mein agni mann mein chubhan kaanp utha mera bheega badan ho rabba khair ho rabba khair ho rabba khair khair khair ho rabba khair ujla mukh jaise darpan kaali latt jaise naagan ho rabba khair ho rabba khair ho rabba khair khair khair ho rabba khair koi lehar jab tann ko chhoo le koi lehar jab tann ko chhoo le beech bhanwar mori kaaya chhoo le beech bhanwar mori kaaya chhoo le baam jigar par maare pawan thaam ke dil reh jaaun sajan ho rabba khair ho rabba khair ho rabba khair khair khair ho rabba khair ujla mukh jaise darpan kaali latt jaise naagan ho rabba khair ho rabba khair ho rabba khair khair khair ho rabba khair phool si nikhri teri jawani phool si nikhri teri jawani shola ban gaya thanda paani shola ban gaya thanda paani chaand se utri chandra kiran kaun bhujhaye mann ki tapan ho rabba khair ho rabba khair ho rabba khair khair khair ho rabba khair tan mein agni mann mein chubhan kaanp utha mera
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Chand Zara Chhup Jaa Laat Saheb (1967) 04:19 20104
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Duration : 04:19   Song Number : 20104   

Dil Le Gayi Le Gayi Laat Saheb (1967) 06:26 32755
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:26   Song Number : 32755   

Ekkada Ekkada Ladies Tailor (1985) 04:01 32741
 
Poster of Ladies Tailor (1985)
 
Category
Telugu
Year- 
1985
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Rajendra Prasad
Duration : 04:01   Song Number : 32741   

Jaane Mera Dil Kise Dhoondh Raha Hai Laat Saheb (1967) 04:58 15186
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:58   Song Number : 15186   

Mujhe Jab Se Muhabbat Laat Saheb (1967) 04:29 13605
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:29   Song Number : 13605   

Savere Wali Gaadi Se Laat Saheb (1967) 05:05 12249
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:05   Song Number : 12249   

Tan Mein Agni Man Mein Laat Saheb (1967) 05:37 13604
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nutan, Shammi Kapoor
Duration : 05:37   Song Number : 13604