Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGateway%20Of%20India%20(1957)
HomeGateway%20Of%20India%20(1957)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein har koi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein tu bhi ek gunaah kar ae dil kisi ki chaah kar dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein koi kahega kya koi sunega kya kisi ke bhi kahe sune se tera waasta hai kya khayaal zulf e yaar kar ye lo khayaal zulf e yaar kar nazar ko beqaraar kar nahin hoti idhar udhar pade kadam tu kar na gham na soch zindagi mein tera raasta hai kya kya dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein ye chaand ki haseen shamma aaj tere haath hai kya baat hai bada haseen saath hai haseen hoon main jawaan hai tu magar bataa kahaan hai tu jahaan hoon main wahaan to zindagi nashe mein choor hai saroor hi saroor hai teri nazar ka noor hai zara qareeb aa mere arre apan bhi majboor hai aur tu bahut hi door hai dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein har koi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein tu bhi ek gunaah kar zindagi tabaah kar dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein suraahi jhoomne lage
do ghadi wo jo paas aa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe hum zamaane se door jaa baithe hum zamaane se door jaa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe bhool ki unka humnasheen ho ke royenge dil ko umr bhar kho ke bhool ki unka humnasheen ho ke royenge dil ko umr bhar kho ke haaye kya cheez thi loota baithe do ghadi wo jo paas aa baithe dil ko ik din zuroor jaana tha wahin pahunchaa jahaan thikaana tha dil ko ik din zuroor jaana tha wahin pahunchaa jahaan thikaana tha dil wohi dil jo dil mein jaa baithe do ghadi wo jo paaas aa baithe ek dil hi tha ghum gusaar apna meharbaan khaas raazdaar apna ek dil hi tha ghum gusaar apna meharbaan khaas raazdaar apna gair ka kyun use bana baithe do ghadi wo jo paas aa baithe hum zamaane se door jaa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe
na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye dar b dar phirte hain takdeer ke behkaaye huye na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye kya bataayen tumhen kal hum bhi chaman waale the kya bataayen tumhen kal hum bhi chaman waale the yeh na puchho ke hain viraane mein kyun aaye huye na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye baat kal ki hai ki phoolon ko masal dete the baat kal ki hai ki phoolon ko masal dete the aaj kaanton ko bhi seene se hain liptaaye huye na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye aisi gardish mein na daale kabhi kismat tum ko aisi gardish mein na daale kabhi kismat tum ko aap ke saamne jis haal mein hain aaye huye na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye ek din phir wahi pehli si bahaarein hongi ek din phir wahi pehli si bahaarein hongi issi ummeed pe hum dil ko hain behlaaye huye na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye dar b dar phirte hain takdeer ke behkaaye huye
sapne mein sajan se do baaten ik yaad rahi ik bhool gaye sapne mein sajan se do baaten ik raat milan ki aayi thi aur uske baad judaayi ki ghum aur khushi ki do raaten ghum aur khushi ki do raaten ik yaad rahi ik bhool gaye sapne mein sajan se do baaten ik saawan rutt laayi jhule ik saawan rutt laayi jhule duje mein sajan hum to bhulen dekhi hain yahi do barsaaten dekhi hain yahi do barsaaten ik yaad rahi ik bhool gaye sapne mein sajan se do baaten ik roz tumhen dil de baithe phir rog birhaa ka le baithe ye pyaar ki hai do saugaaten ye pyaar ki hai do saugaaten ik yaad rahi ik bhool gaye sapne mein sajan se do baaten ik yaad rahi ik bhool gaye sapne mein sajan se do baaten
yeh raah badi mushkil hai anjaan abhi tera dil hai surat pe na ja baaton mein na aa har cheez yahan katil hai yeh raah badi mushkil hai anjaan abhi tera dil hai kagaz ki phool mein khushbu kyun dhund raha nadaan tu kagaz ki phool mein khushbu kyun dhund raha nadaan tu yahan rang ka jaal bichhaye baithe hein lutere harsu yahan rang ka jaal bichhaye baithe hein lutere harsu yahan dil na laga daaman ko bacha ye daga baaz mehfil hai yeh raah badi mushkil hai anjaan abhi tera dil hai sehra ki chamakti reti paani ka hai dhoka deti sehra ki chamakti reti paani ka hai dhoka deti maasoom nazar kya jaane ye sholon ki hai kheti maasoom nazar kya jaane ye sholon ki hai kheti mat pyaas bujha dhoke mein na aa ye badi tedi manzil hai yeh raah badi mushkil hai anjaan abhi tera dil hai surat pe na ja baaton mein na aa har cheez yahan katil hai yeh raah badi mushkil hai anjaan abhi tera dil hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekhta Chala Gaya Gateway Of India (1957) 03:30 38712
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Johnny Walker, Madhu Bala
Duration : 03:30   Song Number : 38712   

Do Ghadi Wo Jo Paas Aa Baithe Gateway Of India (1957) 03:00 11900
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 03:00   Song Number : 11900   

Na Hanso Hum Pe Gateway Of India (1957) 03:46 40947
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:46   Song Number : 40947   

Sapne Mein Sajan Gateway Of India (1957) 03:09 12351
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:09   Song Number : 12351   

Yeh Raah Badi Mushkil Hai Gateway Of India (1957) 03:04 15594
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Aneeta Guha
Duration : 03:04   Song Number : 15594