Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeFaraar%20(1965)
HomeFaraar%20(1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaiye meharbaan bhaithiye jaan e jaan shauk se lijiye ji ishq ke imtihaan aaiye meharbaan bhaithiye jaan e jaan shauk se lijiye ji ishq ke imtihaan aaiye meharbaan kaise ho tum naujawaan kitne haseen mehmaan kaise ho tum naujawaan kitne haseen mehmaan kaise karoon main bayaan dil ki nahin hai zubaan kaise karoon main bayaan dil ki nahin hai zubaan aaiye meharbaan bhaithiye jaan e jaan shauk se lijiye ji ishq ke imtihaan aaiye meharbaan dekha machal ke jidhar bijli giraa di udhar dekha machal ke jidhar bijli giraa di udhar kiska jala aashiyaan bijli ko ye kya khabar kiska jala aashiyaan bijli ko ye kya khabar aaiye meharbaan bhaithiye jaan e jaan shauk se lijiye ji ishq ke imtihaan aaiye meharbaan bhaithiye jaan e jaan shauk se lijiye ji ishq ke imtihaan aaiye meharbaan
dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye aao ji dance kar len thoda romance kar len raat hai thandi thandi dilon mein aag bhar len pehla nazaara hua ek ishara hua kisse hazaar ho gaye dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye mukh pe paseena halka gora ye roop haaye humne to aaj dekhi barkha mein dhoop haaye mukh pe paseena halka gora ye roop haaye humne to aaj dekhi barkha mein dhoop haaye dekho ye ladke saare bechare dil ke maare tum pe nisaar ho gaye dekh ke teri nazar hooo hooo hooo hooo hooo beqaraar ho gaye haaye haaye aye ji huzoor thehariye hoooo hooo hoooo hoooo hooo hooo hum shikaar ho gaye ek sawaal dear poochhoo janaab se laaye ho aankhen kahin dho ke sharaab se ek sawaal dear poochhoo janaab se laaye ho aankhen kahin dho ke sharaab se aankhen teri mastaani hum tohre dilbar jaani doob ke paar ho
dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega abhi raahon mein andhera hi andhera hoga abhi raahon mein andhera hi andhera hoga aur andhere mein chhupa koi lutera hoga har taraf deep jala loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega jaan pehchaan mulakaat huyi khoob hua meri duniya mein nayi baat huyi khoob hua baat se baat bana loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega rok loon aapko dil mein nahin armaan aise rok loon aapko dil mein nahin armaan aise meri duniya mein kahaan aate hain mehmaan aise apni duniya ko saja loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega
eent ki dukki paan ka ikkaa eent ki dukki paan ka ikkaa kahin jokar kahin sattaa hai suno ji ye kalkatta hai eent ki dukki paan ka ikkaa kahin jokar kahin sattaa hai suno ji ye kalkatta hai baali ganj ki jhheel pe babu aayen roop ke daas jheel kinare badhati jaaye matavaalon ki pyaas naa pocket mein maal hai babu naa pocket mein maal hai babu naa kapde naa lattaa hai suno ji ye kalkatta hai hat kee eent ki dukki paan ka ikkaa kahin jokar kahin sattaa hai suno ji ye kalkatta hai chaurangi ke chauk mein dekho matavaale bangali rasagulle si mithi baatein inki shaan niraali kahin mukarji kahin benarji kahin mukarji kahin benarji kahin ghosh kahin dattaa hai suno ji ye kalkatta hai hoo hat kee eent ki dukki paan ka ikkaa kahin jokar kahin sattaa hai suno ji ye kalkatta hai ye basti hai aag kaa dariyaa ismein howrah pull hai apni jaan bacha lo babu warna dabba gul hai sar par paanv rakh kar bhaago sar par paanv rakh kar bhaago katane waala patta hai suno ji ye kalkatta
o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera haaye oye hoye ke dil mera loot liya o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera oooo oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera o sadke oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera haan aa aa oye hoye ke dil mera loot liyaaa haaye goriye chale kyun tan tan ke jaaye kahan tu ban than ke ve murja goriye chale kyun tan tan ke jaaye kahan tu ban than ke hooo ooo main to chali hoon balamwa thane rapat likhwane ke dil mera o bach ke aye haye ke dil mera loot liya o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera haaye oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera oye hoye oye hoye ke dil mera loot liya aa haa goriye nazar teri heere kiii gaale seb kashmire ki hoye rehn de goriye nazar teri heere kiii gaale seb kashmire ki hooo ooo sajnaa ye chaalen rehne de mujhko tu sach sach kehne de o
log peete hain ladkhadate hain dil se duniyaa ka ghum mitate hain log peete hain ladkhadate hain dil se duniyaa ka ghum mitate hain ek hum hain ke teri mehfil mein pyaase aate hain pyaase jaate hain khush hain sab aur khushi nahin milti zinda hain zindagi nahin milti jal rahe hain charaag umeedon ke jal rahe hain charaag umeedon ke aur kahin roshni nahin milti roshni ka fareb khaate hain roshni ka fareb khaate hain pyaase aate hain pyaase jaate hain log peete hain ladkhadate hain mehki mehki huyi fazaa ko salaam behki behki huyi hawaa ko salaam inn bahaaron se to bhali hai khizaan inn bahaaron se to bhali hai khizaan inn bahaaron ki har adaa ko salaam jinn mein sau zakham muskurate hain jinn mein sau zakham muskurate hain pyaase aate hain pyaase jaate hain log peete hain ladkhadate hain dil se duniyaa ka ghum mitate hain ek hum hain ke teri mehfil mein pyaase aate hain pyaase jaate hain
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasi tum saawan main pyaasi tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to aankhon ko jab band karoon main aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aayen hooo pyaar bina ye jeevan phikaa sapne ye samjhaayen mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho na hoon to ho ho na hoon to maine jab jab anjaane se maine jab jab anjaane se dekhi haath ki rekha main batlaa doon uss rekha mein tumne mujhe hi dekha main to ik parchhayee hoon tumhin ho mere darpan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho naa hoon toh ho ho naa hoon toh main pyaasa tum saawan aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aaye pyaar bina yeh jeevan pheeka sapne yeh samjhaye mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho naa hoon toh ho ho naa hoon toh main pyaasa tum saawan main jab chhedun dil ke taraane chup ke se sun lena yeh nagmein hain pyaar ki kaliyaan dheere se chunn lena tera mera rishta jaise khushboo aur chandan hai naa hai toh hai hai naa hai toh main pyaasa tum saawan
merra naam chin chin chu chin chin chu baba chin chin chu raat chaandni main aur tu hello mister how do you do merra naam chin chin chu chin chin chu baba chin chin chu raat chaandni main aur tu hello mister how do you do baa baa baa baa baa baa baabu ji main cheen se aayi cheeni jaisa dil laayi singaapur ka yauvan mera shanghaai ki angdaayi baabu ji main cheen se aayi cheeni jaisa dil laayi singaapur ka yauvan mera shanghaai ki angdaayi dil par rakh le haath zara ho jaaye na paagal tu dil par rakh le haath zara ho jaaye na paagal tu merra naam chin chin chu chin chin chu baba chin chin chu raat chaandni main aur tu hello mister how do you do merra naam chin chin chu chin chin chu baba chin chin chu raat chaandni main aur tu hello mister how do you do baa baa baa baa baa baa oh baabu ji main aur aap kitna achchha hua milaap tujhko dekh tabeeyat phadki alaadin ki main hoon ladki oh baabu ji main aur aap kitna achchha hua milaap tujhko dekh tabeeyat phadki alaadin ki
pyaar ki daastan tum suno to kahein kya karega sunke jahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan do dilon ke milne se sau diye jal jaate hain do dilon ke milne se sau diye jal jaate hain aarzoo ki manzil tak raaste sab aate hain hum kahaan se aaye kahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan bas yahi to poochha tha ek din kuchh sharmaake bas yahi to poochha tha ek din kuchh sharmaa ke kyun gagan yun miltaa hai is zameen se ghabraa ke ho gaye sab armaan jawaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein kya karega sunke jahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan
ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya wo khel dikhaaya tune madhosh banaaya tune wo khel dikhaaya tune madhosh banaaya tune o jaadugar matwaale bechain banaaya tune o jaadugar matwaale bechain banaaya tune sun re piya kaisa jeeya nazron ka paimaana ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya jab aankh mili sharmaaun main khoyi khoyi jaaun jab aankh mili sharmaaun main khoyi khoyi jaaun aankhon ki kaliyaan kaanpe jab saamne tujhko paaun aankhon ki kaliyaan kaanpe jab saamne tujhko paaun sun mere dil sapnon mein mil dard hua deewana ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya pehle tha zamaana pheeka ab laage
zindagi kya hai hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat kuchh dekhe aur kuchh andekhe sapnon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat kaun kahan par mil jaaye aur kaun kahan kho jaye kaun kahan kho jaye karwat badle waqt ye aise kya se kya ho jaye kya se kya ho jaye ghum ke mod pe aa kar thahre khushiyon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baaraat zakhmon ki baraat aisi bhi hoti hain dil mein dard bhari kuchh yaadein dard bhari kuchh yaadein dil machle to ban jaati hain honthon par fariyaden honthon par fariyaden aur duniya ye samjhe ye hai nagmon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat zakhmon ki baraat zakhmon ki baraat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaiye Meharbaan Howrah Bridge (1958) 03:44 20088
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:44   Song Number : 20088   

Dekh Ke Teri Nazar Howrah Bridge (1958) 04:34 13344
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Pachhi
Duration : 04:34   Song Number : 13344   

Dil E Nadaan Ko Faraar (1965) 03:14 37475
 
Poster of Faraar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Chitnis, Tarun Bose
Duration : 03:14   Song Number : 37475   

Eent Ki Dukki Paan Ka Howrah Bridge (1958) 04:02 19174
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 04:02   Song Number : 19174   

Gora Rang Chunariya Howrah Bridge (1958) 05:47 13345
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Mahmood, Meenu Mumtaaj
Duration : 05:47   Song Number : 13345   

Log Peete Hain Faraar (1955) 03:01 20831
 
Poster of Faraar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Anil Chatarji, Others
Duration : 03:01   Song Number : 20831   

Main Pyaasa Tum (Duet) Faraar (1975) 04:04 18208
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Amitabh Bachchan
Duration : 04:04   Song Number : 18208   

Main Pyaasa Tum Saawan Faraar (1975) 03:10 18212
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:10   Song Number : 18212   

Mera Naam Chin Chin Chu Howrah Bridge (1958) 04:27 20910
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:27   Song Number : 20910   

Pyaar Ki Daastan Faraar (1965) 03:04 37479
 
Poster of Faraar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Chitnis, Tarun Bose
Duration : 03:04   Song Number : 37479   

Ye Kya Kar Daala Tune Howrah Bridge (1958) 04:53 21473
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:53   Song Number : 21473   

Zindagi Kya Hai Faraar (1975) 04:09 36421
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:09   Song Number : 36421