Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil%20Diya%20Dard%20Liya%20(1966)
HomeDil%20Diya%20Dard%20Liya%20(1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dilruba maine tere pyaar mein kya kya na kiya dil diya dard liya dil diya dard liya kabhi phoolon mein guzaari kabhi kaanton mein jiya dil diya dard liya dil diya dard liya zindagi aaj bhi hai bekhudi aaj bhi hai pyaar kehte hai jise wo khushi aaj bhi hai maine din raat mohabbat ka teri jaam piya dil diya dard liya dil diya dard liya dilruba maine tere pyaar mein kya kya na kiya dil diya dard liya dil diya dard liya kya kahoon tere liye maine aansoon bhi peeye kabhi khaamosh rahaa kabhi shikawe bhi kiye kar liya chaak garebaan kabhi daaman ko siyaa dil diya dard liya dil diya dard liya dilruba maine tere pyaar mein kya kya na kiya dil diya dard liya dil diya dard liya pyaar ki jaan hai tu dil ka armaan hai tu kaun duniyaa se dare jab nigebaan hai tu apni kashti ko sahaare pe tere chhod diya dil diya dard liya dil diya dard liya dilruba maine tere pyaar mein kya kya na kiya dil diya dard liya dil diya dard liya kabhi phoolon mein guzaari kabhi kaanton mein jiya dil
guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se guzre hain hum ko naa ye gumaan tha o sang dil sanam raahe wafaa se tere behak jaayenge kadam chhalkega zehar bhi teri aankhon ke jaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se guzre hain o bewafaa tera bhi yun hi toot jaaye dil tu bhi tadap tadap ke pukaare ke haaye dil tera bhi saamna ho kabhi ghum ki shaam se guzre hain hum wo nahin jo pyaar mein ro kar guzaar den parchhayin bhi ho teri to thokar pe maar de waakif hai hum bhi khoob har ek inteqaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se guzre hain aaj ishq mein
koi saagar dil ko behlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin main koi patthar nahin insaan hoon main koi patthar nahin insaan hoon kaise keh doon ghum se ghabrata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin kal to sab the carwaan ke saath saath kal to sab the carwaan ke saath saath aaj koi raah dikhlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin zindagi ke aaine ko tod do zindagi ke aaine ko tod do iss mein ab kuchh bhi nazar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin
aaaa kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam oh oooo kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam matwaala har dil hai dildaram yaram yaram yaram ho oooo kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam jalwa hai tera harsu aankhon mein hai tu hi tu hothon pe tere naghme saanson mein teri khushboo jo bhi ada hai teri qaatil hai ha aaaaaa ho oooo kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam matwaala har dil hai dildaram yaram yaram yaram nazron mein shokhi jhoome pairon ko paayal choome dil waale dil ko thaame lehra ke jab tu ghoome koi deewaana koi ghayal hai ha aaaaaa ho oooo kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam matwaala har dil hai dildaram yaram yaram yaram o jaan e jaana dilbar sadke bahaarein tujh par jaaye ab koi kaise mehfil se teri uthkar sab ki khushi ki yehi manzil hai aa aaa kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam ho oooo kya rang e mehfil hai dildaram o jaan e alam matwaala har dil hai dildaram yaram yaram yaram ho oooo kya rang e mehfil
phir teri kahaani yaad aayi phir tera fasaana yaad aaya phir aaj humari aankhon ko phir aaj humari aankhon ko ik khaab puraana yaad aaya phir teri kahaani yaad aayi jalte hain charaagon ki soorat har shaam teri hum yaadon mein jab subah ko shabnam roti hai kho jaate hain hum fariyaadon mein kho jaate hain hum fariyaadon mein jab dil ne koi aawaaz suni jab dil ne koi aawaaz suni tera hi taraana yaad aaya phir teri kahaani yaad aayi shaayad kabhi milna ho jaaye baithe hain isi armaan mein hum tune to kanaara paa hi liya uljhe hain magar toofan mein hum aye jaane wafaa phir aaj humen aye jaane wafaa phir aaj humen pichchhalaa wo zamaana yaad aaya phir teri kahaani yaad aayi phir tera fasaana yaad aaya
saawan aaye ya na aaye jeeya jab jhoome saawan hai saawan aaye ya na aaye jeeya jab jhoome saawan hai saawan aaye taar mille jab dil se dil ke wohi samay mann bhawan hai wohi samay mann bhawan bhawan hai saawan aaye ni sa re ma re sa re ma pa re ma pa ni pa ma pa ni sa aaa aa aa aa aa jab se piyaa tu nainon mein aaya prem ke rang mein rach gayi kaaya aaa aa aa aa aa aa aa baag mein bann mein neel gagan mein sab mein hai tere roop ki chhaaya tu hai mere sang to hardum khushi ki aawan aawan hai khushi ki aawan aawan aawan hai saawan aaye ya na aaye jeeya jab jhoome saawan hai saawan aaye ni sa ne sa re ma pa pa ma re ma pa sa ni aaa aa aa aa aa ankhiyan majeere mann ek taara in mein baaje naam tihaara aaa aa aa aa aa aa aa aa haste gaate jeevan beete ant na ho ye geet humaara mausam aaya sukh paawan ka dukhon ki jaawan jaawan hai dukhon ki jaawan jaawan jaawan hai saawan aaye ya na aaye jeeya jab jhoome saawan hai saawan aaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dilruba Maine Tere Dil Diya Dard Liya (1966) 04:21 13094
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:21   Song Number : 13094   

Guzre Hain Aaj Ishq Dil Diya Dard Liya (1966) 03:50 13095
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:50   Song Number : 13095   

Koi Saagar Dil Ko Behlata Nahin Dil Diya Dard Liya (1966) 03:46 20795
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 20795   

Kya Rang e Mehfil Hai Dil Diya Dard Liya (1966) 03:43 40228
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehman, Waheeda Rehman
Duration : 03:43   Song Number : 40228   

Phir Teri Kahaani Yaad Dil Diya Dard Liya (1966) 03:32 21101
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:32   Song Number : 21101   

Saawan Aaye Ya Na Aaye Jeeya Jab Jhoome Saawan Hai Dil Diya Dard Liya (1966) 03:39 12329
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 03:39   Song Number : 12329