Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZindagi%20Ke%20Safar%20Mein
HomeZindagi%20Ke%20Safar%20Mein
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate phool khilte hain log milte hain phool khilte hain log milte hain magar patjhad mein jo phool murjhaa jaate hain wo bahaaron ke aane se khilte nahin kuchh log ik roz jo bichhad jaate hain wo hazaaron ke aane se milte nahin umr bhar chaahe koi pukaara kare unka naam wo phir nahin aate wo phir nahin aate aankh dhokha hai kya bharosa hai aankh dhokha hai kya bharosa hai suno doston shaq dosti ka dushman hai apne dil mein ise ghar banaane naa do kal tadapna pade yaad mein jinki rok lo ruth kar unko jaane naa do baad mein pyaar ke chaahe bhejo hazaaro salaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate suboh aati hai raat jaati hai suboh aati hai raat jaati hai yunhi waqt chalta hi rehtaa hai rukta nahin ek pal mein ye aage nikal jaata hai aadmi thik se dekh paata nahin aur parde pe manzar badal jaata hai
zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane kabhi to dil ye khona tha hua wahi jo hona tha kabhi to dil ye khona tha hua wahi jo hona tha milkar tumse teri kasam se hoke khud se begaane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane suni thi hamne baat kahin magar nahin tha humko yakeen suni thi hamne baat kahin magar nahin tha humko yakeen ab to ye jana hamne ye mana hote hain sach afsaane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane mila jo tera pyaar sanam bhula diye duniya ke ghum mila jo tera pyaar sanam bhula diye duniya ke ghum is jeevan ke soone mann ke saj gaye har veeraane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun
zindagi ke safar mein akele thei hum mil gaye tum to dil ko sahaara milaa aa gaye ik naye raaste par kadam jab tumhaari nazar ka ishaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum zindagi ko tamanna thi humraaz ki saaz e dil ko zaroorat thi aawaaz ki zindagi ko tamanna thi humraaz ki saaz e dil ko zaroorat thi aawaaz ki tumne jab muskuraa kar pukaara humein zindagi ko khushi ka nazaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum mil gaye tum to dil ko sahaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum ab zamaane ka darr hai na duniyaa ka ghum apni taqdeer par naaz karte hain hum ab zamaane ka darr hai na duniyaa ka ghum apni taqdeer par naaz karte hain hum aaj aankhon ko jalwe tumhaare mille aaj haathon ko daaman tumhaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum mil gaye tum to dil ko sahaara milaa zindagi ke safar mein akele thei hum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zindagi Ke Safar Mein Aap Ki Kasam (1974) 06:36 21506
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:36   Song Number : 21506   

Zindagi Ke Safar Mein Damaad (1978) 05:09 37503
 
Poster of Damaad (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Ranjeeta
Duration : 05:09   Song Number : 37503   

Zindagi Ke Safar Mein Akele Thei Hum Nartaki (1963) 03:39 31527
 
Poster of Nartaki (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nanda
Duration : 03:39   Song Number : 31527