Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeWaqt%20Se%20Din%20Aur%20Raat
HomeWaqt%20Se%20Din%20Aur%20Raat
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ishq mujhko nahin wahshat hi sahi meri wahshat teri shohrat hi sahi qata kije naa taalukk humse kuchh nahin hai to adaavat hi sahi mere hone mein hain kya ruswaayi aye wo majlis nahin dilvat hi sahi hum bhi dushman to nahin hain apne hum bhi dushman to nahin hain apne gair ko tujhse muhabbat hi sahi hum koi kar ke wafaa karte hain naa sahi ishq musibat hi sahi hum bhi taslim ki khun daalenge beniyazi teri aadat hi sahi yaar se chhed chali jaa aye asad gar nahin wasal to hasrat hi sahi
waqt karta jo wafaaaa waqt karta jo wafa aap humaare hote hum bhi auron ki tarha hum bhi auron ki tarha aap ko pyaare hote waqt karta jo wafa apni taqdeer mein pehle hi se kuchh to ghum hai apni taqdeer mein pehle hi se kuchh to ghum hai aur kuchh aap ki fitrat mein wafa bhi kam hai warna jeeti huyi baazi to na haare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote waqt karta jo wafa hum bhi pyaase hain ye saaki ko bata bhi na sake hum bhi pyaase hain ye saaki ko bata bhi na sake saamne jaam tha aur jaam utha bhi na sake kaash hum gairet e mehfil ke na maare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote waqt karta jo wafa dum ghuta jaata hai seene mein phir bhi zinda hain dum ghuta jaata hai seene mein phir bhi zinda hain tumse kya hum to zindagi se bhi sharminda hain marr hi jaate na jo yaadon ke sahaare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote hum bhi auron ki tarha hum bhi auron ki tarha aap ko pyaare hote waqt karta jo wafa
waqt ke jungle mein khoya hai ek banjaara ek banjaara waqt ke jungle mein khoya hai ek banjaara ghoome galiyon mein gol gol zindagi mile jo bhi lage zara zara ajnabee ghoome galiyon mein gol gol zindagi mile jo bhi lage zara zara ajnabee aur nazrein dhoondhen raah dikhaane wala sitaara waqt ke jungle mein khoya hai ek banjaara kadam kadam yeh dam badam sawaalon mein khoya chala jaaye kadam kadam yeh dam badam andheron mein dooba chala jaaye hai sawaalon mein khoya andheron mein dooba sawaalon mein khoya andheron mein dooba chala jaaye hai chala jaaye hai chala jaaye hai phire tanha musaafiron sa ghumzada sune raat bhar aahaton ki yeh sada phire tanha musaafiron sa ghumzada sune raat bhar aahaton ki yeh sada aur raat kahe subha na aayegi dobaara waqt ke jungle mein khoya hai ek banjaara waqt ke jungle mein khoya hai ek banjaara
waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai usne dekha mujhe usne chaha mujhe usne thukra diya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya baad muddat ke woh doston ki tarah humse hans kar mila waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi koi chahat na thi bas murravat thi woh khud ko samjha liya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai apna
haaaan aaa aaaaa aaaaaaaa kal tak rab ko bhulaa tha bhulaa tha are kal tak rab ko bhulaa tha ab naam laga hai ratne jab maal laga hai ghatne laga kaleja fatne to khairaat lagi hai batne par chinta ki koi baat nahin nahin hum hain tere saath bilkul are pahucha denge uske kaano tak hum ye teri baat darbaar mein upar wale ke darbaar mein upar wale ke andher nahin par deri hai andher nahin par deri hai darbaar mein upar wale ke andher nahin par deri hai taqdeer ka saara khel hai ye taqdeer ka saara khel hai ye aur waqt ki hera pheri hai aur waqt ki hera pheri hai aur waqt ki hera pheri hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa oooooo tujhe jitna pyaar hai daulat se haan ji daulat se utna tu agar daata se kare to har mushkil har ghum pyaare rahe tujhse hamesha pare pare tu chhod de daulat ka chakkar tu chhod de daulat ka chakkar ye teri hai na meri hai ye teri hai na meri hai meri hai wo teri hai ji meri hai ji meri hai meri hai ji meri hai meri hai ji meri hai meri hai meri
waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya beqaraar dil iss tarha mille jis tarha kabhi hum juda na thei beqaraar dil iss tarha mille jis tarha kabhi haan juda na thei tum bhi kho gaye hum bhi kho gaye ek raah par chal ke do kadam waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya jaayenge kahan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin jaayenge kahan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin kya talaash hai kuchh pata nahin bun rahe hain dil khaab dum ba dum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya hmm hmm hmm hmm hmm ra ra la la la hmm hmm hmm hmm beqaraar dil is tarah mile jis tarah kabhi hum juda naa the beqaraar dil is tarah mile jis tarah kabhi hum juda naa the tum bhi kho gaye hum bhi kho gaye ek raah par chal ke do kadam waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya hmm hmm hmm ra ra ra ra ra hmm hmm hmm jaayenge kahaan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin jaayenge kahaan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin kya talaash hai kuchh pata nahin bun rahe hain dil khwaab dam badam waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya hmm hmm hmm ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra
Waqt Ne Kiya Kaya Hasin Sitam
jab kabhi bolna waqt par bolna jab kabhi bolna waqt par bolna muddaton sochna mukhtasar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna muddaton sochna mukhtasar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna pehle kuchh door tak saath chal ke parakh pehle kuchh door tak saath chal ke parakh phir mujhe humsafar humsafar bolna phir mujhe humsafar humsafar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna la lala la lala la lala la lala umr bhar ko mujhe besadaa kar gaya umr bhar ko mujhe besadaa kar gaya tera ik baar munh pher kar bolna tera ik baar munh pher kar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna la lala la lala la lala la lala meri khanabadoshi se poochhe koi meri khanabadoshi se poochhe koi kitna mushkil hai raste ko ghar bolna kitna mushkil hai raste ko ghar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna muddaton sochna mukhtasar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna la lala la lala la lala la lala muddaton sochna
kal jahaan basti thi khushiyaan aaj hai maatam wahaan waqt laaya tha bahaare waqt laaya hai khizaa waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki thokar mein hai kya huqumat kya samaaj kya huqumat kya samaaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt hai phoolon ki sej waqt hai kaanton ka taaj waqt hai kaanton ka taaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe kaun jaane kis ghadi waqt ka badle mijaaz waqt ka badle mijaaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har
o hooo aa haaaa hooo hoooo hoooo waqt se pehle kismat se jyada waqt se pehle kismat se jyada kisi ko mila hai naa kisi ko milega pyaar se saara gulshan mehke nafrat se koi gul naa khilega waqt se pehle kismat se jyada kisi ko mila hai naa kisi ko milega pyaar se saara gulshan mehke nafrat se koi gul naa khilega ghum ko humne geet bana kar iss duniyaa ka dil behlaaya ghum ko humne geet bana kar iss duniyaa ka dil behlaaya hanste hansaate jaane kaise inn geeton mein tum ko paaya haan hum hain sabke koi naa apna ek din koi apna milega pyaar se saara gulshan mehke nafrat se koi gul naa khilega waqt se pehle kismat se jyada kisi ko mila hai naa kisi ko milega pyaar se saara gulshan mehke nafrat se koi gul naa khilega nain mile aur chain ganwaaya baat puraani phir bhi nayi hai are nain mile aur chain ganwaaya baat puraani phir bhi nayi hai teri nazar ne meri nazar se bin bole ek baat kahi hai haan dekh ke mujhko yun naa lajjaao dil pe phir kaaboo naa rahega pyaar se
waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de dil mein uthtaa huaa tufaan thehar jaane de aur thodi der dekh lene de ye cheharaa zindagi bhar ki thakan dil se utar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de dil mein uthtaa huaa tufaan thehar jaane de aur thodi der dekh lene de ye cheharaa zindagi bhar ki thakan dil se utar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de teri masoom jawaani kaa hai ehsaas mujhe phir bhi baithaa le ghadi bhar ke liye paas mujhe raani teri masoom jawaani kaa hai ehsaas mujhe phir bhi baithaa le ghadi bhar ke liye paas mujhe raani tan ki doori na rahe mann ka milan ho sachaa pyaar ki is aag mein tan manko nikhar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de dil mein uthtaa huaa tufaan thehar jaane de aur thodi der dekh lene de ye cheharaa zindagi bhar ki thakan dil se utar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de teri aankhon ki kamal choom lun to chain mile teri baahon mein zara jhoom lun to chain mile
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha kal tak main akela tha aaj zamana saath hai waqt waqt ki baat hai samjhe na waqt waqt ki baat hai kal tak main akela tha aaj zamana saath hai waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai jab itna mashhoor na tha yaaro mera naam tab paani naa milta tha ab milte hain jaam kal ye raat andheri thi aaj suhaani raat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai sun kar meri baaton ko hai duniya hairaan dekhte rah gaye sab maine maar liya maidaan kal dil mein veerani thi aaj magar baraat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai aaj tu jaanegi mujhko aye mere mehboob bhola bhaala hoon lekin aadmi hoon main khoob kal tha jiska intezaar aaj wo mulaqaat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai kal tak main akela tha aaj zamana saath hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai
apni kismat ka tuhi god zindagi hai baaees gaj ki daud bait ko zamin se rakh chipka run to banega par wicket bacha aayi next ball kya hai tera call khelega utha ke ya tu banega wall zara cut to laga dekh hota hai kya run to banega par wicket bacha shout india shout india sili point pe hai life latki sabki nighahein tujh pe hai atki tujhe mile mauka tu laga le chauka run to banega par wicket bacha sabko hai doubt tu hai hone waala out beat jo hua to sabhi karenge shout koi gap dhund kar saare filder bhaga run to banega par wicket bacha shout india shout india khel ye nahin hai yeh hai jung mere bhai aaj tu dikha de tere rang mere bhai dang reh jaayen sabhi dekh tera hausla run to banega par wicket bacha yorker aaye chaahe aaye gugle tujh pe uthe na kabhi koi ungali bas score ko bada bina liye khatra run to banega par wicket bacha shout india common india
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Wahshat Hi Sahi Mirza Ghalib (1954) 03:08 13748
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:08   Song Number : 13748   

Waqt Karta Jo Wafa Dil Ne Pukara (1967) 04:55 11985
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor, Rajshree
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:55   Song Number : 11985   

Waqt Ke Jungle Dobaaraa (2022) 03:09 13863
 
Poster of Dobaaraa (2022)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2022
Lyricist
Hussain Haidry
Music Director- 
Gaurav Chatterji
Singer- 
Armaan Malik
On Screen Actors- 
Taapsee Pannu
Duration : 03:09   Song Number : 13863   

Waqt Ki Baat Hai Pankaj Udhas 06:31 38966
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:31   Song Number : 38966   

Waqt Ki Hera Pheri Hera Pheri (1976) 08:00 19197
 
Poster of Hera Pheri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Amitabh Bachchan, Dhumal
Duration : 08:00   Song Number : 19197   

Waqt Ne Kiya Kya Kagaz Ke Phool (1959) 04:15 21406
 
Poster of Kagaz Ke Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:15   Song Number : 21406   

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam 102 Not Out (2018) 04:56 16801
 
Poster of 102 Not Out (2018)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2018
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Rohan, Vinayak
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rishi Kapoor
Duration : 04:56   Song Number : 16801   

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Jagjit Singh 05:10 37009
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:10   Song Number : 37009   

Waqt Par Bolna Hariharan 03:51 16945
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 03:51   Song Number : 16945   

Waqt Se Din Aur Raat Waqt (1965) 04:19 14406
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:19   Song Number : 14406   

Waqt Se Pehle Biwi O Biwi (1981) 06:13 21407
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 06:13   Song Number : 21407   

Waqt Thoda Sa Abhi Seema (1971) 04:04 14188
 
Poster of Seema (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kabir Bedi, Simi Garewal
Duration : 04:04   Song Number : 14188   

Waqt Waqt Ki Baat Hai Bhola Bhala (1978) 04:30 37613
 
Poster of Bhola Bhala (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:30   Song Number : 37613   

Wicket Bacha Hattrick (2007) 04:06 15144
 
Poster of Hattrick (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Mayur Puri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Usha Uthup, Earl
On Screen Actors- 
Nana Paatekar, Rimi Sen
Duration : 04:06   Song Number : 15144