Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHai%20Duniyaa%20Usi%20Ki%20Zamaana%20Usi%20Kaa
HomeHai%20Duniyaa%20Usi%20Ki%20Zamaana%20Usi%20Kaa
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai dhadak aahista se aye dil dhadak aahista se aye dil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai koi sun le na ye kissa bahut dar lagta hai koi sun le na ye kissa bahut dar lagta hai magar darne se kya haasil magar darne se kya haasil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai batana bhi nahin aasaan chhupana bhi kathin hai batana bhi nahin aasaan chhupana bhi kathin hai khudaya kis kadar mushkil khudaya kis kadar mushkil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai hooo ooo oooo ujaale dil ke phaile hain chale aao na jaanam chale aao na jaanam bahut hi pyaar ke kaabil bahut hi pyaar ke kaabil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai dhadak aahista se aye dil aye dil aye dil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye
do hanson ka joda bichhad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam bhayo re do hanson ka joda bichhad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re mora sukh chein bhi jeevan bhi mora chheen liya paapi sansaar ne saajan bhi mora chheen liya piya bin tarpe jiyaa ratiyaan bitaayon kaise birhaa ki agni ko asuwan se bujhaayon kaise jiyaa mora muskil mein pad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam bhayo re raat ki aas gayi din ka sahaara bhi gaya mora sooraj bhi gaya mora sitaara bhi gaya preet kar ke kabhi preetam se na bichhade koi jaisi ujadi hoon mein aise bhi na ujade koi bana khel mora bigad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam bhayo re jeete je chhodungi saiyaan na dagariyaa tori beet jaayegi yunhin saari umariyaa mori nainon se hoti rahegi yunhin barsaat balam yaad mein roti rahongi teri din raat balam nagar more mann ka ujad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam
duniya mein sabhi chehre lagte to hain pehchaane kyun phir bhi hain anjaane ye baat wahi jaane haaye duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain apne hi apnon se yahan begaane jaise rehte hain begaane jaise rehte hain begaane jaise rehte hain duniya isi ka naam hai jo hum chaahen jo tum chaaho wo kab hota hai duniya mein muqaddar ke ishaaron pe hi sab hota hai duniya mein ye sab hota hai duniya mein duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ka naam hai kabhi uss mod par loota gaya hai karwaan dil ka jahaan se do kadam hi faasla baaki thaa manzil ka yahan kehti hai khamoshi hazaaron ghum ke afsaane magar is baat ka matlab koi bedard kya jaane koi bedard kya jaane duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ka naam hai yahan har ghum khushi ka ek naya paigaam laata hai andheri raat
ho kaisa tera pyaar kaisa gussa hai tera kaisa tera pyaar kaisa gussa hai tera tauba sanam tauba sanam tauba sanam tauba sanam are jaisa mera pyaar waisa gussa hai mera teri kasam teri kasam teri kasam teri kasam ik dillagi maine ki thi tune to dil pe laga li hooo ik dillagi maine ki thi tune to dil pe laga li shishe jaisa toota aise jo tu rootha shishe jaisa toota aise jo tu rootha aisa hua kya sitam tauba sanam tauba sanam tauba sanam tauba sanam lalalala lalalala main ek tera deewana dekhe tujhe kyun zamana main ek tera deewana dekhe tujhe kyun zamana dekhe mere naina dil mein chhupke rehna ho dekhe mere naina dil mein chhupke rehna rakhna na bahar kadam meri kasam meri kasam meri kasam meri kasam tauba sanam tauba sanam apni khata maine maani ab chhod bhi ye kahani hooo apni khata maine maani ab chhod bhi ye kahani tu bhi muskura de mujhe bhi hasa de tu bhi muskura de mujhe bhi hasa de o mere achchhe balam meri kasam meri kasam meri kasam meri kasam hoo kaisa
duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi kabhi subah kabhi hai shaam kahin shaadi kahin barbaadi nagma hai kahin shehnaayi kaa maatam hai kahin tanhaayi kaa koi zehar piye koi jaam re koi zehar piye koi jaam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi tum gair se naata jod chale aur mujhko tadapta chhod chale socha naa mera anjaam re socha naa mera anjaam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi ho tum ko mubaaraq duniyaa nayi duniyaa nayi kar lena humen bhi yaad kabhi kar lena humen bhi yaad kabhi tum shaad ho hum naaqam re tum shaad ho hum naaqam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi kabhi subah kabhi hai shaam kahin shaadi kahin barbaadi
hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein ussi ne hai loota mazaa zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana karon ehtraam uski deewangi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho sataayega kya ghum usse zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa
ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin chale jo saath do kadam wo humsafar mila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin wo kaise log hain jinhen naseeb hai khushi wo honge aur raas jinko aayi dosti mere to khwab phool se bikhar gaye sabhi mere to khwab phool se bikhar gaye sabhi ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ke pyaar ka koi bhi phool pyaar se khila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ye kya makaam hai ye aa gaya hoon main kahan ke ajnabi se lag rahe hain mujhko sab yahan kisse kahoon sunega kaun meri daastaan kisse kahoon sunega kaun meri daastaan ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ke door tak ummeed ka koi bhi silsila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin koi mujhe pukaar le koi to de sada main der tak is intzaar mein khada raha sharab ne diya hai saath iska shukriya sharab ne diya hai saath iska shukriya ye baat hai naseeb ki kisi se
ye duniyaa usi ki jo pyaar kar le preet se dil ka singaar kar le preet se dil ka singaar kar le mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta dhim ta dhim tak tak tak takit takit tak takit takit tak takit takit tak ta ta ta hoooo oooooo mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai nazren kisi se to chaar kar le apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein kaliyaan khila le suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar na der da ni tin dir da ni dim dim ta nan na oo der da ni oo der dim dim ta nan na aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa ta gan na tai tai kir tai tai kir tai tai tai kir tai tak jhoom jhoom tak jhoom jhoom hooo ooooo apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badi Nazuk Hai Ye Manzil Jagjit Singh 04:58 37713
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Year- 
2003
Lyricist
Zameer Kaazami
Music Director- 
Tabun Sutradhar
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Perizaad Zorabian, Khalid Siddiqui
Duration : 04:58   Song Number : 37713   

Do Hanson Ka Joda Ganga Jumna (1961) 03:09 20395
 
Poster of Ganga Jumna (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Hinch
Duration : 03:09   Song Number : 20395   

Duniya Isi Ka Naam Hai Duniya (1968) 05:11 36207
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda, Mukesh
On Screen Actors- 
Dev Anand, Vyjayanthimala, Balraj Sahni
Duration : 05:11   Song Number : 36207   

Duniya Isi Ka Naam Hai Love Story (1981) 05:26 32658
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:26   Song Number : 32658   

Duniyaa Hai Isi Ka Naam Sohni Mahiwal (1958) 03:47 14268
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:47   Song Number : 14268   

Hai Duniyaa Usi Ki Zamaana Usi Kaa Kashmir Ki Kali (1964) 06:04 11844
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:04   Song Number : 11844   

Ye Baat Hai Naseeb Ki Ehsaan Aap Ka (1986) 06:18 36447
 
Poster of Ehsaan Aap Ka (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijayendra, Deepti Naval
Duration : 06:18   Song Number : 36447   

Yeh Duniyaa Usi Ki Jo Gharana (1961) 04:24 13278
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 04:24   Song Number : 13278