Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsha%20O%20Asha
HomeAsha%20O%20Asha
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote mausam ye na aata yun na chhaati ye ghata aise gungunati yun na gaati ye hawa mausam ye na aata yun na chhaati ye ghata aise gungunati yun na gaati ye hawa gul shabnam ke moti na pirote mere hamrahi jo tum na hote aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote aa ho ho hoo raahein wohi waadi wohi badla kuchh nahin phir bhi tere milne se hai duniya kyun haseen raahein wohi waadi wohi badla kuchh nahin phir bhi tere milne se hai duniya kyun haseen kahin khwabon mein hum gum na hote mere hamrahi jo tum na hote aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote hum tum jo na milte to na chhaata ye nasha hota kuchh bhi hota ye na hota jo hua hum tum jo na milte to na chhaata ye
aa aa aaaa aaaaaaaa aaya hoon yaaro dil apna deke ankhon mein chehra kisi ka leke wo dil ka qaatil dilbar humara jiske liye main hua aawara milte hi jisne chooma tha mujhko phir naa palat ke dekha dobara aur isi liye doston maine faisla kiya ke phir kabhi kisi se pyaar nahi karunga kabhi kisi ladki ko apna dil nahi dunga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega har haseen chehre se ab ye dil darega hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega har haseen chehre se ab ye dil darega hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai raseele honth chhalakte gaal mastaani chaal bura kar de haal palak phadke ke dil dhadke umar ki uthaan kadakti kamaal qaatil adaa zaalim haya mere khuda mere khuda shola badan dehka chaman magar yaaro hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega
aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi shaamil hai iss mein aapke shaamil hai iss mein aapke chehre kaa noor bhiiii aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi zulfen hain yaa ghataaon ki parchhaaiyaan si hain zulfen hain yaa ghataaon ki parchhaaiyaan si hain aankhon mein neeli jheel ki gehraaiyaan si hain lab hain kali gulaab ki rukhsaar champai lab hain kali gulaab ki rukhsaar champai aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi kije mera khayaal aji kuchh to sochiyeee kije mera khayaal aji kuchh to sochiyeee apni nighaah apne tabassum ko rokiyeeee had se guzarti jaaye hai deewangi meri had se guzarti jaaye hai deewangi meri aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi tanhaaiyon ka pyaar se daaman sajaaiyeee tanhaaiyon ka pyaar se daaman sajaaiyeee tadpaa liya sataa liya ab aa bhi jaaiye kab se hai intezaar mein baahen khuli huyi kab se hai intezaar mein kab se hai intezaar mein baahen khuli huyiii aisi haseen chaandani pehle
asha asha asha asha asha o asha o asha o asha tujhe kya hua kya hua na kaho mujhe asha main to ho gayi nirasha asha o asha o asha kaisi ghum ki shaam aayi dil mein reh gayi dil ki baat raat aayegi wo pagli leke khushiyon ki baraaat leke khushiyon ki baraat shakh dil ki jal gayi jab phir bahaar aayi to kya ye fiza to de rahi phool khilne ka pata phool khilne ka pata koi ab kuchh bhi kahe main to ban gayi tamasha asha o asha o asha saamne aayi thi manzil aake phir kyun kho gayi ik nayi manzil se wo sharma ke wapis ho gayi sharma ke wapis ho gayi apni aankhon mein naye sapne saja lun iss tarah waqt aane par badal jata hai mausam jis tarah ha us tarah jo kabhi suni na thi main samjh gayi wo bhasha asha main asha mujhe kya hua hmmm hmmm hmmm hmmm asha main asha main asha hmm hmmm hmmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aisa Sama Na Hota Zameen Aasman (1984) 07:06 31098
 
Poster of Zameen Aasman (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Anita Raj
Duration : 07:06   Song Number : 31098   

Aisa Zakham Diya Hai Akele Hum Akele Tum (1995) 06:54 36280
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Others, Aamir Khan
Duration : 06:54   Song Number : 36280   

Aisi Haseen Chaandani Dard (1981) 05:46 20122
 
Poster of Dard (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Poonam Dhillon
Duration : 05:46   Song Number : 20122   

Asha O Asha Black Mail (1973) 05:02 36886
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:02   Song Number : 36886