Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAkela%20Hoon%20Main
HomeAkela%20Hoon%20Main
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa haa aa haa haa haa haa haa haa haa hoo hoo aaaa aaaa hoo hoo akela hoon main iss duniyaan mein koi saathi hai to mera saaya akela hoon main iss duniyaan mein koi saathi hai to mera saaya akela hoon main na to parwaana aur na deewaana main kisi mehfil kaa sooni sooni raahen thamti hai baahen ghum kise manzil kaa na to parwaana aur na deewaana main kisi mehfil kaa sooni sooni raahen thamti hai baahen ghum kise manzil kaa main to hoon raahi dil ka haayeee saathi hai to mera saaya akela hoon main iss duniyaan mein koi saathi hai to mera saaya akela hoon main aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaa jaise kabhi pyaare jheel ke kinaare hans akelaa nikle waise hi dekho ji ye manmouji maujon ke seene pe chale jaise kabhi pyaare jheel ke kinaare hans akelaa nikle waise hi dekho ji ye manmouji maujon ke seene pe chale chaand sitaaron ke tale saathi hai to mera saaya akela hoon main iss duniyaan mein koi saathi hai to mera
akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon kisi ko main shaam o sehar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon ye mehaki huyi raat kitni haseen hai ye mehaki huyi raat kitni haseen hai magar mere pehloo mein koi nahin hai magar mere pehloo mein koi nahin hai muhabbat bhari ik nazar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon mere dil mein aaja nigaahon mein aaja mere dil mein aaja nigaahon mein aaja muhabbat ki rangeen raahon mein aaja muhabbat ki rangeen raahon mein aaja tujhi ko main o bekhabar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon kidhar jaaon veeraan hain meri raahein kidhar jaaon veeraan hain meri raahein kisi ko na apna saki meri aahein kisi ko na apna saki meri aahein main aahon
akela hoon main is jahaan mein akeli meri daastaan na manzil koi na saathi koi jaane kya ye neela aasmaan kya khabar kya pataa jaa raha hoon main kahaan meri raat ka ek saathi yahi chaand ka kaarwaan chaloon to chalein rukoon to rukein jaane kya ye neela aasmaan kya khabar kya pataa jaa raha hoon main kahaan mera hamsafar mera saaya mera meherbaan raazdaan na iska koi na mera koi jaane kya ye neela aasmaan kya khabar kya pataa jaa raha hoon main kahaan ye dariya ye maujein ye saahil ye chhalki hui mastiyaan hain aati nazar kuchh kami si magar jaane kya ye neela aasmaan kya khabar kya pataa jaa raha hoon main kahaan akela hoon main is jahaan mein akeli meri daastaan na manzil koi na saathi koi jaane kya ye neela aasmaan kya khabar kya pataa jaa raha hoon main kahaan jaa raha hoon main kahaan
akele hum akele tum jo hum tum sang hain to phir kya ghum tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy yun to hai tu nanhaa saa hai magar guru sabka aur isi shararat se dil jigar hai tu sabka kehne ko hai yun to hazaar koi magar tujhsa kahaan akele hum akele tum jo hum tum sang hain to phir kya ghum tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy maan lo kal jo ye saari duniyaa saath mera nahin degi kaun hai phir meri manzil ka humsafar main hoon daddy aaj lage kitna haseen apna jahaan apna samaan akele hum akele tum jo hum tum sang hain to phir kya ghum tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy but you love me daddy but you love me daddy
akele mein woh ghabraate to honge akele mein woh ghabraate to honge mita ke mujhko pachhtaate to honge akele mein humaari yaad aa jaati to hogi humaari yaad aa jaati to hogi achanak woh tadap jaate to honge achanak woh tadap jaate to honge akele mein woh din haaye woh din haaye re woh din woh din haaye woh din haaye re woh din woh din unko bhi yaad aate to honge woh din unko bhi yaad aate to honge akele mein patange apne donon par jalaa kar patange apne donon par jalaa kar humaari yaad dilwaate to honge humaari yaad dilwaate to honge akele mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Akela Hoon Main Baat Ek Raat Ki (1962) 03:33 12768
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:33   Song Number : 12768   

Akela Hoon Main Humsafar Jaal (1967) 04:36 11823
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:36   Song Number : 11823   

Akela Hoon Main Iss Jahan Mein Kishore Kumar 04:29 13027
 
Poster of Kishore Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Kishore Kumar
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:29   Song Number : 13027   

Akele Hum Akele Tum Akele Hum Akele Tum (1995) 04:47 18670
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Master Adil, Aamir Khan
Duration : 04:47   Song Number : 18670   

Akele Mein Wo Ghabraate To Honge Biwi (1950) 03:18 40182
 
Poster of Biwi (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Wali Sahab
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:18   Song Number : 40182