Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBaaz (1992)
HomeBaaz (1992)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo haa jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey jeene ka ye daur to abhi hua hai shuru zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai hmm hmmm sheeshe ke hain jaam wo paani ka hai wo nasha jogi kya hai jog kya tumhe kahan ye pata peeke bhi ho pyase tum pyasi pyasi zindagi zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani chaar din mein daaman chhod de hoo husn jaane kis kadam pe nazren mod le laaye tumhe hosh mein aisa koi jaam pee zindagi ye kaisi hai jaise jiyo
zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai hans kar har muskil apna duniyaa ka yahi usool khil kar jab tak kali hanse na tab tak bane na phool hanste chehre ke sab saathi rone ko saath na koi hasne waala bane sitaara roye to paaun ki dhool kyunki zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai ek din maut aayegi sab ko aaj nahin to kal hai kisi ki khatir mar jaana ye baat badi mushkil hai sadiyon tak wo rahega amar jo auron pe hua nichhawar mar kar bhi zinda rehta hai wohi to zinda dil hai kyunki zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai
zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi humne har haal mein jeene ki kasam khayi hai ab yahi haal muqaddar hai to shikwa kyun ho hum salike se nibha denge jo din baaki hain chaah rusva na huyi dard bhi rusva kyun ho zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi humko taqdeer se be wajah shikayat kyun ho isi taqdir ne chaahat ki khushi bhi di thi aaj agar kaanpti palakon ko diye hain aansu kal thirakate huye honthon ko hansi bhi di thi zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi hum hain maayus magar itne bhi maayus nahin ek na ek din to yeh ashkon ki ladi tootegi ek na ek din to chhatenge ye ghumon ke baadal ek na ek din to ujaale ki kiran phootegi zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi
zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari jab pyaar hua do nain mile jab aayi bahaar aur phool khile jab baat huyi aur lab na hile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari itna sa hai dil ka afsaana apna na hua ik begaana nazaren to mili par dil na mile kuchh unse humein shiqave na gile kya khoob mile ulfat ke sile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari reh reh ke tadapna ghabaraana har baat pe dil bhar bhar aana aansoo bhi bahe seena bhi jale armaan ajab sanche mein dhale iss pyaar se hum be pyaar bhale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat
zulfon ko hata le chehre se ooooo hooo hooo aaaaa haaaa haaaa hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de zulfon ko hata le chehre se ho jo mausam ko pata ye teri zulf hai kya choom le maang teri jhuk ke saawan ki ghata ho jo mausam ko pata ye teri zulf hai kya choom le maang teri jhuk ke saawan ki ghata zulf lehraaye lehraa ke baadal bane jo bhi dekhe tujhe tera paagal bane aisa bhi nazaara hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de zulfon ko hata le chehre se dekh naaraaz naa ho mere masoom sanam main koi gair nahin teri aankhon ki kasam dekh naaraaz naa ho mere masoom sanam main koi gair nahin teri aankhon ki kasam de ijaazat ke tere kadam choom loon saath main bhi tere do ghadi jhoom loon halka sa ishaara hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zindagi Ye Kaisi Hai Swami Dada (1982) 08:02 35857
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 08:02   Song Number : 35857   

Zindagi Zinda Dili Ka Zinda Dil (1975) 03:27 14453
 
Poster of Zinda Dil (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zahira
Duration : 03:27   Song Number : 14453   

Zindagi Zulm Sahi Shagoon (1964) 04:01 32473
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:01   Song Number : 32473   

Zulfon Ki Sunehri Chhaon Tale Zindagi Ya Toofan (1957) 04:02 32166
 
Poster of Zindagi Ya Toofan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:02   Song Number : 32166   

Zulfon Ko Hata Le Sawan Ki Ghata (1966) 04:34 14174
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:34   Song Number : 14174