Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBaaz (1992)
HomeBaaz (1992)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tere jaisa koi khoobsurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin sooraj chaand taare gagan ke jaise roshni dene chamke yun hi teri bindiya ke dam se meri duniya din raat damke tere hansne se achchha muhurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin main bhi aaj yeh maanta hoon kal tak jo yeh duniya thi kehti jag mein har safal aadmi ke peechhe ek aurat hai rehti munh chhupane ki koi zaroorat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin kitna mujhe tujhpe yakeen hai humdam tujhe kehna hai mushkil itna tujhe kehta hoon bas main tujh bin zinda rehna hai mushkil nainon mein bin tere koi moorat nahin ho tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota
tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai jis nazar pe dil fidaa hai us nazar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa aawaaz dil ki pehchaan le main kaun hoon tu ye jaan le aawaaz dil ki pehchaan le main kaun hoon tu ye jaan le ik raat ka sitara ik sahar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa jaan e wafaa o jaan e jigar ye zindagi to hai ik safar jaan e wafaa o jaan e jigar ye zindagi to hai ik safar iss safar mein ik musaafir humsafar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa phoolon mein jaise hai rango bu mujhko chhupa le aankhon mein tu phoolon mein jaise hai rango bu mujhko chhupa le aankhon mein tu mera dil tadap tadap kar dilbar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai jis nazar pe dil fidaa hai us nazar ko dhoondhtaa
tere pyaar mein aye aye aye teri yaad mein aye aye aye main apna naam bhooli ye subah shaam bhooli saara jahaan bhooli main beqaraar tere pyaar mein aye aye aye teri yaad mein aye aye aye tera bhi haal aisa mera bhi haal aisa jaane ye saal kaisa oye oye oye hoye main apna naam bhoola ye subah shaam bhoola saara jahaan bhoola main beqaraar main apna naam bhooli ye subah shaam bhooli saara jahaan bhooli main beqaraar jaane aur kya kya ab hone waala hai tere pyaar mein aye aye aye neend meri chain mera khone waala hai tere pyaar mein aye aye aye hum donooooon dekho kaise paagal hain hum donooooon panchhi hain baadal hain premi hain ghayal hain masti mein aajkal hai hoye hoye hoye hoye main apna naam bhoola ye subah shaam bhoola saara jahaan bhoola main beqaraar main apna naam bhooli ye subah shaam bhooli saara jahaan bhooli main beqaraar hooooooo ooooo oooooooooooo oooooo ooooo oooooo sara nan nan nan nan nan nana nana nana nana nanan nana na sara nan nan nan nan nan
tere sau deewane jhuthe parwaane hooo tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane chhod jaayenge dil tod jaayenge ye baqadar yaar mushkil mein chhod jaayenge dil tod jaayenge ye baqadar yaar mushkil mein inn pe naa kar yakin kho naa jaaye kahin raste hain anjaaneeee maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane aaj hain yahaan kal aur kahin haan inki kuchh aisi hi aadat hai aaj hain yahaan kal aur kahin haan inki kuchh aisi hi aadat hai dil masal denge ye pee ke chal denge ye aankhon ke paimaane maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane
tera pyaar nahin to kuchh bhi nahin main yaahaan thi tujhe kahaan se yeh khabar mili pyaas sadiyon ki pal mein bujh gayi miliiii aas jeene ki saanson se teri teri aankhon se apni nazrein hataun kaise teri aankhon se apni nazrein hataun kaise hmm hmm hmm ke doob gaya hoon gehraiyon mein bacha liya tune mujhe tanhaiyon se harrrr dil hai naya teeeeri parchaiyon se teri aankhon se apni nazrein hataun kaise teri aankhon se apni nazrein hataun kaise teri aankhon se apni nazrein hataun kaise teri aankhon se apni nazrein hataun kaise yakeen nahin hota jannat hai yahaan ha aaa ha main dhoond raha tha surkh phoolon se mehka raasta aaa hmm mm mm mm mm hmm mmm mm mm mm mm hmm mmm mmm mm mm mm mmmm teri aankhon se apni nazrein hataun kaise teri aankhon se apni nazrein hataun kaise teri aankhon se apni nazrein hataun kaise teri aankhon se apni nazrein hataun kaise
teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein hogi tanhaai to aake teri yaadein rulaaengi hamein rulaengi hamein tadpaengi hamein kabhi dekhi thi bahaar kabhi hum se tha pyaar zara yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila teri hi khata hai na meri hi khata hai jo hona tha hua jo hona tha hua hai kisi se kya gila dekho roye mera pyar kahe dil ki pukar hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa
hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm aa aa aa haa aa aa haa aa aa aa teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen wohi aansoo wohi aahein wohi ghum hain jidhar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata aa aa aa aa koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata wohi begaane chehre hain jahaan ponhchhain jidhar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen ho ho ho o o o haa haa hmm hmm hmm are o aasmaan waale bataa iss mein bura kya hai are o aasmaan waale are o aasmaan waale bataa iss mein bura kya hai khushi ke chaar jhonke gar idhar se bhi gujar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen
jaat paat teri jaat kya hai meri jaat kya hai teri meri meri teri jaat kya hai haan meri jaat kya hai samajh ka hai pher aur baat kya hai samajh ka hai haan re bhai samajh ka hai pher aur baat kya hai teri jaat kya hai ha ha o meri jaat kya hai bade bade logon ne chhoti si baat na jaani bade bade logon ne chhoti si baat na jaani ganga ka ho ya kuwen ka paani to hai paani re bhai paani re bhai paani bade bade logon ne chhoti si baat na jaani ganga ka ho ya kuwen ka paani to hai paani waah ri duniya ho deewaani jhagda jahaan mein din raat kya hai jhagda jahaan mein din raat kya hai teri jaat kya hai ha ha o meri jaat kya hai chhote aadmi ka chhota kaahe ko hai naam chhote aadmi ka chhota kaahe ko hai naam bade aadmi ke hote hain kya chaar paanv chaar paanv chaar paanv chhote aadmi ka chhota kaahe ko hai naam bade aadmi ke hote hain kya chaar paanv bada sheher chhota ganv chhota ganv ye bhedbhaav chhoot chhaat kya hai ye bhedbhaav chhoot chhaat kya hai teri jaat kya
aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa teri mehfil tera jalwaa teri soorat dekh li teri mehfil tera jalwaa teri soorat dekh li meri aankhon ne meri aankhon ne isi duniyaa mein jannat dekh li teri mehfil tera jalwaa teri soorat dekh li meri aankhon ne isi duniyaa mein jannat dekh li aye meri jaane tamannaaa aye meri jaane tamanna aye meri jaane wafaa pyaar ki manzil dikha di tune tera shukriyaa tune tera shukriyaa tere darr pe muskuraati maine kismat dekh li meri aankhon neeee meri aankhon ne isi duniyaa mein jannat dekh li ek dil aur uss pe laakhooon ek dil aur uss pe laakhon girne waali bijliyaan ye jawaani ye adaayen ye tadap ye shokhiyaan ye tadap ye shokhiyaan sir se lekar paanv tak maine qayaamat dekh li meri aankhon neeee meri aankhon ne isi duniyaa mein jannat dekh li umr bhar zinda rahungaaaa umr bhar zinda rahunga main sahaare par tere zindagi apni loota doonga ishaare par tere main ishaare
teri meri meri teri nazar lad gayi teri meri meri teri nazar lad gayi do mulaakaton mein baaton hi baaton mein chhoti si baat badh gayi teri meri meri teri nazar lad gayi teri meri meri teri nazar lad gayi do mulaakaton mein baaton hi baaton mein chhoti si baat badh gayi teri meri meri teri nazar lad gayi teri meri meri teri haaye nazar lad gayi aayi nahin neend kayi raaton se ho hoke majboor dil ke haathon se aayi nahin neend kayi raaton se ho hoke majboor dil ke haathon se ulfat oho oho ulfat karni pad gayi teri meri meri teri nazar lad gayi teri meri meri teri haan nazar lad gayi kabhi is kabhi us bahaane se ho tere khwabon mein aane jaane se kabhi is kabhi us bahaane se ho tere khwabon mein aane jaane se haalat oho aehe haalat meri bigad gayi teri meri meri teri nazar lad gayi teri meri meri teri ho nazar lad gayi jal gaye log apne milne se ho armaanon ka chaman khilne se jal gaye log apne milne se ho armaanon ka chaman khilne se duniya oho oho saari duniya
teri nighahon pe mar mar gaye hum baanki addaon pe mar mar gaye hum kya kare kya kare kya kare teri nighahon pe mar mar gaye hum zulfon mein leke kaali raat chale saara zamaana liye saath chale zulfon mein leke kaali raat chale saara zamaana liye saath chale aise mein jeene ka mazaa hai sanam aankhon se teri meri baat chale bewafaa ek nigaah dekh le dekh bhi le teri nighahon pe mar mar gaye hum baanki addaon pe mar mar gaye hum wallah beghar hoon benaam hoon main dil ne jo bheja wo salaam hoon main wallah beghar hoon benaam hoon main dil ne jo bheja wo salaam hoon main saaki ki jiss pe nazar na huyi aisa hi pyasaa ek jaam hoon main bewafaa ek nigaah dekh le dekh bhi le teri nighahon pe mar mar gaye hum baanki addaon pe mar mar gaye hum teri ada ka to jawaab nahin meri wafaa ka bhi hisaab nahin teri ada ka to jawaab nahin meri wafaa ka bhi hisaab nahin soorat tumhaari badi khoob sahi dil to humara bhi kharaab nahin bewafaa ek nigaah dekh le dekh bhi le teri nighahon
dil kho gaya ho gaya kisi ka ab raasta mil gaya khushi ka aankhon mein hai khaab sa kisi ka ab raasta mil gaya khushi ka rishta naya rabba dil chhoo raha hai keenche mujhe koi dor teri ore teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri ore ghulti fizaayen ghulti ghataayen sar pe naya hai aasmaan chaaron dishaayen hans ke bulaayen yun sab huye hain meharbaan haaaaan humen to yahi rabba kasam se pata hai dil pe nahin koi zor koi zor teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri ore ik heer thi aur tha ek raanjha kehte hain mere gaanv mein sachcha ho dil to sau mushkilen hon jhuktaa naseeba paanv mein hoooo hoooo aanchal tera rabba falak ban gaya hai ab iska nahin koi ore koi chhor teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri
teri palkon ke tale ye jo deepak hain jale yun hi jalte rahein sada hai humari yahi dua teri palkon ke tale ye jo deepak hain jale yun hi jalte rahein sada hai humari yahi dua wo hain kismat wale jinka janamdin itne log manayen aise bhi hain kuchh log jo is din par ashkon mein nahayen yahaan aise bhi hain kuchh log jo is din par ashkon mein nahayen raam kare teri bagiya mein na aaye dukhon ki hawaa yun hi hansti rahe sada hai humari yahi duaa teri palkon ke tale ye jo deepak hain jale yun hi jalte rahein sada hai humari yahi duaa aaye ye din har saal hum nagmon se tera jee behlayen apni duaon ke phool chadti umar par gaa gaa ke barsayen hum apni duaon ke phool chadti umar par gaa gaa ke barsayen jeevan ka ye guldasta tujhe har din lage naya yunhi khilti rahe sada hai humari yahi duaa teri palkon ke tale ye jo deepak hain jale yun hi jalte rahein sada hai humari yahi dua hoooo hoooo hoooo
teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na lage chashme baddoor yoon na akele phira karo sabki nazar se darra karo yoon na akele phira karo sabki nazar se darra karo phool se zyaada nazuk ho tum chaal sambhal kar chala karo zulfon ko gira lo gaalon par mausam ki nazar na lage chashme baddoor teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor ek jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata hai ek jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata hai dekh ke tera roop salona chaand bhi sar ko jhukaata hai dekha na karo tum aaina kahin khud ki nazar na lage chashme baddoor teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na lage chashme baddoor
teri rabb ne bana di jodi teri rabb ne teri rabb ne bana di jodi tu haan kar yaa naa kar yaara ho yaara ye bole jogi ka iktaara hooo ho teri rabb ne bana di jodi tu haan kar yaa naa kar yaara ho yaara ye bole jogi ka iktaara hooo kya bole tera iktaara kya bole ho kya bole tera iktaara mujhe kya lena hai jogi o jogi meri shaadi marzi se hogi hoooo kya karne hain ghode haathi kya karne hain baarati nainon ki iss doli mein chal mujhe bitha le saathi re aisi ladki kahaan milti hai gudiyaa ki tarah hilti hai din raat tadapte hain bhanware tab ek kali khilti hai hatt jaao mujhe jaane do hatt jaao o hatt jaao mujhe jaane do naa khankaao khan khan kangna o kangnaa mujhe nahin banana tera sajna hoooo pehle kyun aankh ladaayi gori ki neend churayi pehle kyun aankh ladaayi gori ki neend churayi kar ke badnaam kisi ko banta hai ab harzaai iss jatt yamle se darna ab tu inkaar naa karna chup kar ke ban jaa dulha ye laathi dekh le warna mat baandho zabardasti se mat baandho o mat
teri soorat se nahin milti kisi ki soorat teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat khoob chehra hai tera donon jahaan hain paagal saamne tere hai pheeka wo haseen taaj mahal teri zulfon ne sanam dil mera baandh liya tune ae jaan e sitam pyaar ka jaam diya zulf ki hum jawaan zanjeer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat ye to duniya hai yahaan ek nahin laakh haseen jo adaa dekhi hai tujh mein wo kisi mein bhi nahin saamna tera jab hoga to qayaamat bhi hogi aankh jab tujhse milegi to mohabbat bhi hogi pyaar ki hum ajab taaseer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat chaandni raat bhi zaalim teri parchhaayi hai aur sooraj ne tere gaalon se chamak paayi hai gar tujhe
pothi padh padh jag muaa pandit bhayaa na koy dhaai akshar prem kaa padhe so pandit hoy aa aa aa aaaaa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aaaa teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai humne duniyaa se alag gaanw basaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai meri kismat ki lakeeron ko sajaayaa tune meri kismat ki lakeeron ko sajaayaa tune ek naacheez ko fankaar banaayaa tune maine har bol teraa dil mein sajaa rakhaa hai humne duniyaa se alag gaanw basaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai maine geeton se chhavi teri banayi barson maine geeton se chhavi teri banayi barson door reh kar tujhe aawaaz sunaayi barson kis liye tune mujhe gair banaa rakhaa hai humne duniyaa se alag gaanw basaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai oo oo oo oo oo oo tujh ko din raat khayaalon mein hai pooja maine tujh ko din raat khayaalon mein hai pooja maine tere
hmm hmm hmmm hmm hmm hmhmm teri tasveer se aankhen meri kyun hatti nahin teri tasveer se aankhen meri kyun hatti nahin sochata hoon ke isse kehte na hon pyaar kahin haye meethi meethi si hai bechainiyaan aur chain nahin sochti hoon ke ise kehte na hon pyaar kahin meethi meethi si hai bechainiyaan aur chain nahin din guzar jaaye yunhi raat bhi kat jaaye yun jee yahi chaahe tasavvur mein tere baithi rahoon beqarari mein hi ab mujhko qaraar aata hai chain kehte hain jisse mere liye chain nahin teri tasveer se aankhen meri kyun hatti nahin gar yahi pyaar hai iss pyaar pe pyaar aaye humen aur tadpaaye humen aur bhi tadpaaye humen dil ye kehta hai mohabbat ka ye dastoor nahin teri bechainiya tham jaaye ye manzoor nahin teri tasveer se aankhen meri kyun hatti nahin
jab tak gam ke parvat apani jagah se hil na jayen aur hum mil na jayen koi fariyaad na karna tu mujhko yaad na karna tu mujhko yaad na karna haai kya karu hothon pe fariyaad aati hai nahin rukti nahin rukti teri yaad aati hai teri yaad aati hai jab tak apne armanon ke gulshan khil na jayen aur hum mil na jayen neenden barbad na karna tu mujhko yaad na karna tu mujhko yaad na karna haai kya karu hothon pe fariyaad aati hai nahin rukti nahin rukti teri yaad aati hai teri yaad aati hai teri yaad aati hai haai aag lage rasmon ko main tod dun sab kasmon ko bas ginti jaa tu zakhmon ko jitne zakham lage hain jab tak saare sil na jayen aur hum mil na jayen koi fariyaad na karna tu mujhko yaad na karna tu mujhko yaad na karna haai kya karu hothon pe fariyaad aati hai nahin rukti nahin rukti teri yaad aati hai teri yaad aati hai teri yaad aati hai prem hai koi rog ya jogi ka jog pyaar ke dushman log ooooooooooo aaaa aa aaaa aaaa aaaaaa oooooooo prem hai koi rog ya jogi ka
ohoo ohooo o ho ho ho ho ho thalippo peelipoo thamzhampoo choodi varum thalirilam kaavalam kiliye ninte thanka vala chithravala tharunya ponnuvala ennile kamukane vilichunarthi thalippo peelipoo thamzhampoo choodi varum thalirilam kaavalam kiliyee illimulam kootil ninnirangi vannente allimulam kuzhalil nee then chorinju illimulam kootil ninnirangi vannente allimulam kuzhalil nee then chorinju ente palinkoli chirakulla swapna jalanagale parakkum thalikayil eduthuyarthi thalippo peelipoo thamzhampoo choodi varum thalirilam kaavalam kiliye manjaliyil kulichittum margazhi masathil mangalam palayayi nee ithal virichu ipolayiram kaavadi kalasangalaadumente chethanaye swargathil pidichiruthi thalippo peelipoo thamzhampoo choodi varum thalirilam kaavalam kiliye ninte thanka vala chithravala tharunya ponnuvala ennile kamukane vilichunarthi oh ho ho oho ho ho ho oho ho ho ho ho oho ho ho ho ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tere Jaisa Koi Khoobsurat Nahin Bezubaan (1982) 04:51 36729
 
Poster of Bezubaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Reena Roy
Duration : 04:51   Song Number : 36729   

Tere Naam Ka Deewaanaa Suraj Aur Chanda (1973) 05:45 18057
 
Poster of Suraj Aur Chanda (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:45   Song Number : 18057   

Tere Pyaar Mein Zor (1998) 05:22 11794
 
Poster of Zor (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Agosh
On Screen Actors- 
Sushmita Sen, Suny Deol
Duration : 05:22   Song Number : 11794   

Tere Sau Deewane Shareef Badmaash (1973) 04:13 14233
 
Poster of Shareef Badmaash (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 14233   

Teri Aankhon Se Apni Nazrein Sanam Puri & Jonita Gandhi 03:58 37316
 
Poster of Sanam Puri & Jonita Gandhi
 
Category
Indipop
Duration : 03:58   Song Number : 37316   

Teri Duniya Se Door Zabak (1961) 03:27 21306
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mahipal, Shyama
Duration : 03:27   Song Number : 21306   

Teri Duniyaan Mein Jeene House No 44 (1955) 03:00 13343
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:00   Song Number : 13343   

Teri Jaat Kya Hai Zindagi Zindagi (1972) 03:17 39894
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:17   Song Number : 39894   

Teri Mehfil Tera Jalwaa Sohni Mahiwal (1958) 03:46 14271
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:46   Song Number : 14271   

Teri Meri Meri Teri Subha O Sham (1972) 05:03 38954
 
Poster of Subha O Sham (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 05:03   Song Number : 38954   

Teri Nighahon Pe Shabnam (1964) 04:32 14203
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mehmood, Helen, Vijay Laxmi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:32   Song Number : 14203   

Teri Ore Singh Is Kinng (2008) 05:44 17593
 
Poster of Singh Is Kinng (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Mayur Puri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Akshansh Kumar, Katrina Kaif
Duration : 05:44   Song Number : 17593   

Teri Palkon Ke Tale Zid (1976) 05:01 37489
 
Poster of Zid (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Jaspal Singh
On Screen Actors- 
Nutan, Sachin Pilgaokar
Duration : 05:01   Song Number : 37489   

Teri Pyari Pyari Soorat Sasural (1961) 05:12 14156
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:12   Song Number : 14156   

Teri Rabb Ne Bana Di Suhaag (1979) 05:39 21309
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 05:39   Song Number : 21309   

Teri Soorat Se Nahin Ziddi (1964) 04:13 19339
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:13   Song Number : 19339   

Teri Tasveer Ko Seene Se Laga Rakha Hai Sawan Ko Aane Do (1979) 05:59 14177
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajkamal
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Arun Govil
Raag- 
Kedar
Duration : 05:59   Song Number : 14177   

Teri Tasveer Se Aankhen Meri Kyun Samay Bada Balwan (1969) 03:26 38855
 
Poster of Samay Bada Balwan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 03:26   Song Number : 38855   

Teri Yaad Aati Hai Saudagar (1991) 07:32 14168
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Vivek Mushran, Manisha Koirala
Duration : 07:32   Song Number : 14168   

Thalippo Peelippo Sujatha (1977) 04:37 16390
 
Poster of Sujatha (1977)
 
Category
Malayalam
Year- 
1977
Duration : 04:37   Song Number : 16390