Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaal (1967)
HomeJaal (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon kisi ko main shaam o sehar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon ye mehaki huyi raat kitni haseen hai ye mehaki huyi raat kitni haseen hai magar mere pehloo mein koi nahin hai magar mere pehloo mein koi nahin hai muhabbat bhari ik nazar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon mere dil mein aaja nigaahon mein aaja mere dil mein aaja nigaahon mein aaja muhabbat ki rangeen raahon mein aaja muhabbat ki rangeen raahon mein aaja tujhi ko main o bekhabar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon kidhar jaaon veeraan hain meri raahein kidhar jaaon veeraan hain meri raahein kisi ko na apna saki meri aahein kisi ko na apna saki meri aahein main aahon
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm dhadka hai dil mein pyaar tumhara abhi abhi dhadka hai dil mein pyaar tumhara abhi abhi chamka hai aarzoo ka sitaara abhi abhi dhadka hai dil mein pyaar tumhara abhi abhi chamka hai aarzoo ka sitaara abhi abhi mehboob ki nighaahen karam kaisi cheez hai mehboob ki nighaahen karam kaisi cheez hai wo ek pal to jaan se humko ajeej hai jo humne unke ghar mein guzaara abhi abhi chamka hai aarzoo ka sitaara abhi abhi dhadka hai dil mein pyaar tumhara abhi abhi chamka hai aarzoo ka sitaara abhi abhi aaye hain hum sharaab e muhabbat piye huye aaye hain hum sharaab e muhabbat piye huye aankhon mein ik khumaar ki duniyaa liye huye dil maangta hai unka sahaara abhi abhi chamka hai aarzoo ka sitaara abhi abhi betaabiyaan raaton humen ab jagaayengi betaabiyaan raaton humen ab jagaayengi aayenge jab wahaan se to yaaden bulaayengi chaahega jee ke jaayen
meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tere paas laa ke naseeb ne mujhe kitni door hata diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin main wo dard jiski dawa nahin tujhe dekh kar jo ye lab hanse teri aarzoo ne rula diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko
hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon ho oo hoho ho mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki badi khoobsurat adaa hai aapki badi khoobsurat nighaah hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki khoya khoya sa kuchh gumsum main aaj kal rehta hoon har mehfil mein khoya khoya sa kuchh gumsum main aaj kal rehta hoon har mehfil mein koi dawaa to batlaao ke dard rehta hai zara sa dil mein yahi dard e dil to dawaa hai aapki yahi dard e dil to dawaa hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki marzi hai aaj kya fizaa ki jo aaj mera dil yun hi dhadka rahi hai marzi hai aaj kya fizaa ki jo aaj mera dil yun hi dhadka rahi hai kya ho gaya hai iss hawaa ko jo aise meri zulfon ko bikhraa rahi hai kare kya ke aashique hawaa hai aapki kare kya ke aashique hawaa hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki aaye naa neend muhabbat mein to raat suhani koi kaise
rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijije magar chaand chhupne se pehle chali jaungi door hai mera ghar mujhko duniya ka dar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi chaand nikala mera chaandni kho gayi har taraf husn ki roshni ho gayi chaand nikala mera chaandni kho gayi har taraf husn ki roshni ho gayi aap chaand hai agar chaand ko dekh kar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi aap shaamil hain yun meri aawaaz mein jaise nagamein hon do ek hi saaz mein aap shaamil hain yun meri aawaaz mein jaise nagamein hon do ek hi saaz mein main ghazal chhed kar ishq ke saaz par chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi behki behki nigahein nahin hosh mein pyaar sharmaaye aankhon ki aaghosh mein behki behki nigahein nahin hosh mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Akela Hoon Main Humsafar Jaal (1967) 04:36 11823
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:36   Song Number : 11823   

Dhadka Hai Dil Mein Pyaar Jaal (1967) 05:41 15114
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 05:41   Song Number : 15114   

Meri Zindagi Ke Charaag Jaal (1967) 04:08 11928
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:08   Song Number : 11928   

Mizaje Garami Dua Hai Jaal (1967) 05:13 13390
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 05:13   Song Number : 13390   

Rokna Hai Agar Rok Lijiye Jaal (1967) 04:48 32434
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 32434