Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBo Paerai Khan
HomeBo Paerai Khan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pyaar ki ye talkhiyaan jo na seh sakoon to main kya karoon pyaar ki ye talkhiyaan dil ka karaar leke sanam tum jo chal diye dil ka karaar leke sanam tum jo chal diye aaj mere ghum pe ye aansoo bhi hans diye sehni padi hain yoon mujhe tujh bin aye paasbaan pyaar ki ye talkhiyaan aankhon mein reh gayi tere milne ki aarzoo aankhon mein reh gayi tere milne ki aarzoo sooni si chaandni hai hua jab se door tu ashqon ka bas chale to karen tujh se jaa bayaan pyaar ki ye talkhiyaan kismat se puchhti hai mohabbat tu ye bata kismat se puchhti hai mohabbat tu ye bata na muraad kyun rahi meri haseen dua kya mil gaya tujhe mujhe yoon deke aasmaan pyaar ki ye talkhiyaan jo na seh sakoon to main kya karoon pyaar ki ye talkhiyaan
main kab gaata mere swar mein pyaar kisi ka gaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai jab le thandi saansen koi ye purwaiyaa lehraaye anter se jab dhuwaan uthe to ambar par baadal chhaye aansoon ki boondon mein koi chhand naye barsaata hai pyaar kisi ka gaata hai mere paas nahin kuchh apna jo hai sabhi paraaya hai mera tann mann mera jeevan kisi aur ki chhaya hai main to hoon ik taar chhed kar koi mujhe bajaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai
pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori dushman e jahan ko hum dikhala denge pyaar kise kehte hain hum batla denge izhaar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori kuchh kaha na kabhi tujhpe marta raha har ghadi ishq mein aanhen bharta raha jaaun kahin dil behlta nahin kuchh bhi karun ye sambhalta nahin raahen wafa mein chalta raha pagal dil machalta raha iqraar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori dushman e jahan ko hum dikhala denge pyaar kise kehte hain hum batla denge izhaar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori tune dekha mujhe meri aankhen jhuki aake honton talak dil ki baaten ruki raaz e wafa main bata na saki dard e jigar ko chhupa na saki aaye mujhe bhi khayal tera jaane koi bhi na haal mera didaar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori dushman e jahan ko hum dikhala denge pyaar
pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai hooo ooooo hooo ooooo oooo oooo pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi aa kar dil ki baaton mein lambi lambi raaton mein premi jaagte rehte hai isi liye to kehte hain ke pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein kaante pyaar chubhota hai dard jigar mein hota hai hans ke hum sab sehte hai isi liye to kehte hain pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai
insaan kisi se duniyaan mein ek baar muhabbat karta hai iss dard ko le kar jeeta hai iss dard ko le kar marta hai pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya koi chori nahin ki pyaar kiya pyaar kiya koi chori nahin ki chhup chhup aahen bharna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana maut wohi jo duniya dekhe maut wohi jo duniya dekhe ghut ghut kar yun marna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi ishq mein jeena ishq mein marna ishq mein jeena ishq mein marna aur hamein ab karna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya chhup na sakega ishq hamara charon taraf hai unka nazara parda nahin jab koi
hai are hai are are hain are hain hain hain din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar ke khilne de kali dil ki agar khilti hai dilbar khel zara si khel zara si pyaar ki baazi nikale dil ke armaan saare jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai agar tum aajmaaoge to bologe ke haan hai ke cheez badi hai cheez badi hai pyaar mohabbat umar mein kya rakha hai pyaare ab to kar le iqraar
pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar ke beech mein hum nahin aayenge jis taraf le chala dil chale jaayenge chain sa aa gaya yun laga dil gaya abhi na gaya to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do mujhko aankhon se dil mein utar jaane do kuchh bigad jaane do kuchh sanwar jaane do ik bahaana bane ik fasaana bane abhi na bana to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do aajkal phir kabhi phir kabhi baad mein baat reh jaayegi yaad hi yaad mein ho jo nahin hai kahaa
hmm pyaar ko madhur madhur iqraar ko are ye duniya kya jaane ke hum to parwaane bade hi mastaane tumhaare deewaane jhoom ke hansi khusi se jhoom ke mile nazar ke paimaane wafa ke afsaane ke hum bhi deewaane tumhaare parwaane tum jo mile to mile hain do jahaan ke reh gayi duniya jahaan thi vahaan achchhaaaa are tum jo mile to mile hain do jahaan ke reh gayi duniya jahaan thi vahaan humaari tumhaari amar daastaan humaari tumhaari amar daastaan hoo jhoom ke hansi khusi se jhoom ke mile nazar ke paimaane wafa ke afsaane ke hum bhi deewaane tumhaare parwaane chaand nahin dekhun na dekhun aasmaan baat hai jo tujhmein wo unmein kahaan waah waah chaand nahin dekhun na dekhun aasmaan baat hai jo tujhmein wo unmein kahaan tumhaare hi dam se nazaare jawaan tumhaare hi dam se nazaare jawaan ho pyaar ko madhur madhur iqraar ko are ye duniya kya jaane ke hum to parwaane bade hi mastaane tumhaare deewaane lo ab to gira do ada ki bijliyaan ke main to sharmaun kahega kya sama heyyy
jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin aashiqui wo rog hai ke lage jo ik baar dil se phir ye jaaye na kariye jatan hazaar tere labon par bhi pyaare rona hai ye hasin nahin jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin ishq mein koi bhi ho majnu yaa farhaad mitt gaye shaaho ke naam par ye zinda hai aaj chaahat mein di jaan jisne wo kabhi marta nahin jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin
pyaara ek bangla ho bangle mein gaadi ho gaadi mein mere sang hmm hmmm balma anaadi ho pyaara ek bangla ho bangle mein gaadi ho gaadi mein mere sang balma anaadi ho duniya phir humse jalegi jhuk ke humein bhi salaam karegi hmm pyaara ek bangla ho bangle mein gaadi ho gaadi mein mere sang balma anaadi ho saare jahaan ki khushiyan saiyyan pe waar dungi jo de sake na koi itna pyaar dungi naukron ke hote khana khud banaaun chai bhi apne haathon se pilaaun hmm pyaara ek bangla ho bangle mein gaadi ho gaadi mein mere sang balma anaadi ho o o heyyy hoo heyy hoo oo heyyy hoo heyy hoo oo garmi ke din jo ho to kashmir chale jaayen ho o o o oo o garmi ke din jo ho to kashmir chale jaayen rangeen waadiyon mein ja ke kho jaayen jharnon ki tarah hum jhoome naache gayen aur phoolon ke sang mein hum bhi muskuraayennnnn hmm pyaara ek bangla ho bangle mein gaadi ho gaadi mein mere sang balma anaadi ho lala lala la la la hmm hmm hmm hmm lala lala la la la hmm hmm hmm hmm hey hey oh
pyar kabhi kam naa karna sanam har kami ganwara kar leeenge pyar kabhi kam naa karna sanam har kami ganwara kar leeenge seene se tum jo laga ke rakho kaanton pe guzaraa kar leeenge seene se tum jo laga ke rakho kaanton pe guzaraa kar leeenge pyar kabhi kam naa karna sanam dil hai to armaan machelenge dil hai to armaan hoo oooo oooo oooo dil hai to armaan machelenge saagar mein toofan machlenge saagar mein toofan machlenge saath agar jo humare raho toofaan ko kinaara kar leeenge saath agar jo humare raho toofaan ko kinaara kar leeenge pyar kabhi kam naa karna sanam jab se pyaar dil mein jaaga humne to bas tumko maanga jab se pyaar dil mein jaaga humne to bas tumko maanga humne to bas tumko maanga tumne agar jo kinaara kiya duniyaa se kinaara kar leeenge tumne agar jo kinaara kiya
oye pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin teri meri umr mein kisne ye kiya nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin tere honth mere honth sil gaye to kya hua tere honth mere honth sil gaye to kya hua dil ki tarah jism bhi mil gaye to kya hua dil ki tarah jism bhi mil gaye to kya hua iss se pehle kya kabhi ye sitam hua nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin main bhi hoshmand hoon tu bhi hoshmand hai uss tarah jiyenge hum jiss tarah pasand hai haan main bhi hoshmand hoon tu bhi hoshmand hai uss tarah jiyenge hum jiss tarah pasand hai unki baat kyun sune jinse waastaa nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin rasm kya riwaaz kya dharam kya samaaj kya dushmanon ka khauf kyun doston ki laaj kya rasm kya riwaaz kya dharam kya samaaj kya dushmanon ka khauf kyun doston ki laaj kya ye wo shouk hai ke jisse koi bhi bacha nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin pyaar kar liyaa to kya
pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa pyar ki raah dikha duniyaa ko pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi pyar ki raah dikha duniyaa ko tum badloge ulti chaale bigde huye zamaane ki tum laaoge bahaar waapas iss ujde viraane ki dekh raha hai khawaab zamaana dekh raha hai khawaab zamaana murda chaand sitaaron ke fikr karo kuchh tum duniyaa ki bigdi baat bannane ki pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi pyar ki raah dikha duniyaa ko aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa tumhen muhabbat karni hai bhookhe nangen laachaaron se tumhen to hai insaaf maangna zulm ke thekedaaron se tumhen mitaane hai ye saare jhagde takhat aur taajon ke tumhen bachaani hai ye duniyaan top teer talwaaron se pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum
yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana dil chhin ke jate ho kidhar bhool na jaana bhool na jaana dil chheen ke jate ho kidhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale sharmili nigahon se hamein dekhne wale sharmili nigahon se hamein dekhne wale jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana bhool na jaana jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai dekho ye muhabbat ki nazar bhool na jaana bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pyaar Ki Ye Talkhiyaan Sardar (1955) 03:55 17631
 
Poster of Sardar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Jagmohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:55   Song Number : 17631   

Pyaar Kisi Ka Gaata Hai Mohd Rafi 03:39 16097
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Nazrudeen
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:39   Song Number : 16097   

Pyaar Kiya Hai Mohabbat (1997) 08:51 12398
 
Poster of Mohabbat (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Reema Rakesh Nath
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Sanjay Kapoor, Madhuri Dixit
Duration : 08:51   Song Number : 12398   

Pyaar Kiya Nahin Jaata, Ho Jaata Hai Woh 7 Din (1983) 04:33 18294
 
Poster of Woh 7 Din (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 04:33   Song Number : 18294   

Pyaar Kiya To Darna Kya Mughal-E-Azam (1960) 06:27 12402
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:27   Song Number : 12402   

Pyaar Kiye Jaa Pyar Kiye Jaa (1966) 05:14 32132
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kalpana
Duration : 05:14   Song Number : 32132   

Pyaar Ko Ho Jaane Do Dushman (1998) 05:01 21130
 
Poster of Dushman (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Kajol, Sanjay Dutt
Duration : 05:01   Song Number : 21130   

Pyaar Ko Madhur Madhur Iqraar Ko Phoolon Ki Sej (1964) 04:46 40642
 
Poster of Phoolon Ki Sej (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
P Adinarayana Rao
On Screen Actors- 
Mehmood, Shubha Khote
Duration : 04:46   Song Number : 40642   

Pyaar Koi Khel Nahin Pyaar Koi Khel Nahin (1999) 04:30 18287
 
Poster of Pyaar Koi Khel Nahin (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Mahima Choudhary
Duration : 04:30   Song Number : 18287   

Pyaara Ek Bangla Ho Aap Ki Khatir (1977) 05:49 32957
 
Poster of Aap Ki Khatir (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Rekha
Duration : 05:49   Song Number : 32957   

Pyar Kabhi Kam Ek Mutthi Aasmaan (1973) 03:10 21120
 
Poster of Ek Mutthi Aasmaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Yogeeta Bali
Duration : 03:10   Song Number : 21120   

Pyar Kar Liya To Kya Kabhi Kabhie (1976) 03:41 12229
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:41   Song Number : 12229   

Pyar Ki Raah Dikha Duniya Ko Lambe Haath (1960) 06:26 15616
 
Poster of Lambe Haath (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahaboob
Duration : 06:26   Song Number : 15616   

Yeh Pyaar Ki Baaten Anokhi Ada (1948) 02:28 37559
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra, Naseem Bano
Duration : 02:28   Song Number : 37559