Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeUstad Ahmed Hussain
HomeUstad Ahmed Hussain
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oo o o o o o oooo o o o o ooo oo oo o o o o o o o oooooo aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aa aaaaaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa musaafir hain hum to chale jaa rahe hain bada hi suhaana ghazal ka safar hai musaafir hain hum to chale jaa rahe hain bada hi suhaana ghazal ka safar hai pata puchhte ho to itna pata hai humara thikana gulaabi nagar hai musaafir hain hum to ghazal hi humara anokhha jahaan hain ghazal pyaar ki wo hansi daastan hai ghazal hi humara anokhha jahaan hain ghazal pyaar ki wo hansi daastan hai isse jo bhi sunta hai wo jhumta hai wo jaadu hai iss mein kuchh aisa asar hai musaafir hain hum to oo o o o o o oooo o o o o ooo oo oo o o o o o o o oooooo aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aa aaaaaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa na koi thakan hai na koi khalish hai mohhabbat ki jaane ye kaisi kashish hai na koi thakan hai na koi khalish hai mohhabbat ki jaane ye kaisi kashish hai jise dekhiye wo chala ja raha hai jahan e ghazal ki suhaani dagar hai musaafir hain hum to
nazar mujhse milati ho to tum sharma si jaati ho issi ko pyaar kehate hain issi ko pyaar kehate hain nazar mujhse milati ho to tum sharma si jaati ho issi ko pyaar kehate hain issi ko pyaar kehate hain zabaan khaamosh hain lekin nigaahen baat karti hain zabaan khaamosh hain lekin nigaahen baat karti hain adaayen laakh bhi roko adaayen baat karti hain nazar neechi kiye daaton mein ungali ko dabaati ho issi ko pyaar kehate hain issi ko pyaar kehate hain chhupaane se meri jaanam kahin kya pyaar chhupta hai chhupaane se meri jaanam kahin kya pyaar chhupta hai ye aisa mushaq hai khushboo hamesha deta rehata hai tum to sab jaanti ho phir bhi kyun mujhko satati ho issi ko pyaar kehate hain issi ko pyaar kehate hain tumhare pyaar ka aise humen izhaar milta hai tumhare pyaar ka aise humen izhaar milta hai humaara naam sunte hi tumhara rang khilta hai aur phir saaz e dil par tum humare geet gaati ho issi ko pyaar kehate hain issi ko pyaar kehate hain tumahare ghar main jab
tishnagi aab aab hoo jaye tishnagi aaab aab hoo jaye badanoshi sawab hoo jaye tum agar muskura ke jaam bharo saada paani sharab ho jaye saaki se badh ke jaam liya aur pee gaye jab humne ye suna ke ye peena haram hai allah miya ka naam liya aur pee gaye patthar ke jigar walon ghum mein wo rawani hai patthar ke jigar walon gham mein wo rawani hai khud raah bana legaa bahta hua paani hai khud raah bana legaa bahta hua paani hai paaani paani hai sa ga ma pa ga pa ma ga ma pa ma pa ga sa ma pa dha ni ga ma pa ga ma ga sa ga ma pa dha bahta hua paani hai bahta hua paani hai maikhane ki aaye saaki rut aisi suhaani hai maikhane ki aaye saaki rut aisi suhaani hai maikhane ki aaye saaki rut aisi suhaani hai har ek ke saagar mein angoor ka paani hai hooo har ek ke saagar mein angoor ka paani hai paaaaani paaani hai angoor ka paani hai kyon chandni raaton mein darya mein nahate ho kyun chandni raaton mein darya mein nahate ho kyun chandni raaton mein darya mein nahate ho soye huye paani mein kya
aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa meri yadon ne meri yadon ne tera shana hilaya hoga tujhko meri hi sadaon ne jagaya hoga kon uthaega aaaa aaaa tere naaz ye phoolon jaise usne mere hi liye tujhko banaya hoga purkaif hawayen hain mausam bhi suhana hai purkaif hawayen hain mausam bhi suhana hai aise mein chale aao hooo aise mein chale aao aaaa milne ka bahana hai purkaif hawayen hain mausam bhi suhana hai ghar mere na aaoge ghar mere ghar mere na aaoge ghar mere na aaoge main khoob samajhta hoon ghar mere mere mere ghar mere na aaoge main khoob samajhta hoon mahndi ke lagane ka mahndi ke lagane ka bus sirf bahana hai aise mein chale aao ooo aise mein chale aao oo milne ka zamana hai purkaif hawayen hain mausam bhi suhana hai in mast hawaooon mein in mast hawaon mein rangeen fazaaon mein in mast hawaon mein hawaon mein hawaaaaaaaon mein in mast hawaon mein rangeen fazaaon mein aa jaao sanam tumko aa jaao sanam tumko humraaz banana hai aise mein chale aao ooo
pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro ye kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro ab zamane mein muhabbat ka kahin naam nahiii ab zamane mein muhabbat ka kahin naam nahiii main kahan jaun zara tum hi batana yaaro main kahan jaun zara tum hi batana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tu ne main tumhare hi khayalon mein kahin khoya hoon main tumhare hi khayalon mein kahin khoya hoon khud hi moujood nahin phir kabhi aana yaaro khud hi moujood nahin phir kabhi aana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne yaad rakhna use ulfattt ke fasane ki tarah yaad rakhna use ulfattt ke fasane ki tarah apne hasrat ko kahin bhool na jana yaaro apne hasrat ko kahin bhool na jana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro
aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaa aa aaaaaaa aaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa pyar ka jazba naya rang dikha deta hai pyaar ka jazba naya rang dikha deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai ajnabi chehre ko mehboob bana deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai ajnabi chehre ko mehboob bana deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai mausamegul mausamegul hi nahin phoolon ka tohfaa aye dost mausamegul mausamegul gul hi nahin mausamegul hi nahin phoolon ka tohfaa aye dost mausamegul hi nahin phoolon ka tohfaa aye dost mausamegul kabhi kaante bhi bichha deta hai mausamegul kabhi kaante bhi bichha deta hai ajnabi chehre ko mehboob bana deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai apne chehre ke apne chehre ke kise daag nazar aate hain apne chehre apne chehre apne chehre apne chehre apne chehre ke kise daag nazar aate hain waqt har shaks ko aaina
sab ka chehra tere jaisa kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai jab koi aeb nahin hai tujh mein jab koi aeb nahin hai tujh mein aaina dekh ke darta kyun hai aaina dekh ke darta kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai masla ye bhi to hai duniya ka masla ye bhi to hai duniya ka koi achchha hai to achchha kyun hai koi achchha hai to achchha kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai unko shikwa hai ki dil ki baaten unko shikwa hai ki dil ki baaten maur ajaar mein kehta kyun hai maur ajaar mein kehta kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai
aaaaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa sawan ke suhane mausum mein sawan ke suhane mausum mein ek roop ki raani yaad aayi wo baag ka manzar yaad aaya jhulon ki kahani yaad aayi sawan ke suhane mausum mein madhosh faza mastana sama badal ka wo jhukna kheton par madhosh faza mastana sama badal ka wo jhukna kheton par yun mast hawa lahrane lagi yun mast hawa lahrane lagi chundri koi dhani yaad aayi wo baag ka manzar yaad aaya jhulo ki kahani yaad aayi sawan ke suhane mausum mein koyal ki malhareen matwali moron ke tarane mastane koyal ki malhareen matwali moro ke tarane mastane rimjhim ka wo aalam kya kahiye rimjhim ka wo aalam kya kahiye wo baat purani yaad aayi wo baag ka manzar yaaad aayaa jhulon ki kahani yaad aayi sawan ke suhane mausum mein har simt basanti phool khile har simt basanti phool khile gulshan mein baharen jab aayi har simt basanti
aaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aa aa aa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaa tamaam shaher ke raste saja diye jaayen tamaam shaher ke raste saja diye jaayen hum aa gaye hain to kaante bichha diye jaayen tamaam shaher ke raste saja diye jaayen humein sukoon se ek dil qayaam karrrrrna hai qayaam karrrna hai qayaam karna hai humein sukoon se ek dil qayaam karna hai zameen pe dhoop ke khaine laga diye jaayen zameen pe dhoop ke khaine laga diye jaayen tamaam shaher ke raste saja diye jaayen abhi talak jo khamoshi mein dalte hain khalal khalal khalal khalalllllll abhi talak jo khamoshi mein dalte hain khalall darakht se wo parindey uda diye jaayen darakht se wo parindey uda diye jaayen tamaam shaher ke raste saja diye jaayen katil apne liye wo kashish zameen mein hai zameen mein zameen mein hai zameen mein hai kashish zameen mein hai hai ni sa ga ma sa ma ge re sa ni sa ga ma pa ma ge re sa ni sa ga ma pa ma ga pa ma pa ma ga ma pa ma ge re sa dha
tu mere saath na chal ae meri rooh e ghazal tu mere sath na chal ae meri ruh e ghazal log badnaam na kar de tu iraadon ko badal tu mere saath na chal ae meri rooh e ghazal maine maana ke bahut pyaar kiya hai tune sath hi jeene ka ikraar kiya hai tune maan le baat meri dekh tu is raah na chal tu mere saath na chal ae meri rooh e ghazal log badnaam na kar de tu iraadon ko badal tu mere sath na chal ae meri ruh e ghazal saath dekhenge to phir log kahenge kya kya soch le soch le ilzaam dharenge kya kya ae meri parda nashi dekh na parde se nikal tu mere sath na chal ae meri ruh e ghazal log badnaam na kar de tu iraadon ko badal tu mere saath na chal ae meri rooh e ghazal apni ulfat pe kabhi aanch na aa jaaye kahin teri russwaayi ho ye baat ganwaara hi nahi dekh naadaan na ban hosh mein aa yun na machal tu mere saath na chal ae meri rooh e ghazal tu mere sath na chal ae meri ruh e ghazal log badnaam na kar de tu iraadon ko badal tu mere saath na chal ae meri rooh e
tujhse milne ko kabhi yaar zarur aaunga tujhse milne ko kabhi yaar zarur aaunga aaunga aaunga ek baar zarur aaunga tujhse milne ko yaar ghumkhaar koi tujhsa na paaya maine zindagi mein tujhe dost banaya maine kabhi samjha hi nahin tujhko paraya maine na samjhna ki tujhe dil se bhulaya maine tujhse milne ko kabhi yaar zarur aaunga tujhse milnee ko ae mere dost tere chasme murawaar ki kasam tujhko bhoola nahin main apni mohabbat ki kasam shab e furqat ki kasam roz e musibat ki kasam teri ulfat ki kasam teri inayat ki kasam tujhse milne ko kabhi yaar zarur aaunga tujhse milneee ko tu jahan par bhi rahe khush rahe aabaad rahe zindagi bhar ghumon aalam se aazaad rahe tu salamat rahe masroor rahe saad rahe paar sa tujhko na bhulega kabhi yaad rahe tujhse milne ko kabhi yaar zarur aaunga aaungaaaa aaunga ek baar zarur aaunga tujhse milneeee ko
aaaaaa aaaaaa aaaaaa tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine to aasuon se jala di hai zindagi maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine tere khayal ka sheesha na toot jaye kahin tere khayal ka sheesha na toot jaye kahin isi khayaal mein shab bhar guzaar di maine to aasuon se jala di hai zindagi maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine woh aa rahi hai wo aate hain aa rahe honge woh aa rahi hai wo aate hain aa rahe honge shab e firaaq yeh keh kar guzaar di maine to aasuon se jala di hai zindagi maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine woh aur honge jinhen maut aa gayi sheree woh aur honge jinhen maut aa gayi shree zamal yaar se payi hai zindagi maine to aasuon se jala di hai zindagi maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine tumhari yaad mein paayi hai jab kami maine
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon chale bhi aao ke raahein sajaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon tumhari raah me har kaam roshni ke liye roshniiiiiiiii ke liye roshniiiii roshniii ke liye tumhari raah me har kaam roshni ke liye chirag aankho ke kab se jalaye baitha hoon chirag aankho ke kab se jalaye baitha hoon chale bhi aao ke raahein sajaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon jo zakhm tumne diye hain wo nakhs hain dil par naksh hainnnnnn dil par aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa jo zakhm tumne diye hain wo nakhs hain dil par sahara jeene ka unko banaye baitha hoon sahara jeene ka unko banaye baitha hoon chale bhi aao ke raahein sajaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon meri wafa ka silla
yaar tha gulzaar tha baad e saba thi main na tha layaq e pa bos e jaana layaq e pa bos e jaana kya heena thi main na tha yaar tha gulzaar tha haath kyun baandhe mere chhalla agar chori hua haath kyun bandhe mere haath kyun baandhe mere haath kyun baandhe mere chhalla agar chori hua ye sarapha shokhi e rang e heena thi main na tha yaar tha gulzaar tha maine poochha kya hua wo aap ka husn o shabaab maine poochha maine poochha main ne poochha kya hua wo aap ka husn o shabaab hans ke bola wo sanam hans ke bola wo sanam shan e khuda thi main na tha yaar tha gulzaar tha main sisakta rah gaya aur mar gaye farahaad o qais main sisakta rah gaya main sisakta rah gaya aur mar gaye farhaad o qais kya unhin donon ke hisse mein qaza thi main na tha yaar tha gulzaar tha baad e saba thi main na tha layaq e pa bos e jaana layaq e pa bos e jaana kya heena thi main na tha yaar tha gulzaar tha baad e saba thi main na tha yaar tha gulzaar tha
Zulf Bikhra Ke Nikle
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Musafir Hain Hum Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 09:16 17925
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 09:16   Song Number : 17925   

Nazar Mujhse Milati Ho Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:33 18310
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:33   Song Number : 18310   

Patthar Ke Jigarwalo (Mujra) Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 14:41 32815
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 14:41   Song Number : 32815   

Purkaif Hawayen Hain Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 10:32 32806
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rafiq Husain
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 10:32   Song Number : 32806   

Pyaar Jab Tumne Kiya Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:18 32813
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:18   Song Number : 32813   

Pyaar Ka Jazba Naya Rang Dikha Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 09:01 32021
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 09:01   Song Number : 32021   

Sab Ka Chehra Tere Jaisa Kyun Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 05:02 37976
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 05:02   Song Number : 37976   

Sawan Ke Suhane Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:27 32168
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:27   Song Number : 32168   

Tamaam Shaher Ke Raste Saja Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 08:07 32022
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 08:07   Song Number : 32022   

Tu Mere Saath Na Chal Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:00 17926
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:00   Song Number : 17926   

Tujhse Milne Ko Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 05:29 32731
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 05:29   Song Number : 32731   

Tumhari Yaad Mein Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:04 36011
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:04   Song Number : 36011   

Wafa Ke Deep Main Kab Se Jalaye Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 08:33 32023
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 08:33   Song Number : 32023   

Yaar Tha Gulzaar Tha Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:06 38404
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bahadur Shah Zafar
Duration : 06:06   Song Number : 38404   

Zulf Bikhra Ke Nikle Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:44 40166
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bekal Utsahi
Music Director- 
Ahmad Hussain, Mohammed Hussain
Duration : 06:44   Song Number : 40166