Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTalat Mahmood
HomeTalat Mahmood
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sukani ja tu mare naam kar vikar nathi sukani ja tu mare naam kar vikar nathi sukh sagar pade ahi pir ke manjdhar nathi sukh sagar pade ahi pir ke manjdhar nathi sata tofan ankhe aag ne dhud na karengo sata tofan ankhe aag ne dhud na karengo bethu chu toi mane koi no aadhar nathi koi taarya hase sansaar sindhu nai kise koi taarya hase sansaar sindhu nai kise aahi pani nathi koi nathi sansaar nathi aahi pani nathi koi nathi sansaar nathi sukani ja tu mare naam kar vikar nathi ek mud pe mane vishwaas maja hoi e kharu ek mud pe mane vishwaas maja hoi e kharu ej sansaar kharo bole biju kai nathi aahi sansaar mati ne maha kankaas thayo aahi sansaar mati ne maha kankaas thayo bhale tu taar bhale maar e vichaar nathi bhale tu taar bhale maar e vichaar nathi sukani ja tu mare naam kar vikar nathi sukani ja tu mare naam kar vikar nathi
tasveer teri dil mera behla na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi ye teri tarha mujhse to sharma na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi main baat karunga to ye khamosh rahegi seene se laga lunga to ye kuchh na kahegi main baat karunga to ye khamosh rahegi seene se laga lunga to ye kuchh na kahegi aaraam wo kya degi jo tadpaa na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi ye aankhen hain thehri huyi chanchal wo nigaahen ye haath hain sehme huye aur mast wo baahen ye aankhen hain thehri huyi chanchal wo nigaahen ye haath hain sehme huye aur mast wo baahen parchhayin to insaan ke kaam aa na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi in honthon ko faiyaz mein kuchh de na sakunga is julf ko main haath mein bhi le na sakunga in honthon ko faiyaz mein kuchh de na sakunga is julf ko main haath mein bhi le na sakunga uljhi huyi raaton ko ye suljha na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi
tujh mein jo baat hai gulshan ke nazaaron mein nahin tujh mein jo baat hai gulshan ke nazaaron mein nahin tujhsa rangeen to koi phool bahaaron mein nahin tujh mein jo baat hai de ke aawaaz mujhe paas bula le ab to de ke aawaaz mujhe paas bula le ab to ab maza door ke khamosh ishaaron mein nahin tujh mein jo baat hai mauj e toofaan mujhe seene se lagaaye rakhna tere aagosh ki lazzat to kinaaron mein nahin tujh mein jo baat hai zindagi beet chali hai tera rasta takte zindagi beet chali hai tera rasta takte koi aahat bhi magar raahguzaron mein nahin tujh mein jo baat hai
tum humsafar nahin to koi humsafar nahin had ye hai dil shareek e ghum e rehguzar nahin tum humsafar nahin to koi humsafar nahin achchha kiya ki tumne bhi chhoda hamaaraa saath achchha kiya ki tumne bhi chhoda hamaaraa saath lo ab koi charaag sar e rehguzar nahin tum humsafar nahin to koi humsafar nahin ek dil mila hai wo bhi nahin ikhtiyaar mein ek ghum mila hai wo bhi ghum e mautbar nahin tum humsafar nahin to koi humsafar nahin hum aaj dar b dar sahi lekin ghum e hayaa hum aaj dar b dar sahi lekin ghum e hayaa aisi bhi koi raat hai jiski sehar nahin tum humsafar nahin to koi humsafar nahin
tumne ye kya sitam kiya zabt se kaam le liya tark e wafa ke baad bhi tark e wafa ke baad bhi mera salaam le liya tumne ye kya sitam kiya rind e kharab e naush kiiiiiiii rind e kharab e naush ki beadabi to dekhiye beadabi to dekhiye niyaat e maikashi na ki haath mein jaam le liya tumne ye kya sitam kiyaa sehan e chaman mein daffatan aa ke palat gayi bahaar aa ke palat gayi bahaar ahal e junoone gaaliban ahal e junoone gaaliban aqal se kaam le liya tumne ye kya sitam kiya naama e shauq padh ke wo naama e shauq padh ke wo kho gaye yak ba yak shakeel kho gaye yak ba yak shakeel munh se to kuchh na kah sake dil se payaam le liya tumne ye kya sitam kiya zabt se kaam le liya tumne ye kya sitam kiya
us bazm mein mujhe nahin banati hayaa kiye baithaa rahaa agarache ishaare huaa kiye baithaa rahaa agarache ishaare huaa kiye kis roz tohmaten na taraashaa kiye udu kis roz tohmaten na taraashaa kiye udu kis din humaare sar pe na aare chalaa kiye kis din humaare sar pe na aare chalaa kiye zid ki hai aur baat magar khoobari nahin bhoole se usne sainkadon waad e wafaa kiye bhoole se usne sainkadon waad e wafaa kiye ghalib tumhi kaho ke milegaa jawaab kyaa ghalib tumhi kaho ke milegaa jawaab kyaa maanaa ke tum kaha kiye aur wo sunaa kiye maanaa ke tum kaha kiye aur wo sunaa kiye us bazm mein mujhe nahin banati hayaa kiye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sukani Ja Tu Talat Mahmood 03:26 39164
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Gujarati
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:26   Song Number : 39164   

Tasveer Teri Dil Mera Behla Na Sakegi Talat Mahmood 03:23 32942
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:23   Song Number : 32942   

Tujh Mein Jo Baat Hai Talat Mahmood 03:17 40322
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:17   Song Number : 40322   

Tum Humsafar Nahin Talat Mahmood 03:15 12779
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Nasir Quadri
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:15   Song Number : 12779   

Tumne Ye Kya Sitam Kiya Talat Mahmood 03:30 15117
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:30   Song Number : 15117   

Us Bazm Mein Mujhe Nahin Talat Mahmood 03:23 19356
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 19356