Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAan (1953)
HomeAan (1953)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa haaa haaaaaaaa aaj mere mann mein sakhi baansuri bajaaye koi aaj mere mann mein aaj mere mann mein sakhi baansuri bajaaye koi pyaar bhare geet sakhi baar baar gaaye koi bansuri bajaaye bansuri bajaaye sakhi gaaye sakhi ri koi chhailwaa hoo koi albelwaa hoo koi chhailwaa hoo rang meri jawaani ka liye jhoomta ghar aaya hai saawan ooo rang meri jawaani ka liye jhoomta ghar aaya hai saawan aaaaa haaaaaa haaaaa o sakhi ho ri sakhi aaya hai saawan mere nainon mein hai saajan inn udi ghataaon mein hawaaon mein sakhi naache mera mann ho sakhi naache mera mann ho aangan mein saawan manbhaawan ho ji hoooooo oooo ooo ooo ooo oooo inn udi ghataaon mein hawaaon mein sakhi naache mera mann ho sakhi naache mera mann lal lala lala jin ke hindole pe mohe jhoolna jhulaaye koi pyaar bhare geet sakhi baar baar gaaye koi bansuri bajaaye sakhi gaaye sakhi ri koi chhailwaa hoo koi albelwaa hoo koi chhailwaa hoo kehta hai ishaaro mein koi aa mohe ambuaa ke tale mil bhala wo kaun hai
dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale hum aaj apni maut ka saaman le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale aa haa haa aa aa aa aa mitta hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein ye ye ye ye ulfat ki raah mein mitta hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein wo le chale hai aan to hum jaan le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale aa haa haa aa aa aa aa manzil pe hoga faisala kismat ke khel ka aa aa aa aa kismat ke khel ka manzil pe hoga faisala kismat ke khel ka karde jo dil ka khoon wo mehmaan le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale
maan mera ehsaan are naadaan ke maine tujh se kiya hai pyaar maine tujh se kiya hai pyaar meri nazar ki dhoop na bharti roop to hota husn tera bekaar maine tujh se kiya hai pyaar maan mera ehsaan are naadaan ke maine tujh se kiya hai pyaar maine tujh se kiya hai pyaar ulfat na sahi nafrat hi sahi oooo oo o o o ulfat na sahi nafrat hi sahi isko bhi muhabbat kehte hain tu laakh chhupaaye bhed magar hum dil mein samaaye rehte hain tere bhi dil mein aag uthi hai jaag jabaan se chaahe na kar ikraar maine tujh se kiya hai pyaar meri nazar ki dhoop na bharti roop to hota husn tera bekaar maine tujh se kiya hai pyaar apna na bana loon tujhko agar oooo oo o o o apna na bana loon tujhko agar ik roz to mera naam nahin patthar ka jigar paani kar doon ye to koi mushkil kaam nahin chhod de ab ye khel tu kar le mel mere sang maan le apni haar maine tujh se kiya hai pyaar maan mera ehsaan are naadaan ke maine tujh se kiya hai pyaar maine tujh se kiya hai pyaar
aayi ho kheton ki raani aayi ho main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya hoo oo hoooo oooo ooooo preet nagar pe raaj karoon main banke sajanwa teri preet nagar pe raaj karoon main banke sajanwa teri banke sajanwa teri mehal do mehale dhanwaanon ke dil ki nagariya meri mehal do mehale dhanwaanon ke dil ki nagariya meri oooo ooooo dil ki nagariya meri chaaha tha jisko maine dil usko de diya kisi ko kya ho kisi ko kya hooo ooo oooo chhod ke apne pee ki dagariya aur kahin naa jaaun chhod ke apne pee ki dagariya aur kahin naa jaaun aur kahin naa jaaun jeet liya hai tan man jisne geet usike gaaun jeet liya hai tan man jisne geet usike gaaun hooo oo ooooo geet usike gaaun pee pee ki dhun pe har dum naache mera jiya kisi ko kya ho kisi ko kya main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya
mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ek sundar mukhda unka uss par laakh adaayen hum apne dil ko kahaan le jaayen akele door khade lalchaayen ek sundar mukhda unka uss par laakh adaayen hum apne dil ko kahaan le jaayen akele door khade lalchaayen chaand sitaareeeeeeeeee chaand sitaare mast nazaare sab hai unhi ke saath mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa roop nagar se aa kar chanda unka roop churaaye mera mann dekh dekh reh jaaye bhala ye baat mujhe kyun bhaaye roop nagar se aa kar chanda
dil ko hua tum se pyaaaaaaaar ab hai tumhen ikhtiyaar chaahe bana doooooo chaahe mita dooo takraa gaya tumse dil hi to hai roye naa ye kyun ghayal hi to hai takraa gaya tumse dil hi to hai roye naa ye kyun ghayal hi to hai ghayal hi to hai wo pyaar se nafrat karte hain hum hain ke unhin par marte hain wo pyaar se nafrat karte hain hum hain ke unhin par marte hain ab kaise nibhe mushkil hi to hai ab kaise nibhe mushkil hi to hai takraa gaya tumse dil hi to hai roye naa ye kyun ghayal hi to hai ghayal hi to hai bedard ko aye dil yaad na kar tadpe jaa yunhi fariyaad na kar bedard ko aye dil yaad na kar tadpe jaa yunhi fariyaad na kar kyun reham karen qaatil hi to hai kyun reham karen qaatil hi to hai takraa gaya tumse dil hi to hai roye naa ye kyun ghayal hi to hai ghayal hi to hai
tujhe kho diyaa humne paane ke baad hooooo tujhe kho diyaa humne paane ke baad teri yaad aayi teri yaad aayi tere jaane ke baad teri yaad aayi tujhe kho diyaa humne mila tha naa jab tak judaayi ka ghum mohabbat ka matlab naa samjhe the hum tadapne lage teer khaane ke baad tadapne lage tadapne lage teer khaane ke baad teri yaad aayi teri yaad aayi tere jaane ke baad teri yaad aayi tujhe kho diyaa humne nighaahon mein ab tu samaane laga tera naam honthon pe aane laga huye hum tere ik zamaane ke baad huye hum tere huye hum tere ik zamaane ke baad teri yaad aayi teri yaad aayi tere jaane ke baad teri yaad aayi tujhe kho diyaa humne muhabbat mili aur tu kho gayaa tu kho gayaa hooo badalte hi kismat ye kya ho gaya kya ho gaya khushi chhin gayi dil lagaane ke baad khushi chhin gayi khushi chhin gayi dil lagaane ke baad teri yaad aayi teri yaad aayi tere jaane ke baad teri yaad aayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Mere Mann Mein Sakhi Aan (1953) 03:52 20025
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi, Dileep Kumar
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:52   Song Number : 20025   

Dil Mein Chhupa Ke Aan (1953) 02:54 12566
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi, Nadira
Duration : 02:54   Song Number : 12566   

Maan Mera Ehsaan Aan (1953) 02:45 20838
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 02:45   Song Number : 20838   

Main Raani Hoon Raaja Ki Aan (1953) 03:10 12801
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Prem Nath, Nimmi
Duration : 03:10   Song Number : 12801   

Mohabbat Chume Jinke Aan (1953) 03:34 12567
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nadira
Duration : 03:34   Song Number : 12567   

Takraa Gaya Tumse Aan (1953) 03:40 12568
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:40   Song Number : 12568   

Tujhe Kho Diya Humne Aan (1953) 03:14 12569
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 03:14   Song Number : 12569