Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTalat Aziz
HomeTalat Aziz
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum dard e muhabbat kya samjho tum dil ka tadapna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah tum door khade dekha hi kiye aur doobne wala doob gaya tum door khade dekha hi kiye aur doobne wala doob gaya saahil ko tum manzil samjhe tum lazat e dariya kya jaano saahil ko tum manzil samjhe tum lazat e dariya kya jaano tum dard e muhabbat kya samjho tum dil ka tadapna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah sau baar agar tum rooth gaye hum tum ko mana hi lete the sau baar agar tum rooth gaye hum tum ko mana hi lete the ek baar agar ham rooth gaye tum hum ko manaana kya jaano ek baar agar ham rooth gaye tum hum ko manaana kya jaano tum dard e muhabbat kya samjho tum dil ka tadapna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah
uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai pareshan mere dil ki haalat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai bada sangdil hai hamaara sitamgar bada sangdil hai hamaara sitamgar zara si na hum se murawwat kare hai zara si na hum se murawwat kare hai pareshan mere dil ki haalat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai mere rubaru jab bhi aa jaaye hai wo mere rubaru jab bhi aa jaaye hai wo mere rubaruuuuuu mere rubaru rubaruu mere rubaru jab bhi aa jaaye hai wo koi khaab jaise hakeeqat kare hai koi khaab jaise hakeeqat kare hai pareshan mere dil ki haalat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai har ek baat karta hai khamoshiyon se har ek baat karta hai khamoshiyon khamoshiyon khamoshiyon khamoshiyon har ek baat karta hai khamoshiyon se zubaan se kahaan wo shikayat kare hai zubaan se kahaan wo shikayat kare hai pareshan mere dil ki
ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaudhvin ke chaand se badh ke hai chehra aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke apne chehre pe sadaa hota hai dhoka aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka chaand sooraj dhoop subah kehkashaan taare shamma chaand sooraj dhoop subah kehkashaan taare shamma har ujaale ne churaya hai ujaala aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka
yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai kajal ki lakiron ko aankhon se churana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai yeh ishq tasveer banata hai ungali se hawaaon par tasveer banata hai ungali se hawaaon par shayad vo mere jaisa tera hi deewana hai shayad vo mere jaisa tera hi deewana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai yeh ishq bhooli huyi yaadon par bisari huyi baaton par bhooli huyi yaadon par bisari huyi baaton par aa ja ke gale milke rona hai rulana hai aa ja ke gale milke rona hai rulana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai yeh ishq khulte hi tere gesu udne hai lagi khushboo khulte hi tere gesu udne hai lagi khushboo ye raaz hawaaon ko phoolon se chhupana hai ye raaz hawaaon ko phoolon se chhupana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai kajal ki lakiron ko aankhon se churana hai yeh ishq
zara si baat pe rutha kiye wo harjaayi zara si baat pe rutha kiye wo harjaayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat tu na khuda hai khuda kya unhe bachayega tu na khuda hai khuda kya unhe bachayega jinhen dubo de nigaahen karam ki gehraayi jinhen dubo de nigaahen karam ki gehraayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat visaal e yaar pe baadal hain phir judaayi ke visaal e yaar pe baadal hain phir judaayi ke abhi abhi to uthi hai yahan se tanhayi abhi abhi to uthi hai yahan se tanhayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat usi ki chaah mein kitne janam khuda lega usi ki chaah mein kitne janam khuda lega panah mein ishq mili hai humein jo ruswaayi panah mein ishq mili hai humein jo ruswaayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat pe rutha kiye wo harjaayi zara si baat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Naghma E Maah Ho Talat Aziz 06:23 18473
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:23   Song Number : 18473   

Uthe Wo Nazar To Talat Aziz 05:53 40234
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:53   Song Number : 40234   

Ye Bhi Kya Ehsaan Kam Hai Talat Aziz 04:52 15978
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Duration : 04:52   Song Number : 15978   

Yeh Ishq Nahin Aasan Talat Aziz 06:05 19147
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:05   Song Number : 19147   

Zara Si Baat Pe Talat Aziz 05:02 35927
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:02   Song Number : 35927