Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeFareb (1968)
HomeFareb (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se mere saanson mein mehakna mera dil ban ke dhadakna ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se dhimi dhimi aag behakte gaalon ki halki halki chhaon sunahare baalon ki dhimi dhimi aag behakte gaalon ki halki halki chhaon sunahare baalon ki tere liye hai lekin kehna na tu kisi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se sehme sehme pyaar ne li hai angdayi pehli pehli baar mili hai tanhayi sehme sehme pyaar ne li hai angdayi pehli pehli baar mili hai tanhayi ab to gale se laga le tarasa na door hi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se dil ki nazuk baat zuban tak aa pahunchi badhte badhte baat kahan tak aa pahunchi dil ki nazuk baat zuban tak aa pahunchi badhte badhte baat kahan tak aa pahunchi darti nahin hai muhabbat duniyan ki berukhi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se ae zindagi ke saathi
hum chup hain isliye ke khata ki hai pyaar ki aankhon ko di gayi hai saza intzaar ki dil ne ek bewafa se pyaar kiya pyaar kiya jhuthe waadon pe aitbaar kiya haye jhuthe waadon pe aitbaar kiya dil ne ek bewafa se pyaar kiya pyaar kiya jhuthe waadon pe aitbaar kiya haye jhuthe waadon pe aitbaar kiya wo nahin aaye wo na aayenge wo nahin aaye wo na aayenge wo nahin aaye wo na aayenge na aayenge ye samajhkar bhi intzaar kiya haye ye samajhkar bhi intzaar kiya dil ne ek bewafa se pyaar kiya pyaar kiya jhuthe waadon pe aitbaar kiya haye jhuthe waadon pe aitbaar kiya hum samajhte rahe jise apna hum samajhte rahe jise apna hum samajhte rahe jise apna haye apna usne gairon pe dil nisaar kiya haye usne gairon pe dil nisaar kiya dil ne ek bewafa se pyaar kiya pyaar kiya jhuthe waadon pe aitbaar kiya haye jhuthe waadon pe aitbaar kiya aaj beete dinon ki yaadon ne aaj beete dinon ki yaadon ne aaj beete dinon ki yaadon ne haye yaadon ne aur bhi humko bekaraar kiya haye aur bhi
naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin ab ye sheesha kisi tasveer ke kaabil hi nahin main kahan jaun ke meri koi manzil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin pher li mujhse nazar apnon ne begaanon ne pher li mujhse nazar apnon ne begaanon ne mera ghar loota mere ghar ke hi mehmaanon ne mera ghar loota mere ghar ke hi mehmaanon ne jo mujhe pyaar kare aisa koi dil hi nahin main kahan jaun ke meri koi manzil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin dil behal jaye khayalaat ka rukh mod sakun dil behal jaye khayalaat ka rukh mod sakun main jahan baith ke har ahal e wafa tod sakun main jahan baith ke har ahal e wafa tod sakun meri takdeer mein aisi koi mehfil hi nahin main kahan jaun ke meri koi manzil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin vo jahan sog mein hai aaj fiza bhi chup hai vo jahan sog mein hai aaj fiza bhi chup hai kisse fariyaad karun ab to khuda bhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Zindagi Ke Saathi Fareb (1968) 05:01 16094
 
Poster of Fareb (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Bela Bose, Dev Kumar
Duration : 05:01   Song Number : 16094   

Hum Chup Hain Isliye Ke Fareb (1968) 04:27 38783
 
Poster of Fareb (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Bela Bose
Duration : 04:27   Song Number : 38783   

Naaz Tha Jis Pe Fareb (1968) 04:32 32089
 
Poster of Fareb (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bela Bose, Darshan
Duration : 04:32   Song Number : 32089