MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Dilip Kumar
Home Dilip Kumar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho o o bachpan ke din bhula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena aaj hanse kal rula na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste gaate haste aa aa aa aa aa aa door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein deep jalaayein deep jala kar bujha na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane ha ha aa aa aa aa aa nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane yahi zamaane yaad humaari mitaa na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena
chhod baabul ka ghar mohe pee ke nagar aaj jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada sang sakhiyon ke bachpan bitati thi main byah gudiyon ka hans hans rachaati thi main sabse muhn mod kar kya bataaun kidhar dil lagaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada yaad maike ki dil se bhulaaye chali preet saajan ki mann mein basaaye chali yaad kar ke ye ghar royi aankhen magar muskurana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada pehan ulfat ka gehna dulhan main bani dola aaya piya ka sakhi main chali ye tha jhootha nagar isliye chhod kar mohe jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada
dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja tu nahin to ye bahaar kya bahaar hai gul nahin khile ke tera intezaar hai tu nahin to ye bahaar kya bahaar hai gul nahin khile ke tera intezaar hai ke tera intezaar hai ke tera intezaar hai dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil dhadak dhadak ke de raha hai ye sada tumhari ho chuki hoon main tumhare paas hoon sada dil dhadak dhadak ke de raha hai ye sada tumhari ho chuki hoon main tumhare paas hoon sada tum se meri zindagi ka ye singar hai ji rahi hoon main ke mujh ko tum se pyaar hai tum se meri zindagi ka ye singar hai ji rahi hoon main ke mujh ko tum se pyaar hai ke mujh ko tum se pyaar hai ke mujh ko tum se pyaar hai dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil dhadak
husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain zindagi bhar ke liye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain khoob karte hain ye beemar e muhabbat kaaaaaa ilaaz khoob karte hain ye beemar e muhabbat ka ilaaz dard bhadhta hi rahe dard bhadhta hi rahe aisi dawaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin eeeee eeeeee haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin pehle dil lete hain phir pehle dil lete hain phir dil ko bhula dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain dil lagaaye naa zamaane mein hasinoooooo se koi dil lagaaye naa zamaane mein hasinon se koi log kehte hain ke ye log kehte hain ke ye mil ke dagaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain
jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha gori ki gol gol aankhiyaan sharaabi kar chuki hai kaison kaison ki kharaabi gori ki gol gol aankhiyaan sharaabi kar chuki hai kaison kaison ki kharaabi inka ye zor zulm kisi ne na dekha hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha kisi ko hare hare not ka nasha hai kisi ko boot suit koat ka nasha hai yaaro humen to nautaang ka nasha hai hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye
maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara o o o o o aa aa aa aa o o o o o aa aa aa aa dil kahe dildaar milaa hum kahein humein pyaar mila dil kahe dildaar milaa hum kahein humein pyaar milaa pyaar mila humein yaar milaa ik naya sansaar mila pyaar mila humein yaar milaa ik naya sansaar milaa aa aa aa aa aa aa aa aa aas mili armaan milaa o o o o o o o o jeene ka samaan milaa mil gaya ek sahaara aa haa haa maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara o o o o o aa aa aa aa o o o o o aa aa aa aa dil jawaan aur rut haseen chal yuhin chal dein kahin dil jawaan aur rut haseen chal yuhin chal dein kahin tu chaahe le chal kahin tujh pe hai mujh ko yakin tu chaahe le chal kahin tujh pe hai mujh ko yakin o o o o o o o o jaan bhi tu hai dil bhi tu hi aa aa aa aa aa aa aa raah bhi tu manzil bhi tu hi aur tu hi aas ka taara
milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka
insaan kisi se duniyaan mein ek baar muhabbat karta hai iss dard ko le kar jeeta hai iss dard ko le kar marta hai pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya koi chori nahin ki pyaar kiya pyaar kiya koi chori nahin ki chhup chhup aahen bharna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana maut wohi jo duniya dekhe maut wohi jo duniya dekhe ghut ghut kar yun marna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi ishq mein jeena ishq mein marna ishq mein jeena ishq mein marna aur hamein ab karna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya chhup na sakega ishq hamara charon taraf hai unka nazara parda nahin jab koi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bachpan Ke Din Bhula Na Deedar (1951) 03:36 13029
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar, Nimmi, Ashok Kumar
Duration : 03:36   Song Number : 13029   

Chhod Baabul Ka Ghar Babul (1950) 03:15 12777
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Raag- 
Marwa
Duration : 03:15   Song Number : 12777   

Dil Tadap Tadap Ke Madhumati (1958) 03:34 20376
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dilip Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 20376   

Husn Waalon Ko Na Dil Babul (1950) 03:33 12782
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 12782   

Jangal Mein Mor Nacha Madhumati (1958) 03:08 13644
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:08   Song Number : 13644   

Maang Ke Saath Tumhaara Naya Daur (1957) 03:34 20840
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dilip Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 20840   

Milte Hi Ankhen Babul (1950) 03:04 12780
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:04   Song Number : 12780   

Pyaar Kiya To Darna Kya Mughal-E-Azam (1960) 06:27 12402
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:27   Song Number : 12402   
Karaoke Songs of Dilip Kumar, Sad Songs of Dilip Kumar, Love Songs of Dilip Kumar, Dance Songs of Dilip Kumar, Hip-hop songs of Dilip Kumar, Best songs of Dilip Kumar, Super hit songs of Dilip Kumar, hit songs of Dilip Kumar, duet songs of Dilip Kumar, solo songs of Dilip Kumar, old songs of Dilip Kumar, famous songs of Dilip Kumar, Hindi Karaoke Songs of Dilip Kumar, Hindi Sad Songs of Dilip Kumar, Hindi Love Songs of Dilip Kumar, Hindi Dance Songs of Dilip Kumar, Hindi Hip-hop songs of Dilip Kumar, best Hindi songs of Dilip Kumar, super hit Hindi songs of Dilip Kumar, hit Hindi songs of Dilip Kumar, duet Hindi songs of Dilip Kumar, solo Hindi songs of Dilip Kumar, old Hindi songs of Dilip Kumar, famous Hindi songs of Dilip Kumar, Sing Along Songs of Dilip Kumar, Sing Along Sad Songs of Dilip Kumar, Sing Along Love Songs of Dilip Kumar, Sing Along Dance Songs of Dilip Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Dilip Kumar, Sing Along Best songs of Dilip Kumar, Sing Along Super hit songs of Dilip Kumar, Sing Along hit songs of Dilip Kumar, Sing Along duet songs of Dilip Kumar, Sing Along solo songs of Dilip Kumar, Sing Along old songs of Dilip Kumar, Sing Along famous songs of Dilip Kumar