Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMahal (1969)
HomeMahal (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon aankhon mein hum tum ho gaye deewane baaton baaton mein dekha ban gaye afsaane aankhon aankhon mein hum tum ho gaye deewane hum ajnabi the tum the paraaye ek doosreeeee ke dil mein samaaye hum aur tum mein uff ye muhabbat kaise ho gayi hum tum jaane nahin jaane baaton baaton mein dekha ban gaye afsaane kitni haseen ye tanhaaiyaan hai tanhaaiyon mein ruswaaiyaan hai ruswaaiyon se darte nahin hum chhodo pyaar ki baaten chhodo ye bahaane aankhon aankhon mein hum tum ho gaye deewane baaton baaton mein dekha ban gaye afsaane hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
aayiye aap ka tha hamein intezaar aayiye aap ka tha hamein intezaar aana tha aa gaye hm kaise nahin aate sarkaar aana tha aa gaye hm kaise nahin aate sarkaar aayiye hum na kehte the nigaahon se khinche aayenge aap hum na kehte the nigaahon se khinche aayenge aap raat bhar jaagenge tadpenge machal jaaenge aap neend nahin aayegi neend nahin aayegi aankh lad jayegi humein yun na thukraiye aayiye ayiye aap ka tha hamein intezaar aana tha aa gaye ho kaise nahin aate sarkaar aana tha aa gaye hm kaise nahin aate sarkaar aayiye ek to hum tum akele phir sama ye raat ka ek to hum tum akele phir sama ye raat ka dekhta sunta nahin koi hai dar kis baat ka aake zara baahon mein aake zara baahon mein baske nigaahon mein dil zara dhadkaiye aayiye aayiye aap ka tha hamein intezaar aana tha aa gaye ho kaise nahin aate sarkaar aana tha aa gaye hey kaise nahin aate sarkaar aayiye
aaaaa aaaa faisla ho jayega bas aaj aye parda nashin aaj ya to hum nahin ya aaj ye parda nahin aaaaaaaaaaaa toone soorat chhupayi toone chilman girayi haye jab kiran muskurayi chandani raat aayi chaand se tere ghar ka hum pata poochh lenge hum tujhe dhoond lenge hum tujhe dhoond lenge hum tujhe dhoond lenge tujhe dhoond lenge aaaaaaaa hum zamin par hain sitaron ki khabar rakhte hain hum bade wo hain badi tej nazar rakhte hain ye ishq husn ki mehfil ko dhoond leta hai ye katl hoke bhi ye katl hoke bhi kaatil ko dhoond leta hai aaaaaaaaaaaa chaman ke phool chaman ke phool baharon ko dhoond lete hain aaaa ke yaar yaar to yaaron ko dhoond lete hain saath baade saba ke mast kaali ghata ke jayenge hum chaman mein husn ki anjuman mein apna dil bulbulon sa tera chehra gulon sa gul se teri gali ka hum pata poochh lenge aaaaa aaa aaaaa aaa zamana aaj dekhega tamaasha ek yahaan hoga hamare ek ishare pe zamin pe aasmaan hoga nazar ka teer nishane ko dhoond leta hai ye dil ka
o tu kya jaane din raat hum jeete hain o tu kya jaane din raat hum jeete hain o tera naam le ke o tera naam le ke o teri nazron ke jaam hum peete hain o teri nazron ke jaam hum peete hain o tera naam le ke o tera naam le ke teri hi baaten karte hain hum saari raat sitaaron se ye poochh le shokh nazaaron se ye poochh le mast bahaaron se ki zindagi ke subha shaam kaise beete hain ki zindagi ke subha shaam kaise beete hain o tera naam le ke o tera naam le ke o tu kya jaane din raat hum jeete hain o tera naam le ke o tera naam le ke teri maasoom nigaahon ne badli qismat dil waalon ki jab se humne daulat paayi tere rangeen khayaalon ki har haari huyi baazi hum jeete hain har haari huyi baazi hum jeete hain o tera naam le ke o tera naam le ke tu kya jaane din raat hum jeete hain o tera naam le ke o tera naam le ke hum teri yaad mein soye nahin jaane kitni hi raaton se le bas hum chup ho jaate hain mat rooth humaari baaton se na kahenge kuchh aur lab seete hain na kahenge
ye duniya waale poochhenge ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye baat agar koi poochhe kyun nain tere jhuk jaate hain tum kehna inki aadat hai ye nain yunhi sharmaate hain tum logon se ye na kehna sanwariya se laage naina sanwariya se laage naina ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo main to ye pyaar chhupa loongi tum kaise dil ko sambhaloge dil kya tum to deewaron pe meri tasvir laga loge dekho ye kaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye poochhenge wo kaun hai jo tere dil ko dhadkaata hai ye poochhenge wo kaun hai jo chhup ke sapanon mein aata hai tum mera naam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena ye duniya waale poochhenge
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Aankhon Mein Mahal (1969) 04:58 20048
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 04:58   Song Number : 20048   

Aayiye Aap Ka Tha Hamein Mahal (1969) 03:46 38579
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Farida Jalal
Duration : 03:46   Song Number : 38579   

Hum Tujhe Dhoond Lenge Mahal (1969) 07:35 38202
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 07:35   Song Number : 38202   

O Tera Naam Leke Mahal (1969) 04:33 40412
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 04:33   Song Number : 40412   

Ye Duniya Waale Poochhenge Mahal (1969) 05:12 21066
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 05:12   Song Number : 21066