Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeEk Duuje Ke Liye (1981)
HomeEk Duuje Ke Liye (1981)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa hooooo aaaa aaaaa hum bane tum bane ik duje ke liye hum bane tum bane ik duje ke liye usko kasam lage usko kasam lage jo bichhad ke ik pal bhi jeeye hum bane tum bane ik duje ke liye hum bane tum bane ik duje ke liye i don''t know what you say i don''t know what you say i don''t know don''t know what you say i don''t know what you say tum ho buddhu tum ho buddhu maan lo you are handsome jaan lo tum ho buddhu maan lo you are handsome jaan lo sab baaton ko chhod ke aankhon ko pehchaan lo aankhon ne aankhon se waade yahi kiye usko kasam lage usko kasam lage jo bichhad ke ik pal bhi jeeye hum bane tum bane ik duje ke liye hum bane tum bane ik duje ke liye hum bane tum bane ik duje ke liye i don''t know what you say i don''t know what you say i don''t know don''t know what you say i don''t know what you say but i want to dance and play but i want to dance and play i want to play the game of love i want you in the name of love i want to play the game of love i want
hum tum dono jab mil jaayenge hum tum dono jab mil jaayenge ek naya itihaas banaayenge aur agar hum na mil paayein to aur agar hum na mil paayein to to bhi ek naya itihaas banaayenge hum tum dono jab mil jaayenge saal mahine haar gaye saal mahine haar gaye dil jeet gaya aur judaayi ka lo ek din beet gaya gin gin ke ye doori ke din yun jeena mushkil hai lekin hum phir bhi jee kar dikhalaayenge hum phir bhi jee kar dikhalaayenge ek naya itihaas banaayenge hum tum dono jab mil jaayenge duniyaan mein kitne logon ne prem kiya duniyaan ne kitne premon ka khoon piya piyasi talwaar nahin rukti kyun iski piyaas nahin bujhati hum duniyaan ki piyaas bujhaayenge hum duniyaan ki piyaas bujhaayenge ek naya itihaas banaayenge hum tum dono jab mil jaayenge la la la la la la la la phir ye dil din raat tadapta rehta hai jab humse bedard zamaana kehta hai mil na paaye jo khaabon mein kitne hain naam kitaabon mein hum unmein kyun naam likhaayenge hum unmein kyun naam likhaayenge to
mere jeevan saathi pyaar kiye jaa mere jeevan saathi pyaar kiye jaa jawaani diwaani khoobsoorat ziddi padosan satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram hare raama hare krishana dil hi to hai aashiq hoon bahaaron ka tere mere sapne tere ghar ke saamne aamne saamne shaadi ke baad humaare tumhaare munna guddi tinku mili chin china ki babla boo khel khel mein shoor shor johny mera naam chori mera kaam johny mera naam chori mera kaam raam aur shyaam milan geet gata chal pyaar ka mausam satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram mere jeevan saathi pyaar kiye jaa jawaani diwaani khoobsoorat ziddi padosan satyam shivam sundaram raaste hain pyaar ke chalte chalte mere humsafar humsafar dil tera deewana deewana mastaana chhaliyaa anjaana chhaliyaa anjaana aashiq begaana lofar anaadi badhati ka naam daadhi chalti ka naam gaadi badhati ka naam daadhi chalti ka naam gaadi jab pyaar kisi se hota hai sanam jab yaad kisi ki aati
koshish karke dekh le dariyaa saare nadiyaan saari dil ki lagi nahin bujhti bujhti hai har chingaari hmmmmmm aa aa aa aaa aa aa solah baras ki solah baras ki baali umar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam duniyaa mein sabse pehle jisne ye dil diya duniyaa ke sabse pehle dilbar ko salaam dil se nikalane waale raste ka shukriyaa dil tak pahunchane waali dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam jisme jawaan hokar badnaam hum huye jisme jawaan hokar badnaam hum huye us shaher us gali us ghar ko salaam jisne hume milaaya jisne juda kiya us waqt us ghadi us dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam milte rahen yahan hum ye hai yahaan likha is likhaawat ki zeroo zabar ko salaam saahil ki ret par yun lehraa utha ye dil saagar mein uthane waali har lehar ko salaam in mast gehari gehari aankhon ki jheel mein
hoooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana ik dor kheenche dooja dauda chala aaye ik dor kheenche dooja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ho ho ho aise jaise koi deewaaaaana aise jaise koi deewaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana pehnugi main tere haathon se kangna pehnugi main tere haathon se kangna jaayegi meri doli tere hi angnaa chaahe kuchh kar le ho ho ho chaahe kuchh kar le zamaaaaanaaa chaahe kuchh kar le zamaaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kitni zubaane bolen log humjoli kitni zubaane bolen log humjoli duniyaa mein pyaar ki ek hai boli bole jo shamma ho ho ho bole
tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana kaisa hai ye bandhan anjaaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa ik dor kheenche duja dauda chala aaye ik dor kheenche duja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ooo aise jaise koi deewaaanaa aise jaise koi deewaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana neend naa aaye mujhe chain naa aaye neend naa aaye mujhe chain naa aaye laakh jatan karun roka naa jaaye sapnon mein tera oooo sapnon mein tera aana jaaanaa sapnon mein tera aana jaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa kaisa hai ye bandhan anjaaanaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Bane Tum Bane Ek Duuje Ke Liye (1981) 06:10 20528
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Duration : 06:10   Song Number : 20528   

Hum Tum Dono Jab Ek Duuje Ke Liye (1981) 05:46 20552
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Duration : 05:46   Song Number : 20552   

Mere Jeevan Saathi Ek Duuje Ke Liye (1981) 05:52 20923
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Duration : 05:52   Song Number : 20923   

Solah Baras Ki Baali Ek Duuje Ke Liye (1981) 06:29 12344
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:29   Song Number : 12344   

Tere Mere Beech Mein Ek Duuje Ke Liye (1981) 05:42 21294
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:42   Song Number : 21294   

Tere Mere Beech Mein (Male) Ek Duuje Ke Liye (1981) 04:32 13213
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:32   Song Number : 13213