Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi jhuki huyi nigaah mein kahin mera khayaal tha dabi dabi hansi mein ik haseen saa gulaal tha main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo naa jaane kyun laga mujhe ke muskura rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi mera khayaal hai abhi jhuki huyi nigaah mein khili huyi hansi bhi hai dabi huyi si chaah mein main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo yahi khayaal hai mujhe ke saath aa rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi
wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo deewana mausam wo teri dillagi humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo deewana mausam wo teri dillagi humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo muhabbat ke din wo ghadi wo palchhin wo chhalakta mausam baarishon ki rimjhim humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar saanson ki wo halchal wo mehkta aanchal baahon ke wo ghere zulf ka wo baadal humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo tera sharmana wo nazar ka jhukna jaate jaate tera wo achanak mudna humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo mere bin bole tera samjh lena wo ishaaron se hi baat sab keh dena humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo ladaayi jhagde baad mein pachhtaana rooth ke wo jaana laut
Woh Teer Dil Pe Chala
wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya ye na hota to koi dusra ghum hona tha main to wo hoon jise har haal mein bas rona tha muskrata bhi agar to chhalak jaati nazar apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya warna kya baat hai tu koi sitamgar to nahin tere seene mein bhi dil hai koi patthar to nahin tune dhaya hai sitam to yahi samjhenge hum apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya
wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela hazaaron mein akela sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela fursat mili naa tumhen apne jahaan se uss ke bhi dil ki kabhi samajhate kahaan se fursat mili naa tumhen apne jahaan se uss ke bhi dil ki kabhi samajhate kahaan se jaana hai jise pathar heera hai wo to heera sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela bansi ko lakdi sadaa samjhaa kiye tum par uske naghmon ki dhun kahaan sun sake tum bansi ko lakdi sadaa samjhaa kiye tum par uske naghmon ki dhun kahaan sun sake tum diye ki maati dekhi dekhi naa uski jyoti sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela hazaaron mein akela sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela
wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe hona tha jo hua jo hua kya bura hua hona tha jo hua jo hua kya bura hua kya bura hua achha hi hua toot gaya jhootha aitbaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe ik phool tootne se to ujda nahin chaman ik phool tootne se to ujda nahin chaman ujda nahin chaman gulshan mein aur bhi hain haseen phool beshumaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe nakamyab ishq se hi zindagi nahin nakamyab ishq se hi zindagi nahin zindagi nahin hai zindagi to aur milenge hazaar yaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe
wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein
main kaise usse pasand karoon main kaise aankhen band karoon wo aurat hai tu mehbooba tu sab kuchh hai wo kuchh bhi nahin wo aurat hai tu mehbooba tu sab kuchh hai wo kuchh bhi nahin tum aaise usse pasand karo mil baitho baatein chand karo wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin mere liye jo pyaar mohabbat uske liye paheli mere liye jo pyaar mohabbat uske liye paheli champa kaise bhaaye usse jiske mann basi chameli uska dukh hai mera dukh meri souten meri saheli mere bina akele tum ho tumhre bina wo akeli mat ye deewar bulund karo mil baitho baatein chand karo wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin o o o o o o o o o o o o uska naam na le mujhko nafrat hai uske naam se thak gaye ho bechain ho tum so jaao aaraam se ye rain milan ki raina hai milkar bhi door
woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai chaandi ki chamakati raahen woh dekho jhoom jhoom ke bulayen chaandi ki chamakati raahen woh dekho jhoom jhoom ke bulayen kirnon ne pasaari baahen ke armaan naach naach lehraayen baaje dil ke taar gaaye ye bahaar ubhare hai pyaar jeevan mein baaje dil ke taar gaaye ye bahaar ubhare hai pyaar jeevan mein woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai kirnon ne chunariya taani bahaaren kis pe aaj hai deewani kirnon ne chunariya taani bahaaren kis pe aaj hai deewani chanda
woh chali woh chali dekho pyaar ki gali use roke na koi woh chali woh chali na na na meri jaan dekho jaana na waha koi pyaar ka lutera lute na meri jaan woh chali woh chali she''s found the love that''s real now her wounded heart is healed finally finally woh chali woh chali leavin all her tears behind only loves on her mind finally finally thou she tries but she cant hide all her joy wrapped up inside she cant wait to reveal and tell you how she feels well this time it feels so right there''ll be no more lonesome nights good times are here to stay love will shine on every day woh chali woh chali she''s found the love that''s real now her wounded heart is healed finally finally woh chali woh chali leavin all her tears behind only loves on her mind finally finally in my heart there is some pain dont ask me why i cant explain may be i did love her too now there''s nothin i can do on the other side of town her love is waitin on as she''s waivin me goodbye i think my
woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai utar bhi aao kabhi aasmaan ke jeene se utar bhi aao kabhi aasmaan ke jeene se tumhein khuda ne humaare liye banaaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai use kisi ki mohabbat ka aitbaar nahin use kisi ki mohabbat ka aitbaar nahin use zamaane ne shayad bahot sataaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai tamaam umra mera dam isi dhuen mein ghuta tamaam umra mera dam isi dhuen mein ghuta woh ek charaag tha maine use bujhaaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai
woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo baat kar len aaaa aaaa aaaa aaaa jo baat kar len to bhujhte chiraag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain kaho bhujhe ke jalen hum apni raah chalen yaa tumhaari raah chalen kaho bhujhe ke jalen bhujhen to aise ke jaise kisi gareeb ka dil kisi gareeb ka dil jalen to aise ke jaise chiraag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain ye khoyi khoyi nazar kabhi to hogi idhar yaa sadaa rahegi udhar ye khoyi khoyi nazar udhar to ek sulagta hua hai veerana hai ek veerana magar idhar to bahaaron mein baagh jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo ashq pee bhi liye jo honth see bhi liye to sitam ye kiss pe kiye jo ashq pee bhi liye kuchh aaj apni sunaao kuchh aaj meri suno kuchh aaj meri suno khaamoshiyon se to dil aur dimaag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo baat kar len to bhujhte chiraag jalte hain woh
woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya jo dil gair ka ho uska hona kya aur na hona kya woh dekhen to unki inayat aaaa haaa haaa aaa aaa aaaa hmm hmm hmm hmm ho ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmmmmm la lal laa la la laa laaaa aaaa haaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa haaa haaaa ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ye nazron ka khel nahin jab tak do dil ek na ho le dil ki lagi ka rona kya jab tak do dil ek na ho le haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro ishq ki baazi seedhiiiiiiii baazi are baazi baazi baazi baazi baazi baazi baazi ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro dil jeeto aur dil haaro iss saude mein o dil walon paana kya aur khona kya woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat
woh door jo nadiya behti hai wahaan ek albeli rehti hai woh door jo nadiya behti hai wahaan ek albeli rehti hai sun bhaiya wahin meri bhabhi hai gora mukhda hai gaal gulaabi hai gora mukhda hai gaal gulaabi hai dekho uss peepal ke neeche koi mast khada hai aakhiyaan meeche ho dekho uss peepal ke neeche koi mast khada hai aakhiyaan meeche mat dekh utha ke le jaayega tujhe apna bana ke le jaayega tujhe apna bana ke le jaayega dekho woh baadal aawaara phirta hai ye kyun maara maara dekho woh baadal aawaara phirta hai ye kyun maara maara main jaan gayi ye bechara hai mere bhaiya jaisa kunwaara hai mere bhaiya jaisa kunwaara hai woh panchhi jo udta jaata hai meethi dhun mein kuchh gaata hai woh panchhi jo udta jaata hai meethi dhun mein kuchh gaata hai kehta hai tu pee ghar jaayegi phir bhaiya ko yaad na aayegi phir bhaiya ko yaad na aayegi chal aisi zubaan par baat na la hanste hanste pee ke ghar ja chal aisi zubaan par baat na la hanste hanste pee ke ghar ja teri
woh gayi to jaate jaate dard mujhko de gayi zindagi ki saari khushiyaan sang apne le gayi neend aati nahin chain aata nahin aur uske bina jeeya jaata nahin kasam se wo gayi to jaate jaate dard mujhko de gayi raaste mein kabhi agar saamna ho gaya pher lega wahi nazar mujhse kya wo bata raaste mein kabhi agar saamna ho gaya pher lega wahi nazar mujhse kya wo bata mujhse ho ke juda woh bhi pachhtaayega mera daavaa hai ke laut ke aayega kasam se wo gayi to jaate jaate dard mujhko de gayi ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho naa to milti hai woh kabhi naa hi uske nishaan reh gayi zindagi wahin kal ruki thi jahaan naa to milti hai woh kabhi naa hi uske nishaan reh gayi zindagi wahin kal ruki thi jahaan yeh bata de koi kya khataa ho gayi milte milte ye kyun har khushi kho gayi kasam se wo gayi to jaate jaate dard mujhko de gayi zindagi ki saari khushiyaan sang apne le gayi ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho naa bol doon to kyaa karoon wo hans ke yun bulaaye hain ke ho ho ho ho ho em em em hum hum hum hans rahi hai chaandni machal ke ro naa doon kahin aise koi ruthataa nahin ye teraa khayaal hai karib aa mere hanseen mujhko tujhse kuchh gilaa nahin baat yun banaaye hain ke o ho ho ho ho wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho phool ko mehak mille ye raat rang mein dhale mujhse teri zulf garr khule tum hi mere sang ho gagan ke chhaanw ke talle ye rut yun hi bhor tak chale pyaar yun jataaye hain ke o ho ho ho ho naa bol doon to kyaa karoon wo hans ke yun bulaaye hain ke ho ho ho ho ho aise mat sataaiye zaraa taras to khaaiye dil ki dhadkan mat jagaaiye kuchh nahin kahungaa main naa akhiyaan jhukaaiye sar ko kandhe se uthaaiye aise neend aaye hai ke hm hmm hm hum hum wo hain zaraa khafaa khafaa to
woh humse khafaa hain hum unse khafaa hain woh humse khafaa hain hum unse khafaa hain magar baat karne ko jee chahta hai badi dilnashi hain yeh unki adaayein adaaon pe marne ko jee chahta hai woh humse khafaa hain hum unse khafaaa hain jo kehna hai unse kahein bhi to kaise bina kuchh kahe hum rahein bhi to kaise ho jo kehna hai unse kahein bhi to kaise bina kuchh kahe hum rahein bhi to kaise bina kuchh kahe hum rahein bhi to kaise kasam chahaton ki mohabbat mein ab to hadon se guzarne ko jee chahta hai woh humse khafaa hain hum unse khafaa hain magar baat karne ko jee chahta hai woh humse khafaa hain hum unse khafaa hain jo dil ki duaa hai kabhi kaam aaye ghadi do ghadi ko to aaram aaye ho jo dil ki duaa hai kabhi kaam aaye ghadi do ghadi ko to aaram aaye ghadi do ghadi ko to aaram aaye sanam baajuon ke hansi daayre mein ro kar bikharne ko jee chahta hai woh humse khafaa hain hum unse khafaa hain magar baat karne ko jee chahta hai badi dilnashi hain yeh unki
oye oye oyeeeee wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhn main rukun ya chala jaaun main rukun ya chala jaaun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun jhumka apna jhumka kaash mujhko wo bana le jhumka apna jhumka kaash mujhko wo bana le marzi uski marzi jaise chaahe aazmaa le saath agar uske main din raat rahunga bhool ke bhi phir to na ye baat kahunga wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun chori dil ki chori raste chalte mujhko loota chori dil ki chori raste chalte mujhko loota samjho kuchh bhi samjho par na samjho itna jhutha chain nahin ab to bura haal hai mera apni kasam ek hi savaal hai mera wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun bas kar aashiq main
woh jo hum mein tum mein qaraar tha tumhen yaad ho ki na yaad ho wohi yaani waada nibaah kaa tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha woh naye gile wo shikayaten woh maje maje ki hiqaayten woh har ek baat par roothna tumhen yaad ho ki na yaad ho koi baat aisi agar huyi jo tumhare jee ko buri lagi koi baat aisi agar huyi jo tumhare jee ko buri lagi to bayaan se pehle hi bhoolna tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha jise aap ginte the aashna jise aap kehte the baavfaa main wohi hoon monin e muqtala tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha
woh kehte hai humse woh kehte hai humse abhi umar nahin hai pyaar ki naadaan hai wo kya jaane kab kali khili bahaar ki woh kehte hai humse abhi umar nahin hai pyaar ki naadaan hai wo kya jaane kab kali khili bahaar ki woh kehte hai humse kamsin ho yaa jawaan ho jab pyaar jaagta hai kamsin ho yaa jawaan ho jab pyaar jaagta hai kab umr dekhta hai dil kaa jaana dil ka aa jaana yeh baat nahin ikhtiyaar ki naadaan hai wo kya jaane kab kali khili bahaar ki woh kehte hai humse dharti ke saath ambar chanda ke saath taare dharti ke saath ambar chanda ke saath taare nadiyaa ke sang kinaare koi nahi tanha koi nahi tanha hai reet yahi sansaar ki naadaan hai wo kya jaane kab kali khili bahaar ki woh kehte hai humse abhi umar nahin hai pyaar ki naadaan hai wo kya jaane kab kali khili bahaar ki woh kehte hai humse lal lal la lal lal la lal lal lara la la lal lal la lal lal la la la lara lara la lal lal la lal lal la lara lara lara lal lal la lal lal la la la la la lara la
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Wo Shaam Kuchh Ajeeb Thi Khamoshi (1969) 04:59 21414
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:59   Song Number : 21414   

Wo Tassavur Aitraaz (2004) 05:29 16877
 
Poster of Aitraaz (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 05:29   Song Number : 16877   

Wo Teer Dil Pe Chala Aarti (1962) 04:26 38013
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
On Screen Actors- 
Mehmood, Vijaya Chaudhari
Duration : 04:26   Song Number : 38013   

Wo Tere Pyaar Ka Ghum My Love (1970) 03:59 11988
 
Poster of My Love (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:59   Song Number : 11988   

Wo To Hai Albela Kabhi Haan Kabhi Naa (1994) 05:12 16836
 
Poster of Kabhi Haan Kabhi Naa (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 05:12   Song Number : 16836   

Wo Wo Na Rahe Badalte Rishtey (1978) 04:33 32721
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Reena Roy, Jeetendra
Duration : 04:33   Song Number : 32721   

Wo Zindagi Jo Thi Ab Tak Neel Kamal (1968) 05:14 13866
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:14   Song Number : 13866   

Woh Aurat Hai Tu Satyam Shivam Sundaram (1978) 04:51 14162
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Shashi Kapoor
Duration : 04:51   Song Number : 14162   

Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse Anari (1959) 03:54 21408
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:54   Song Number : 21408   

Woh Chali Woh Chali Bombay Vikings 04:27 17853
 
Poster of Bombay Vikings
 
Category
Indipop
Lyricist
Neeraj Shridhar
Music Director- 
Neeraj Sridhar
Singer- 
Bombay Vikings
Duration : 04:27   Song Number : 17853   

Woh Chandni Ka Badan Chandan Dass 04:37 19092
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bashir Badr
Music Director- 
Chandan Dass
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 04:37   Song Number : 19092   

Woh Chup Rahen To Jahan Ara (1964) 04:40 13401
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bahar
Duration : 04:40   Song Number : 13401   

Woh Dekhen To Unki Funtoosh (1956) 03:14 13247
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sheela Ramani
Duration : 03:14   Song Number : 13247   

Woh Door Jo Nadiya Behti Hai Barkha (1959) 03:44 10387
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Jagdeep, Nanda
Duration : 03:44   Song Number : 10387   

Woh Gayi Panna Gill 04:05 11186
 
Poster of Panna Gill
 
Category
Indipop
Singer- 
Panna Gill
Duration : 04:05   Song Number : 11186   

Woh Hai Zara Khafa Shagird (1967) 05:33 21409
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Joy Mukherjee
Duration : 05:33   Song Number : 21409   

Woh Humse Khafa Hain Tumsa Nahin Dekha (A Love Story) (2004) 05:17 12540
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (A Love Story) (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Dia Mirza
Duration : 05:17   Song Number : 12540   

Woh Jharokhe Se Shreeman Funtoosh (1965) 05:34 40494
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:34   Song Number : 40494   

Woh Jo Hum Mein Tum Mein Chitra Singh 03:18 36759
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Momin Khan Momim
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:18   Song Number : 36759   

Woh Kehte Hai Humse Dariya Dil (1988) 05:27 18754
 
Poster of Dariya Dil (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Nitin Mukesh, Chorus
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 05:27   Song Number : 18754