Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa kyaa mehekenge phir phool kabhi kyaa phir se bahaarein aayengi teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa jaane kahaan ki reet hai ye koi kare aur koi bhare nyaay nahin anyaay hai ye doshi jiye nirdosh mare sun le tu ae gaafil tujhse kahe teraa dil teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa gulshan jalaa diyaa toone andhere de ke isse chheen li nainon ki muskaan saanjh savere raat aur din isske liye ek samaan sun le tu ae gaafil tujhse kahe teraa dil teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa gulshan jalaa diyaa tere chalan ki aandhi ne dekh le kitne ghar loote bikhar gaye rishte naate jeewan ke saathi chhoote sun le tu ae gaafil tujhse kahe teraa dil teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa kyaa mehekenge phir phool kabhi kyaa phir se bahaarein aayengi teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa gulshan jalaa diyaa teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan
teri daya se aye sahi teri daya se aye sahi aaj muraad mil gayi teri daya se aye sahi aaj muraad mil gayi teri daya se aye sahi mann ke nadi mein aayi baadh mann ke nadi mein aayi baadh mauj uthi nayi nayi aaj muraad mil gayi teri daya se aye sahi chaman hans raha hai bahaar aa rahi hai har ek khilti kopal vipat ki kalii hai hawa mast hai aur gul khil rahe hai jidhar aankh uthaao khushi hi khushi hai hothon pe aa gayi hai hansi dil ki kali bhi khil gayi aaj muraad mil gayi teri daya se aye sahi aaj muraad mil gayi teri daya se aye sahi
preet ki lath mohe aisi laagi ho gayi main matwaari bal bal jaaun apne piya ko ke main jaun vaari vaari mohe sudh budh na rahi tan mann ki ye to jaane duniya saari bebas aur laachar phiru main haari main dil haari haari main dil haari tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun teri jaan ke sadke mein kuchh aisa kar jaaun toone kya kar dala marr gayi main mitt gayi main ho ri haan ri ho gayi main teri deewani deewani teri deewani deewani toone kya kar dala marr gayi main mitt gayi main ho ri haan ri ho gayi main teri deewani deewani teri deewani deewani ishq junoon jab hadh se badh jaaye ishq junoon jab hadh se badh jaaye hanste hanste aashiq suli chadh jaaye ishq ka jaadu sar chadh kar bole ishq ka jaadu sar chadh kar bole khoob laga lo pehre raste rab khole yahi ishq di marzi hai yahi rab di marzi hai yahi ishq di marzi hai yahi rab di marzi hai tere bin jeena kaisa haan khudgarji hai toone kya kar dala marr gayi
suraj ke jaise gulaayee chanda si thandak bhi payi khanke to pyare duhayi teri dhoom har kahin tujhsa yaar koi nahin humko to pyare tu sabse pyara layi layi layi layi teri dhoom har kahin tujhsa yaar koi nahin humko to pyare tu sabse pyara layi layi layi layi teri dhoom duniya ki gaadi ka pahiya to chor tu hi sipahiya rajon ka raja rupaiyaa duniya ki gaadi ka pahiya to chor tu hi sipahiya rajon ka raja rupaiya layi layi layi layi teri dhoom har kahin tujhsa yaar koi nahin humko to pyare tu sabse pyara layi layi layi layi teri dhoom budhon ki tuhi jawani bachpan ki dilkash kahani tere bina doodh paani budhon ki tuhi jawani bachpan ki dilkash kahani tere bina doodh paani layi layi layi layi teri dhoom har kahin tujhsa yaar koi nahin humko to pyare tu sabse pyara layi layi layi layi teri dhoom daulat ka mazhab chala ke hum ek mandir bana ke pujenge tujhko bitha kee daulat ka mazhab chala ke hum ek mandir bana ke pujenge tujhko bitha ke jai jai jai jai teri dhoom har
teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen wohi aansoo wohi aankhen wohi ghum hai kidhar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaataaaa koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata wohi begaane chehre hain jahaan pahunche jidhar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen aree oh aasma waale bata is mein bura kya hai are oh aasma waale aree oh aasma waale bata is mein bura kya hai are oh aasma waale khushi ke chaar jhonke gar idhar se bhi guzar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen wohi aansoo wohi aankhen wohi ghum hai kidhar jaayen
teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se iss kadar door ke phir laut ke bhi aa na sakoon aisi manzil pe jahaan khud ko bhi main pa na sakoon aur majboori hai kya aur majboori hai kya itna bhi batla na sakoon teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se aankh bhar aayi agar ashkon ko main pi loonga aah nikli jo kabhi hothon ko main see loonga tujh se vaada hai kiya tujh se vaada hai kiya isliye main jee loonga teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se khush rahe tu hai jahaan le ja duaayen meri teri rahon se juda ho gayi raahen meri kuchh nahi saath mere kuchh nahi saath mere bas hai khataayen meri teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se
teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein hogi tanhaai to aake teri yaadein rulaaengi hamein rulaengi hamein tadpaengi hamein kabhi dekhi thi bahaar kabhi hum se tha pyaar zara yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila teri hi khata hai na meri hi khata hai jo hona tha hua jo hona tha hua hai kisi se kya gila dekho roye mera pyar kahe dil ki pukar hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa
Teri Duniya Se Jate Hai
teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya jalaaya aashiyaan sayyaad ne par noch daale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe le kashtee aap kar dee maine toofaan ke hawaale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin
hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm aa aa aa haa aa aa haa aa aa aa teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen wohi aansoo wohi aahein wohi ghum hain jidhar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata aa aa aa aa koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata wohi begaane chehre hain jahaan ponhchhain jidhar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen ho ho ho o o o haa haa hmm hmm hmm are o aasmaan waale bataa iss mein bura kya hai are o aasmaan waale are o aasmaan waale bataa iss mein bura kya hai khushi ke chaar jhonke gar idhar se bhi gujar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen
teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad tere milne ko na aayenge sanam aaj ke baad teri galiyon mein tu mera milna tu mera milna samajh lena ik sapna tha tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha tu mera milna samajh lena ik sapna tha tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha humko duniya mein samajhna na sanam aaj ke baad teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad teri galiyon mein ghir ke aayengi ghir ke aayengi ghataen phir se sawan ki tum to baanhon mein rahogi apne sajan ki ghir ke aayengi ghataen phir se sawan ki tum to baanhon mein rahogi apne sajan ki galle hum ghum ko lagaenge sanam aaj ke baad teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad tere milne ko na aayenge sanam aaj ke baad teri galiyon mein
aa aaaa aaaa aaaa aa aaaa aaaa aaaa aa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa achchha beta bolo to pa ni sa re ga re ga sa re ni sa pa pa ni sa re ga re ga sa re ni sa pa pa ma ga ma pa ni pa ma ga ma pa ni wahh pa ma ga ma pa ni pa ma ga ma pa ni bahut achchha re ga sa re ni sa re ga sa re ni sa bahut achchha teri galiyon mein hum aaye teri galiyon mein hum aaye ho teri galiyon mein hum aaye teri galiyon mein hum aaye dil ye armaanon bhara laaye ham pe ho jaaye karam haye jo tera apni kismat bhi sanwar jaaye zara teri galiyon mein hum aaye teri galiyon mein hum aaye dil ye armaanon bhara laaye ham pe ho jaaye karam haye jo tera apni kismat bhi sanwar jaaye zara teri galiyon mein hum aaye zindgi teri bahaaron mein muskaaye sada tere daaman ko na chhoo paaye ghum ki hawa zindgi teri bahaaron mein muskaaye sada tere daaman ko na chhoo paaye ghum ki hawa hum garibon ki lage tujhko duaa teri galiyon mein hum aaye teri galiyon mein hum
aa teri gathri mein laga chor musaafir jaag zara jaag zara teri gathri mein laga chor musaafir jaag zara jaag zara aaj zara saabit na hai ye tu kehta hai kitna hai ye aaj zara saabit na hai ye tu kehta hai kitna hai ye do din mein ye badhkar hoga munh phat aur munh zor do din mein ye badhkar hoga munh phat aur munh zor musaafir jaag zara teri gathri mein laga chor musaafir jaag zara jaag zara teri gathri mein laga chor musaafir haa aa aa aa aa aa aa ra aa aa aa aa aa aa neend mein maal ganwa baithega apna raup loota baithega neend mein maal ganwa baithega aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa neend mein maal ganwa baithega apna raup loota baithega phir pichhe kuchh nahin banega phir pichhe kuchh nahin banega laakh machaye shor phir pichhe kuchh nahin banega laakh machaye shor musaafir jaag zara teri gathri mein laga chor musaafir jaag zara jaag zara teri gathri mein laga chor musaafir jaag zara jaag zara aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu bakshees kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar ho teri marzi se aye maalik hum iss duniya mein aaye hain tum log chup kyun ho gaye gaao na bachcho gaao ho teri marzi se ae maalik hum iss duniya mein aaye hain teri rehmat se hum sab ne ye jism aur jaan paaye hain tum apni nazar hum par rakhana kis haal mein hai ye khabar rakhana teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar tu chaahe to humein rakhe tu chaahe to
teri haseen nigaah ka ehsaanmand hoon teri haseen nigaah ka ehsaanmand hoon main khushnaseeb hoon ke main tujhko pasand hoon aaaa aaaaa teri haseen nigaah ki ehsaanmand hoon main khushnaseeb hoon ke main tujhko pasand hoon teri haseen nigaah ka din hon khushi ke ke ghum ka zamaana din hon khushi ke ke ghum ka zamaana kisi haal mein bhi tu ye na bhulaana aaa aaaa main tera ghum gusaar tera dard mand hoon teri haseen nigaah ki ehsaanmand hoon teri haseen nigaah ki ilzaam mujh pe laga de toh kya hai ilzaam mujh pe laga de toh kya hai ye duniya nazar se gira de toh kya hai hoo ooooo hooooo teri haseen nigaah mein to main buland hoon teri haseen nigaah ka ehsaanmand hoon teri haseen nigaah ka aao karein dil deewaane ki baatein aao karein dil deewaane ki baatein sunen kisliye hum zamaane ki baatein hoooo ooooooo tu mujhko hai pasand main tujhko pasand hoon teri haseen nigaah ka ehsaanmand hoon aaaa aaaaa main khushnaseeb hoon ke main tujhko pasand hoon teri haseen nigaah
aaaa hmmm teri in adaaon ne humko pagal kar diya teri in adaaon ne humko pagal kar diya naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya ooo teri in adaaon ne na na na na naa na na na na naa na na na na na naa o ha ha ha ha ha aha ha ha ha ha aha ha ha ha ha han haaa aahaha uhun hun hun apne hi dil se yeh shart thi ke denge usse na kisi ko hmm hmm aawara mujrim bedard jaalim chahne laga par tumhi ko qaatil adaa hai woh tumhaari dil pe lagi woh chot bhaari ke apne haathon se dil naam tumhare kar diya naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya uhunnn teri in adaaon ne humko pagal kar diya teri in adaaon ne humko pagal kar diya naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya ooo ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho hoo ho ho ho ho ho na na na na na na na na ne oo hoo hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm toofan mein thi yeh dil ki kashti saahil ka kuchh na pata tha saagar se gehra yeh roop tera saagar mein saahil chhupa tha do baahon ke dilkash
teri isi ada pe sanam mujhko to pyaar aaya hoo teri isi ada pe sanam mujhko to pyaar aaya tune lagaaya gale se tune lagaaya gale se mere dil ko karaar aaya hooo teri isi ada pe sanam mujhko to pyaar aaya bheega mausam hooo ooo oo bheegi raaten hain labon pe hooo ooo o teri baaten andar hai shola baahar hai paani hone lagi hai dhadkan deewaani tere gesu teri khushboo jahaan dekhun bas hai tu hoo ho ho ooo is husn pe pehle kahaan aisa nikhaar aaya hooo teri isi ada pe sanam mujhko to pyaar aaya tune lagaaya gale se mere dil ko karaar aaya hooo teri isi ada pe sanam mujhko to pyaar aaya jaaga jaaga hooo ooo oo soya soya ye samaa hai hooo ooo o khoya khoya tasveer teri jigar mein utaaron aaja teri uljhi zulfen sanwaaron tujhe dekhun tujhe chaahun tere bin main jee na paaun ho ho ho ooo aisa haseen mauka sanam hai pehli baar aaya hoo teri isi ada pe sanam mujhko to pyaar aaya tune lagaaya gale se tune lagaaya gale se mere dil ko karaar aaya hooo teri isi ada pe sanam
jaat paat teri jaat kya hai meri jaat kya hai teri meri meri teri jaat kya hai haan meri jaat kya hai samajh ka hai pher aur baat kya hai samajh ka hai haan re bhai samajh ka hai pher aur baat kya hai teri jaat kya hai ha ha o meri jaat kya hai bade bade logon ne chhoti si baat na jaani bade bade logon ne chhoti si baat na jaani ganga ka ho ya kuwen ka paani to hai paani re bhai paani re bhai paani bade bade logon ne chhoti si baat na jaani ganga ka ho ya kuwen ka paani to hai paani waah ri duniya ho deewaani jhagda jahaan mein din raat kya hai jhagda jahaan mein din raat kya hai teri jaat kya hai ha ha o meri jaat kya hai chhote aadmi ka chhota kaahe ko hai naam chhote aadmi ka chhota kaahe ko hai naam bade aadmi ke hote hain kya chaar paanv chaar paanv chaar paanv chhote aadmi ka chhota kaahe ko hai naam bade aadmi ke hote hain kya chaar paanv bada sheher chhota ganv chhota ganv ye bhedbhaav chhoot chhaat kya hai ye bhedbhaav chhoot chhaat kya hai teri jaat kya
teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena chhoo le nazar to aaye pasina aye naazneena teri jawaani haai ye tera lehraa ke chalna ithlaa ke chalna haai ye tera lehraa ke chalna ithlaa ke chalna reh reh ke dhadke dharti ka seena aye naazneena reh reh ke dhadke dharti ka seena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani tere badan mein phoolon ki narmi sholon ki garmi tere badan mein phoolon ki narmi sholon ki garmi har ang tera tarsha nageena aye naazneena har ang tera tarsha nageena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani aankhon mein bijali zulfon mein baadal saanson mein hulchal aankhon mein bijali zulfon mein baadal saanson mein hulchal tujh si nahin koi qaatil haseena aye naazneena tujh si nahin koi qaatil haseena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani jeene ka koi saaman kar de ehsaan kar de jeene ka koi saaman kar de ehsaan kar de tere baigair ab
teri jheel si gehri aankhon mein kuchh dekha humne kya dekha tum batao main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein kuchh dekha humne kya dekha main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein saanson mein chhipi dhadkan ke sang jab pyaar ne li thi angdaayi ek swarg pari chham chham karti baanhon mein meri aa muskaayi madmast jawaani ka palkon ke aanchal mein chhipna dekha main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein aaaaaa aaaa aaaa aaaaa ooooo ooo ooo amrit ke saagar ki shruti mandir ke deepak ki jyoti alhad kamlon par pade huye heere neelam maanik moti teri uthti jhukti palkon mein teri uthti jhukti palkon mein sooraj dekha chanda dekha main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein hmmm mmm mmmmmmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Teri Chhoti Si Ek Bhool Shikshaa (1979) 04:47 14248
 
Poster of Shikshaa (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 04:47   Song Number : 14248   

Teri Daya Se Nartaki (1940) 03:09 15187
 
Poster of Nartaki (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Munshi Arzu
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Jagdeesh Sethi
Duration : 03:09   Song Number : 15187   

Teri Deewani Kailash Kher 05:23 16910
 
Poster of Kailash Kher
 
Category
Sufi
Lyricist
Kailash Kher
Music Director- 
Kailash Kher
Duration : 05:23   Song Number : 16910   

Teri Dhoom Har Kahin Kala Bazar (1960) 03:42 13502
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Rashid Khan
Duration : 03:42   Song Number : 13502   

Teri Duniya Mein Jeene Jagjit Singh 05:05 39429
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:05   Song Number : 39429   

Teri Duniya Se Pavitra Papi (1970) 05:25 21305
 
Poster of Pavitra Papi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 05:25   Song Number : 21305   

Teri Duniya Se Door Zabak (1961) 03:27 21306
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mahipal, Shyama
Duration : 03:27   Song Number : 21306   

Teri Duniya Se Jaate Hain Halaku (1956) 02:59 38200
 
Poster of Halaku (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ajit, Helen
Duration : 02:59   Song Number : 38200   

Teri Duniyaan Mein Dil Bawre Nain (1950) 03:23 12864
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Geeta Bali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:23   Song Number : 12864   

Teri Duniyaan Mein Jeene House No 44 (1955) 03:00 13343
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:00   Song Number : 13343   

Teri Galiyon Mein Hawas (1974) 04:18 21307
 
Poster of Hawas (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anil Dhavan
Duration : 04:18   Song Number : 21307   

Teri Galiyon Mein Hum Minoo (1977) 05:55 40037
 
Poster of Minoo (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 05:55   Song Number : 40037   

Teri Gathri Mein Laga Chor Dhoop Chhaon (1935) 03:14 15579
 
Poster of Dhoop Chhaon (1935)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1935
Lyricist
Pt Sudarshan
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K C Dey
On Screen Actors- 
Babu Lal
Duration : 03:14   Song Number : 15579   

Teri Hai Zameen Tera Aasmaan The Burning Train (1980) 05:26 21308
 
Poster of The Burning Train (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Neetu Singh
Duration : 05:26   Song Number : 21308   

Teri Haseen Nigaah Ka Devi (1970) 04:52 40727
 
Poster of Devi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Nutan
Duration : 04:52   Song Number : 40727   

Teri In Adaaon Ne Iqraar (By Chance) (2006) 05:01 32481
 
Poster of Iqraar (By Chance) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
Sandesh Shandilya
On Screen Actors- 
Shilpa Anand, Amarjeet Shukla
Duration : 05:01   Song Number : 32481   

Teri Isi Ada Pe Sanam Deewana (1992) 05:17 38673
 
Poster of Deewana (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Divya Bharati
Duration : 05:17   Song Number : 38673   

Teri Jaat Kya Hai Zindagi Zindagi (1972) 03:17 39894
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:17   Song Number : 39894   

Teri Jawaani Tapta Amaanat (1977) 06:11 12640
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:11   Song Number : 12640   

Teri Jheel Si Gehri Ankhon Mein Dhuen Ki Lakeer (1974) 03:35 32265
 
Poster of Dhuen Ki Lakeer (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rameshwar
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
On Screen Actors- 
Ramesh Arora, Parveen Babi
Duration : 03:35   Song Number : 32265