Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooo tere liye ye saare nazaare mere liye bas tu hai tu hi tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai hooooo tere liye rangeen bahaaren mere liye bas tu hai tu hi tu hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai hoooo nainon ki waadiyon se tune mujhe pukaara nainon ki waadiyon se tune mujhe pukaara madhosh ho gaya hai dekho ye dil humaara hoooooo saara chaman kahe saara chaman kahe dharti gagan kahe mere liye bas tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai oooooo sajna main teri chhaya tu mujh mein hai samaaya sajna main teri chhaya tu mujh mein hai samaaya har cheez ho paraayi par tu na ho paraaya hooooo waada hai ye waada waada hai ye waada koi ho kisi ka mere liye bas tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki
raam naam ki loot hai loot sake to loot ant kaal pachhtayega jab praan jaayenge chhoot tere man mein raam tan mein raam tere man mein raam tan mein raam rom rom mein raam re raam sumir le dhyaan laga le chhod jagat ke kaam re bolo raam bolo raam bolo raam raam raam bolo raam bolo raam bolo raam raam raam maaya mein tu uljha uljha dar dar dhool udaaye ab kyun karta man bhari jab maaya saath chhudaaye maaya mein tu uljha uljha dar dar dhool udaaye ab kyun karta man bhari jab maaya saath chhudaaye din toh beeta daud dhoop mein dhal jaaye na shaam re bolo raam bolo raam bolo raam raam raam bolo raam bolo raam bolo raam raam raam tere man mein raam tan mein raam rom rom mein raam re raam sumir le dhyaan laga le chhod jagat ke kaam re bolo raam bolo raam bolo raam raam raam bolo raam bolo raam bolo raam raam raam bachpan beeta khel khel mein bhari jawaani soya bachpan beeta khel khel mein bhari jawaani soya bhari jawaani soya sa re ga ma mma ga ma mma ga ma mma ga ma ma
tere mandir ka hoon deepak jal raha tere mandir ka hoon deepak jal raha aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa jal rahaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha kya tu mere dard se anjaan hai teri meri kya nayi pehchaan hai jyun bina paani bataasha gal raha aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha ek jhalak mujhko dikha de saanware saanware mujhko le chal uss badum ki chhanv re saanware o re chhaliyaaaaa o re chhaliyaa kyun mujhe tu chhal rahaaa aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha main to kismat baansuri ki baanchtaa ek dhun se sau tarah se naachtaa aankh se jamana ka paani dhal rahaaaa aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha
hoooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana ik dor kheenche dooja dauda chala aaye ik dor kheenche dooja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ho ho ho aise jaise koi deewaaaaana aise jaise koi deewaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana pehnugi main tere haathon se kangna pehnugi main tere haathon se kangna jaayegi meri doli tere hi angnaa chaahe kuchh kar le ho ho ho chaahe kuchh kar le zamaaaaanaaa chaahe kuchh kar le zamaaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kitni zubaane bolen log humjoli kitni zubaane bolen log humjoli duniyaa mein pyaar ki ek hai boli bole jo shamma ho ho ho bole
hum hai tere tum ho mere chal pyaar karenge tere mere ho tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega aise hain hum ek dil aise hain hum ek jaan aise hain hum ek dil aise hain hum ek jaan oye tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega patni ke ang se pati ko hatane patni ke ang se pati ko hatane kaun aayega apni shamat bulane aisi padegi ke ghar ka bhi rasta reh reh ke sochega yaad nahin aayega tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega haan tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega bal kha ke nache hai ghunghat ki raani lehra ke dafli bajaye jawaani bal kha ke nache hai ghunghat ki raani lehra ke dafli bajaye jawaani dekhe to ye kya karega mohalla jal jal ke dekhega aur chala jayega tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega aise hain hum ek dil aise
tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana kaisa hai ye bandhan anjaaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa ik dor kheenche duja dauda chala aaye ik dor kheenche duja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ooo aise jaise koi deewaaanaa aise jaise koi deewaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana neend naa aaye mujhe chain naa aaye neend naa aaye mujhe chain naa aaye laakh jatan karun roka naa jaaye sapnon mein tera oooo sapnon mein tera aana jaaanaa sapnon mein tera aana jaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa kaisa hai ye bandhan anjaaanaa
tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa pehle pehle pyaar ki pehli raat yaad rahegi phoolon ke iss shehar ki mulaakaat yaad rahegi kaash yahin saari umar yun hi jaaye beet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa aakhiyon mein tu bas jaa aakhiyaan main band kar loon aakhiyon mein tu bas jaa aakhiyaan main band kar loon pehle in aakhiyon se baatein main chand kar loon teri inhi baaton ne liyaa mujhe jeet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa chhote chhote din raat chhote chhote din raat lambee lambee baatein hain jaldi hai kis baat ki badi mulaakaatein hain baaton mulaakaaton mein umar jaaye beet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe
hmm hmm hmm hmm hmm hmm ho ho ho o o tere mere milan ki ye raina hoo oo tere mere milan ki ye raina naya koi gul khilayegi naya koi gul khilayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa nanha sa gul khilega angana sooni baiyaan sajegi sajana nanha sa gul khilega angana sooni baiyaan sajegi sajana jaise khele chanda badal mein khelega woh tere aanchal mein chandaniya gungunayegi chandaniya gungunayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina tujhe thaamen kayi haathon se miloonga madbhari raaton se tujhe thaamen kayi haathon se miloonga madbhari raaton se jagaa ke ansuni si dhadkan balamwa bhar doongi tera mann nayi ada se satayegi nayi ada se satayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina naya koi gul khilayegi naya koi gul khilayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere
tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe oo oo oo oooo tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe oo oo oo oooo dheere dheere bol piya hai ye aapas ki baat mila tera saath zamaana kahin ye sahe naa sahe baahon mein teri ye baahen rahengi are baahon mein teri ye baahen rahengi to thokar mein hoga zamaana haa aaan thokar mein hoga zamaana dil ki ye baatein rehne do dil mein kya hai zaroori jataana kya hai zaroori jataana main naa kahunga to duniya kahegi main naa kahunga to duniya kahegi ye baat ek din to khulke rahegi dheere dheere are dheere dheere bol piya hai ye aapas ki baat mila tera saath zamaana kahin ye sahe naa sahe oo oo oo oooo tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe aaiyooo aayiiiii dekho humaare dil mil gaye hain dekho humaare dil mil gaye hain dil ke sahaare chalenge dil ke sahaare chalenge hum jo chalenge
Tere Mere Pyar Ki Jo Baat Chali
Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain, Hoooo Jahan Bhi Le Jayen Raahen, Hum Sang Hain, Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain
Tere Mere Yaranay
tere milne se pehle tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi aaj har cheez se jaan pehchaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai dil se dil is tarah aaj milne lage jaise pehle mulakaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi isse pehle bhi chhaye the baadal magar isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle ghataayein ghataayein na thi ya ghataaon mein barsaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi la la laa la la la la la la
tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai jis nazar pe dil fidaa hai us nazar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa aawaaz dil ki pehchaan le main kaun hoon tu ye jaan le aawaaz dil ki pehchaan le main kaun hoon tu ye jaan le ik raat ka sitara ik sahar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa jaan e wafaa o jaan e jigar ye zindagi to hai ik safar jaan e wafaa o jaan e jigar ye zindagi to hai ik safar iss safar mein ik musaafir humsafar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa phoolon mein jaise hai rango bu mujhko chhupa le aankhon mein tu phoolon mein jaise hai rango bu mujhko chhupa le aankhon mein tu mera dil tadap tadap kar dilbar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai jis nazar pe dil fidaa hai us nazar ko dhoondhtaa
tere naam tere naam tere naam dil tere naam tere naam tere naam tere naam tere naam tere naam dil tere naam tere naam tere naam ho dil karta hai ke dil tere naam kar doon ho dil karta hai ke dil tere naam kar doon marne se pehle hoye marne se pehle hoye marne se pehle zaruri ye kaam kar doon ho tere naam tere naam tere naam dil tere naam tere naam tere naam tere naam tere naam tere naam dil tere naam tere naam haye haye dil karta hai ke dil tere naam kar doon marne se pehle haye marne se pehle hoye marne se pehle zaruri ye kaam kar doon sunle shuru hota hai tujhse mera afsana jaane saara zamaana khatam tujhi pe hoga kisi din mera afsana main hoon tera deewaana teri khushi ho agar are teri khushi ho agar mar jaaun main ye kissa tamaam kar doon ho mar jaaun main ye kissa tamaam kar doon hoye tere naam tere naam tere naam dil tere naam tere naam tere naam tere naam tere naam tere naam dil tere naam tere naam haye haye dil karta hai ke dil tere naam kar doon marne se
tere naaz uthaane ko jee chaahta hai tujhe dhoondh laane ko jee chaahta hai gaye din bulaane ko jee chaahta hai wafaa aazmaane ko jee chaahta hai kasam hai tujhe hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo kasam hai tujhe dil ki duniyaan mein aa jaa hooooo kasam hai tujhe dil ki duniyaan mein aa jaa hoooo ooooo oooooo oooooo ye duniyaan basaane ko jee chaahta hai ye duniyaan basaane ko jee chaahta hai jahaan dil ne kuchh dil se hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo jahaan dil ne kuchh dil se hans kar kaha tha jahaan dil ne kuchh dil se hans kar kaha tha hoooo ooooo oooooo wahin laut jaane ko jee chaahta hai wahin laut jaane ko jee chaahta hai muhabbat mein aata hai hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo muhabbat mein aata hai aisa bhi ik din hooooo ooooo muhabbat mein aata hai aisa bhi ik din hoooo ooooo oooooo oooooo jab aansoon bahaane ko jee chaahta hai wafaa aazmaane ko jee chaahta hai
rok lo apni mast angdaayi donon aalam na toot jaayen kahin aasmaan ke haseen haathon se chaand suraj na chhoot jaayen kahin dil ne dil se na jaane kya kaha ooooo oooooo tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe baaton baaton mein jaane kya hua ho tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe in bahaaron ne in bahaaron ne dulhan banaaya tujhe aur kirnon ka jewar pehnaaya tujhe saari kaliyon ne milkar sajaaya tujhe pyaar se humne jhula jhulaaya tujhe aaya mausam aaya mausam jawaan pyaar ka ooooo ooooo tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe baaton baaton mein jaane kya hua ho tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe teri baahon ka teri baahon ka aisa sahaara mila jaise tufaan mein koi kinaara mila mere haathon ko daaman tumhaara mila jaise nadiya ko saagar ka dhaara mila dil khushi se dil khushi se machalne laga ho tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain
tere naiiiiin teeeeere naiiiiiiin tere nain nashe de pyaale tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere naiiiiiin tere nain kya kahaaaa tujhe qaatil agar na kaha kya kahaaaa tujhe qaatil agar na kaha kya kahun kuchh kehna hi mushkil huaaa tauba meri zulfen teri jaise baadal kaale tujhe ek nazar dekha to tujhe ek nazar dekha to mere honton pe lag gaye taaleee tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere naiiiiiin tere nain aa gayi yaad mujhko jawaani meriiii aa gayi yaad mujhko jawaani meri loot gayi aaj phir zindgani meri rang gulaabi chaal sharabi kehte hain kehne waale thukraa de wo iss duniyaa ko thukraa de wo iss duniyaa ko jiss roop tera apna le tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere naiiiiiin tere nain kya hai tu khoobsurat kahani hai tuuuuu kya hai tu khoobsurat kahani hai tu aasmaanon ki pariyon ki raani hai tuuuu tu jo aayi masti chhayi jhoom uthe
jaage jaage soye soye tere naina sapnon mein khoye khoye tere naina tanhaiyon ki parchhaiyon mein tum hi ho na tere naina haaye naina suni suniiii suni suniiii si ye raina aaja piyaaa tere binaa nahin chaina unchaiyon ki gehraaiyon mein tumhi ho na tere naina haaye nainaa paaya tujhe to sab mil gaya haan ehsaas aisa ki sab khil gaya jaise himalaye khud pighal ke sagar ban gaya haan inn palon ki raanaaiyon mein tum hi ho na tere naina haaye nainaa madhosh raatein pal pal suhaani rut gaa rahi hai dil ke taraane saare nazaare chand taare gungunane lage in vaadiyon ki angdaiyon mein tumhi ho na tere nainaa haaye naina jaage jaage soye soye tere naina sapnon mein khoye khoye tere naina tanhaiyon ki parchhaiyon mein tum hi ho na tere naina haaye naina suni suniiii suni suniiii si ye raina aaja piyaaa tere binaa nahin chaina unchaiyon ki gehraaiyon mein tumhi ho na tere naina haaye nainaa
tere naina tere naina tere naina re tere naina tere naina tere naina re tere naina tere naina tere naina re tere naina tere naina tere naina re nainon ki chaal hai makhmali haal hai meechi palkon se badle samaa naina sharmaayen jo yaa ke bhar aayen jo tham ke ruk jaaye donon jahaan rab ki nemat hai teri nighaahen jismen basti hain uski duwaayen aise nainon ki baaton mein koi kyun naa aaye hooooo oooooo oooo tere naina tere naina tere naina re tere naina tere naina tere naina re hooooooooo aise nainon ki baaton mein koi kyun naa aaye hooooo oooooo oooo tere naina tere naina tere naina re tere naina tere naina tere naina re aahat khaabon ki chaahat dhadkan ki unke kadmon ke hain ye nishaan chaahe kuchh naa bolun chaahe raaz naa kholun ye samjhte hain meri zubaan mujhpe barsi jo teri nighaahen meri saanson ne badli adaayen hooooooo aise nainon ki baaton mein koi kyun naa aaye aise nainon ki baaton mein koi kyun naa aaye hooooo oooooo oooo tere naina tere naina tere
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tere Liye Ye Saare Nazaare Main Aur Mera Haathi (1981) 05:19 19979
 
Poster of Main Aur Mera Haathi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Poonam Dhillon
Duration : 05:19   Song Number : 19979   

Tere Man Mein Ram Anup Jalota 05:40 40261
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Devotional
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 05:40   Song Number : 40261   

Tere Mandir Ka Hoon Pankaj Mullick 03:28 15510
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Bhajan
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:28   Song Number : 15510   

Tere Mere Beech Mein Ek Duuje Ke Liye (1981) 05:42 21294
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:42   Song Number : 21294   

Tere Mere Beech Mein Watan Ke Rakhwale (1987) 03:11 37060
 
Poster of Watan Ke Rakhwale (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Sridevi
Duration : 03:11   Song Number : 37060   

Tere Mere Beech Mein (Male) Ek Duuje Ke Liye (1981) 04:32 13213
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:32   Song Number : 13213   

Tere Mere Honthon Pe Chandni (1989) 05:32 21295
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Shri Devi, Rishi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:32   Song Number : 21295   

Tere Mere Milan Ki Ye Raina Abhimaan (1973) 05:05 21296
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Raag- 
Khamaj
Duration : 05:05   Song Number : 21296   

Tere Mere Pyaar Ki Paap Aur Punya (1974) 05:33 17663
 
Poster of Paap Aur Punya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Vishweshwar Sharma
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kanchan, Mukesh
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Duration : 05:33   Song Number : 17663   

Tere Mere Pyaar Ki Jo Baat Chali Aankh Micholi (1972) 04:27 38295
 
Poster of Aankh Micholi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Bharathi
Duration : 04:27   Song Number : 38295   

Tere Mere Sapne Ab Guide (1965) 04:39 21297
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 21297   

Tere Mere Yaraane Ho Nagin (1976) 06:20 38776
 
Poster of Nagin (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mumtaz, Feroz Khan
Duration : 06:20   Song Number : 38776   

Tere Milne Se Pehle Ponga Pandit (1975) 05:36 17257
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neeta Mehta
Duration : 05:36   Song Number : 17257   

Tere Naam Ka Deewaanaa Suraj Aur Chanda (1973) 05:45 18057
 
Poster of Suraj Aur Chanda (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:45   Song Number : 18057   

Tere Naam Tere Naam Pati Patni Aur Woh (1978) 04:31 18494
 
Poster of Pati Patni Aur Woh (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Vidya Sinha
Duration : 04:31   Song Number : 18494   

Tere Naaz Uthane Ko Jee Chaahta Hai Grahasti (1948) 03:23 31064
 
Poster of Grahasti (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kuldeep Kaur, Sulochana Chatterji
Duration : 03:23   Song Number : 31064   

Tere Nain Mere Nain Rakhwala (1971) 05:16 39971
 
Poster of Rakhwala (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:16   Song Number : 39971   

Tere Nain Nashe De Gora Aur Kala (1972) 05:09 13292
 
Poster of Gora Aur Kala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:09   Song Number : 13292   

Tere Naina Kailash Kher 04:51 16942
 
Poster of Kailash Kher
 
Category
Sufi
Lyricist
Kailash Kher
Music Director- 
Kailash Kher
Singer- 
Kailash Kher
Duration : 04:51   Song Number : 16942   

Tere Naina My Name Is Khan (2010) 04:40 17027
 
Poster of My Name Is Khan (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Niranjan Iyengar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Raag- 
Bhupali
Duration : 04:40   Song Number : 17027