Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Na Jaane Kyon
dekho kaise parvat se baadal gaye barsenge ye ab kahaan dekho kaise phoolon se khushboo gayi mehkenge ye ab kahaan sukh ban gaye sapne sab kho gaye apne dil bhujh gaya ghar jal gaya na jaane kyun na jaane kyun yaadon ka phir aanchal uda na jaane kyun na jaane kyun na jaane kyun na jaane kyun dekho kaise hathon se jugnu gaye chamkenge yeh ab kahaan kyun so gayin shaamein kat na sakin raatein dil bhujh gaya ghar jal gaya na jaane kyun na jaane kyun yaadon ka phir aanchal uda na jaane kyun na jaane kyun na jaane kyun na jaane kyun dekho kaise parvat se baadal gaye barsenge yeh ab kahaan dekho kaise phoolon se khushboo gayi mehkenge yeh ab kahaan
na jaane kyun hota hai yun zindagi ke saath achanak ye mann kisi ke jaane ke baad kare phir uski yaad chhoti chhoti si baat na jaane kyun jo anjaan pal dhal gaye kal aaj wo rang badal badal mann ko machal machal rahen hain chhal na jaane kyun wo anjaan pal saje bina mere nainon mein toote re hai re sapno ke mahal na jaane kyun hota hai yun zindagi ke saath achanak ye mann kisi ke jaane ke baad kare phir uski yaad chhoti chhoti si baat na jaane kyun wohi hai dagar wohi hai safar hai nahin saath mere magar ab mera humsafar idhar udhar dhoondhe nazar wohi hai dagar kahan gayeen shaamen madbhari wo meri mere wo din gaye kidhar na jaane kyun hota hai yun zindagi ke saath achanak ye mann kisi ke jaane ke baad kare phir uski yaad chhoti chhoti si baat na jaane kyun
na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne dil nahin samjha na jaane kyun yeh sheesha tod daala yeh sheesha tod daala pyar ke kabil nahin samjha na jaane kyun humaara pyar dekho aur humara hausala dekho humaara pyar dekho aur humara hausala dekho muhobbat ka junoon humko kahan tak le chala dekho tumhi ne jaan le li tumhi ne jaan le li aur tumhein qaatil nahin samjha na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne dil nahin samjha na jaane kyun tadap di bhi to aisi di ke mushqil ho gaya jeena chalaaye teer woh tumne ke chhalni ho gaya seena aur us par yeh sitam hai aur us par yeh sitam hai ke humein ghayal nahin samjha na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne dil nahin samjha na jaane kyun muhobbat ka yeh jaadu ek din sar chad ke bolega muhobbat ka yeh jaadu ek din sar chad ke bolega har ik aandhi har ik toofan ko daaman main le lega muhobbat ne kisi bhi muhobbat ne kisi bhi kaam ko mushqil nahin samjha na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne
na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam panghat pe kho jaayegi gokul mein ho jaayegi tu badnaam na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam gagri bachaye ke tu manwa sambhale gagri bachaye ke tu manwa sambhale naina churaaye ke tu ghunghata nikaale naina churaaye ke tu ghunghata nikaale tham tham ke chalna tera girna sambhalna tera aaye na kaam na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukaare bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukaare paniyan bharan ko aaja jamana kinaare paniyan bharan ko aaja jamana kinaare kuchh der to jaayegi baaton mein ho jaayegi subha se shaam na jaiyo radhe chhedenge shyam panghat pe kho jaayegi gokul mein ho jaayegi tu badnaam na jaiyo radhe chhedenge shyam
aaaa aa aa aa aa aa na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyan na jaiyo re jaadu bhi jane wo tona bhi jane najariya se dil ko pirona bhi jane hans ke mile door hona bhi jane hans ke mile door hona bhi jane tu hi na mane na mane na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re tan se lubhaye adaon se loote pal mein wo mane to pal mein hi roothe bairan ke hote hain sab roop jhoote bairan ke hote hain sab roop jhoote tu hi na jane na jane na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyan na jaiyo re
na jaiyyo na na na jaiyyo na na jaiyyo o na jaiyyo oho my darling don't you cry you don't cry you don't cry me going to die me going to die me going to die ohh bye bye ohh bye bye ohh bye byee na jaiyyo pardes maahi ve na jaiyyo pardes ve maahi ve na jaiyyo pardes na jaiyyo pardes mere dil pe laga kar thess maahi ve na jaiyyo pardes no no no no sad sad sad song nahin gaana bad bad bad thing nahin kehna chhod ke jaun main tujhko that is not the case maahi ve na jaiyyo pardes va va va va pe pe pe pe pa pa pa va va va va va va va ta na na na na ding dong ding dong dung ye mann tere pyaar ka mandir ye mann tere pyaar ka mandir ohh ohh reh ja yahin iss ghar ke andar oh nirmohi mast kalandar oh nirmohi mast kalandar kaahe bhatke tu des vides maahi ve na jaiyyo pardes ve chann ve na jaiyyo pardes you you where i i there i i where you you there kaise chhod ke jaaun main aisa beautiful place maahi ve na jaiyyo pardes bichhad gaye jo chaand chakori chaand chakori toot gayi
na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi machal raha hai suhaag mera jo tum na hoge to kya karoongi kya karoongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi ye bikhari zulfen ye khilta kajra ye mehki chunri ye mann ki madira ye bikhari zulfen ye khilta kajra ye mehki chunri ye mann ki madira ye sab tumhare liye hai preetam main aaj tumko na jaane doongi jaane na doongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi main tumhri daasi janam ki pyaasi tumhi ho mera singaar preetam main tumhri daasi janam ki pyaasi tumhi ho mera singaar preetam tumhare raste ki dhool lekar main maang apni sada bharoongi sada bharoongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi jo mujh se akhiyaan chura rahe ho to meri itni araj bhi sun lo jo mujh se akhiyaan chura rahe ho to meri itni araj bhi sun lo piya meri ye araj bhi sun lo tumhare charnon mein
naa jeo naa/x85 naa jeo naa rajani ekhono baki aaro kichhu dite baki bole raatjaaga pakhi naa jeo naa rajani ekhono baki aaro kichhu dite baki bole raatjaaga pakhi naa jeo naa ami je tomari sudhu jeebone marane ami je tomari sudhu jeebone marane dhoria rakhite chahi nayane nayane naa jeo naa rajani ekhono baki aaro kichhu dite baki bole raatjaaga pakhi naa jeo naa je katha bolite bnadhe je byatha marome knade se katha bhulite ogo daao je katha bolite bnadhe je byatha marome knade se katha bhulite ogo daao jeebon rajani jani emoni pohabe jeebon rajani jani emoni pohabe chander tarani tumi sudure milabe naa jeo naa rajani ekhono baki aaro kichhu dite baki bole raatjaaga pakhi naa jeo naa rajani ekhono baki aaro kichhu dite baki bole raatjaaga pakhi naa jeo naa
na jhatko zulf se paani ye moti phoot jaayenge na jhatko zulf se paani ye moti phoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye bheegi raat ye bheega badan ye husn ka aalam ye bheegi raat ye bheega badan ye husn ka aalam ye sab andaaz milkar do jahaan ko loot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye naazuk lab hain yaa aapas mein do lipati huyi kaliyaan ye naazuk lab hain yaa aapas mein do lipati huyi kaliyaan zaraa inko alag kar do tarannum phoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani humaari jaan le legaa ye neechi aankh ka jadoo humaari jaan le legaa ye neechi aankh ka jadoo chalo achchha huaa marr kar jahaan se chhoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye moti toot jaayenge na jhatko zulf se paani
koi baat kare hai barson ki koi soch raha kal parson ki par bhaai mere sach to hai ye na kal ka pata na pal ka pata na kal ka pata na pal ka pata phir soch raha kyun barson ki phir soch raha kyun barson ki koi baat kare hai barson ki koi soch raha kal parson ki par bhaai mere sach to hai ye na kal ka pata na pal ka pata na kal ka pata na pal ka pata phir soch raha kyun barson ki phir soch raha kyun barson ki jo apni kismat ka lekha hai kisne padha kisne dekha hai hathon mein kismat jo padhta hai jhoothi kahani wo gadhta hai insaan ka kaha sach kab hai hua na kal ka pata na pal ka pata na kal ka pata na pal ka pata phir soch raha kyun barson ki phir soch raha kyun barson ki koi baat kare hai barson ki koi soch raha kal parson ki ye waqt har pal badalta hai sukh dukh ke saanche mein dhalta hai chhoda nahi waqt ne raam ko phir aadmi ka kya anjaam ho kab jaane kahan kya hoga yahan na kal ka pata na pal ka pata na kal ka pata na pal ka pata phir soch raha kyun barson ki
hey suhani hai subah banaras zaroor hai shame avadh khubsurat huzoor magar har subah se har ek shaam se hansi ye hawalaat ki raat hai ye choron ki baraat ki raat hai na khidki na jharokha milte hi magar mauka de jaunga main dhokha sab dekhte reh jayenge ban ke hawa ka jhonka main nikal jaunga main nikal jaunga main nikal jaunga main nikal jaunga na khidki na jharokha milte hi magar mauka de jaunga main dhokha sab dekhte reh jayenge ban ke hawa ka jhonka main ni main main main deewaar se jyada majboot hai irada us paar wo khadi hai jisse najar ladi hai wo intzaar mein hai bechain pyaar mein hai ye jaan bhi ganwa ke milna hai usse jake ye ghum na dil sahega haye ye ghum na dil sahega bas hoke hi rahega ye mel do dilon ka sab sochte reh jayenge ban ke hawa ka jhonka main nikal jaunga main nikal jaunga main main rocky hai naam mera sabko salaam mera sab mujhko jaante hain ustaad maante hain bujdil nahin jo chhupke chal doon main chupke chupke sab hoshiyaar rehna phir
na kisi ki aankh ka noor hoon na kisi ke dil ka karaar hoon jo kisi ke kaam na aa sake main wo ek musti gubaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon mera rang roop bigad gaya mera yaar mujhse bichhad gaya mera rang roop bigad gaya mera yaar mujhse bichhad gaya jo chaman khiza se ujad gaya jo chaman khiza se ujad gaya main usi ki fasl e bahaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon
na kisi ki aankh ka noor hoon na kisi ki aankh ka noor hoon na kisi ke dil ka qaraar hoon jo kisi ke kaam na aa sake mein vo ek musht e gubaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon na to mein kisi ka habib hoon na to mein kisi ka raqeeb hoon jo bigad gaya woh naseeb hoon jo ujad gaya woh dayaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon mera rang roop bigad gaya mera yaar mujhse bichhad gaya jo chaman khiza se ujad gaya mein usi ki fasal e bahaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon aye fateha koi aaye kyun koi chaar phool chadhaye kyun koi aa ke shamma jalaye kyun main woh bekasi ka majaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon
na koi dil mein samayaa na koi pehloo mein aaya jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann na koi dil mein samayaa na koi pehloo mein aaya jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann kyun tumne daaman churaaya tum jaano main kya bataaun mujh mein hi kuchh eab hoga kyun tum pe tohmat lagaaun main to yahi kahunga puchhogi jab bhi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann tum jo mujhe de gayi ho ik khoobsoorat nishaani liptaa ke seene se usko kat jaayegi zindgani main to yahi kahunga puchhogi jab bhi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann na koi dil mein samayaa na koi pehloo mein aaya jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann
na koi prem ka rog lagaaye na koi prem ka rog lagaaye na koi prem ka rog lagaaye na koi prem ka rog lagaaye paapi ang ang rach jaaye paapi ang ang rach jaaye na koi prem ka rog lagaaye prem ka rog lagaaye premi ke is bholepan par sab duniya muskaaye premi ke is bholepan par sab duniya muskaaye roop ke chitra ko mann mein rakh kar roop ke chitra ko mann mein rakh kar aag se aag bujhaye aag se aag bujhaye na koi prem ka rog lagaaye prem ka rog lagaaye gali gali pritam ko dhunde gali gali pritam ko dhunde jag se aankh bachaye jag se aankh bachaye aaaaaaye mann mein jee bhar bhar ke roye aankhon mein muskaaye mann mein jee bhar bhar ke roye aankhon mein muskaaye na koi prem ka rog lagaaye prem ka rog lagaaye
sikandar bhi aaye kalander bhi aaye naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai hai tere jaane ki baari bidesi hai tere jaane ki hai tere jaane ki baari bidesi ye desh aazaad ho ke rahega mera desh aazaad ho ke rahega naa koi raha hai hai tere jaane ki baari bidesi hai tere jaane ki hai tere jaane ki baari bidesi ye desh aazaad ho ke rahega mera desh aazaad ho ke rahega naa koi raha hai sikandar ko poras ki taaqat ne roka gauri ko prithvi ki himmat ne toka jab khooni naadar ne chhedi ladaayiii hooooo oooo ooooo oooo ooooo jab khooni naadar ne chhedi ladaayiii to dilli ki galiyon se aawaaz aayi laga le tu kitna bhi zor e sitamagar ye desh aazaad ho ke rahega mera desh aazaad ho ke rahega naa koi raha hai naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai prataap ne jaan de di watan pe shivaji ne bhagwaa udaaya gagan pe mardon ne khaayin aazaadi ki kasmen hooooo oooooo ooooo oooo ooo
na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi thoda sa nek hoon thoda beimaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai tann ka garib hoon mann ka dhanwaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein kaisa andher hai main bhi hairaan hoon
na main hoon main na tu hai tu na main hoon main na tu hai tu main teri tu meri aarzoo na main hoon main na tu hai tu main teri tu meri aarzoo chhoo gayi dil koi madbhari kiran yun uthe kadam jaise chhoo liya gagan ye na jaanu main kahaan kho gaya hai man kahaan le chali humein nayi pyaar ki lagan na main hoon main na tu hai tu na main hoon main na tu hai tu main teri tu meri aarzoo do dilon se naye rang kya ude yun lage ki hum kahin chaand pe mile aa yun hi chalen chalen saath mil gale agar ye nasha hai toh kabhi aankh na khule na main hoon main na tu hai tu na main hoon main na tu hai tu main teri tu meri aarzoo aa aa aa aa aaa
na main ladi thi shyaam nikas gaye na main ladi thi shyaam nikas gaye na main ladi thi shyaam nikas gaye na main boli na main chaali na main boli na main chaali taan dupatra soyi padi thi taan dupatra main soyi padi thi shyaam nikas gaye na main ladi thi shyaam nikas gaye paanch sakhi mori sang ki saheli paanch sakhi mori sang ki saheli inse puchho main kuchh na kahi thi inse puchho main kuchh na kahi thi shyaam nikas gaye na main ladi thi shyaam nikas gaye das darwaaje band kar soyi das darwaaje band kar soyi na jaanun koi khidki khuli thi na jaanun koi khidki khuli thi shyaam nikas gaye na main ladi thi shyaam nikas gaye kahat kamaali kabeer ki beti kahat kamaali kabeer ki beti is byaahi se to kunwaari bhali thi is byaahi se to kunwaari bhali thi shyaam nikas gaye na main ladi thi shyaam nikas gaye shyaam nikas gaye shyaam nikas gaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Na Jaane Kyun Officer (2001) 07:38 39258
 
Poster of Officer (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Deepak Chowdhari
Music Director- 
Deepak Chaudhary
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Raveena Tandon
Duration : 07:38   Song Number : 39258   

Na Jaane Kyun Strings 05:51 36561
 
Poster of Strings
 
Category
Indipop
Lyricist
Strings
Music Director- 
Strings
Singer- 
Strings
Duration : 05:51   Song Number : 36561   

Na Jaane Kyun Hota Hai Chhoti Si Baat (1975) 03:12 21003
 
Poster of Chhoti Si Baat (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Vidya Sinha
Duration : 03:12   Song Number : 21003   

Na Jaane Kyun Humaare Mohabbat Zindagi Hai (1966) 04:22 13763
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:22   Song Number : 13763   

Na Jaiyo Radhe Sau Saal Baad (1966) 03:35 40581
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:35   Song Number : 40581   

Na Jaiyo Re Sautan Ghar Saiyaan Kaagaz Ki Nao (1975) 04:21 38084
 
Poster of Kaagaz Ki Nao (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Aruna Irani
Duration : 04:21   Song Number : 38084   

Na Jaiyyo Pardes Karma (1986) 05:52 32956
 
Poster of Karma (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:52   Song Number : 32956   

Na Jao Saiyan Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:15 21005
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Meena Kumari
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:15   Song Number : 21005   

Na Jeo Na Rajani Ekhano Lata Mangeshkar 03:18 32482
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Lyricist
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:18   Song Number : 32482   

Na Jhatko Zulf Se Paani Shehnai (1964) 04:28 14240
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 14240   

Na Kal Ka Pata Muqaddar Ka Faisla (1987) 07:03 18558
 
Poster of Muqaddar Ka Faisla (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Rakhi
Duration : 07:03   Song Number : 18558   

Na Khidki Na Jharokha Shareef Badmaash (1973) 05:48 37359
 
Poster of Shareef Badmaash (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Hema Malini, Dev Anand
Duration : 05:48   Song Number : 37359   

Na Kisi Ka Aankh Ka Noor Hoon Noor E Elahi (1976) 02:40 18536
 
Poster of Noor E Elahi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Bablu O Heeraj
Singer- 
Anwar
Duration : 02:40   Song Number : 18536   

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon Lal Qilla (1960) 03:28 13595
 
Poster of Lal Qilla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bahadur Shah Zafar
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jairaj
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:28   Song Number : 13595   

Na Koi Dil Mein Samayaa Aa Gale Lag Jaa (1973) 03:53 18165
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:53   Song Number : 18165   

Na Koi Prem Ka Rog President (1937) 02:56 40757
 
Poster of President (1937)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1937
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 02:56   Song Number : 40757   

Na Koi Raha Hai Na Koi Rahega Johar Mehmood In Goa (1965) 05:33 15605
 
Poster of Johar Mehmood In Goa (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Usha Khanna, Mukesh
On Screen Actors- 
I S Johar, Leela Chitnis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:33   Song Number : 15605   

Na Main Bhagwan Hoon Mother India (1957) 03:27 13775
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:27   Song Number : 13775   

Na Main Hoon Main Umang (1970) 05:14 12371
 
Poster of Umang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Archana
Duration : 05:14   Song Number : 12371   

Na Main Ladi Thi Asha Bhosle 04:29 40654
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Devotional
Music Director- 
Jaidev Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:29   Song Number : 40654