Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


raaton mein ho raaton mein raaton mein ho raaton mein phir neend kahan aati hai phir neend kahan aati hai jo lag jaati hai mehboob ki mehndi haathon mein ho raaton mein ho raaton mein ho raaton mein jin mein khili hum ban ke kaliyaan ye baabul ki galiyaan chhod ke inko bhoolega dil kaise ye rang raliyaan ye galiyaan jo yaad aati hain baras jaati hain ye aankhen barsaaton mein hoo raaton mein hoo ho hoo oo oo oo oo oo oo tum ko mubaarak din ye suhaana humko bhool na jaana hoo oo oo o sun shaadi ke baad saheli dil ka haal sunaana batlana kateen kaise raaten huyi haaye baaten kya pehli mulaaqaton mein hoo raaton mein saare rishte sachche jhoothe ek na ek din toote par in haathon se mehendi ka rang kabhi na chhoote kya baat hai allah duhaai nazar bhar aayi kyun teri baaton baaton mein hoo raaton mein phir neend kahaan aati hai mehboob ki mehndi haathon mein hoo raaton mein hoo raaton mein hoo raaton mein
mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere tu ho to badh jaati hai keemat mausam ki tu ho to badh jaati hai keemat mausam ki ye jo teri aankhein hain sholaa shabnam si yahin marnaa bhi hai mujhko mujhe jeenaa bhi yahin hai mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere armaan kis ko jannat ki rangin galiyon ka armaan kis ko jannat ki rangin galiyon ka mujh ko teraa daaman hai bistar kaliyon ka jahaan par hain teri baanhein meri jannat bhi wahin hai mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere rakh de mujhko tu apnaa deewaanaa kar ke rakh de mujhko tu apnaa deewaanaa kar ke nazdeek
shahron mein se shaher suna bhai shahar suna tha dilli dilli shahar mein chandani naam ki ladki mujh se mil li uski jheel si aankhon mein haaye dil mera dooba bani wo meri yahi wo meri tu hai wo meri mehbooba tu hai wo meri mehbooba tu hai wo meri mehbooba are shahron mein se shaher suna bhai shahar suna tha dilli dilli shahar mein chandani naam ki ladki mujh se mil li uski jheel si aankhon mein haaye dil mera dooba bani wo meri yahi wo meri tu hai wo meri mehbooba tu hai wo meri mehbooba tu hai wo meri mehbooba maine tujhko dekha to pehli nazar mein jaan liya hai mera mehboob tu hi maine tujhe pehchaan liya maine tujhko dekha to pehli nazar mein jaan liya hai mera mehboob tu hi maine tujhe pehchaan liya khaabon aur khayaalon ki galiyon mein jisko dhoondha bana tu mera haan bani tu meri bani main teri mehbooba bani main teri mehbooba bani main teri mehbooba haan shahron mein se shaher suna bhai shahar suna tha dilli dilli shahar mein chandani naam ki ladki mujh se
mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa chaar minaar chhoda bech ko taanga ghoda aaya mayi dauda dauda khaa bhi lo raam thoda mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa dhatt tere ghesun uff teri ankhiyaan haaye teri baataaan pee jaaun ghol ko uff teri masti uff tera jalwaa marga marga mayi bikaa bina mol ko bikaa bina mol ko ab ke jo munh ko moda ab ke jo dil ko thoda amma ki khasam kha ko khaa loonga zehar thoda mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa naa tumhin aa taiyin naa humko bulaataiyin aji jee ko jalaataiyin thapak loonga dekhnaa aisa kyun kartaiyin zulmaan kyun dhaataiyin kya nakhren dikhaataiyin thapak loonga dekhnaa thapak loonga dekhnaa kaaike ye latkaaa kaaike ye jhatkaa kaaike ye matkaa karlaiyo dil chaudaa mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera
uoo uo uo uoo ooh ooh ho mehbooba ae mehbooba oooh mehbooba ae mehbooba mehbooba ae mehbooba uoo uoo uoo gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain main aur tu uoo mehbooba ae mehbooba mehbooba ae mehbooba uoo uoo uoo gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain main aur tu uoo phool bahaaron se nikla chaand sitaaron se nikla phool bahaaron se nikla chaand sitaaron se nikla din dooba oo ooh mehbooba ae mehbooba mehbooba ae mehbooba uoo uoo uoo gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain main aur tu uoo husnu ishq ki raahon mein baahon mein nigaahon mein husnu ishq ki raahon mein baahon mein nigaahon mein dil dooba oo ooh mehbooba ae mehbooba mehbooba ae mehbooba uoo uoo uoo gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain gulshan mein
mehbooba meri mehbooba o mehbooba meri mehbooba phoolban ki pari teri jadu bhari ankhiyon me mera dil dooba mehbooba meri mehbooba ho mehbooba meri mehbooba mausam ki beti baharon ki bali tu hai haseenon mein sab se neerali ghoonghat nahin phir bhi dulhan lage paayal nahin phir bhi ghunghuru baje tu hai duniyan ka ek ajooba mehbooba meri mehbooba ho mehbooba meri mehbooba bijli hai tu aaja ghar me chamakna sikhaa doon sholey ko anchal mein chhupke dehakna seekha doon yun nikharunga tera shabab log dhundha karenge jawaab maine bandha hai ho maine bandha hai wo mansooba mehbooba meri mehbooba ho mehbooba meri mehbooba mere din raat hain tere dum se haseen ke mohabbat kabhi jhooth kehti nahin maine laakhon dafa dekha o dilrubaa tere gaalon se suraj nikla tere gaalon mein suraj dooba mehbooba meri mehbooba ho mehbooba meri mehbooba phoolban ki pari teri jadu bhari ankhiyon mein mera dil dooba mehbooba meri mehbooba ho mehbooba meri mehbooba
oo la la la la lala oye lulululu lulu oye kuchu kuchu kuchu o puchu puchu puchu hayee mehbooba paayi hai maine kaisi takqeer de na kisi ko aisi mehbooba paayi hai maine kaisi taqdeer de na kisi ko aisi jhoola jhulate pyaar sikhlaate chali jaayegi ye jawaani jhoola jhulate pyaar sikhlaate chali jaayegi ye jawaani pyaar se chhedo usko kabhi jo zor se wo to cheekhe akal ki kachchi bilkul bachchi gudiya jaisi deekhe naino ki bhasha pyar ki boli samjhe na aisi bholi naino ki bhasha pyar ki boli samjhe na aisi bholi oo la la la la lala oye lulululu lulu hoye kuchu kuchu kuchu o puchu puchu puchu hoye mehbooba paayi hai maine kaisi aaaaa aaaaa taqdeer de na kisi ko aisi doodh pilaate nippal chusaate beet jaayegi zindgaani na jaane isko aayega kab tak dil se dil ka lagaana naye zamaane mein aaya kahan se haaye ye model puraana padhke koi aisi ke paale armaa kaise nikaale padhke koi aisi ke paale armaa kaise nikaale oo la la la la lala oye lulululu lulu o kuchu kuchu kuchu
mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm teri zulfon ki daastaan kis tarah main sunaaun hmmm hmmm hmmm haaaaaa aaaaa mehbooba teri tasveer tere liye kahoon koi baat tere liye sochun koi naam main to bas deewana ho gayaa nahin mere bas kaa ye kaam tere jaisa koi kahin dekha naa sunaa hai mehbooba mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm taare maujen rutt aur jaam nagmen paimaane but aur phool sab teri raahon ki khaakh sab tere kadmon ki dhool tere jaisa koi kahin dekha naa sunaa hai mehbooba mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm nazron se dekha hai tujhe aataa nahin phir bhi yakeen kyunke meri duniyaa ke log hote nahin itne haseen tere jaisa koi kahin dekha naa sunaa hai mehbooba mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm teri zulfon ki daastaan kis tarah main sunaaun hmmm hmmm hmmm haayeeeeee mehbooba teri tasveer
mehek teri aa jaati hai kabhi kabhi aahat mujhko deti hai tu kabhi kabhi mehek teri aa jaati hai kabhi kabhi aahat mujhko deti hai tu kabhi kabhi inhin ke sahaare jeeta hoon main abhi pyaar na hoga mujhko jaane jaan ab kabhi mehek teri aa jaati hai kabhi kabhi tanhaayin mein bheegi palken hain dar hai koi jaan na le jalte hum tej baarish mein koi pehchaan na le boondon ki ye sadaa hai jaana tu bewafaa hai phir bhi kyun yaad karta hoon tujhe shikaayat dil karta hai kabhi kabhi dilasa dil ko deta hoon main kabhi kabhi inhin ke sahaare jeeta hoon main abhi pyaar na hoga mujhko jaane jaan ab kabhi mehek teri aa jaati hai kabhi kabhi khamoshi mein din yun dhalte hain kaise pata na chale kaisi khalish hai ye seene mein shaamen bhi tanhaa lage meri chaahat gawaah hai tu hi mera khuda hai phir bhi kyun door hai tu mujhse ye aadat dil deta hai kabhi kabhi judaa khud se hi lagta hoon main kabhi kabhi inhin ke sahaare jeeta hoon main abhi pyaar na hoga mujhko jaane jaan ab
kanthe rupnu haalrdu ne aankhe mad no bhar ghughat ma zobana ni zvaala zanzar no zankar lambo chhedo chhayel no lambo chhedo chhayel no ne gajro bhaaro bhaar latak matak ti chaal chaalti juvo gurjari naar aare bhai juvo gurjari naar aare bhai juvo gurjari naar mehendi te vave malve ne aeno rang gayo gujrat re mehendi rang lagyo re mehendi te vave malve ne aeno rang gayo gujrat re mehendi rang lagyo re nano diyaryo laadko ni nano diyaryo laadko ni kai lavyo mahendi na chhod re mehendi rang lagyo re nano diyaryo laadko ni kai lavyo mahendi na chhod re mehendi rang lagyo re mehendi te vave malve ne aeno rang gayo gujrat re mehendi rang lagyo re mehendi te vave malve ne aeno rang gayo gujrat re mehendi rang lagyo re vati ghuti ne bharyo vatko ni vati ghuti ne bharyo vatko ni bhabhi raango tamara haath re mehendi rang lagyo re vati ghuti ne bharyo vatko ni bhabhi raango tamara haath re mehendi rang lagyo re mehendi te vave malve ne aeno rang gayo gujrat re mehendi rang
yea yea ya ya ya ya yea yea ya ya ya ya yaa ya aa aa aa aaa dil ki maangein thodi thi kam har dua bhi thodi maddham tumne kandhe pe sar jhukaya jab jaise dargaah pe baandhe dhaage tab bina maange hi mill gaya hai sab meherbaan hua hua meherbaan hua hua meherbaan hua meherbaan hua rab meherbaan hua meherbaan hua rab duaa rang rangiya yun malang laal laal rang rooh ki patang baandhi tere sang tab hi to laga meherbaan hua rab oo din ye sehre saans jaan meherbaan hua rab yea yea ya ya ya ya yea yea ya ya ya ya yaa ya aa aa aa aaa haathon ko tere apne haathon mein le leti hoon ke takdeerein apni saari padh loon aankhon mein tere chhupte armaan main dhoondhta hoon bas tu soche aur poore main kar doon abhi abhi to hum adhoore the poore ho gaye tere rubaru oo oo ye bhi dikhe na kahan main khatam kahan tu shuru aankhein teri girti hain jab ab to neendein aati hai tab humko lagta hai kuchh dinon se ab tu ibaadat hai tu hi hai mazhab bewajah kaise kyun kahan aur kab meherbaan
kitne rang aate jaate hain aapke do rukhsaron par are kitne rang aate jaate hain aapke do rukhsaron par ek haaya ka rang gulabi dhoop chadhi kohsaaron par kitne rang aate jaate hain aapke do rukhsaron par are ek ada maasoom hai har ek ada meherban meherbaniyan haye meherbaniyan aji meherbaniyan badi meherbaniyan meherbaniyan haye meherbaniyan azi meherbaniyan badi meherbaniyan raat ki baat hai baat hai mere khawab ki aadhi raat ko haan zara zara halka zara zara chhalka aasman pe raat ko aap the ya poora chand tha aadhi raat ko haan zara zara sa halka zara zara chhalka are kitne rang aate jaate hain aapke do rukhsaron par are ek ada maasoom hai har ek ada meherban meherbaniyan haye meherbaniyan aji meherbaniyan badi meherbaniyan meherbaaniyan haye meherbaniyan azi meherbaniyan badi meherbaniyan kis ko hosh hai hosh hai kis ko ishq mein dil madhosh hai re pade aankh kahin pade paon kahin madhoshi mein hosh hai aap hain mere saamne mujhko thaam lo zara pade aankh
meherbanon kadardanon doston yaaron are khel dekho khel one two threeeee up duniyaa mein rehna hai to kaam kar pyaare haath jod sabko salaam kar pyaare duniyaa mein rehna hai to kaam kar pyaare haath jod sabko salaam kar pyaare warna ye duniyaa jeene nahin degi khaane nahin degi peene nahin degi khel koi naya suboh shaam kar pyaare duniyaa mein rehna hai to kaam kar pyaare hey haath jod sabko salaam kar pyaare warna ye duniyaa jeene nahin degi khaane nahin degi peene nahin degi khel koi naya suboh shaam kar pyaare hey duniyaa mein rehna hai to kaam kar pyaare paise bina duniyaa mein roti nahin miltiiii roti nahin milti langoti nahin miltiiiii paise bina duniyaa mein roti nahin milti roti nahin milti langoti nahin milti naam apna naa badnaam kar pyaare haath jod sabko salaam kar pyaare hey duniyaa mein rehna hai to kaam kar pyaare ek din tere mere khaab honge pooreeee aisi koi baat kar chal o jamure ek din tere mere khaab honge poore aisi koi baat kar chal o jamure
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm mehfil hai meri yeh tanhaiyaan rahe bas yaadon ki parchhaiyaan zindagi tujhse shikwa nahin kismat mein likhi hain ruswaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan rahe bas yaadon ki parchhaiyaan zindagi tujhse shikwa nahin kismat mein likhi hain ruswaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan kaun sunta dard e dil ki aawaaz ko ho oo kaun sunta dard e dil ki aawaaz ko tod ke jab chal diye tum mere saaz ko door tak ab baj rahi hain ghum ki shehnaiyaan oo mehfil hai meri yeh tanhaiyaan rahe bas yaadon ki parchhaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan maang raha hoon tere liye aaj main ye dua main hoon tanha to kya hua tu khush rahe sada dekhi hai pyaar ki dil ne gehraiyaan ho oo mehfil hai meri yeh tanhaiyaan rahe bas yaadon ki parchhaiyaan zindagi tujhse shikwa nahi kismat mein likhi hain ruswaiya mehfil hai meri yeh tanhaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan
mehfil mein aaye mehfil mein aaye wo aaj dheere se taaro bujha do chiraag dheere se mehfil mein aaye wo aaj dheere se taaro bujha do chiraag dheere se mehfil mein aaye wo aaye aaye dil ka machalna na dekh le koi chhup chhup ke milna na dekh le koi dil ka machalna na dekh le koi chhup chhup ke milna na dekh le koi aye mohabbat aye tamanna jaag dheere se mehfil mein aaye wo aaj dheere se taaro bujha do chiraag dheere se mehfil mein aaye wo aaye aaye pa kar kisi ke kadam ki aahatein haule se dole hain muskurahtein pa kar kisi ke kadam ki aahatein haule se dole hain muskurahtein dil ne chheda dhadkanon ka saaz dheere se mehfil mein aaye wo aaj dheere se taaro bujha do chiraag dheere se mehfil mein aaye wo aaj dheere se taaro bujha do chiraag dheere se mehfil mein aaye wo aaye aaye
mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain le kar dil o jigar ke nazraane aa gaye hain le kar dil o jigar ke nazraane aa gaye hain mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain haaaaannn mara hai teer tune dil ke kareeb aa kar ghayal bana diya hai humko nazar mila kar hum bhi tujhe tadap kar tadpane aa gaye hain hum bhi tujhe tadap kar tadpane aa gaye hain mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain aakhen churane waaleeeeee aakhen churane waale tujhko pata nahin hai aakhen churane waale tujhko pata nahin hai bin pyaar zindagi ka koi mazaa nahin hai bin pyaar zindagi ka koi mazaa nahin hai itni si baat tujhko samjhaane aa gaye hain itni si baat tujhko samjhaane aa gaye hain mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain le kar dil o jigar ke nazraane aa gaye hain mehfil
mehfil mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi humne bachaayi laakh magar humne bachaayi laakh magar phir udhar gayi mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi unki nazar mein koi to jaadu zuroor hai unki nazar mein koi to jaadu zuroor hai jis par padi usi ke jigar tak utar gayi jis par padi usi ke jigar tak utar gayi mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi us bewafa ki aankh se aansu chhalak pade us bewafa ki aankh se aansu chhalak pade hasrat bhari nigaah bada kaam kar gayi hasrat bhari nigaah bada kaam kar gayi mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi unke jamaal e rukh pe unhin ka jamaal tha unke jamaal e rukh pe unhin ka jamaal tha wo chal diye to raunak e shaam o sahar gayi wo chal diye to raunak e shaam o sahar gayi mehfil mein baar baar kisi par nazar gayi unko khabar karo ke hai bismil qarib e marg unko khabar karo ke hai bismil qarib e marg wo aayenge zuroor jo un tak khabar gayi wo aayenge zuroor jo un tak
mehfil mein jal uthi shamma mehfil mein jal uthi shamma parwaane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye mehfil mein jal uthi shamma parwaane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye chaaron taraf lagaye phere phir bhi har dam door rahe ulfat dekho aag bani hai milne se majboor rahe yahi sazaa hai duniyaa mein yahi sazaa hai duniyaa mein deewane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye mehfil mein jal uthi shamma parwaane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye marne ka hai naam muhabbat jalne ka hai naam jawaani pathar dil hai sunne waale kehne waala aankh ka paani aansoo aaye aankhon mein aansoo aaye aankhon mein gir jaane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye mehfil mein jal uthi shamma parwaane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye
mehfil mein sitaaron ki raat bhar tera zikr hi chalta hai mehfil mein sitaaron ki raat bhar tera zikr hi chalta hai deedar tera paane ke liye hi chaand nikaltaa hai mehfil mein sitaaron ki raat bhar tera zikr hi chalta hai deedar tera paane ke liye hi chaand nikaltaa hai mehfil mein sitaaron ki raat bhar sooraj teri komal kaaya ko kirnon se hi chhoo leta hai sooraj teri komal kaaya ko kirnon se hi chhoo leta hai tere pyaar mein deewana ho kar duniyaa ko ujaala deta hai duniyaa ko ujaala deta hai din bhar tere yauwan ko dekh kar hi wo shaam ko dhalta hai deedar tera paane ke liye hi chaand nikaltaa hai mehfil mein sitaaron ki raat bhar tera zikr hi chalta hai deedar tera paane ke liye hi chaand nikaltaa hai mehfil mein sitaaron ki raat bhar gun gun gun saagar ki lehre tere geeton ko gaati hain gun gun gun saagar ki lehre tere geeton ko gaati hain san san san hawaayen saaton suron mein nagmein tere dohraati hai nagmein tere dohraati hai har gul gulshan mein naam tera
mehfil se uth jaane waalon tum logon par kya iljaam tum aabaad gharon ke baasi main aawara aur badnaam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam mere saathi khaali jaam do din tumne pyaar jataaya do din tumse mel raha achchhaa khaasa waqt kata aur achchhaa khaasa khel raha ab uss khel ka zikr hi kaisa waqt kata aur khel tamaam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam tumne dhundhi sukh ki daulat maine paala ghum ka rog kaise banta kaise nibhta ye rishta aur ye sanjog maine dil ko dil se tola tumne maange pyaar ke daam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam tum duniyaa ko behtar samjhe main paagal tha khaar hua tum ko apnaane nikla tha khud se bhi gezaar hua dekh liya ghar phoonk tamaasha jaan liya apna anjaam mere saathi mere saathi mere saathi khaali jaam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mehboob Ki Mehndi Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:30 36015
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar
Duration : 04:30   Song Number : 36015   

Mehboob Mere Patthar Ke Sanam (1967) 05:48 20900
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:48   Song Number : 20900   

Mehbooba Chandni (1989) 04:58 12960
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Shri Devi
Duration : 04:58   Song Number : 12960   

Mehbooba Bana Lo Mujhe Dulha Sadhu Aur Shaitaan (1968) 03:34 15190
 
Poster of Sadhu Aur Shaitaan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:34   Song Number : 15190   

Mehbooba Mehbooba Sholay (1975) 04:00 18048
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jalal Agha, Helen
Duration : 04:00   Song Number : 18048   

Mehbooba Meri Mehbooba Jaanwar (1983) 05:12 13427
 
Poster of Jaanwar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:12   Song Number : 13427   

Mehbooba Paayi Hai Maine Mohabbat (1985) 05:37 36941
 
Poster of Mohabbat (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 05:37   Song Number : 36941   

Mehbooba Teri Tasveer Ishq Par Zor Nahin (1970) 05:45 13383
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:45   Song Number : 13383   

Mehek Teri Vikas Bhalla 05:43 11182
 
Poster of Vikas Bhalla
 
Category
Indipop
Lyricist
Vikram
Music Director- 
Sandeep Surya
Singer- 
Vikas Bhalla
On Screen Actors- 
Vikas Bhalla
Duration : 05:43   Song Number : 11182   

Mehendi Te Vave Malve Mehndi Rang Lagyo (1960) 06:50 31504
 
Poster of Mehndi Rang Lagyo (1960)
 
Category
Gujarati
Year- 
1960
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:50   Song Number : 31504   

Meherbaan Bang Bang (2014) 05:09 36148
 
Poster of Bang Bang (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Anvita Dutt, Kumaar
Music Director- 
Vishal Shekhar
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Katrina Kaif
Duration : 05:09   Song Number : 36148   

Meherbaniyan Veer (2009) 04:33 38028
 
Poster of Veer (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Zarine Khan, Salman Khan
Duration : 04:33   Song Number : 38028   

Meherbanon Kadardanon Haathi Mere Saathi (1971) 05:02 20416
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Raju (Elephant)
Duration : 05:02   Song Number : 20416   

Mehfil Hai Meri Yeh Tanhaiyaan Partner (1982) 04:39 36057
 
Poster of Partner (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
Singer- 
Ashok Khare
On Screen Actors- 
Kanwaljeet Singh, Deepti Naval
Duration : 04:39   Song Number : 36057   

Mehfil Mein Aaaye Wo Aaj Sitaron Se Aage (1958) 03:09 20017
 
Poster of Sitaron Se Aage (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:09   Song Number : 20017   

Mehfil Mein Aaj Teri Naya Andaz (1956) 03:13 13854
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 13854   

Mehfil Mein Baar Baar Ghulam Ali 05:59 38062
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:59   Song Number : 38062   

Mehfil Mein Jal Uthi Nirala (1950) 03:10 13880
 
Poster of Nirala (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
P L Santoshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:10   Song Number : 13880   

Mehfil Mein Sitaron Ki Raat Bhar Anokha Andaaz (1995) 05:44 31151
 
Poster of Anokha Andaaz (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Manish Kumar
Duration : 05:44   Song Number : 31151   

Mehfil Se Uth Jaane Waalon Dooj Ka Chaand (1964) 03:20 13160
 
Poster of Dooj Ka Chaand (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:20   Song Number : 13160